Story :- वक्त की लुका छिपी
Writer :- Riky007
Positive points :- Story to achi thi. Concept aur narration bhi thik thak tha. Kafi chije dikhane ki kosis bhi ki aapne. Aur story ke title ke hisab se wakt ki luka chhipi bhi hme dikhayi diya. Story leap lene ke baad past se connect bhi thik thak hi hui. Story ke kirdar bhi almost sahi hi lage.
Negative points :- Aapki is story me 1st story ki taraf feeling nahi jage. Words me bhi bahut mistakes the.
" ये बोलते ही रोहन अपना बैग में अपना सामान भरते हुए बाहर निकल जाता है, और रिसेप्शन पर पेमेंट करके अंजली के घर की ओर निकल पड़ता है.... "
Yaha to Amay hona cahiye tha na. To Aapne Glti se Rohan likh diya. Aur ye Rohan ko aapne 2-4 jagah kunal bana diya.
Iske alawa aap story me Amay aur mili ke bich love kaise hue usko aur ache se dikha skte the.
Best dialogue :- " जीवन में पैसे की अहमियत उसे उसके रिश्तेदारों ने भी अच्छे से समझा दी थी। "
Conclusion :- Jb aap phle hi match me 100 maar denge to next match me jarur sbki nigahen aapke upar lagi rahegi. Aur jo log aapke 1st match me techniques nd baki chijo par dhyan nahi diye honge wo sare log aapke 2nd match me sub kuch dekh rahe honge.
Bas aapke is story ke sath bhi yahi hua. Ummid karta hu aap next time apne level ko increase hi karenge.
भाई ये दूसरी है और बाप तीसरी।
बस पोस्ट वो पहले की और ये बाद में, और नाम वाला कन्फ्यूजन इसीलिए हो गया क्योंकि by chance दोनो कहानी का विलन कुणाल हो गया था, बस इसीलिए सुधारने में गड़बड़ हो गई।
बाकी आगे शायद ही कांटेस्ट में हिस्सा ले पाऊं, अभी तो बस इतना ही है, जो लिखा वो इधर ही है।