Par mujhe kapdo me kuch samajhta nahi hain. Main woh pahanti hoo jo ek mazhabi aurat pahanti hain. - Zarin
Tumhe kya pahnna hain ye tum decide karo par main tumhe gift karna chahta hoo. - Raman
Jee. Theek hain. - Zarin
Raman waha se baahar nikla aur apne kamre me chala gaya. Tabhi use Inspector Chaube ka phone aaya. Woh baat karte karte baramde me aa gaya.
Bolo Chaube, kya hua? - Raman
Are Sir, aaj jo kaam kiya hain woh sunkar aap to khush ho jaayenge. - Inspector
Aisa kya kiya hain tumne? Jara hame bhi batao. - Raman
Aapne jis Shareeb ke baare me bola tha woh mil gaya. Uska asli naam Sharib Hasan hi hain. Foreign se padhkar yaha aaya hain apne baap ka karobaar sambhalta hain. Uski shaadi bhi ho gayi hain kuch mahine pahle isi shahar ki hain ladki. Uska koi crime record nahi hain. Poora clean hain ladka. - Inspector
Waah Chaube tumne ek kaam kiya. Dusre kaam ka kya? - Raman
Are Sir jee, thoda saavdhaani se karna padega. Murtaza ke ek dost ko toh property ke pherphaar ka jhootha case bana kar andar daal diya hain. Baaki log bhi honge par aaapne hi to kaha tha ke Murtaza ko shaq na ho paaye. Wohi kar raha hoo. - Inspector
Arey waah Chaube tum to sach me kaam ke ho. Aise hi kaam karte raho. Murtza ki to main woh haalat karoonga ke woh zindagi bhar nahi bhoolega. - Raman
Are Sir jee, use pata nahi ke jin kaliyo pe uski nigaahe hain aap uske maali hain warna uski himmat nahi hoti aisa karne ki. - Inspector
Theek hain .. theek hain. Chalo bye. rakhta hoo. - Raman ne aisa kahte hue phone band kiya aur woh neeche swimming pool ko dekhne laga. Bhari dopahar neele thande paani ko dekhke uska man hua tairne ka aur woh turant neeche chala gaya.
Yaha kitchen me khane ke table pe khana lag gaya tha aur saare ek ek karke khana khane baith gaye. Saeeda ne khana parosa aur woh Raman ki raah taakte baith gayi. Par Raman khane ke table pe nahi aaya. Saeeda ka gussa satve aasmaan pe chala gaya tha. Baccho ka khana hone ke baad woh use bulane gayi par Raman kamre me nahi tha. Woh use dhoondte hui terrace pe gayi to usne Raman ko neeche swimming pool me tairte hue dekha. Use gussa aa raha tha ke bhari dopahar me khane ke waqt Raman swimming kar raha hain. Woh waha se toph ke gole ki tarah neeche aayi aur woh kuch kahti tabhi use andaza huake Raman waha apne underwear (trunk) me tair raha hain. Saeeda jo use chillane aayi thi use yaad hi nahi raha ke aakhir woh yaha kyu aayi. Raman ke baaju aur uske pair ek dum be rok tok is seere se dusri taraf bina ruke bina thake ja rahe hain. Raman ki furti aur uske josh se woh chakit thi. Uski tairaki ki kala se mantramugdha ho kar woh use dekhe ja rahi thi. Kuch der aisa karne ke baad Raman ka dikhna band ho gaya. Paani ekdum thahar gaya. Saeeda maare dar ke swimming pool ke paas aayi aur Mr. Rathod ... Mr. Rathod....... Karke chillane aur pool me yaha waha dekhne lagi ke tabhi Raman baahar aaya aur apne baal peeche karte hue uski taraf dekhne laga.
how to check display resolution
Saeeda use dekhne lagi. Uska baalo se bhara chauda seena aur mazboot baahe. Uske aankho pe chadha goggle aur kaakh me badhe hue baal ye dekhkar uska dil dhadkane laga. Uski saanse upar neeche hone lagi. Aaj pahli baar kisi mard se aakarshit hui thi. Woh use aise hi kuch der dekh rahi thi ki tab uski aankhe uske gale ke locket pe padi jispe Om tha use dekhte hi Saeeda hosh me aa gayi. Use ehsaas hua ke woh ek khatun hain aur ye ek paraya mard jo kaafir bhi hain.
Aap aise gayab ho gaye... To mujhe laga ke aap kahi doob to nahi gaye. - Saeeda yaha waha dekhte hue. Apni nazre chura rahi thi.
Aapko meri fikra ho rahi thi.... Itni parwa ek ajnabi ke liye. - Raman
Jee... Jeeeeee.... To usme kya hain? Parwa karna galat thode hain. Aur aap to hamaare ghar ke mukhiya hain. Khan Saab ne aapko hi sab saunpa hain. Agar doob jaate to... - Saeeda
Doobna hi to chahta hoon... - Raman
Jee... Doobna woh kyu? Khudkhushi karna gunaah hain. - Saeeda usse aankh chura rahi thi.
Is paani me kaun doobna chahega. Hum to un haseen aankho ki mohabbat me doobna chahte hain jo pyaar to karti hain par ikraar nahi karti. - Raman
Jee.... Main aapse pyaar nahi karti. Main to aapko yuhi dekh rahi thi. - Saeeda hadbadahat me bol gayi
Lekin maine aapka naam liya hi nahi. - Raman
Wohh wohh main. Darasal, mujhe laga aap meri baat kar rahe hain. - Saeeda
Main un aankho ki baat kar raha tha jo dekhti hain par nazre churakar. Main un hotho ki baat kar raha tha jo hilte to hain par bol nahi paate. Main us dil ki baat kar raha tha jo dhadakta hain par chup chup kar. - Raman
Dekhiye.. Main aapse pyaar nahi karti. Aap ko agar koi galat fahmi hain to door kare. - Saeeda
Theek hain agar aapke man me kuch nahi hain to jara haat dijiye mujhe upar aane ke liye. Aur agar aapne nahi diya haath to main samajh jaoonga ke aap ke man me mere liye pyaar hain. - Raman
Saeeda ne turant use haat diya upar aane ke liye. Woh ye saabit karna chahti thi ke woh usse pyaar nahi karti. Par shayad yahi woh fas gayi. Raman ne uske haath ko pakad liya aur upar aane ki koshish karne laga. Haa koshish..nakli koshish. Woh thoda sa upar aaya to use kheechne ke chakkar me Saeeda uske aur paas gayi yahi par Raman ne uske kamar me haath daala aur woh khada ho gaya. Raman ne Saeeda ko apne badan se chipka liya. Aur woh dono ek doosre ki aankho me dekhne lage. Saaeda Raman ki is harkat se chounk gayi aur usne khud ko uske pakad se chudaya.
Khabardaar... Agar aapne mujhe phir se pakda toh. Main aisi waisi nahi hoo. - Saeeda ye bolte bolte gusse me jaane lagi aur uska balance bigad ke woh pool me fisalne hi wali thi ke Raman ne uske haatho ko pakad liya. Saaeda girne se bachi aur pool pe jhool rahi thi. Raman ka haat pakadkar.
Arey yeh maine kya kar diya aapko pakad liya. Aisa karta hoo chod deta hoo. - Raman
Nahi... xxxx ke chodiye mat. Mujhe tairna nahi aata. - Saeeda
Lekin ye kaise ho sakta hain. Aap aisi waisi to hain nahi. Ek kaam karta hoo chod deta hoo. - Raman me apna haat dheela karte hue sirf uski ungliya pakdi.
Aapko samajh me nahi aata. Girrrrrr rahi hoo mainnnnn. Main ab kah rahi hoo na. Pakdiye. Main gir jaoongi. - Saaeda
Soch lijiye. Phir mat kahiyega pakadne ke baad. Kyuki main pakadne ke baad chhodta nahi hoo - Raman
Nahi kahoongi. Mujhe kheech lijiye ab. - Saeeda
Raman ne use kheencha aur apne seene se use phir chipka liya. Saaeda ki saanse upar neechi hone lagi. Pahle to dar se aur phir Raman ko chipakne se.
Chodiye mujhe. Aapko sharam nahi aati. Ek shaadishuda aur teen baccho ki maa ko aise pakadte hue. - Saeeda gusse me tamtamati hui
Nahi.. Bilkul nahi aati. - Raman
Chodiye warna main shor machaoongi. - Saaeda
Machao. Dekhne do logo ko ke kaise ek shaadishuda aurat ne ek jawaan mard ko apne pyaar me pagal kar diya hain. - Raman
Dekho.. Main mazaak nahi kar rahi. Main Khan saab ko bata doongi. - Saeeda uske haato se chutne ki koshish karte hue.
Bata do. Unke liye tum sirf ek aaya ho. Unka ghar aur bacche sambhalne wali. Isse jaada tum kuch nahi. - Raman
Raman ka ye vaar Saeeda ko aisa laga ke woh dheeli pad gayi. Bina kaate Raman ne Saeeda ke ghaav taaza kar diye. Sach ki baarish kisi aur ke bolne se dhuvadhar hoti hain. Aur yahi hua. Itne saalo se Saeeda ke saath jo ho raha tha use zabaan ki shaql me Raman ne parosa.
Kya kah rahe hain aap? Aapko pata hain is ghar ki maalkin hoo main. Mere shouhar aur bacche meri baat maante hain. - Saeeda
Tumhari baat maante hote to meri zaroorat kya thi. Tumhare shouhar ne ghar ki zimmedaari mujhe di na ki tumhe. Kyuki unhe lagta hain aurat kuch kar nahi sakti. - Raman
Nahi aisa nahi hain. Aap kuch bhi kah rahe hain.- Saeeda
Main bakwaas kah raha hoo. Arey tum aajtak jhooth me jee rahi ho. Woh kya kaha tha tumne mere bacche aur mera ghar.? Na ye bacche tumhare hain aur na ye ghar. Ye ghar Shahzaad ki maa ka hain aur na ki tumhara. Tum sirf yaha dai maa ho.. Bas yahi ho tum - Raman
Ye tumko kaise pata. Ise to koi nahi jaanta. Bacche bhi nahi. - Saeeda
Usse kya farq padta hain? Matlab ki baat ye hain ki tum sirf naam ki biwi ho. Baaki tum na maa ho kisi ki aur naa hi maalkin. - Raman
Saeeda uske bolne se rone lagi. Uske aansoo uske gaalo pe tapakne lage.
Xxxx ke liye chhodiye ab. Aaj aapne meri asliyat mujhe bata di. Sach kaha aapne ke main yaha ek dai hoo bas. Na mera koi wajood hain aur na hi koi apna. - Saeeda
Ye kab kaha maine ke tumhara koi nahi hain. Main hoon na. - Raman
Saeeda phir se use dekhne lagi. Raman ki aankho me use pyaar dikha jo abtak usne kisi ki nazro me nahi paaya tha.
Aap ye kya kah rahe hain. - Saeeda
Wohi jo dil me hain. - Raman
Ye gunaah hain. Aisa kabhi nahi ho sakta. Main ek byahta hoo. - Saeeda
Jaha miya biwi me pyaar na ho woh rishtha jhootha hain aur jhooth bolna aur jhooth me jeena gunaah hain. - Raman
Koi dekh lega to main kisi ko mooh nahi dikha paoongi. - Saeeda
Is haseen chehreko chupane ki baat mat kijiye. Is husna pe ladhaiya ho jaaye aisa husn paaya hain aapne. - Raman
Haaye tauba. Aapki baate. Pal me mujhe rula dete hain aur pal me...... Chhodiye mujhe jaana hain. - Saeeda
Ik baar pakadne ke baad chhod doo ye is Rathod ki khoobi nahi. Ha agar tumhe main pasand nahi hoo to main tumhe nahi rokunga. - Raman ne aisa kahte hue apni baahe khol di aur woh ghar ke andar jaane laga.
Saeeda ko aise laga ke jaise kuch fisal raha hain. Raman ne jab use pakda tha to woh mooh se jo chahe bole par andar hi andar woh chahti thi ke Raman aise hi use pakde. Uski zindagi ka pahla mard tha woh jise usne yu adhnanga dekha tha aur jisne use chhua tha. Saeeda haya aur behaya ki taleemo se guzarti hui Raman ke jaate hue kadmo ko dekh rahi thi. Woh daudne lagi uske dimaag ne aur dil ne ekhi aawaz di aur Raman ke peeche peeche daudti hui ghar ke darwaze pe pahooch gayi. Raman ko usne apne haatho se roka. Aur usse lipat gayi.
Rathod ji, itne aasani se chhod diya mujhe. Aapki aagosh me duniya ka saara sukoon milta hain aur aap mujh nadaan ke bolne se ruth gaye. - Saeeda
Are Saaeda begum aap to shaadishuda hain aur aise paraye mard ko jo sirf underwear me ho use chhoona nahi dekhna bhi gunaah hain. - Raman
Main dekhoongi, choongi aur..... Kahte hue usne Raman ke hotho se apne hoth mila liye.
Raman ko bhi yahi chahiye tha ke woh khud aage aaye aur khud ko use saunpe. Saeeda ke mooh lagate hi Raman jaisa shikari kaise shaant rahta usne us kissing ko aur gahra bana diya aur apne hotho se Saeeda ko choosne laga. Saeeda ne socha nahi tha ke uska apna pahla kiss itna madhoshi wala hoga. Raman poore lagan se 42 saal ki jawaan aur kuwaari maa ko pahle pyaar ka anubhav de raha tha.
Kuch der ki hoth chusai ke baad. Saeeda ne use khana khane ke liye kaha. Aur woh andar jaane lagi to Raman ne use pakad liya.
Saeeda, apne pyaar ki baarish me mujhe kab nahlaogi. - Raman
nm mm mm naaaaahhh naaaahhhhh. Itni jaldi nahi. Aapko sabr karna hoga. Sabr ka phal meetha hota hain. - Saeeda
Raman ne uske choochiyo ke taraf dekhte hue kaha.
Accha, to meethe hain tumhare phal mujhe to pahle laga tha tumhare gusse ki tarah teekhe honge. - Raman
Dhatttt. Sharam nahi aati. -Saeeda aur woh hasne lagi.
Tumse kaahe ki sharam ab to tum meri ho aur ye jawaani se bhara badan bhi. Tumhe bahot maza doonga meri jaan. Jitna 20 saal tadpi ho uski saari kasar nikal doonga. Ye ek mard ka waada hain. - Raman
Dono phir ghar ke andar aaye. Thodi chedkhani ke baad Raman kapde badalne gaya aur Saeeda bhi apne kamre me. Woh aaine ke saamne khadi hokar khud ko dekh rahi thi.
Uska ye husna ab sirf kuch dino me hi beaabroo hoke loota jaayega. Use Pahli baar khudpe naaz ho raha tha ke woh is umar me bhi Raman jaise mard ko pagal kar rahi hain.