Badhiya update bhai
Akhir khajane ka raaj pata lag gaya ki kaise aya udhar kamal thakur ka beta tha arjun thakur jo ab tak to nahi dikha ha to kya pata khajane ke pichhe ye hi pada ho or jaise bataya gaya ha ki sunaina thakur ki jaisi harkate han waise to yahi lagta ha ki usne bade thakur ke sath dhoka kiya kisi or ke sath milkar or iska pata bade thakur ko pad gaya tha isliye usne sare raj sandhya ko bataye na ki sunaina thakur ko or khajane ki chabi bhi use hi di lekin sunaina thakur gayi kahan kya wo abhi bhi jinda ha ya fir mar gayi ha ya fir kisi ne bandi bana kiya ha use but jaise ki pehle bataya tha koi ir bhi tha jo khandhar ki jamin ko kharidne oe tula hua tha to shyad use khajane ke bare me pata ho
Idhar chandni ko pata pad gaya ha ki ghar ka bhedi lanka dhaye ha ab dekhte han kon ha wo shaks jo haweli ki sari jankari de raha ha
Idhar last me shalini ne plan banaya ha abhay or sandhya ko sath me rakhne ka jo ki shayd age chalkar dekhne ko mile kyonki dono ki hi jan ko khatra ha