- 45,360
- 26,883
- 304
Phir to ju ka kuch nahi ho sakta.. Jo log khudke talent se jyada bhagwan ke bharose apni zindagi guzaarte hain, aise logos se sakht nafrat karta mainThis concept of khwaab is not applicable on me. Maine life me carrier ko leke koi khwab na dekha, aur bahut achchi jagah pe hu. Life ke jis chij ke khwaab dekhe, vo aise shatter hue ki kya hi bolu.. apan ab bas bhagwan pe bharosa karke khus rahta hu.. jo hai.. mere paas kafi hai, uski marji hogi.. to aur khusiya dega, baki apan karm pradhan to hai hi
![]()
+1Phir to ju ka kuch nahi ho sakta.. Jo log khudke talent se jyada bhagwan ke bharose apni zindagi guzaarte hain, aise logos se sakht nafrat karta main![]()
Shayad esiliye kuchh achhe doston ki talaash hame yaha pe le aati hai. Ek virtual life me jaha kuchh khushian dhund sake.Par aisa kiyu hota hai, main aaj tak kisi bhi dost ko nahi bhula sabko yaad karta hu sabko msg karta hu par wo nahi karte mujhe sabka bday yaad rehta hai sabko wish karta hu par kisiko mera yaad nahi rehta or naa hi koi wish karta hai jab samne se yaad dilata hu tab karte hai aakhir aisa kiyu hai
Phir to ju ka kuch nahi ho sakta.. Jo log khudke talent se jyada bhagwan ke bharose apni zindagi guzaarte hain, aise logos se sakht nafrat karta main![]()
Shayad esiliye kuchh achhe doston ki talaash hame yaha pe le aati hai. Ek virtual life me jaha kuchh khushian dhund sake.
Aur aaj ke jamane me real friend..... bahut mushkil hai. Matlab parast aur khudgarz hi aap ka kathit dost ki reality honi hai.