Aaj se Deedh saal pehle.
Apurva aur Nikhil dono unke naye ghar me aa jatay he, ye unka ghar tha Nikhil ne badi mehnat se ye ghar liya tha Apurva nahut khush thi unka khudka ghar ek high society me tha, Waise yeh ghar Nikhil ke heysat se bhar ka tha par usney kafi bada loan liya tha jiske liye use do job karney padney wale thay. jiskaran wo subhey 7 bajey ghar se nikkal jata aur raat 10 baje se pehle ghar nahi aa pata.
Jiskaran Apurva ko hi pura ghar ki jimidari lene padi usney uska aur nikhil ke ghar ko sajaya tha, kaam ke karan Nikhil sunday bhi dusrey office jata tha Nikhil Non vegiterian tha par Apurva pure veg thi usney ek din socha kyu na wo Nikhil ko Non veg khana ban kar suprise degi jis liye wo society se thodi dur market me chali jati jaha wo uske mooh par ek rumal rakha tha aur chal rahi thi.
Wo ek mutton shop pe jati he, Jaha Iqbal beta hua tha wo Apurva ko dekhtay he ja raha tha apurva thi he itni khubsurat.
iqbal unse kehta he " Madam ji apko kitna ghost chiye?"
Apurva iqbal ko dekhti rahi kyu ki use kuch samaj nahi aa raha tha wo kya kahe usney kabhi muttan nahi liya tha aur na kabhi banaya tha wo to sirf Nikhil ke liye banana chati thi.
Iqbal " Madam aapko kya chiye? kya banana he?"
Apurva hijk ki jate he kehti he" wo mujhey gravy banani he par kabhi liye nahi he yeh saab"
Iqbal" are madam gravy ka liye kitna chiye me acha katke dunga apko ek dam kawala fresh maal he waise kiske liye bana na he?"
Apurva " mere husband ko unka meat pasand he"
Iqbal " thik he kitna chiye?"
Apurva " Adha killo dedo"
Iqbal " baas aadha killo itney me unka kya hoga 2 killo le jao me ek time me 3 killo kha jata hu"
Apurva " itna nahi aadha killo de do bass, aur inke liye masala kaha milega"
Iqbal " madam ji masal bahar se aap khud bana loo jyada taste aayege yeh market ke masale mutton ka taste kharab kar deta he."
Apurva " nahi wo mujhey nahi pata youtube se dekh kar bana rahi hu"
Iqbal kuch jyada nahi bolta wo aadha killo mutton kat kar Apurva ko de deta he aur apurva waha se chali gaye aur raat ke liye Nikhil ke liye youtube se dekh kar mutton gravey banye usney gravy ke jhuti tarif ki par jayad khaya nahi jis se Apurva ko laga usney shayad acha khana nahi banaya jis se wo dukhi ho gaye aur nikhil kehta he ke use acha laga ki usney koshish ke.