UPDATE – 159
FB – wahi batane ke liye aap dono ko ikathha kiya hae maharaj. Asal me aghori aur uske guru ne bahot neech chal chalne ka faisla kiya hae. unki yojna hae ke……………………………….
Aur fakeer baba unhe aghori ki yojna batate hae.
Ab Aage..........
SD – hum un sab ko samapt kar dege. Unki koi chal kamyab nahi hone dege.
BS – aapne thik kaha maharaj hamare hote hamare bachho ko ab koi pareshan nahi kar payega. Baba aap bataye kab chalna hae prathvi lok ?
FB – ye itna asan nahi hae maharaj. Kyu ki unka hamla teen tarfa hoga.
BS – kyu na hum un sabko adrashya kar ke yaha le aaye.
FB – namumkin hae. wo abhi yaha ke bare me nahi jante aur bina dev ke laye wo yaha nahi aa sakte wo sadharan insan hae yaha ki jal-wayu unhe tabhi ras aayegi jab dev ya poonam unhe yaha laye.
SD – to fir aap hi bataye ki hum kya kare ?
FB – ek rasta hae. aap log unke pariwar ko suraksha chakra me rakhte hue adrashya kar de. Kintu aap ye kam chup chap karege kyu ke yadi aghori ko pata chala ke aap log isme shamil hae to wo yaha hamla karega aur abhi yaha koi nahi jo dono nagriyo ko sambhal sake. ek shalaka aur nagarjun hi hae lekin wo bhi dharti par aghori ka samna karege to yaha ka kya hoga?
To aap dono ye kam chup chap khatam kar ke wapas apni apni nagri me apne karyo me vyast ho jayege. Mano kuchh hua hi nahi, ya aapko to koi jankari hi nahi. kyu ki jo aghori ka guru hae usne yadi aap logo ke peeche apne guptchar lagaye bhi to use ahsas nahi hona chahiye ke dev ke us pariwar ke gayab hone me aap logo ka hath hae. isiliye ye sawdhaniya jaruri hae maharaj.
Ek aur chinta ki baat hae. aap is waqt sirf dev ki bahan, bhabhi, aur poonam ki mata ji, unki bahu, aur bete ko hi surakshit kar sakte hae. in pancho ke alava dev ke maa aur pitaji ke nakshatra abhi anukool nahi hae isiliye unhe nahi laya ja sakta. Aur jo suraksha chakra me hoge un ke samne aap nahi aayege wo bas ek shoonya me rahege. Kisi ko pata nahi hoga ki wo hae kaha. Varna aghori ka guru unke mastishk ko dhundh ke padh lega aur wo sab jaan jayega ke unhe bachne wale kaun hae.
BS – thik hae baba hum log kar lege. Aaj hi hum ye kar dege aur jinko bhi hum gayab karege unka pratiroop rakh dege jisse aghori ko pata chale bhi to bahot der se. aur yadi koi nuksan ho bhi to un pratriroopo ka nuksan ho.
Udhar Mumbai me .
Mannu – vithhal bhai yaha ke dushmano ki to apan log ne gand mar di ab waqt aa gaya hae. ke hame gaanv jana chahiye. Kyu ke kal raat maene ajeeb sapna dekha ke mae kuchh logo ko maar raha hu aur koi bahot badi taqat mujhe support kar rahi hae. iska matlab ab waqt hamara hae. isiliye gaanv chalna hae ab apan ko.
Vithhal - kya re mannu tu bhi sapno pe bharosa karta hae. dekh tujhe chalna hae to mae abhi taiyar hu par ye andhvishwas wali bate na chod samjha.
Mannu – koi bat nahi vithhal bhai aap in bato ko bhul jao bas mae kah raha hu na chalo to chalo, aur agar mood na ho to bhi koi vaanda nahi mae akela jayega.
Vithhal – abe wo shane jyada dimag mat chala samjha, ek rakh ke dega apan teri kanpati ke neeche to akal thikane aa jayega tera , sala notanki apun chalega na tere saath kya?
Mannu haste hu – mae janta hu aap chaloge. to fir taiyari karo kal hi niklege hum log.
Vithhal - thik hae chhote mae apni sena taiyar karta hu. Waha ja kar bhoukal machana hae apun ko aur gaanv ki jyada se jyada kadak chut marni hae Sali har chut jhato se bhari hui hogi maja aayega.
Jungle me aghori behosh thakur ke samne khada kuchh mantra padh raha tha. Thodi der me thakur ko hosh aata hae. aur wo dheere dheere aankhe khol kar charo taraf dekhta hae.
Thakur – aap kaun hae baba ?
Aghori – mae koi baba nahi aghori hu mae. Tujhe naya janam diya hae is aghori ne varna tere dushman dev ne to tujhe maar hi dala tha na yad hae ya bhul gaya?
Thakur ki ankhe lal hone lagti hae. kaese bhul sakta hu. Itni beijjati usne mujhe bhikhari bana ke mere hi gaanv se nikal diya. mere ghar ki har aurat ko pet se kiya mae use jinda nahi chhoduga.
Aghori - murkh insan tu uski jhant bhi nahi ukhad payega wo koi mamuli insan nahi hae naag lok ka rajkumar hae aur uski wo maal londiya. poonam nam hae na uska? wo tilism nagri ki rajkumari hae. unke pas aseem shaktiya hae unke samne tu kuchh bhi nahi. Janta hae rudra kaun hae?
Rudra,dev ka bhai jaesa dost hae. aur saath hi uski premika nilam bhi. Aur rudra dev aur nilam teeno hi mahashaktishali ichhadhari naag hae. sale wo foonk maar de to tu dusre grah me ja kar girega janta hae? bat karta hae ke jinda nahi chhodega. Humhh. Ab sun tujhe unse badla lena hae na?
Thakur jo aghori ki bate sun ke paseene paseene ho chuka tha - m..m..m… mae kaese badla le sakta hu itni badi taqato se?
Aghori - kyu ki unse badi ek taqat aur hae aur wo hu mae tere samne. Mae teri madad karuga. Mae dev aur poonam ko pahle bhi maar chuka hu ye unka dusra janam hae aur is baar bhi unhe mae hi maruga.
Thakur ki himmat thodi badh gayi - lekin aap use kaese marege aur mae aapki kya madad kar sakta hu. ?
Aghori – mae tujhe poori tarah swasth kar duga. Tera har ang lohe ke jaesa kar duga. Tu pathhar ko bhi muthhi me leke uska chura bana payega. Mardangi itni ki budiya ko bhi pel de to cheekhne ke liye majboor kar de. Bol chahiye tujhe taqat?
Thakur – aghori tum mahan ho mujh par apni daya ka hath rakh do tum hi mere bhagwan ho.
Aghori – sale kameena hae tu. Matlab ke liye mujhe apna bhagwan bana liya abhi tune mujhe poora jana bhi nahi.
Thakur – janna kya hae aghori? tu mujhe sab kuchh de raha hae aur dene wala bhagwan hi hota hae na.
Aghori – lekin meri ek shart hae.
Thakur - mujhe sab manjur hae
Aghori - abe jaldbaji ki paedaish sun to le pahle. gandi Mitti ke dher.
Thakur – bolo?