- 2,013
- 2,041
- 189
RIP Myanmar
, Thailand 
May the souls who lost their bodies rest in peace and reach the heavens


May the souls who lost their bodies rest in peace and reach the heavens
Naye waale watchers purane animation me zyada nahi ghuste kyunki wo naye animation se familiar ho chuke hote hai. Unko nawa maal chahiye. Usme maza aata hai. Fir chaahe story tatti hi kyu na ho. Animation achha hai toh unke liye wo bhi mast anime bann jaata hai. Ye hai difference.![]()
Aakash. Bhai Aapki story Kalank bahut Achhi thi. Maine review diya hai. Award winning type ki hai.
Ju samjhe nahi. Wahi 90s ki movie ju ne bachpan me dekhi. Imagine the feeling. Ab wahi 90s ki movie ju kisi naye movie watcher ko dikha rahe ho jo aaj ki movies dekhta hai. Kya same vibe aayegi?Hum to aaz bhi 1999 ke pahli ki movies dekhte hai jaruri thodi hai bada new hi dekhe
I guess u r newbie..ha kyu kya huva?
Mostly dekh rakhe h ismein + Big three ke bhi kai ep dekhe h.. so flex kisi aur ke saamne kro chacha..Jali na?
Isliye bol raha ki 2019 ke baad vaad ka zikra mat kar. Ek list deta hu. Inhe dekha time mile toh.
2 OG classics shounen anime jinka koi comparison nahi — Naruto series aur One piece.
Inke baad ye rahe kuchh masterpieces ~
Death note (ye dekh hi liya hoga.)
Code geass (ye dekhna nahi dekha toh.)
Fullmetal series.
Bleach (big 3 me ye least favourite hai but still it's a good one. It has its moments.)
Gintama (for fun and emotions as well.)
Monster (just watch it.)
Terror in resonance (interesting one)
Clannad (for hard hitting emotions. Art style will throw you off but stick with it.)
Hunter x hunter (agar ab tak nahi dekha toh)
Steins gate (gaand phaad mind bending time travel plot)
Erased (rona mat)
Berserk (manga padhne ka. Not the anime)
Classroom of the elite (agar nahi dekha toh. I'll recommend the novel.)
Silent voice (ye movie hai)
Yu yu hakusho (old classic)
Itne dekho. Fir aur bata dega![]()
True uss samay ka movie mai ab vibe nhi aayegi... Kyuki bahut chiz badal Gaye haiJu samjhe nahi. Wahi 90s ki movie ju ne bachpan me dekhi. Imagine the feeling. Ab wahi 90s ki movie ju kisi naye movie watcher ko dikha rahe ho jo aaj ki movies dekhta hai. Kya same vibe aayegi?
Saare dekhe hai toh bolne ka man. Big 3 ke kayi episodes? Ju are far behind man.Mostly dekh rakhe h ismein + Big three ke bhi kai ep dekhe h.. so flex kisi aur ke saamne kro chacha..![]()
Badhiya likh rahe ho kallu bhaiya, baaki kuch masala add karne ke liye, Aakash, aur Adirshi pe aur thoda focus karoAdirshi bhau
Raj_sharma
Riky007
Aaj appan akhri baar ju log mention kar rha hai
Review ke liye aaj ke baad nhi karega![]()