If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Wah pandit ji... action toh acha aaya..
Lekin yeh kya sun raha hu.. ki aap kahani end kar rahe ho!!
Bhai manna ke aapne yeh kahani asli kissae se shuru ki thi. Lekin fantasy mirch masala daal ke aage bhi toh badha sakte ho..
Waise marzi aap ki hai.. bhale log kitna hi gyaan de.. lekin jab...
Bhai hum toh kuch aur action :kissie:ke ummed mei thay, lekin yeha toh asli action shuru ho gaya.
Dost ko ghayal kar, heroin ko agwa kar liya! Ab dekhte hai apna hero kaise villian ki maa behen ek kar deta hai.
🃏
Pyaar hua..izhaar hua.. pyaar se fir kyu darta hai dil..
Sunny aur Kanchan ka bhi pehla kiss.. Aisa maahol toh kaise koi khud ko roke.. yeh toh hona hi tha...
Chalo ab toh jodiya ban hi gayi. Ab kahani mei twist ka intezaar hai..
🃏
Veer aur Supriya ke baad .. ab Sunny aur Kanchan ko set kar diya..
Hmm.. Veer aur Priya ka pehla kiss.. aag dono taraf laggi hai.. Waise bhai.. Hero ka control manna padega.. ladki kiss karna chahti hai.. lekin .. bhaisaab ne mana kar diya... Bhai bus mei last seat aur raat ka time.. isae...
:laughclap:
Ek shaayar jab kahani likhe toh kahani toh ruhaani honi hi hai.
College ke kissae. Yaar, dosti aur mohabbat. Doston befizul baatein, jawaani ki naadaniya.. sab ka ek pehlu dikhai padta hai.
Naujawaan Raghuveer, aise toh aalsi lekin waqt aane par apno ki madat ke liye hamesha...
College ke dinno ki baat ho kuch aur hai yaar...
🎶Dil chahta hai kabhi na beete .. chamkile di.. Dil chahta hai hum na rahe kabhi yaaro ke bin..🎶
:music:
(Words nahi lekin feelings original hai)
Manikarnika se mujhe toh sirf Jhaansi ki Raani hi yaad aayi.. 😁
Aap ka last update just abhi padha... kaafi saari information di gayi hai.. kaafi saare subjects ko touch kiya gaya hai... Aap ka in sab mei deep knowledge kaafi kabile tareef hai
Lekin aapne is "Season" ka end kaafi acha kiya...