- 137,227
- 114,424
- 354
Chand pe pahunchna chahte hai wo
![BIg Grin :D :D](/uploads/smilies/icon10.gif)
Chand pe pahunchna chahte hai wo
Sanju bhaiya ne apne guru ghantaal hone ka saboot de diya hai bhai. Sawaal ke jawaab me abhi wo na samajhne ka naatak kar rahe hain. Ye to had hi ho gayi na....matlab ki raat raat bhar jaag kar wo hamare msgs padhte hain aur subah sabko batate hain ki kab kaun kya kar raha tha...aur inhe ab tak yahi nahi pata ki ham itne dino se kis election ki baat kar rahe hain??? Yaha tak to chalo thik hai lekin socho....jaha ek tarah wo election ke bare me anjaan banne ka naatak kar rahe hain to wahi dusri taraf Swati madam ka CA banne ke liye unhone bade Zoro ka ailaan kar diya hai....ise kya samjhe ham???Sachin ki baaton mein mat aao, ju ko gumrah kar rahe hai wo.
Chand to hai mera dil aur uski chadni hai siraj sir uspar jo daag dhabbe hai wo hai sanju sirChand pe pahunchna chahte hai wo![]()
Ye sab ju ka kiya dhara hai, ju ne Chand Chand bol ke unke andar laddu sa fod diya haiChand pe pahunchna chahte hai wo![]()
Ek sath do naw par pairSanju bhaiya ne apne guru ghantaal hone ka saboot de diya hai bhai. Sawaal ke jawaab me abhi wo na samajhne ka naatak kar rahe hain. Ye to had hi ho gayi na....matlab ki raat raat bhar jaag kar wo hamare msgs padhte hain aur subah sabko batate hain ki kab kaun kya kar raha tha...aur inhe ab tak yahi nahi pata ki ham itne dino se kis election ki baat kar rahe hain??? Yaha tak to chalo thik hai lekin socho....jaha ek tarah wo election ke bare me anjaan banne ka naatak kar rahe hain to wahi dusri taraf Swati madam ka CA banne ke liye unhone bade Zoro ka ailaan kar diya hai....ise kya samjhe ham???![]()