Rupali: Apurva aaj se yeh hogi apki seat, Yaha par apka sara kaam hoga waise Rihad ji ka kafi bada aur faila hua business he, real estate, bakery, poultry aur yaha unka ek aur business he wo khana supply kartay he jaise corporate house, shadhi yeh saab,Apurva: Rihad ji ka bahut bada business...