Naughtyrishabh
Well-Known Member
- 9,684
- 29,050
- 218
Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
Khatarnaak tha bhai update.
Mzaaaa aa gya bhai waah.
Or ab ,
Aage ka intjaar
Bahut khoob superb.
Khatarnaak tha bhai update.
Mzaaaa aa gya bhai waah.
Or ab ,
Aage ka intjaar
(Update-14)
Abhi kuch der pehle raghav ke sath jo ghatna ghatit hui do dur khade saksh is ghatna kram ko dekh rhe the vo koi
Or nhi balki guruji or raghab
hi the,
Guruji apni shaktiyo se sara ghatna chakra raghav ko
Dikha rhe the
Raghav: chehre par udasi ke bhav liye guruji abhi abhi
Jo in sabhi ne kha kya
Vo satya tha kya me apni
18 bi varshaghat ke baad
Apne hi sambhandiyo purusho
Ki nirmam hatya kar
Unki patniyo ka balatkar
Jaisa duskarm karne wala
Hu, kyunki jo inhone
Mujhe abhi btaya vhi sab
Me bhi apne swapn(sapne)
Me dekh chuka hu
Guruji: chehre par ek shanti bhav or muskurahat liye
Putra jaruri nhi ki jo hume
Dikhayi de vo purnth satya
Hai abhi jo tum mere
Smksh khade ho ye ghatna
Bhi vastvik se avastvik ki
Ja skti hai,
Or ab tum mere samksh jo
Khade ho veh bhi isi liye
Hi hai tumeh gyat hoga mene tumeh pehle bhi btaya tha
Ki humare charo taraf
Ek ati sukshm warm hall
Hote hai jo hume najar nhi
Aate ab tumeh saamay aayam ke 4 th aayam me
Yatra karni hogi me apni
Shaktiyo se ek nishit samay
Ke liye yeh aayam bna
Skta hu kintu tumeh samay
Rehte vapis aana hoga
Or yadi tum aisa nhi kar
Paye to tum usi duniya me
Reh jaoge,
Kintu aisa karna kyu avasyak hai guruji
Guruji : kya tumeh gyat hai aj surya ki prthvi par pehli kiran se purva tumne panch bhooto ki shaktiya kaise prapt ki
Morning flash back
Guruji: surya nikal rha hai putra
Raghav : ji guruji
Or ye kekhar raghav ne apni ankh band kar or apne hath jod mantro ko ucharan
Karte hue
Apne kadam us or
Bdha diye jha unhone agni
Parjwalit ki thi
Raghav: ooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooommmmmmmmmmmm
Kundlini jagatmata sidhi dehi dehi swaha adhamkantam parvakshami
Kundlini chetanadhikam
Shestranavasklam kundliniyam priyam sukham
Ashtotram mahapuniyam shakshat sidhi pradayitam
Or itna kehkar raghav ne apna sarir us agni kunda
Ko samarpit kar diya jise
Uska sarir panch shaktiyo
Me vivakht ho gya
1.Bhoomi-sthayitva deti hai
Adhar deti hai sehansilta
Deti hai, uske saman hi dhir shil or sthir ho gya or tabhi
Vo ek bhoomi roopi manusya
Me bdal gya or usne
Apne sarir par ek chakra
Dharan kar liya
2. Vayu- pranshakti hai swar hai naad hai iski shakti vayu ki trh tumeh bhi teevragami
Bna degi ttha tumhari pran shakti or shravan shakti
Bhi abhutpurva ho jayegi
Ab us vayu shakti ne ek vayurupi manusya ke
Aakar me bdal gya or usne apni nabhi me ek vayu chakra dharan kar liya
Agni- agni urja hai prachanda hai pavitra hai
Krodh hai shatru hai
Ise gujarkar koi bhi apavitra nhi rehta usne bhi ek manusya roopi sarir dharan
Kar liya
Tabhi jwalamukhiyo se or surya ki agni se nikalkar
Bna chakra us agni
Roopi manusya ke sine
Me aa smaya.
Jal- jal jeevan hai mridul hai anaswar hai ise arjit shakti
Se tum bhi jeevan rakshak
Bno.or jal shakti bhi
Ek manusya ke akar me bdal
Gayi or usne bhi apne
Sarir par ek jal chakra
Dharan kar liya
Akash- akash ki gehrai anant hai gyan ki trh vishal hai bhram ki trh sunya hote hue bhi sabki utpati ka karan
Hai uski trh gyan vicharo par uske saman rang or akar ke bandhno se mukt
Ho jayo or us shakti ne ek
Bhi ek manusya ki akriti
Me badal gayi or apne
Sarir par akash chakra
Dharan kar liya
Or tabhi mere sarir ke vo pancho tatva us agni kunda me ekatrit ho gaye or mera
Sarir jo vibhakt hua tha
Ab vo ekatrit ho gya
Mene agni kunda se nikalkar
Guruji ko sis jhukakar
Uneh pranam kiya
Guruji: sankalpvaan vano
Ab tum ek yogi ke sath ek yodha bhi ho gaye ho
Adima, mahima, laghima, garima ttha prapti prakamy ishitv or vashtvik ye sidhiya asth sidhi ya kehlati hai
jo ab mujhe prapt ho gayi thi
sidhi sabd ka tatparya samanyth aisi parlokik or atmik shaktiyo se hai jo tap or sadhna ke dwara prapt hoti hai.
Hindu dharm shastro me anek prakar ki sidhiya
Varnit hai jinme ath sidhiya
Adhik prasidh hai,
Jineh 'asth sidhiya' kha jata hai or jinka varnan upryukt
Slok me kiya gya hai.
Inka vivran is prakar hai:-
1.adima-apne sarir ko ek adu ke saman chota kar lene
Ki samta
2.Mahima-sarir ka akar atyant bda karne ki shmta
3.Garima- sharir ko atyant bhari bna dene ki shamta.
4.Laghima- sarir ko bhar rhit bnane ki shamta.
5.prapti- bina rok tok kisi bhi
Sthan me jane ki shamta
6.Prakamya- apni pratyek icha ko purna karne ki shmta 7.ishtva- pratyek vastu or prani par purn adhikar ki shamta.
8.Vashitv -pratyek prani ko vash me karne ki shmta.
Asth sidhiya ve sidhiya hai, jineh prapt kar vyakti kisi bhi ruo or deh me vas karne me shaksam ho skta hai.
Veh sukhamta ki sima
Par kar suksham se
Sukhsam ttha jitna chahe
Vishalkay ho skta hai.
1.Adima: asth sidhiyo me sabse pehli sidhi adima hai,
Jiska arth apne deh ko ek adu
Ke saman sukhsm karne
Ki shakti se hai, jis prakar
Hum apni nagn ankho se
Ek adu ko nhi dekh skte, uski trh adima sidhi prapt karne ke paschat dusra koi vyakti sidhi prapt karne wale vyakti ko nhi dekh skta tha, sadhak jab chahe ek adu ke barabar
Sarir dharan karne me shaksham hota hai.
2.Mahima: adima ke thik viprit prakar ki sidhi hai mahima, sadhak jab chahe
Apne sarir ko asimit visalkay
Karne me saksham hota hai, veh apne sarir ko kisi bhi sima tak fela skta hai.
3.Garima: is sidhi ko prapt karne ke paschat sadhak apne sarir ke bhar ko asimit tarike se bdha skta hai.sadhak ka akar to simit hi rehta hai, parantu uske sarir ka bhar itna bhad jata hai ki use koi shakti hila
Nhi shakti.
4.Laghima: sadhak ka sarir itna halka ho skta hai ki veh pavan se bhi tej gati se udh skta hai.uska sarir na ke barabar ho jata hai.
5.prapti: sadhak bina kisi roktok ke kisi bhi sthan par, khi bhi ja skta hai. Apni ichanusar anya manusyo ke sanmukh adrishya hokar, sadhak jha jana chahe bhi ja skta hai ttha use koi dekh nhi skta hai
6.prakamya: sadhak kisi ke man ki bat ko bhot saralta se smjh skta hai, phir samne wala vyakti apne man ki baat abhivyakt kare ya nhi.
7.ishtv : yeh bhqgwan ki updahi hai, yeh sidhi prapt karne ke paschat sadhak swayam ishwar swarup ho jata hai, veh veh duniya par apna adhipatya stapith kar skta hai.
8.vashitva:vashitv prapt karne ke paschat sadhak kisi bhi vyakti ko apna das banakar rkh skta. Veh jise chahe apne vas me kar skta haiya kisi ki bhi parajay ka karan ban skta hai.
Morning flash back the end
Guruji: tumne aj ye asth sidhiya prapt to kar li hai
Kintu tum inke purnth malik.
Nhi ho samay rehte jab bhi
Tum khud ko kisi
Badhi kathinayi me pao to
Ishwar ke charnarvindo ko yad kar uneh namaskar
Kar apni kundlini shakti
Jagrit kar usi sidhi ka naam
Lena ishwar tumeh vo shakti
Avsya hi prdan karenge
Raghav: ji gurudev kintu mere 4 the aayam me yatra
Karne ka kya prayojan hai.
Gurudev: jis prakar us tantrik doga ne tumhari
Is samay chayaprti ki hatya
Ki hai usi trah veh
Tumhare 500 varsh purv
Dev naam ke vastvik
Rup ki hatya kar chuka
Hai.
Or iska mul prayojan yeh hai
Ki jab tak doga samay ke us aaayam me nhi mrta tab tak tum use yha bhi nhi mar
Paoge.
Jis din tum rohini se milkar aa rhe the uske 5 din paschat hi tumhari 18 bi varshghat thi
Or tum rohini se yeh kehkar nikal gye ki tum use apni
18 bi varshghat ke agle din
Miloge.
Jaise hi tum apne nagar angakhedi lot rhe the
Doga ne tumse dus din pehle tumhari chaya prti ko tumhare nagar bhej diya
Or tumhari chaya prti
Vha phoch gayi jha tumhare
Dada nihal or pita suryabhan moju the or unke
Sath unke kuch das bhi the
Tumhari chayaprti hath
Me tej dhar talwar liye unki or badh rhi thi or jo bhi
Uske sanmukh aata vo
Us vyakti ke do tukde kar
Use lash me tabdil kar
Rhi thi, phir usne un sabhi ko mar diya kintu jaise hi tumhare dada or tumhare pita ki najar tumhari us
Chaya prti par padi usne un dono ke pet me apni talwar utar di or un dono se yeh kha
Ki udhar tum dono ne
Mujhe gurukul jaise karagar
Me bhej diya idhar tum dono
Bhog vilas ka anand utha
Rhe ho ab me tumhari
Hi patniyo ke sath maje karunga hahhhhahhhaaa
Or tumhari chayaprti uneh
Adhmara tadapti halat me chod bha se chli gyi