MEGA UPDATE 120
Jab uss hole hai hote hue ghar ki parking mai pahuche toh
Arav - aabe kaya kiya
Mai - abb kaya hua
Arav - yeh toh beshosh ho gayi phir sai
Mai - maine Pehale hi kaha tha abb chal le kar chal andar
Usnai usse goad mai uthaya aur hum andar jaane lage
Hum jab andar gaye toh waha sab hume dekhane lage
Payal - aa gaya tuh
Mai - didi app gusaa kyu ho
Payal didi ekdum sai ronne lagi
Mai (man mai) - enhe toh oscar milana cahiye emotional hone mai
Mai unke pass gaya aur unhe chup karane laga Unhone mere seene par ghuso ki barsat kar di
Payal - tuh bahut ganada hai mai tujhsai baat nahi kraungi
Mai - kay hua didi aisa mat karana
Maa - teri vajah sai esska ghar blast ho gaya aur kehata hai ki kaya hua
Payal - kaisi baat karati ho dev par toh aise hazaro ghar kurban hai mai toh ess
liye kaha kyuki yeh jab aap sai ghar chhodani ki baat kar raha tha tab mai gate ke pass hi thi
Mai - arre jasus toh mai hu app jasusi kab sai karani lagi woh sab ek jaal
tha kisi ko fasane ke liye waise agar mai nahi aata toh
Payal didi nai mujhe sofe par dhaka de diya
Payal didi edgar edhar udhar dekhene lagi - ess ghar mai koi Chhadi (stick) kyu nahi hai
Devika nai haath piche kiye aur chadi(stick) la kar didi ko de di
Mai - devika yeh thik nahi hai aaahhhh ouuuch nahi didi aage nahi hoga
Payal - bol shaadi sai pehle jayega kahi
Mai - aahhh suja diya haath nahi jaunga kahi bus na
Saloni - nahi didi aur marro
Mai - aahh nahi tumhe toh baad mai dekh lunga
Saloni - yahi kadhi hu mai dekh lo didi tango par marro taaki chal na paaye
Payal - tuh chhup kar mai janti hu
Mai - didi mai shaadi tak kahi nahi jane wala bus naa
Payal - pakka
Mai - haa didi pakaa mar mar kar suja diya hai
Unhone marana band kiya
Payal - kitana natak karta hai koi chhot nahi lagi tujhe
Maine wahi shirt utar di
Kiran - haaye ram kitna besharam ho gaya hai
Cchacha - haa esski shaadi sach mai karani hogi tabhi lagam lagagi esski
Mai - aap logo ki tarah nahi hu mai strong hu
Masoom - woh toh pata chalega hi aage
Sab ke sab has nai lage
Mai - kaya didi sab has rahe rahe aur app roo rahi ho
Payal - mujhe laga tujhe chhot nahi lagagi
Maine dhire sai kaha - didi yeh jaduyi hai mujhe toh bus halki si lagi apne
husband ko mat mar dena woh mar hi jayenge
Payal - chup kar saitan ke bache
Mai - are yar shiva jara dusri light on kar bhai
Shiva nai dusari light on ki Sab ke muh khule rah gaye
Dad - wah kaya sajawat hai jaise kisi pari nai sajaya hai
Mai - haa dad pariyo ki raani nai Sab mere taraf dekhene lage
Didi nai baat badalate hue
Payal - waise tune sab pehale hi soch rakha tha kaya
Mai - haa yeh toh socha hi tha aur haa saara samaan sabke room mai jaisa waha tha yaha hau
Payal - kbhi kbhi magic ke fayede bade ache lagate hai
Mai - acha mai chala sonne app log apna apna room dekh lo aur haa mousa ji app jada mat socho mai hu sab sambhal lunga
Arav - yaar bhai eska kuch kar
Maa - kon hai yeh aur asse kyu laaye ho
Mai - woh sab bad mai maa tuh lekar chal mere saath
Hum dono uper ke room mai gaye
Arav nai Raveena ko lita diya
Mai uske sir par haath rakha aur kuch mantra bole
Raveena ki aakhe khulane lagi
Arav nai usse gale laga liya
Mai waha sai uth kar jaane laga
Arav - todhi der ruk jaa
Mai - naa bhai kahi bhabhi phir behosh naa ho jayee
Arav hasa par bhabhi ji nahi
Mai waha sai akkar apne room mai let gaya
Maine apni akkhe band kar li aur kho gaya apni sapano ki duniya mai
Jaha mai tha aur meri komal
the aur mai usski goad mai leta hua hu aur woh meri baalo ko sehala rahi hai thi
Udhar sab apne room dekh kar kaafi khush the
Kaafi time baad shor sunayi diya
Aur pari kasish sai lad rahi thi
Pari - yeh room mera hai kyuki yeh bhai ke room sai attach hai aur tujhe bas
todhi der rukane diya bus
Kasish - ase kaise mai pehale ess room mai aayi hu
Pari - uss sai koi fark nahi padata hai
Kasish - mai badi mummi sai shikayat kar dungi
Saloni - kyu chilla rahi ho tum dono jis lena hai le loo lado ma aur tuh pai lene de naa usse waise bhi usse kuch din baad jana hi hai
Kasish - how sweet of you di
Pari badabadate hui mere room mai aa gayi
Pari - enko toh mai chhodungni nahi kaise smile pas kar ke soo rahe
uss nai gate lock kiya aur mere upar kud gayi
Mai - aahhh hh kom....allll
Pari - komal nahi pari hu mai
Mai - are pari kaya tuh yaha
Pari - woh side wala room kasish nai le liya toh mai aa gayi apke pass par komal
didi ka naam kyu
Mai - chup kar didi nahi woh samjhi
Pari - sorry woh ...m..
Mai - chal abb hat sonne de
Pari - nahi mujhsai baat karo mai nahi sone dugi
Mai - kaya bachapna hai hai pari
Pari mere upar sai haati aur jaane lagi
Mai(man mai) - kahi yh bhi neha ki tarah naa ruth jaaye
Mai utha aur usse picche sai pakad liya
Pari - chhodo mujhe nahi karani apsai baat
Ma - maaf kar de naa
Maine usse god mai uthaya aur lita diya bed par
Pari - Pehale kyu bhagaya
Mai - arre mai toh majak kar raha tha
Pari - bhai waise komal ka sapana dekh rahe the
Mai chock gaya usse aisa bolanai sai
Usnai hilaya mujhe
Mai - haa dekh raha toh kaya hua
Pari - app uske sapne kyu dekhate ho jab woh apko nahi samjah sakati hai
Kai - woh......chhod jaane de yeh bata aage kaya karana hai tujhe(mai baat badal
di )
Pari - kuch nahi bhai bus mai ek dancer bana cahati hu
Mai - tabhi tera padayi mai man nahi hai
Pari - haa aisa hi kuch
Mai - aur kuch hai
Pari - haa aur app sai payar
Mai - pari maine tujhsai kaha tha woh sirf attraction hai
Pari - jisa appko uss komal aur baaki sab ke liye hai
Mai tezz sai - pari yeh jada ho raha hai
uss nai mujhe kich liya
Pari - abhi kiya kaya joh jada ho gaya
Mai(man mai) - hey bhagwan bacha loo ess sai
Uss nai gaal par ek kiss kiya
Pari - appko bhuk nahi hai kaya subah sai sahi sai kuch nahi kahya hai
Mai - haa bhut joro ki meri vajgah sai yeh sab hua toh kissi ko preshan nahi kiya aur bhar kahanne ka man nahi tha
Pari uth kar - bhai kitchen kaha hai chalo bato mai bana dungi
Mai - kaya sach mai
Pari - bhabhiya toh bus ladnai mai dimag laga rahi chalo abb
Mai kush tha bahut par dhuki bhi ki yeh baat shaayad sahi thi woh sab bhi yahi
kar rahi thi
Mai - haa chal
Hum dono niche aa gaye kitchen mai
Pari - bhai saara saman hai yaha sab kuch
Mai - haa woh toh devika nai sab kar diya hoga
Pari - kaya banau batao
Mai - jada nahu halka fulka bana de
phir woh lag gayi apne kaam mai aur mai bus khade khade dekh raha tha kasam sai ussko aisa dekh lag nahi raha thaa ki yeh keval attraction hai par mujhe ek baat khaye jaa rahi thi ki mera yeh janam kaise hua mai jab mara mera janm hona mushkil thaa dubra toh aakhir hua kaya usske baad
Todhi der baad jab bana gaya
Pari - kaha kho gaye ho aur khadee ho tab sai
Mai - tuh bhi toh kadhi hi thi
Pari - bhai app kab kaya bolate ho abb samajh mai nahi aata hai
Mai - chal pehale kaah lete hai
Pari - chaliye room mai apne haatho sai khila dungi aapko
uss nai khane ki taali li aur
Mai bina kuch bole chal pada usske piche room mai pahuch kar hum dono bed par beth gaye aur woh mujhe khilane lagi
Pari - oucch haath kahoge kaya bhaiya
Mai - sorry jada lagi toh nahi
Pari - nahi app kaho
Khane khane ke baad mei muh haath do liya woh bhi niche chali gayi thaali
rakhane
Pari thodi der baad aayi
Pari - bhai abb soo jaoo maine aapko jaga diya tha naa
Mai - abb need nahi aa rahi hai
Woh niche utar kar gayi aage aur bhaag kar mere upar kud gayi
Mai apne hoth par haath rakahata hua - yeh kaya thaa
Pari - meri good night kiss
Mai - bhut bhadmass ho gayi hai apana kaam nikal leti hai chal abb mai bhi soo hi leta hu
Pari - dekha mera kamal
Mai - haa chal meri chulbuli chochalaty
girl soo jaa
Whai ess chandani raat mai ek room mai ek payaari si ladki beth kar kuch likh rahi joh shayad usse dil ke ashasas ko batate hai
Kaise batau tujhko kaya yeh mera dil kehata hai
Bus tere hi Naam lekar dhadakata rehta hai
Pyaar kitana Karati tuhjsai tuh naa jaan paayega
Meri saaso ke har panno bus tuh apna hi naam paayega
Mera dil bhi kahi kho jaaye par mile tuh har jagah yahi tamana karata hai
Teri baho mai hai jannat yeh koi nahi jaan payega kyuki tera dil bhi toh mujhsai payaar karata hai
Raat ki chandani jalaye har pal kaash tuh aaye aur bhar le mujhe apni bhao mai aur kah de ki tuh sirf mujhsai hi payar karata hai
Kaise mai dekhu tujhko unki bhao mai jin par hak mera hai
Tod diya tune mere sapnao Ka aashiyana phir kyu kehata hai mujh par hak tera hai ........
Tabhi gate par nock hua aur komal ke ashu aur pen wahi ruk gaye woh uthi apna face saaf kiya aur gate khola
Vinita - komal mom
Vikram - komal dad
Vinita - kaya kar rahi beta abhi tak
Komal - kuch nahi mom bus need nahi aa rahi
Vinita - soo jaa beta kal school bhi janna hai
Komal - haa mom bus jaa rahi hu
Vinita - ok beta good night
Komal - good night mom
Vinita - arre beta woh dev ke ghar sai card aya tha usski behan ki shaadi kaa
kab jaa rahi hai sam bhi kah raha hai jane ko
Komal - nahi mom mujhe paper ka padhana hai good night uss nai gate band kar diya
Vinita apne room mai jaate hue - azzeb baat hai pehale toh ek birthday party tak nahi chhodati thi apne dosto ki aaj pata nahi esske dimag mai kaya chalata hai
Komal apne bed par roti hui soo gayi
Kuch hi ghantoo baad raat ki khatam karte hue suraj ki roshani nai bataya ki
savera ho gaya hai
Sab log angdayi lete hue uthe
Mai bhi uth ke gaya masoom ke paas
Masoom - kon hai waha arre dev aap yaha
Mai - haa mai tum sai milne ka man hua toh aa gaya
Masoom - toh kaise yaad aayi meri
Mai - acha chalata hu
Masoom nai mera haath pakad liya - kaha jaa rahe aaj meri yaad aayi aur abb jaa rahe aise hi kaya hua bolo bhi
Maine masoom ko good mai utha liya
Masoom - haaa haaa are dheere gir jaungi
Mai - apne ess asshique ke hote hue nahi
Masoom - haa pata hai aisa asshiqu hai ki yaad nahi humari
Mai - nahi baby mai hamesha tumhe yaad rakhata par tum abb badal rahi ho
Masoom hotho par haath rakahte hue - shiii kuch nahi Pehale apni baby ko ek
morning kiss do
Mai usse kiss kartaa hua bed par gira deta huu
Masoom - oucch aaram sai
Mai - abb baato bhi kyu badal rahi ho tum ess duniya ki tarah
Masoom - pata nahi kyu par sab jab aap pe hak jamati hai toh mujhe bhi man karata hai karne kaa ess liye karati hu