If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Sahi hai waise bhi jab aapne hero sameer ko rakha hai to uska hi character damdaar hona chahiye kuch story me shemale ka character jyada hi highlight kiya jaata hai aap aisa mat karna suhail aur saniya ko supporting role me hi rehne de...
Dost part one best tha par kehte hai naa k part two jyadatar niraash kar deta hai aur iska reason shayad extra epherds ko maana jaa sakta hai jo writer lagata hai part one se bhi behtar banane k liye aur yha bhi shayad yahi ho raha hai naa to koi main lead me hai jo ki sabse jyada zaroori tha...