Raghav:to apne meri atma ko hi vha kyu bheja mere sarir ko bhi to bhej sakte the
Guruji: iska utar bhi tumeh
Meri is baat me mil jayega
Sabhi bhotik chije teen aayamo me hoti hai sabkuch lambai chodai or unchai me byapt hai, lekin ek dusre trh ki bhi lumbai hai samay ki lmbai udharan ke liye ek vyakti 80 se 100 saal tak jeevit reh skta hai kintu pasad kal ke pathar 1000 ro
Salo se khade hai or humara sor mandal arbo salo se vidhman hai arthat sabkuck antriksh me samey ki lambai ke sath mojud hai
Samay ki yatra ka matlab hai is fourth dimension(आयाम ) me yatra karna ise dekhne or samjhne ke liye ki arth kya hai chalo hum ye sochte hai ki samanya roj ki trh hum kar me yatra car rhe hai hum sidhi disha me car
Chalaye iska matlab hum ek hi dimension me yatra kar
Rhe kintu hum agar apni gadi ko turn le yani apni car ko daye or baye modkar chalaye to hum do dimension me yatra kar rhe hai isi trh agar hum kisi pahadi par agar yatra kar rhe hai car ko up down bhi chla rhe hai to hum teeno dimension me saralta se yatra kar skte hai
Lekin hum prithvi par samay yatra kaise kar skte hai kya chote aayam ki madad se hum rasta bna skte mai janta hu tumhare dimag me yhi swal honge
To aao me tumeh
Tumhari hi duniya ki ek flim ko lekar btata hu
Time travel wali filmo me ek visal masin hoti hai jo urja deti hai jo chote aayam me ek rasta bna deti hai jise hum kal me jane ki surang bhi keh skte hai akalyatri jise hum pagal bhi kehte hai jo uske sath sath bahdur insan bhi hai yeh bicharo me to bhot hi namumkin sa lgta hai jise aj se pehle tum bhi aisa hi sochte hoge
Bhotiki begyanik bhi kal me surang bnane ki soch rhe the lekin hum iske bare me bilkul alag najariye se baat kar rhe hai hum yeh baat kar rhe hai kya hum bhoot or bhavisya kal me yatra kar skte hai kya hum kudrato ke niyam ke adhar par forth dimension me rasta bna skte hai, or tumhari jigyasa ke liye btau to ye pehle se hi mojud hai tumne to ise ek naam bhi de rkha hai
Warm hall sach to ye hai ki humare charo or warm hall hai lekin vo hume nazar nhi aate isliye mujhe tumhare
Sarir ko atisuksh bnana
Tha or aatma se sukhsm kuch bhi nhi