- 2,801
- 13,184
- 159
i
Its on the way bhaiWaiting bhai
Its on the way bhaiWaiting bhai
Lovely update bhaiUpdate - 97
Dev – thik hae fir hum log chalte hae subah hone wali hae aap log bhi sham tak aa jaiyega.
Fir dev, poonam, shalaka, rudra aur nilam waha se nikal ke gaanv aa jate hae.
Gaanv me dev ke bangle ke basement me…
Dev – chalo ye sab to ho gaya rudra tumhare mata pita ko tumhare mata pita hi kah kar yaha gharwalo se milwayege aur nilam ke bhi. Bache poonam aur mere mata pita to un ke liye kuchh soch lege. Abhi sab aaram karte hae. aur subah uthkar milege. Gud nt.
Sab apni apni jagah pe pahuch jate hae.
Udhar sudha ko raat bhar nind nahi aayi thi. Kyu ki har bar ki tarah gopal ne use garam kar ke aur khud jhad ke so gaya tha.
Udhar aghori apni gufa me abhi sirf do hi kam kar raha tha. Ek to thakur ki dekhbahal aur dusra apni sadhna. Tabhi waha uska guru aata hae.
Aghori – pranam gurudev
GD – ayushman bhav aghori , ab wo waqt pas aa gaya hae jab tumhe jinn badshah se milna chahiye. Mae ne apne tareeke se use sab bataya hi hae. lekin agar tumhe unki madad chahiye to tumhe hi uske pas jana hoga. Tum abhi uske pas jao aur usse madad mango. Der na karo kyu ki tumhara samna bahot jald rudra aur uske mayavi sathiyo se hone wala hae.
Aghori – gurudev maene bahot si shaktiya hasil kar li hae aur fir aap khud bhi to behad shaktishali hae hame kisi jinn winn ki sahayta ki bhala kya jarurat? kya aap mere saath mil ke unhe smapt nahi kar sakte?
GD – murkho jaesi bate na kiya karo aghori, unhe abhi bhanak bhi nahi hae ke tumhare upar bhi koi hae. yadi unhe pata chal gaya to wo apni taqate aur bada lege. Aur abhi aesa samay nahi ke mae un ke samne aau kyu ke mae samajhta hu ke tum hi unhe khatam kar sakte ho. Kyu ke yadi rudra aur uske sathi smapt ho gaye to tumhe to tumahri manchahi shaktiya mil hi jayegi lekin mae bhi behad shakti shali ho jauga. Isiliye mae tumhari madad kar raha hu. Rasta mae dikhauga aur us par chalna tumhe hae. aur yadi mujhe laga ke kahi tumhe meri jarurat hae to mae usi pal tumahri sahayta ke liye aa jauga ab tum samay barbad mat karo aur jao jinn badshah ke pas.
Aghori – samajh gaya gurudev mae jata hu.
Fir GD waha se gayab ho jata hae aur aghori apni shaktiyo ka kawach waha lagakar usi samay jinn lok ki taraf nikal jata hae.
JINN – LOK
JINN BADSHAH – apne dushmano ke liye behad kroor aur shaktishali jinn tha jiske pas kai sari mayavi shaktiya thi aur jin ke dam par wo sare jinn lok par raj karta tha. Yu to uski kisi se koi dushmani nahi thi lekin yadi kisi se dushmani ho jaye to uski mout bhi kanp jati thi. Isiliye koi us par aakraman karta nahi tha. Uski nagri me kali shaktiyo ka raj tha. Aur saath hi achhai ki taqat bhi us ke saath thi kyu ki jinn sare hi galat nahi hote aur jinn badshah buri shaktiyo ko jitna jyada ekatrit kar chuka tha. Utni hi achhai ki taqate bhi us ke saath thi. Wo nagri bhi apne app me behad khubsurat thi. Bahot jyada hariyali, kai sare jungle, pahad, nadiya sab kuchh tha waha. Usi nagri me ja pahucha apna aghori.
Darban – kaun ho tum aur yaha kyu aaye ho?
Aghori – mujhe mere gurudev ne bheja hae mae aghori hu. Aur jinn badshah se milna chahta hu.
Darban - achha to tum ho aghori tumhare liye hame aadesh mil chuke hae jao tum tumhara hi intjar kar rahe hae hamare maharaj.
Fir aghori ko ek sevak badshah ke samne le jata hae aur khud bahar nikal jata hae. kintu waha ka kamra poora khali tha. Aghori bechiani se yaha waha tahalne lagta hae tabhi use awaz aati hae .
……….. aao aghori hum hae jinn badshah. bolo kaese aana hua tumhare guru ne kaha tumhe hamse koi kam hae?
Aghori – ha jinn badshah mujhe tumse kam hae. isiliye mae khud chal ke aaya hu itni door. Asal me mujhe tumhari sahayta chahiye. Meri kahani to tumhe mere guru ne bata hi di hae na?
JB – ha batai hae ke kis tarah ek mamuli se rajkumar ne tumhari faad di thi hahahahahahahahaha
Aghori - wo waqt kuchh alag tha ab mere pas taqate hae lekin….
JB – lekin taqate unke pas bhi hae. aur jo pahle tumhe hara chuke the fir se ek bar tumhe hara chuke hae abhi kuch hi din pahle aur ab tum unhe marna chahte ho hae na?
Aghori – ha jinn badshah mae unhe marna chahta hu. Kyu ki wo mujhe do baar hara chuke hae.
JB – dekho aghori tumhare guru aaye the mere pas aur unka mae samman karta hu isiliye mae unki bat kat nahi sakta lekin tum shayad nahi jante ke unlogo se lad kar tum khud apni mout ko dawat de rahe ho. Wo na to pahle sadharan the na hi ab sadharan hae. aur unse ladna murkhta hae. are apna kam karo jo shaktiya mil rahi hae unme khush raho dusre se koi matlab hi kyu rakhte ho?
Aghori – ye tum kah rahe ho jinn badshah?
JB – ha ye swayam hum kah rahe hae. kyu ki hum ne jo bhi hasil kiya hae apni mehnat se hasil kiya hae kisi ko bewajah nahi mara. Lekin koi aaya to use wo mout di hae ki usne dubara janam lene se bhi inkar kar diya . isiliye hum kah rahe hae dusre ki thali me mat jhanko apna dayra apni mehnat se badao. Na ke kisi ko maar ke uske hisse ko hadpne ki koshish karo.
Aghori – mae to samjha tha ke tum meri madad karoge par tum to pravachan dene lage. lagta hae tum bhi dar gaye ho unse.
JB – dar nam ka shabd to hamare shabdkosh me hae hi nahi aghori. Aur maene tumhari sahayta se inkar bhi nahi kiya. hum bas tumhe samjha rahe the. Tum man jao to achhi bat hae varna to ham tumhre saath hae hi.
Aghori – bas mera kam poora hua tumne itna kah diya ke tum mere saath ho fir to ab kuchh bacha hi nahi. to fir aagya do hame hum chalte hae. bahot jald tumhari jarurat padegi tab milege.
JB – meri ek baat aur sun lo aghori. Maene kaha mae tumhare guru ki ijjat karta hu ye baat sach hae lekin tumahri sahayata ka karan sirf yahi nahi hae. asal me tumhare guru ne ek baar hamari shayta ki thi jis ke badle me maene bhi unhe vachan diya tha ke kabhi hamari jarurat pade to yad karna. Ab jakar unhone hame sahayta ke liye pukara hae . lekin unse bhi ek galti ho gai aur wo ye ke unhone hame galat kam ke liye yad kiya hae ab ham thahre apne vachan se bandhe hue isiliye hum tumhari shayta karege aur poori taqat se karege tumahre dushman ko apna khas dushman man ke karege.
Lekin kyu ki hum jante hae ke galat irade trumhare hae un ke nahi. To hum tumhari sahayta hamesha nahi karege sirf ek bar karege isiliye tum soch samajh ke hamari madad ke mouke ka istemal karna kyu ke us jung ka anjam kuchh bhi ho dubara tumhe hamari sahayta nahi milegi. Aur uske baad hum dono me koi dosti bhi nahi rahegi tum apne man ki karne ko swatantra hoge aur hum apne man ki karne ke liye. Saath hi mae tumahre guru ke us ahsan se bhi mukt ho jauga to unke kahne pe bhi mae tumahri sahayta karne ya na karne ke liye swatantra rahuga thik hae aghori. Ab tum jao aur jab bhi hamari jarurat pade hame awaz de dena hum turant sena sahit tumhare samne hoge aur tumhare dushman hamare dushman. Par ek hi bar ke liye ye yad rakhna .
Aghori - thik hae jinn badshah mae ye yad rakhuga aur trumhara ye sandesh bhi mae gurudev tak pahucha duga. Waese agar hum sab ki taqate ek sath hogi to mujhe tumhari sahayta dubara lene ki jarurat padegi bhi nahi. Chalta hu mae.Fir aghori waha se nikal jata hae.
JB – murkh…………
Supper fantastic excellent updatesUpdate - 97

Bhai ek sawal tha aap se kya dev ki sirf ek he bivi hogi ?Update - 97

Thank You Nevil Bhai for your lovely commentLovely update bhai
Thank you so much bhai for your supportSupper fantastic excellent updates