Aisa hai kya, khair koi baat nahi,,,,Review abhi ni phle thoda or read kr lu fir dugi lmba sa![]()
Apne liye to sach me mehnat ka kaam hi hai bhai, halaaki yaha aise bhi writer hain jinke liye kahani likhna daal chaawal khane jaisa kaam hai,,,,Kahani likhna usse bhi jyada mehant ka kam hai![]()