Chutiyadr
Well-Known Member
- 16,902
- 41,576
- 259
kaaas sabhi readers aap jaisa sochate,lekin sabko jaldi se jaldi bahut sara updates chahiye hota hai...Main unki iss baat se agree karti hun ki lekhak ko jab tak man aur mahual ek sath nahi milenge vo likh nahi sakta.
Ham pathakon ko ek update padhne me jyada se jyada 5 minute lagte hain, lekin uss update ko likhane me kai baar 5 - 5 din ya usse bhi adhik lag sakte hain.
Ye hamara unke prati aadar bhav aur samman hai ki ham jis karke lekhak se jaldi se jaldi agla ank chahte hain lekin hame uss lekhak ki bhavnaon ko bhi samjhana chahiye.
Koi bhi lekhak nahi chahta ki uske Pathak uske update ke liye anavashyak rup se intezar karen, lekin uski bhi koi majburi ho sakti hai. Hame uski majburi ko samajhte hue meri rai me dabav nahi dalna chahiye.
Mera koi bhi uddeshya nahi hai ki Main aapki kisi bhi bhavnaon ko thes phonchau, isliye please bura mat maniye.
Dhanyawad
Lekin kamadev bhaiya ki jo bat sabse buri lagti hai wo hai ki pahale to wo bina bole hi commitment karenge ki aaj sham ko update aayega ,uske bad wo sham aane me pura saptah laga denge ...
Are wahi pahale hi bata do ki 4-5 din lag jayega update aane me ...
Mujhe lagta hai ki ye jaroor kisi sarkari mankame ke karmchari rahe honge, rajasw vibhag wale shayad kyoki inka kaam ke prati attitude waisa hi hai,sale wo bhi hamesha latka ke rakhte hai aur kabhi koi chij clear nahi batate..
Aur unhe bhi kaam karwane ke liye ya to unke sar me chadna padta hai ya fir ghus dena padta hai