- 71
- 194
- 34
Thank you....Aise hi support karte rehna jaldi hi wapas lotunga ek dum dhamakedar update ke saath ek dum swasth ho kar....Awesome![]()
Bhaut Hee Jabardast Aur Romanchak Update Diyaa Hee
![]()
![]()
Keep It Up๏ธ
![]()





Last edited:
Thank you....Aise hi support karte rehna jaldi hi wapas lotunga ek dum dhamakedar update ke saath ek dum swasth ho kar....Awesome![]()
Bhaut Hee Jabardast Aur Romanchak Update Diyaa Hee
![]()
![]()
Keep It Up๏ธ
![]()
Thanks for your best wishes and I hope you stay healthy and always be happyApne khial rakhe koro plz
Nice update and awesome storyUPDATE:-5Rez jaise hi kamla ke ghar se bahar nikalta he uski woh muskaan fiki pad jati he...
MORNING STAR BAR
woh lala ki bike ko bas dekhe ja raha tha soch raha tha kya karu? Fir woh bike pe bethta he aur chabi ghumata he aur exceleter daba ke bike ko start karta he.....
"Vroooom"
rez apni bike ko bas chalae ja raha tha apne aas paas ho rahi bate aawze use kucch sunai nahi de raha tha......kai logon ne rez ko aawaz bhi di lekin us waqt uske kaano par kisi ki aawaz nahi aa rahi thi aur dekhte hi dekhte rez dharavi ke bahar ab highway me dodani shuru kardi....
aur fir 2:30 ghante baad kahi rukta he aur aur apne right side me mud ke petrol pump ki aur dekhta he waha 56 saal ke Aarif Chacha kaam kar rahe the .....Kabhi bike me petrol bhar rahe the kabhi kisi gaadi me ...rez bike se utarta he aur Aarif Chacha ko aawaz deta he.....
"Aarif Chacha"
Aarif chacha apne kaam me lage the... jaise hi unhe rez ki aawaz aati he wo rez ki aur apna sar karte he aur unke chehre me muskurahat aa jati he...
"Are bete tu yaha? Aaj Kya kaam pad gaya apne is budhe chacha se? Jo itne din baad mujhe yaad kiya?"
Rez muskura kar ke kehta he.....
"chacha saamne chai pite-pite baat kare?"
Aarif chacha samjh gaye ki baat kucch alag he isliye unhone kisi ladke ko bulakar use apna kaam sambhalne ko bol diya..."Chal" Aarif chacha rez ke kandhe pe haath rakhte hue uske saath tapri pe jane lage...tapri pe pohochte hi chacha ne do chai mangwai.. "Bansi bhai do chai lagana..."
Rez aur Aarif chacha ek purane lakde ke table pe bethe hue the aur fir Aarif chacha ne rez se pucha"Ha...bete kya baat he?"
Rez ne ek Lambi saans li aur fir bola
"Chacha kamla mausi ne ek kaam dhundha he"
Aarif chacha muskurate hue bole..
"To Pagal ye to acchi baat he na muh kyo chadha ke rakha he isme?"
Rez apni aankhen bandh karta he aur apne balon me haath ferta he.....
"Chacha kaam ek bar ka he... Shayad waiter ka"
Tabhi Bansi bhai aake do chai ke pyale unke bich rakh deta he...aur ek pyala chacha uthate hue bolte he
"Accha bar matlab sharab ke adde pe waiter ka kaam?"
Rez thoda muskura ke bolta he...
"Kya Chacha waiter ka hi kaam hoga na aur kis liye hi mujhe kaam pe rakhenge?"
Aarif chacha ne ek chai ki chuski lete hue bole..."to kar le kaam...isme burai hi kya he?"
Rez thoda chidh ke bolta he...
"kya karu chacha sharab se mera 36 ka aankda he...samjh nahi aa raha"
Aarif chacha ek aur chuski lete he...
"Bol to aise raha he jaise tere liye log line laga ke kaam Dene ke liye khade he ..sun beta is duniya me sahi wahi he jo galat he?...kabhi kabhi hame naa caahke wo kaam bhi karne padte he ki jisse hame sabse jyada nafrat ho.....aur agar hum wo gunaah nahi karenge to hamare apne bhukhe marenge.....yaha kaabil wahi he jo time pe apna sahi raaste chune ....waise kab Jana he kaam ke liye tujhe?
Rez bhi chai ka pyala uthata he aur chai pine lagta he ek chuski ke baad woh bolta he"4:00 baje"
Aarif chacha ne chai khatam karte hue kaha"hm...abhi dhai baje he soch le dhyan se..... tere paas ab bhi dhedh ghanta he soch le aur tujhe us bar ka naam pata he?"
Rez bolta he"woh to nahi puccha sidha aapki Salah lene aa Gaya me...."
Aarif chacha ne use kaha"me to yahi salah dunga bete kar le accha bura kaam kar le.....par paise kama"
Rez ne chai ka kab apne baju me rakh ke apni jeb se phone nikala...aur kamla ko phone lagane laga...."haa mausi aapne us hotel kaa naam bataya nahi?....................Thik He lekin aapki aawaz royi hui si Kyo he?...........thikh he apna dhyan rakhna mausi..........rez ne apna phone ko firse apni jeb me rakh diya.......
Aarif chacha ne rez se puccha "kya kaha? Kamla bahen ki aawaz tujhe ruhasi kyo lagi?"
"Rez bhi sochte hue chacha ko kehta he:-kya pata chacha.....abhi unke ghar se hi aaya tha tab to thik thi....par aisa lag raha tha ki wo kisi baat pe ro rahi thi ...unki aawaz aisi hi lagi mujhe ....Aur Hotel Ka Naam Morning Star Club He.."
Aarif chacha khade hote he aur rez ke kandho ko thap-thapte "thik he me chalta hu ab aur mene Jo kaha sochna bete us bare me....mera to seth harami he...aur wo kisi jaan pehchaan walon ko kaam pe rakhta nahi he ..warna me hi yaha tujhe kaam pe laga deta.....
Rez muskurata he"thikh he chacha...dua me yaad rakhna"
Aarif chacha mud ke firse petrol pump ki aur Jane lagte he ...aur rez chai ke paise dekar waha se sidha morning star club ki aur Jane ke liye rawana ho jata he..... kyoki use ab chacha ki baat sahi lagne lagi thi...sharab se nafrat karna sahi he lekin aate kaam ko thukrana galat he......karib 3:30 baje rez morning star club ke paas apni bike rokta he....
ye club abhi to shaant lag raha tha....naa koi shor-sharaba naa gane...rez ne bar ke upar ek neon Bord ko dekha jisme ek sharab ke glass me naahti hui ladki....sharab me bethi hui he....Aur uske baaju me bade aksharo me likha tha..."MORNINGCLUB" rez hash kar kehta he..."Sab amiro ke chochle he....hum garib sala paiso ke talab me nahane chaahte he....aur ye amiro ki bigdi aulad sharab me...rez apne dono haath apni jeb me rakhte hue baar ke andar jane lagta he"choro yaar andar chalte he"...
jaisi hi wo bar ke wo sliding door ke paas pohochta he use ek aawaz aati he kisi ladki ki aawaz. "Hello Andar mat jao andar abhi safai ho rahi he..." rez ne us aawaz ki aur mud ke dekha waha ek ladki thi...jo khade khade cigarette pi Rahi thi.... khubsurti ki bala thi wo ladki..... aankhe itni khubsurat aur bhoori thi mano usme Nasha ho,uska naak ek dum sharp tha,aur phool jaise hothon ke kya hi kehne uske usme bhi uske nichle hoth me ek piercing,uska surai-dar gala,aur usne crop-top pahen ke rakha tha....uske uroj usme acche se dikh rahe the...uski kamar ko dekh ke koi bhi uska kayal ho jaye,usne bas shorts jeans pahen rakhi thi...rez apne man me ye soche jaa raha tha"ye kya bala he bhai?...jab aage ki khubsurti he he to pic..." Rez apne dimag ke vichar ko firse sahi jagah pe lata he aur kehta he" kucch nahi Monica madem ne mujhe kaam dene ke liye bulaya tha to...
Wo ladki muskurate hue cigarette ka kash leti hui rez ko ab dhyan se dekhti he, aur rez ki aur aane lagti he.....aur uske face pe... cigarette ka dhua phukete hue kehti he...."Monica tere ko kaam dene wali he? Aur Kya kaam he wo?"
Rez muskurata hua bolta he"Pata nahi Shayad saaf-safai,ya waiter?"
Wo ladki cigarette ka ek aur kash leti he aur rez ko dhyaan se dekhti he.."kitna padhe ho?"....
Rez uski aankhon ko hi dekhe jaa raha tha jo cigarate ke dhue me kabhi kabhi chup jati thi...."12th fail hu"....
WO ladki rez ko cigarette offer karti hui kehti he "piyoge?"
Rez muskurate hue kehta "Nahi me cigarette nahi pita...."
Ladki bina kucch kahe cigarette firse pine lagti he....aur bolti..."kamal he....thik he jao andar...shayad tumhari kismat acchi ho"...
Rez kucch samaj nahi pata ki wo ladki kya boli? "Matlab?"
Ladki hashte hue last time cigarette ka ek bad chala rez ke muh pe fek ke chali jati he?...
Rez usse puchta "Hello mam aapka naam?"
Ladki muskurate hue kisi gaadi ki aur jaati he....
Aur Bolti he..."Anjali naam he mera....aur jis chudail se andar tum miloge ...me uski choti bahen hu ......" Ye kehke wo us car ke andar bethti aur us car ko mod ke kahi nikal jati he.....
Rez muskurata he aur akele me bolta he "kon chudail?"
Rez sochta hain choro anadar jate ...."rez firse sliding door ki aur badhta he aur wo jaise hi andar jata he....waha abhi se kai log bethe the....Kai log abhi se sharab ke nashe me bhand the aur unme se kai to ladkiya bhi thi.."
Rez yaha kisi waiter ko dhundhne lagta he waha 1 hi ladka tha jo ki waiter nahi bartender tha....rez us bartender ke paas jata he aur un ladkiyon se dur bethte hue us ladke ko aawaz deta he..."are bhai...Monica madem kaha milengi?" Wo ladka rez ko ignore maarta he....rez use firse aawaz deta he..."Are boss batao na...mujhe kaam dene ke liye unhone bulaya tha .....hello boss?" Wo ladka ab bhi rez ko ignore maar raha tha....piche se rez ki ham-umr ka ek ladka rez ke kandhe ko thap-thapate hue kehta he...."chal bantai tere ko Monica se milata hu"
Rez piche ki aur mudta he wo ladka waiter nahi lag raha tha....uske kapde mahenge lag rahe the leather jacket, undercut hairstyle handsome bhi tha....bole to yaha har koi rez se badhkar tha.....wo ladka kisi room ki aur jaa raha tha....rez bhi uske piche piche jaane laga....ladka darwaje ko knock karta he....Andar se aawaz aati he...*Who is it?* Wo ladka jawab deta he...."mam me Marcus...wo ladka aane wala tha wo aa gaya he....aap agar usse baat kar leti to .......*okay bhej do andar use*
Marcus rez se ke liye darwaja kholta he....rez bina kucch kahe andar chala jata he wahi marucs bahar se hi darwaja bandh kar ke chala jata he.....saamne monica ki desk thi par uski boss chair me koi nahi betha tha ...
rez desk ke piche ki wall pe lagi tasveer ko dekhe jaa raha tha...
Sexy lag rahi thi na pehele? rez ne jaise hi apni dai taraf dekha to Monica waha ek stool pe bethi hui thi....saamne ek chote se kaach ke table pe uski kucch files thi...aur pen holder tha...
Monica muskurate hue kehti he lekin "ye sab pehle ki baat he ab budhi ho chuki hu...."
Rez dar ke mare haa me sir hilla diya..
Rez hichkichane aur nevruous hone lagta he...."me...wo..mam... wo"
Monica muskurate rez ki taang khinchne lagi..."itni buri lag rahi hu ab ki tumhari aawaz bhi nahi nikal rahi?"
Rez hadbadi me aur dar ke mare bol deta he "Haa mam...na..nahi... naa mam sorry....aap to ab aur bhi khubsurat lag rahi he....."
Monica hashte hue rez ko kehti he....ek kaam Karo pehle beth jao fir hum baat karte he....
Rez Monica ke saamne beth jata he.....
Monica usse kehti he...hm to rez kya loge Beer?,Vodka,Ya Kucch Aur jo tumhe pasand he?.....
Rez ne apna sir juka kar kaha..."mam me sharab nahi pita..."
Monica kehti he....oh then my bad..to tumhe juice? Ya Chai? Coffee?
Rez rez Monica ki taraf dekhta he uske chehre ka tej dekh ke rez ko kisi ki yaad aane lagi .....kucch nahi mam mujhe bas kaam ki talash he...agar koi mere laayak kaam ho....
Monica rez ke direct point pe aane wali baat se impress hoti he aur kehti he..."great me bhi tumse usi ki bare me baat karne waali thi...."
Rez ne apna sara dhyan Monica ki bato pe lagaya aur kaha "ji mam agar koi kaam?"
Monica ne rez ki baat ko kaat te hue kaha...."rez dekho kaam to he mere paas lekin wo kaam thoda badnami wala he..."
Rez thoda sa bechen hota he "aap kehna kya chahti he?"
Monica ek lambi saans leti he aur kehti he...dekho rez basically hum is club me do kaam chalate..mumbai ko dikhane ke liye ye ek bas club he jaha log sharab pite he aur naachte he gaate he....and drunk hoke Ghar chale jaate he....but behind this hum ek aur kaam chalate he..... prostituition.....matlab kisi customer ko agar in case.....unhe hamari ladkiyon ki ya ladko ki jarurat hoti he to hum unhe...bas hum service provide karte he.........aur badle me wo humko paise provide karte he ....dekho me tumse kucch chupana nahi chahti thi to...mene tume sab bata diya...."
rez ka dimag sunn ho gaya tha ye soch kar......
Monica ne rez ke kandhe ko pakad ke jhanjhorte hue kaha...."hello earth to rez.....Are you okay?"
Rez bas Monica ka cehra dekhe jaa raha tha aur ek disappointing hasi haste hue kehta...."kya mam itni bholi surat aapki aur itna ganda kaam chalati he aap?"
Monica ka para thoda garam hua is baat pe ....."hello me koi khud nahi jaati kisi ke paas....tum jaise log hi aate he mere paas kaam karne......aur isme burai hi kya he?.....me tum logo ke liye clients laati hu...tum unko happy endings do...aur wo badle me tumhe paise denge.....usme se 30% mujhe do baaki tum rakhlo..."
Rez ka bhi para ab chadhne laga...."to baat aisi he na madem.....me yaha waiter ki job ke liye aaya tha.....naa ki basti ki raand ki tarah apne aap ko bechane...."
Monica apni aankhe gol-gol firati hui apni asli cehra dikhati hui kehti .....yaah yaah fir wahi log.... samjh gai tumhare rules&morals tumhe ye karne ki ijazat nahi dete bla...bla..bla...yahi na?
Rez gusse me kehta he "Agar tumhari jagah koi aur hota na ab tak haddi tod ke uske haath me de deta...tumhe me meri mausi ki wajah se chor raha hu kyoki mene agar tumhe kuchh Kiya to unki naukri khatre me aa jayegi..." Ye kehke rez khada hota he aur darwaje ko kholne jata he...
Monica apne usi andaz me rez ko jawab deti he...."socha tha hum dono ki banegi but rez...tum dharavi me hi marna chaahte ho shayad...wahi garib makan wahi sharabi baap aur tumhari do behne....Aur Tumhari Bechari maa ke saath...Aur Rahi Baat Kamla ki wo mere dad ko service deti he..... tumhari language me kahu to raand he wo"
Rez gusse me wapas mudta he aur rez ka gala dabane lagta he.....
Monica ne rez ki aankhon me dekhke muskura rahi thi...."Kya hua bura laga?...soch lo rez....ye duniya itni sidhi nahi he jitna tum samjhate ho.....yaha paisa hi sab kucch he ....aur rahi baat waiter banke kitna kamaoge tum mere paas? 10000 ya 12000? Ek mahine ke? Agar ye kaam karoge har ghante 10000 kamaoge?......
rez ne apni pakad Monica gale pe aur tight kar di ....."juth mat bolo mausi aisi nahi he........" Rez ki saanse thodi bhari ho gai .....wo kucch bol nahi paya.....
Monica ko ab pata chal gaya ki rez ki kamjori uske apne he....."rez....me tumhari jindagi sudharne ka zariya hu...agar tum mere liye kaam karoge to me tumhare liye har din me....har din ke char client ready karke rakhungi....aur jis tarah tumne abhi Mera gala daba rakha he aise hi unko service dete samay tumhe unke gale dabane ka moka milega Hahha ahh..." Ye kehke Monica hasne lagi...
Rez ne uska gala chor diya...."chii!!...tum Aurat bhi ho ya nahi? Tum me naa sharam he naa koi haya..."
Monica ki hasi ek pal me uske gusse me badal jati he...."Zaban sambhal ke fatichar kab se samjha Rahi tume pyar se to sir pe chadhe jaa rahe....agar garib hi marna to get out from my office....."
Rez mud ke wapas darwaje ki taraf Jane lagta aur jaise hi uska haath darwaje ke handle pe padta he uske kaan pe aawaz aane lagti he...."bete kabhi kabhi jindagi me hame wo gunaah bhi karne padte he jo hum kabhi nahi karna chahte,waisi hi hume majuburi me,kabhi kabhi hume wo kaam bhi karne padte he...jo hum kabhi nahi karna chaahte he...." Use Aaradhya ki aawaz bhi kano me aane lagi...."Bete sach me? Tujhe kaam milne wala he pehle kyo nahi bata?" Rez ki aankhon me se aansu nikalne lage...use fir wahi dukho ne gher liya,Ganga ki shadi ke liye paise,janki ko ek acche college me padhane ke liye paise...,maa ko us nark se nikalne ke liye paise....kaha se aayenge?...wo Monica ki aur fir se mudta he.....aur rukhi si aawaz me kaha "har ghante kitne?"
Monica apne attitude me ab baat karne lagi "tumhe to me giri hui aurat lagti hu na to jao kisi izzatdar ke saath kaam karo...."
Rez apne gusse ko control karte hue kehta he "madem please kitne milenge har client se?"
Monica apni files ko kholke usme kucch papers me sign karne lagi aur rez ki aur bina dekhe bolti he " dekho rez hamre yaha ki clients High society ki aurte hoti he.....tumhare liye me 15000 par hour rate rakh sakti hu.....aur usme se mujhe tumhe 30% dena hoga yani ke 10,500 ruppes dilwa sakti hu...agar tum chaar ya paanch clients mile to 42 ya 52 thousand rupees tumko har din ke milenge.. ..to soch lo mamuli waiter banke 10 ya 12 hajar kamana chaahte ho yaa....jaldi apne jhopde ko ek mansion banana chaahte ho choice is yours agar tumhe ye kaam karna he....to kal mujhe phone kar dena...me tumhare agreement papers ready kardungi....now you can leave...nahi to ye badnam jagah tumhe bhi badnam kardegi.....
To be continued....
Bhai Log Update Pasand Aaya To Like Kare Aur Pyar Jatane ke liye Comment Kare...Chapter-6 jald hi aayega agar aapki prathna aur duae mere saath rahi keep supporting writers like meuntill see you in the next update be happy be healthy live longer
Thanks bro keep supporting like this.....Nice update and awesome story
Excellent start bro, superb updatesChapter-1.2
Dharavi Ki Galliyan, Aradhya Ka Dard
Kitchen ka kona chhota sa tha, ek patli si purani bhangar se kharidi hui table jisme teen steel ki thaliyan rakhi thi, saath me ek patila jisme chana aur thoda sa chawal tha yaa yu kaho garibi me unke liye ye phulav tha.
Ganga ne haath me roti ka dibba uthati aur use table pe rakhti he, lekin uske haath thode kanp rahe the. Janki chup-chaap glass me pani bhar rahi thi, uski aankhon se nikle aansuon ki lakir uske galo pe thi..jo kabki sukh chuki thi...wahi rez apni maa ke zakhmo pe cream laga raha tha...aur unpe fuk maar raha tha...tabhi ganga ne rez se dhimi si aawaz se kaha Bhaiya khaan lag chuka...rez ne use sirf bas haa me apna sir hila diya..
Manoj, jo ab charpai par let gaya tha, bottle abhi bhi uske haath me thi. Uski saanso se aur uske muh mese daaru ki gandi smell me aa rahi thi jo pure kamre me ghoom rahi thi. Dharavi ke slum me waisi smell new thi hi nahi- kabhi machhli, kabhi sookha gutter, aur jab ghar me sharabi hota hai to daaru ki tez mahek.
Aradhya ne apni sari ka aanchal sir pe le liya, aur table ke paas baith gayi, rez bhi usi ke saath baaju me chair pe baith gaya .
Ganga aur Janki dono side me. Thali me khana serve kiya aur khud bhi unke saamne beth gai..khana shuru hua, sab chup chaap apna khana khaa rahe the Sirf Manoj ke kharraate ki awaaz, aur steel ke glass ka kabhi-kabhi table pe lagna aur ganga ke usme Pani bharne ki aawaz aa rahi thi...
rez ne apni maa ki taraf dekha- ek dum chup, sirf uske aansu nikal ke roti pe git rahe the. Rez ka dil bhari ho gaya. Usne haath aage badhaya, maa ka haath apni hatho me pakad liya.
โBas maaโฆ pleaseโฆ ro mat,โ usne halki awaaz me kaha.Ganga bhi apni maa ko rota dekh uske aansu nikal gaye.. Janki ne apna sir neeche kar liya, roti ka tukda toda aur khane jaa hi rahi thi, lekin muh tak nahi le gayi....
Rez ne maa ka haath thoda zor se daba ke sambhala, jaise keh raha ho ki ab main hoon na....
Aradhya ne apni palkein upar uthai, Rez ne aaradhya ki aankhon me dekha. Uski aankhon me wo pyar tha jo sirf maa apne bachche ko deti hai, lekin saath me wo shukriya bhi, ki jab bhi woh gir jaye kisi mushkil waqt me to yeh ye ladka hi tha jo usse sambhalta tha.
Aaradhya ne uske balo pe haath ferete hue kaha โKha le betaโฆ warna khana thanda ho jayega,โ usne bas itna kaha, lekin awaaz me kanp thi.
Sabne thoda-thoda khana khaya, lekin pet se zyada rooh bhari thi gam se.
Manoj ke kharraate aur daaru ki smell poore kamre me mil ke ek ajeeb sa dabav bana rahe the.
Raat ko, jhopde ki halat wahi thi jo pehle thi..do hi kamre. Ek me Ganga aur Janki ki chhoti si khatiya, doosre me Manoj aur Aradhya ka bistar. Rez ka apna ek chhota sa moora tha jo wo aksar kitchen ke paas bichha ke sota tha, Ganga aur janki apne kamre me chale gaye kuch samay ke baad...par dusre kamre me akele so rahi Aradhya ko becheni ho rahi thi wo bahara hall me aai to usne dekha rez hall me apni zindagi ko bethe bethe kos raha he....Aradhya ne ek baar ke liye socha Manoj ko andar kamre me sula de lekin aaj Aradhya ko manoj ke saath sona sahi nahi laga to usne dheere se kaha,
โBeta, aaj mere kamre me mere saath so jata toโฆwo kya baat he...kya he agar tera baap jag gaya to fir shor machayega.โ
Rez ne maa ki taraf dekha, phir sir hila diya. Manoj apne aap me ulta ho ke soya hua tha, muh se daaru ki badbu aur halki si kharrate ki awaaz aa rahi thi.
rez bhi ab hall se khada hoke apni maa ke sath kamre me aa chuka tha ..
Wahi Aradhya ne Rez ko apne paas bitha liya, dono ek hi bistar ke kinare pe baith gaye.
โTu tension mat le, betaโฆ main theek hoon,โ Aradhya ne uske baalon me haath phiraate hue kaha.
Rez ne maa ka haath apne gaal se lagaya. โMaa, tu kabhi theek nahi hotiโฆ main sab dekhta hoonโฆ main janta hoon tu kitna dard jhelti hai,โ uska gala bhar aaya.
Aradhya ne thoda sa apna sir uske kandhe pe rakh diya. Dono chup the, bas bahar se slum ki awaazein aa rahi thi-ek kutta bhonk raha tha, door se kisi ne โmadarchodโ chillaya aisi aawaz aa rahi thi shayad ek aur pati uski patni ko maar raha tha, ye koi nai baat nahi thi dharavi me,aur kahi kisi gali se apni randibazi karti koi randi apne ghar lot rahi thi...
Bistar par, maa-beta ka ye lamha alag tha-dard ka, dil ma, aur ek ajeeb si doori ke bawajood nazdeeki ka.
Aradhya ka haath Rez ke haath me tha, dono chup chaap baithe the jaise waqt thoda ruk gaya ho.
To be continued...
Bhai Log Update Pasand Aaya To Like Kare Aur Pyar Jatane ke liye Comment Kare...Chapter-2 Kal Hi Aayega Baaki Love You Sabko And Thank you...Aur.. Comment karne me naa sharmaye hoshla badhta he bhai...
Ho Sake To Wait Karna Garib Ke Next Update Ka...![]()
Funtastic updatesChapter-3
Subah Ki Bhaag-Daud
Aaradhya ne rez ko ab bhi gale laga rakha tha aur rez ka chehra uske Bade-Bade Chucho ke bich tha rez ko Aaradhya ke Chucho se ek ajeeb si khushboo aati he....par jab tak ye haseen sa sukoon aur milta..usse pehle hi Aaradhya ne rez ke chere ko apni aur kiya aur uski peshani ko chum liya Aur laad me kaha "mera baccha".....
rez ka sone ka to man tha,lekin aaradhya ko khush dekh aur use apne aap bate karte dekh rez bhi usse baat karna achcha lagne laga....bate karte-karte rez ko nind aa rahi thi to rez ne kaha..."Maa chal naa ab so jate he kal waise bhi jaldi uthna he na?"...Aradhya ne bhi ek pyari si muskaan ke saath kaha, โHaan beteโฆ chal ab so jaate hain.โ
Rez ne apni maa ki taraf dekh ke sir hila diya, โThik hai maaโฆ lekin kal mujhe subah 8:00 baje utha dena, theek he?โ
Aradhya ne haan me sir hila diya, โHaan haanโฆ tu tension mat le.โ
Ye kehke Aaradhya.. palang se uthi aur Switch bord ke paas jati he aur us pili halki light wale bulb ki switch ko bandh kar deti he aur purane slow speed wale pankhe ko chalu kar deti he....
jab tak Aaradhya rez ke paas mudti tab tak rez us bhangar bed ke dusri side so choku tha... Aaradhya uske paas jaati he aur uske paas Jake let jati he aur karwat leke rez ko dekhti he aur rez ke sir pe halke-halke hatho se malish karti he.....rez bhi kucch nahi kehta.... aur maa ki maalish ke jaadu se rez gehri neend me so jata he.. aaradhya bhi rez ke sir ki malish karte-karte so jati he....
Aradhya ne apni aankh subah 6:00 baje kholi jaise hi bechari ne aankh kholi to uska dimag seedha Ganga aur Janki pe gaya kyoki Aaradhya ko subah 7:00 baje tak Ganga ko sarkati college bhejne ke liye tayyar karna hota tha, Aur Janki ko school ke liye .....Dharavi me most bacche government ki wajah se hi jite he..koi bimar pade to?... sarkari hospital he na.... education leni he sarkari school he naa..... school complete ho gaya?..... Sarkari colleges he naa...Dharavi ka ek hi funda he jab sarakar muft ka chandan deti he to...ghis na mere nandan...
Yaha Aaradhya bechari itni jaldi me thi ki usne apna cehra tak nahi dhoya aur Usne jaldi-jaldi dono ko uthaya aur ready karna shuru kiya. Ganga apni salwar kameez pehn rahi thi bathroom me, Wahi Janki apna school dress pehn chuki thi aur Aaradhya uski Choti bana rahi thi..dono ko ready kar ke.
Aaradhya ne fir jaldi jaldi chai aur roti garam ki jo raat ki padi hui thi,Dono ko ready karte karte kab time kaise nikla pata hi nahi chala...ab ganga aur janki apne apne college aur school jaa chuki thi...ab aata he subah ka sabse mushkil kaam manoj ko kaam bhejana..... aaradhya aangan se hall ke andar dakhil hoti he aur darte darte khatiya ke paas jati he....
Aaradhya dhire se manoj ke kandhe ko hilate hue kaha...."ji uthiye...8:30 baj chuke he" itna kehkar aaradhya apni najre juka kar piche ho gai .....
Manoj apni aankhe malte hue hangover ke saath khatiya pe bethta aur dhire se khada hota he..wo Aaradhya ki aur dekhta bhi nahi ke uska kya haal he bas khada hoke aangan me jaake nalka chalu karta he...aur apna munh dhone lagta he....
Aaradhya aangan me jaake sir juka kar thodi dur khadi hoke dhimi aawaz me kaha "ji naashta tayyar he agar aap nashta kar lete to..."
Manoj ukhdi aawaz me kehta he "koi zarurat nahi he...tera haath ka khana kha ke mujhe marna nahi he...apni aulado ko khilla khaas karke us saandh ko.....bohot charbi chari he sale ko....meri chinta mat kar me kaam pe kucch kha lunga"
Manoj subah-subah kaam ke liye nikal gaya tha, daaru ka hangover leke, aur hamesha ki tarah Aaradhya ko gaaliyan dete hue.
Aaradhya ko bura to laga lekin is baat ka sukoon bhi tha...ki aaj manoj chup-chaap kaam pe chala gya warna kabhi kabhi yuhi jab uski man marji se wo chuttiya le leta tha....Manoj ek carpenter he...aur wo ek carpenter factory me kaam karta he....waha pe wo sabse talented carpenter he...isi liye uska seth use nikaal nahi sakta tha...kyoki aadha dhandha to manoj ki wajah se uska chalta tha...bas uski peene ki aadat ne use badal ke rakh diya tha aur uski is aadat ke piche ek gehri wajah bhi he jise wo kisiko nahi batata...
Aradhya ne ghadi ki taraf dekha 8:45! Uska dil ek dum se ghabra gaya. โArre babaaaaโฆ main to rez ko uthana hi bhool gayi,โ usne apne aap se kaha...
Aaradhya ko laga rez uspe gussa karega itna late uthane ke liye.....to use ek tarqib aai aur...
Wo turant kitchen me ghusi, aur gas jalaya, ek kadhai me kal ke bacche chaaval aur batate se poha banane lagi. Saath me roti garam ki, taaki pohe ke saath wo bhi khaye. fir Chai gas par chadhayi aur garam ki, Jaldi-jaldi sab wahi purane bhangar ke dining table pe set kiya ek plate pohe ki, ek plate roti ki, ek cup chai table pe rakh ke.......
Phir wo Rez ko uthane ke liye apne kamre me gai...โฆ
Rez ab bhi so Raha tha.. Aaradhya rez ke paas palang pe bethti he aur uske sir ko chumti he...aur uske gaal ko kaat leti he....rez apni aankhein dheere se kholta he...aur use apni maa ka cehra dikha...wo ab bhi nind me tha... to usne seedha apni maa ko apni bahon me kheench liya... jaise koi aashiq apni mehbooba ko kheenchta hain.
โMaaaaโฆโ usne halki muskaan ke saath kaha.
Aradhya hans padi use laga rez naraj hoga par yaha to khud aaradhya ko sulane me laga he .... Aaradhya ne apni hansi rok ke kaha, โBeteโฆ subah ho gayi haiโฆ tu waise bhi late ho gaya hai.....chor mujhe....are baap re kitni majubut pakat he teri....are....are meri kamar me dard ho raha he chor beta.....
Rez ne socha max 8 baje honge, isliye wo Aaradhya ko chhorne ke mood me nahi tha. Usne bas aaradhya ko zor se apne sine me samet liya aur ek chhota sa chumma uske gaal pe de diya. โWaise kitne baje hain?โ rez ne ab bhi nind me hi puccha...
Aradhya ne uski aankhon me dekha, โ8:30 ho gaye, beta.โ
Rez ek dum se chonk ke peeche hua, โKya?! Maaโฆpehle batana cahiye tha na....โ Usne turant apni maa ki kamar chhod di...aur uske gaal ko fir ek baar chum liya...aur palang ki dusri side se utar ke almari ke paas gaya...wahi tedi-medhi almari jiska ek palla tha hi nahi....
Rez jaldi-jaldi kapde khan-galne laga usne ek kaali baniyan,kala shirt aur ek kali jeans uthai....aur wahi khade khade apne pajama utar diya.... Aaradhya pehele to Sharma ke gabhra gai ki ye kya kar Raha he ye....lekin rez ne apna brown shorts pehen ke rakha hua tha.. isliye firse normal ho gai...wahi rez kal ka safed baniyan utar ke apna black baniyan pehen leta he..Aur fir jeans pehnta he aur aakhir me black shirt pehnta he...Aaradhya bhi chup-chaap dekh rahi thi....aur ye soch rahi thi ki "ye ladka kabhi nahi sudhrega"...
Aradhya ne uski jaldi dekh ke kaha, โBetaโฆ aaram se, Kamla kahi bhaag nahi jayegi.โ
Lekin Rez to full speed me tha aur wo dodte hue bahar aangan me gaya, aur nal ke paas jaake nal ko chalu kiya aur muh dhone laga, aur brush karne laga, phir tute hue aaine me baal set karne laga โMaaโฆ main jaa raha hoon!"
Aaradhya ko pata tha ki rez yahi karne wala he isiliye usne nashta pehel hi ready kar liya....
Aradhya ne turant aangan me jaakar uska kaan pakad ke kheench liya....rez karahne laga...."are maa maa...kya kar rahi he?...ahh...mene kya Kiya....Are dard ho raha he maa ...aur uske kaan ko kheechte hue use apne saath hall me le laayi aur rez se kheti he....
โMene Kamla ko pehle hi phone kar diya he aur keh diya hai ki meri wajah se tu late hua he.... to isliye tu thodi der baad aayega. "Chalโฆ pehle nashta kar.โ
Aaradhya Jabardasti usse table pe bithati he aur plate uske aage rakhti he rez pohe aur roti par ekdum kutte ki tarah toot padta he. Ye dekh Aaradhya hansh padti he....Aradhya ne hansi chhupate hue uska gaal ko chum liya..... Rez sharma gaya, aur samaj gaya ki wo kya kar Raha tha..ab wo dheere chaba ke khana kha raha tha aur apne khane ki speed slow kar di..
Thodi der me hi rez ne nashta khatam kardiya aur...rez aangan me jaake haath dhone ke liye chala gaya...rez ne jaise hi apne haath dho liye wo maa ko thank you kehne ke liye wapas hall me aaya to aaradhya plates aur chai ka Khali cup utha rahi thi...rez uske piche jata he aur Aaradhya ke gale lag jata he...
aur wo use side se jaldi-jaldi me uske gaal pe kiss karne gayaโฆ aur tabhi Aaradhya bhi uske gaal ko chumne ke liye mudti he lekin jaldi-jaldi me undono ke hoth ek dusre kehothon se mil jate he...
Dono ek pal ke liye freeze ho gaye...dono ke hoth ek dusre se mill chuke the...aradhya ne kuch nahi kaha, bas andekha karte hue turant mud gai aur table saaf karne lagi....
Rez ka dil ekdum se tez dhadakne laga- usko pata tha yeh galti se hua he lekin us pal ka feel uske seene me ghoom raha tha....usne aaradhya ki kamar ko chor diya aur....aur shock ke mare kucch na keh saka....wo apni maa ko piche se bas kaam karte dekhe jaa raha tha aur dhire se bola..."Maa me kamla mausi ke paas ja raha hu....agar deri ho to chinta mat karna meri"....
Aaradhya bhi apni sharam me thi......aur usne sirf itna kaha "Thik he dhyana se jana beta".....
rez hall se bahar nikalte hue aangan me jata he aur apne sir ke piche baalo me dhire dhire haath ferta he aur thapki marta he.....aur ek baar fir hall me khadi apni maa ko dekh ke kehta he...."pagal hu me bhi" aur fir mud ke apne aangan ka purane zamne ka lakde ke darwaje ke paas pohochta he waha use dharavi ke naya din shuru hone ki awaaze aane lagti he....
subah ka Dharavi apne hi chaos me chalta hai. Kahi Galiyon me paani ke tanker se paani bharne ke liye ladti aurto ka shor....aur kahi logon ki awaaze....kahin se bachchon ke rone aur chillane ki awaaze.... aur kahi subah subah bhai baheno ke ladne ki awaaze...aur pata nahi kya-kya...
To be contained....
Bhai Log Update Pasand Aaya To Like Kare Aur Pyar Jatane ke liye Comment Kare...Baaki Love You Sabko And Thank you for supporting me...Aur.. Comment karne me naa sharmaye hoshla badhta he bhai log.....
Ho Sake To Wait Karna Garib Ke Next Update Ka...
Intresting update broChapter-4
Dharavi Ki Galiyon Se Kamla Ke Ghar Tak
Rez apne aangan me lakde ke darwaje ke paas jaata he..... aur us darwaje ka purane jamane ke Janjir wale tale ko kholta hi he ki tabhi...uske kaan me
dharavi ke ek lote f.m radio ke loud speaker ki jor se siti bajti he......ye loud speaker dharavi ke bicho bich rakha hua tha...taaki har koi f.m ka maja utha sake....
โPheeeeee-reeee
reeeereeeeeeeetttt...trrreeeeeeeetttttttttt!!!
rez apne kaan ko turant bandh kar leta he aur muskura ta he......"lo ho gai wasim bhai ki subah"
"RJ WASIM SHEKH"
" To kaise he mere Dharavi ke dosto?, sabko mera subah ka salam, namaskar, sat sri akaal, aur sabse pehle mere apno ko pyaar bhara adaab!
Main hoon aapka apna dil ka hero..RJ Wasim Shekh, aur yeh hai FM Dharavi 100.5 โ Jitni apni gali, utna apna sur!"
yaha rez jaise hi apne chhote se makaan ka purana lakdi ka darwaza dhakel ke bahar nikla, Dharavi ki subah ki hamesha wali zindagi uske saamne khul gayi...uske ghar ke saamne bas diwal thi aur us diwal aur uske apne makan ke bich me ek patli si gali jo bohot lambi thi...rez apni maa ke... hothon ko chumne ki baat ab bhi man hi man yaad kar raha tha par uska dhyan firse wasim bhai ke f.m ne toda...rez us galiyon me chal ne laga piche piche use halki-halki wasim bhai ke fm ki aawaz aa rahi thi...
"R.j Wasim Sekh"
Aaj hai 14 August 2025, haan ji, Thursday ka yeh khubsurat din, jisme subah ki roshni Dharavi ki chhaton pe aise gir rahi hai jaise apne khwabon pe Allah ka noor.
Kal raat ki thandi hawa abhi bhi mausam me bani hui he..aur apne saath mohabbat ki khushboo bhi le ke chal rahi he,chai-wale chacha ki 'garam cutting' aapko bula rahi heโฆ..jaiye jaiye dharavi ki subah aapko bula rahi he...
Yaha rez Patli-patli galiyon se guzar raha tha...dono taraf se chhote chote jhopde aur kacche makan......aur kapdon ke taar-par latke hue kapde......rez un taro ko upar kar ke uske niche se nikalte hue aage badh raha tha..rasto ke aas-pass nali ka pani beh raha tha, aur beech-beech me machhli bazaar ki teekhi smell....wahi r.j wasim ab bhi apne f.m me logon ki subah sawar raha tha...wahi rez apne dimag ko kharab kar raha tha ki wasim kya bakchodi kar raha...uski bato ka naa koi sir he naa pair...
"R.j Wasim Sekh"
Aur jaante hoโฆ zindagi hume hamari chahe kitni bhi badi aur buri lage, par hum sab aakhir me ek hi baat chahte hain - bas apna din ko ordinary rakhna, par apni zindagi ko extraordinary banenana!
Isi baat peโฆ aaj ka din start karte hain ek aise gaane ke saath jo mere dil ke bahut kareeb hai, filmon ke deewano ke liye ek gift haiโฆ Leo movie ka woh zabardast gaana โ Ordinary Person!
To chhodo tension, lagao earphones ya phir bajne do gali ke speaker pe, kyunki aap sun rahe ho Wasim Shekh ka โGana Khazanaโโฆ aur paish he aapke liye ye khubsurat gaanaโฆ"
"My life is in this town"
And I ainโt going down
You think that I am crazy
"But I donโt want the crown"
Yaha rez gali ka dahina mod leta he... aur gali ke ek kone me baithe buzurgo ka group dekhta he.... Ek chacha beedi pi rahe the, doosra purane transistor pe Marathi geet sun raha tha. Rez ne aage badhte hue bola, โArre chacha, kaise ho?โ ye kehte hue wo aage ki aur chalta rehta he....
Ek ne hansi ke saath jawab diya, โAbe Rez, tu to bada smart lag raha hai aajโฆ kahin line marne to nahi jaa raha?โ
Rez ne aankh maar ke kaha, โLine to marunga lekin aapki beti ko dekh ke marunga chachaโฆ abhi to kaam pe jaa raha hoon.โ chacha ne dua dete hue kaha ja tujhe Allah salamat rakhe...rez ab bhi chale jaa raha tha...wahi wasim ka gana ab bhi baje jaa raha tha
"My life is in this town"
And I ainโt going down
You think that I am crazy
But I donโt want the crown
Iโm just an ordinary person, yeah
Iโm just a peace loving soul
Iโm just an ordinary person, yeah
Iโm just a peace loving soul
Peace loving soul
Agle mod par rez ko ek marathi aurat mil gayi, haath me sabzi ka thaila tha aur sabzi wale se sabzi kharid rahi thi...Rez ne Marathi me bola, โKashi aahes, vahini?โ
Vahini muskurayi,โBara aaheโฆtu kuthe chaltoy re?โ
Rez ne haste hue bola, โKaam dhundhnaโฆ par agar tum shaadi ka offer de do to main turant kaam se pehle hi resign de dunga.โ
Vahini bhi hans deti he, โArre jaa re laundaโฆ"rez uske is jawab pe muskurate hue aage ki aur badhta rehta he...wahi apna rj ab bhi gane baja raha tha
![]()
![]()
My life is in this town
My life is in this town
And I ainโt going down
You think that I am crazy
But I donโt want the crown
Yaha rez thoda aage gaya to ek jawan randi gali ke kone me khadi thi, maang bhar ke khadi hui thi. honthon pe lipstick lagaye...,aankhon me kaajal lagaye... usne awaaz di, โAe Rezโฆ chal na me tere ko free me dungi...โ
Rez ne bina rukke bola, โShaadi kar le fir mujhse.โ
Woh masti me boli, โbas tarikh bata de...me aa jayegi rishta leke..โ
rez masti me fir bolta he "iske liye tere sharabi pati ko maarna hoga.."
aur rez hass kar aage ki aur chalne laga...
Iโm just an ordinary person, yeah
Iโm just a peace loving soul
Iโm just an ordinary person, yeah
Iโm just a peace loving soul
Peace loving soul
My life is in this town
Rez aage badhte hue jaa rha tha...ek budhiya apne jhopde ke bahar charpai pe baithi dhoop sek rahi thi. Rez ne masti me bola, โKya re budhiya, ab tak tapki nahi?โ
Budhiya ne jawab diya, โApni beti ki shaadi tere se karwaye bina marne nahi wali.โ
Rez ne haste hue bolta heโIsse pehle main tujhe maar dunga,โ aur dono hans pade. Aur rez aage ki aur chalne laga....
Gali ke end par ek chai ki dukaan thi. Wahan uska dost Lala baithe-baithe chai pee raha tha. Rez ne seedha bola, โOye, bike ki chaabi de zara.โ
Lala ne pehle chabi rez ki aur uchali...Aur fir usne rez se puchha, โKidar jaa raha hai bike leke?โ
Rez ne majakiya andaz ke saath kaha, โTeri biwi ke paasโฆ sale kal raat Shila ke paas tha na tu? Ruk batata hu use..?โ
Lala ki chai gale me hi atak gayi, Aur Apne sir ko thap-thapane lagaโAbe saale sach me mat jaanaโฆ maar degi wo mujhe!โ
Rez ne tab tak bike start kar di thi, Lala chai ka glass ko table pe chhod ke uske piche bhaagta hua uska picha kar raha tha, โBhai ruk!!!โฆ Ae ruk!!! mazaak kar raha tha na?!โ Rez bike pe door nikal jata he, Aur Lala beech gali me chilata.....Are saale wo maar degi mere ko!!!!
(Lala rez ka bachpan ka dost tha...lala humesha rez ko apne chote bhai ki tarah maanta tha....rez uske har acche aur kale kaam ki khabar rakhta tha....taaki use chidha sake par kabhi kabhi wo shaitani kar bhi deta tha.....jaise ki lalla ki biwi ko uski purani mehbooba ke bare me batana...)
Rez dharavi ki tang galiyon me dhire dhire bike chala raha tha...kucch hi der me.... Rez Kamla ke ghar ke saamne bike rokta hai. Bike stand pe lagata hai aur, neeche utarta hai, par chhabi nikalna bhool jata hai. Do kadam chalta hai, phir yaad aata hai, โArre saalaโฆโ Wo Mud ke jaata hai, Aur lock lagata hai, chhabi nikalta hai...
Darwaze pe ek purana zanjir wala lock latak raha tha. Rez ne haath se khad-khadaaya. Andar se kamla ki aawaz aati he โKon aahe?โ
Rez ne bhi jawab diya, โMausi, mi rez aahe.โ
Darwaza khula, Kamla ke chehre pe ek pe ek khubsurat muskaan thi, โAav re bada, aavโฆ pani piyega?โ
Rez ne haste hue bola, โNaa mausi, mala ghai aahe.โ
Kamla ne haath se ishaara kiya, โChal re, andar aa."kamla rez ka haath pakar use apne room ke andar le aai aur bistar par bitha diya aur uske liye paani ke matke se ek glaas paani lati he
Andar ka kamra Rez ke ghar se bilkul ulta tha-naya rang, saaf-suthra palang, proper almari, corner me rakha steel ka paani ka matka. Rez ne paani ka glass liya, ek sip lete hue kamre ko dhyaan se dekh raha tha. Mausi ke ghar ka setup to mast haiโฆye soch raha tha....
Kamla khud bhi ekdum ban-thank ke thi- acchi saree, halka make-up, face pe glow, figure perfect โ na jyada moti, na jyada patli,Chuche vishal aur ubhari hui moti gaand...aur uske chehre ki ronak...Rez ke dimaag me ek pal ko ajeeb sa thought aaya, lekin turant use dimag se hata diya, kaam ki talash ke liye aaya hoon, wahi karunga. Rez apne man me kehta he ....
Kamla uske paas palang pe baith gayi, sir pe haath ferte hue boli, โBada, tu kaam dhund raha tha na?โ
Rez ne haan me sir hilaaya, โHaan mausi.โ
Kamla: โKaam to hai bada, lekin basti ke upar Dharavi ke bahar ka haiโฆ karega?โ
Rez ko apni paristhiti ka andaza tha isliye usne turant kaha....
Rez: โKyu nahi mausi, agar paise acche milenge to kyu nahi?โ
Kamla: โMain ek bade sahab ke yahan kaam karti hoonโฆ pehle wo bidesh me rehte the, ab Mumbai me rehne ko aagaye he Bahot si company hai unkiโฆ woโฆ kya bolteโฆ k.y.c.?โ
Rez hans ke bolta he, โMausi, wo K.Y.C. nahi hotaโฆ L.I.C. hotaโฆ life insurance company hogi.โ
Kamla ne uske kandhe pe halki chapet maari, โHaan wahiโฆ sab ek hi to hai.โ
Rez: โPar mausi mere paas degree nahi hai aur mene to school bhi complete nahi kiyaโฆ kaise milegi wahan naukri?โ
Kamla: โMeri baat poori hone to deโฆ unke bahot se hotel hai, aurโฆ wo adde hai sharab keโฆโ
Rez ne muskurate hue bola, โMausi, bar honge?โ
Kamla: โTu Gapt Basโฆ meri baat poori sunโฆ maalkin se maine teri darkhwast lagayi thi, unhone sahab se baat ki, sahab ne haan keh di. Tere liye bar ka kaam haiโฆ unki badi beti chalati hai, Monica madam naam hai unka. Aaj shaam 4 baje milne jaana unse...โ
Rez ka chehra thoda serious ho gaya, bar ka naam sunte hi uske baap ki yaad aa gayi. Kamla ne uske gaal pe haath fer ke poochha, โAe bada, mala maite tu kya soch raha?โ
Rez chup raha.
Kamla: โJis sharab ne tera ghar barbaad kiya ab wahi sharab tera ghar bana bhi sakta haiโฆ teri maa ab thak chuki hogi. Uske liye ye kaam mat mana karna... Sochโฆteri maa-baheno ko to is jagah se bhi bahar nikal sakta he agar kucch saal tune kucch paise bacha liye to tu hamesha ke liye mumbai se kahi dur sukoon wali jagah reh sakta he tu....maan ja na bada...
Rez ne bas haan me sir hilaaya, โShukriya mausiโฆ sochunga is bare me"
rez bistar se khada hota he tabhi kamla uski kalai pakad ke use rokti he aur kehti he...
Kamla: โSochne ka time nahi hai re badaโฆ paise acche milenge teri maa-baheno ki zindagi sudhregi. Ganga ki shadi bhi karani he tujhe..kaise sanbhalega ye sab akele? Abhi 10 baje hai, 4 bajne me der nahi hogi....unka kya he unko teri jagah koi aur mil jayega kaam karne ke liye....isi liye keh rahi Kar le.โ..
Thik he mausi pehle me Aarif chacha ki salah lunga....Ab me jata hu mausi....
Kamla ne uski kalai ko chora aur uske balo ko aise sahi kar rahi thi jaise rez usi ka beta ho...
Kamla ne muskura ke bola, โJata hoon mat bolโฆ bol lot ke aata hoon.โ
Rez muskura kar bolta he "thik he mausi lot ke aata hu"...
To be Contained.....
Bhai Log Update Pasand Aaya To Like Kare Aur Pyar Jatane ke liye Comment Kare...Baaki Love You Sabko And Thank you for supporting me...Aur.. Comment karne me naa sharmaye hoshla badhta he bhai log.....
Ho Sake To Wait Karna Garib Ke Next Update Ka...
Take care broAttension Please
Agar kucch bhaiyo ne ye socha ho ki mene update dene me deri ki he ya storie bandh karke bhaag liya to nahi is deri ka valid reason he mere paas...mujhe dengue hua he so...ek haath se likhne me time laga mujhe i can't believe ek update likhne me mere do din gaye......isse pata chalata he hamari health kitni important he?....upar se images&gifs dhundhna..... so yaa isliye der hui...fir bhi i tryed...waise bhi hospital me lete lete bore ho raha hu....so milte he next update me untill all of you stay healthy &stay safe... ![]()