UPDATE 35
Ki tabhi kuch lafange ladke baha aaye and ladkiyo ko dance KE liye pochhne lage. Lekin unho ne Mana Kar diya. To be thoda jabardasti karne lage to Radha ne utha Kar uska aisa haath Moda ki usko uski Nani yaad aa gayi. Vo 3 log the to Radha ko usse chudane KE liye aage aaye and Radha ne ek ko seene per laat jama di. Bo thoda door gira and fir Radha ne uska hath chhoda and uske chehre per ek puch jad diya. Jisse uski naak per SE khoon aane laga. Me to bilkull normal tha lekin baki sab log bus Radha ko hi dekh rahe the.and aakhiri Wala jab aage aaya Radha ne uska haath pakda and dusre hath se ball pakde and uska sar table me de mara. Jisse use thoda khoon aane laga. Lekin bo sab jaldi hi baha SE bhag gaye.and hum logo ki party fir se suru ho gyi. Khair. Thoda bahut baha per halka sa Nasha sab ko hone laga tha. Or usi suroor me sab log bindas hoke nach rahe the. Kisi ko koi fikar nhi thi. Hum logo ko party karte hue karib 11 baj Gaye the. To Maine sab ko Ghar chale ko kaha. Sab maan Gaye. Lekin kisi ka Jane ka man nhi Kar Raha tha. Fir bhi Jana to tha hi. Hum sab Bahar aaye and apni vele ko hamari gadiya lane ko kaha. Abhi hum intejaar Kar hi rahe the ki saamne se karib 20 ladke chale aa rahe the. Jinke aage vo teeno bhi the jinki andar dhulai hui thi. Vo hamare pass aaye to vo ladka bolne laga
L1- kyu be chhamiya andar bahut uchhal rahi thi ab apni takat dikhata hu tujhko. Tune Mujhe maar ke achha nhi kiya.
Karan- abe ja yaha SE andar itni maar padi fir bhi akal nhi aayi Jo fir se Pitney ke liye aa gaya and apne dosto ko bhi le aaya.
L1- Abe ghochu chup ho ja dekh mere pechhe kitne ladke hai itna marege ki mahino Tak hospital se uth nhi payega. Samjhe.
Vijay- sale tu marega or hum chupchap maar kha lenge Kya. Sale marna to door ki baat hai humko chhu Kar to dikha yahi Tera kaam tamam Kar dunga me.
L2- aaee sane jayada uchhal mat Tere liye theek nahi hoga tum keval 8 ho jinme ladkiya bhi hai lekin hum 20 hai jinme sare mard hai. Samjhe.
Radha- kyu jingoor bada mard ban Raha hai. Andar Kya hua tha tujhe.andar to mujh akele se tum log pit Gaye. Or yaha hum log 8 hai to khud hi soch le. Or vese bhi Tum sab ke liye to Mera Bhai hi Bhai hi kafi hai. Agar tum sabne milkar isko maarne me kaamyab ho Gaye to Jo bolega bo karungi me.
Maine uski taraf dekha to usne mujhe aankh maar di.
Or kehne lagi bahut time se tumhare hatho me khujli ho rahi thi na to mita lo.
Baat to sahi thi.uski.
Khair me aage aaya. Or kaha
Main- dekho Bhai log aakhiri moka hai tumhare pass agar pitna nahi hai to chupchap yaha SE nikal lo. Nhi to aage Jo hoga hske jimmedar tum khud hoge.
Lekin kisi ke kaan per juu Tak na rengi.
Khair me aage bada or doud Kar aage wale ko ek flying kick jad di.
Jisse uske sath 2-3 ladke or fir Gaye. Abhi bo sambhalte uske pehle hi Maine ek punch ghuma diya. Jisse 2 ladke or gir Gaye. And Mene apni speed ka istemaal karte hue. Sabko ek ek knockout punch jab diya. Jiss karib 30 sec. Me baha per bo sab neeche Dale karah rahe the. Lekin kuch ko jyada hi khujli thi 4 ladke fir se khade hue. And mere ko dande se Marne ka try karne lage lekin Mene ek ka danda block kiya and usse vo chhuda liya. And fir Jo dhunai suru ki Maine unki dande se. Har ek ko mara or aisa.maara ki sale ab hafto Tak hospital se nikle ge nhi. Jab sab ko dho liye to Mene aas pass dekha sab KE sab bahi pade hai bhayankar karah rahe hai kuch to sale behosh hi ho gaye.the. khair Mene dande ko feka and apna phone nikal ke ambulance ko call karke yaha ka pata Bata diya. Or jab me muda to sab log keval Radha or Vijay ko chhod Kar Mujhe aise ghoor rahe the. Ki me koi alian hu. Baha per kafi bheed bhi jama ho gyi thi. Sabhi log Mujhe hi ghoor rahe the.khair Mene sabko jhatka and sab KE pass aaya or sab ko Ghar Jane ka keh diya.
Karan- Bhai ye Kya tha. Tune to akele hi sab ki band Baja di. Yaar ye galat baat hai. Mere hatho me bhi khujli thi Jo Mujhe mitana tha lekin tune mouka hi nhi diya.
Main- sorry Bhai agli baar tu mita Lena me door rahuga. Or aaj bhi rehta lekin iss Radha ne Mujhe aage Kar diya. Next time bro.
Jisse sab hasne lage.
And hamari gadiya bhi aa gyi thi to Mene Radha ko baithaya and sab ko byy bol Kar nikal gaya.and baha per fir Kya hua Mujhe pata nhi karib aadhe ghante me hum log Ghar pahuch Gaye thodi bate karte hue.
Maine gadi park ki and hum log andar aaye apne kamre me Gaye me fresh hua kapde change kiye and bed per lait gaya. Thodi der baad Radha aayi and mere se chipak Kar Mujhe ek kiss karke so gyi.
Next morning……
Me karib 3:30 pe utha kyuki Bhai ko airport chhodne Jana tha Mene Radha ko uthaya and usko bola ki me airport jaoga aabhi tum uth Jana nahi to soti raho. Usne ok bola and fir so gyi. Fir me jaldi fresh hua and Jo kapde Mene pehne the lover, t shirt usi me neeche aaya to Bhai bilkul ready the. Maine unko wish kiya and bua or fufa bhi jaag Gaye the. Fir bua ne coffee di and humne pee fir sabko byy bol Kar hum airport ke liye nikal Gaye. Khair subah ka waqt tha to adhiktar road Khali hi tha to me gadi ko achhi speed me Chala raha tha.jisse karib aadhe ghante me hum log airport pahuch Gaye. Baha hum andar aaye. And Bhai ne counter SE apni tickets collect ki or flight ki boarding suru ho gayi thi to Mene Bhai ko happy journey wish kiya unko hug kiya and khayal rakhne ka bhi bola and same unhone bhi Mujhe sab ka khayal rakhne ko bola. And Maine kaha ki Mujhe phone per update dete rehna ki baha per Kya ho Raha hai. Unhone bhi ok bola and vo andar security check KE liye chale Gaye. And me unko jate hue dekhta Raha. Fir me Bahar aaya and apni gadi me baitha or bapis Ghar ki taraf nikal pada. Bahi same time me main Ghar pahucha to 5 baj Gaye the. Me aaya and jab kamre me aaya to Radha. Abhi bhi so rahi thi. Maine usko pyar se uthaya uske meethe hotho ka raspan kiya. Bahut hi lajawab hoth the yaar uske jab bhi kiss karta to utna hi aanad aata tha. And usko mathe per kiss kiya. Vo uthi and Bhai KE bare me pochhne lagi to Mene keh diya ki unko flight me betha diya hai. Tab vo apne kamre me chali gayi. And me apni gym me ghus gaya. Badiya light chalu ki and apna mobile nikal ke music system on kiya and usko connect kiya or loud music per song chalane laga. Kyuki ISS Ghar KE sare kamre sound proof the aawaj Bahar nhi jati thi. Fir Kya lag gaya apni exercise me.
Aftar exercise nahaya and badiya se fresh hua kapde change kiye. And neeche aa gaya. Bua ne breakfast and coffee di. Maine dono jaldi finish kiye and baith gaya tv ke saamne. Subah ka time tha to kuch khass nhi aa Raha tha. News per bhi koi khass news nhi aa rhi thi. And tabhi ek chennal per Kal raat wali news aa rahi thi ki kisi ne 20 ladko ko buri tarah mara. Hai police abhi bhi jachpadtal Kar rahi hai. Jaldi usko pakad liya jayega jisne inko mara hai. Kyuki uski gadi ka no. Yaha ragister me uplabadh hai and yaha per bahut se logo ne use dekha bhi hai.
Mene man me Socha. Kal raat ko mara tha unko aaj subah ho gyi abhi Tak police Mera pata nhi laga payi. Kya baat hai balki unke pass to mere khilaf itne saboot bhi hai.
Fir Maine sedhe comm. Uncle ko phone kiya.
Main- hello Uncle good morning kaise hai aap.
Comm.- abhi Tak to thik tha aage ka pata nhi. Khair good morning too.
Main- achha uncle uss aadmi ka Kya hua fir.jisko Kal admit karwaya tha.
Comm- vo ab khatre se Bahar hai. Uske family wale bhi aa Gaye. The baha per sab tumko bahut bahut thankyou bhi keh rahe the.
Main- or uska accident kaise hua tha.
Comm- usne bayan diya ki road cross karte waqt koi gadi usko thok ke chali gyi. Us gadi ka no. Mene pata kiya CCTV se and uske pate par gaya lekin vo baha moujood nhi tha lagta hai kahi chhip gaya hoga. But you don't worry me usko pakad hi lunga.
Main- usko to pakad hi loge lekin aapki police abhi Tak Mujhe nhi pakad payi jabki me Ghar per hi hu.
Comm- kya Matlab tumhe kyu pakdegi police.
Fir Maine unko Kal raat ki or aaj subah news ki bate unko Bata di.
Jispe unhe hasi as gyi.
Comm- tu nhi sudhar sakta me to thak gaya tujhe samjhate samjhte. Khair me pata karta hu ki abhi Tak unko Tera pata kyu nhi Chala. Or agar chal bhi gaya hoga to me sambhal lunga you don't worry.ok
Main- ok uncle me kyu worry karunga Maine koi galat kaam to kiya nhi hai. Jab karunga tab bhi sayad nhi daru. So mujhe Kya fikar.
Comm- ha beta tumhe kyu dar lagne laga. Tera metter sambhalne KE liye me Jo hu yaha.kyu.
Main- yahi to baat hai.
Comm- badiya hai Chalo ab phone rakho me pata karta hu. Or kabhi Ghar bhi aa jaya kar Teri aunty bahut yaad karti hai dono ko.
Main- jaldi hi aaoga uncle ok byyy.
Fir Maine phone rakh diya tab Tak Radha bhi aa gyi and usne bhi nasta karna start Kar diya. Uska breakfast finish hua to hum dono nikal pade CLG sab ko byy bol ke. Aaj hamara practice match tha. Isiliye thoda jaldi ja Raha tha.
To be continued………..