Ye kya sala lash kisne gayab kar di jo Samar ko nahi dikha, khair ye revolver Shrey ne kyon Manish ko lene ke liye bol raha tha ab thoda thoda clarity mil raha hai, let's see aur kya kya jhelta hai ye Manish, Neha ke karan jo first day se hi Manish ko cheat kar rahi hai, aur Shrey jo apne...