• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy ๐™ˆ๐™„๐™‰๐˜ฟ ๐˜พ๐™Š๐™๐™๐™๐™‹๐™๐™„๐™Š๐™‰

Lite_end

Active Member
552
1,421
124
Update - 24

-Recap-

"Mai chahti hu tum mujhe pregnant karo." Aarohi ne bina kisi hesitation ke kaha, jese ki yeh ek normal baatcheet ho.

"Huh....?"

-Ab Aage-

'Mai tayar hu' mai esa kehna chahta tha lekin mujhe yeh karna kuch accha nahi hoga, ya mujhe lagta hai mene kuch galat suna hai..

"Kya aap firse repeat kar sakti hai aapne abhi kya kaha..?" Aman ne Aarohi se pucha.

"Mai chahti hu tum mujhe pregnant karo." Aarohi ne firse kaha.

Okay, es baar yeh bilkul clear hai.

"Mai tayar hu" aman ne sidhe ahe serious face ke sath kaha.

"Ehhhh... ?" Aarohi ke chehre pe acchanak surprised hone ke expression dikha.

"Nahi, aap esa nahi kar sakte." Kaya ne acchanak gusse aur chinta ke bhaav ke sath Aman pe upar chillayi.

"Yes master, woh ek noble women hai, ek commoner aur kisi noble man ya women ke bich koi sexual relation nahi ban sakta."

"Kya esa hai?"

Aman aage kuch aur keh paate, Aarohi ke sar pe ek jordaar mukka pada.

*Bonk*

"Ruko, ek aur Aarohi?" Aman ne surprised hote hue kaha.

"Mujhe meri behen ke mazaak ke liye maaf kardo, weh har contestant ke sath esa hi mazaak karti hai, jiske sath mene fight kari thi." Real Aarohi boli.

"H-Hey mene tumse kaha tha na mujhe itni jor se mat maaro." Nakli Aarohi apna sar ragadte hue boli.

"Yeh Piya hai, meri chhoti behen"

"Aapse milkar khushi hui Piya." Aman ne kaha.

Yaha mene socha tha ki mai kuch asli randiyo ko chodunga.

"Arre mai tumse kuch baat karna chahti thi" Aarohi ne kaha.

"Ohh... aap dono andar kyu nahi aate."

"Thanks.."

Woh dono Aman ke rest room mai enter hue.

Aman ne unhe apni behno se milwaya aur pucha.

"To aap kis baare mai baat karna chahti thi?"

"Han, mere butler ban jao." Aarohi ne kaha.

"Kya..?"

"Aapme ek acche magician banne ka potential hai aur mai ek noble ke tod pe aapko sponsor karna chahti hu.."

Sponsor, Nobles acche candidates ko sponsor karte hai aur yadi woh candidates ka acchi tarah se khyaal rakhte hai to candidate unke liye apni life mai 3 saalo tak unke liye kaam karega aur yadi candidates bahut powerful aur accha sabeet hota hai to usse 7 families mai se kisi ek mai sponsored kiya ja sakta hai.

"Mai tumhe esa kyu karne du?" Aman ne pucha.

"Huh..?" Aarohi ki aankhon mai kayi question mark ubhar gaye.

Uski life mai kabhi kisi ne yeh question nahi pucha tha, jab bhi woh kisi ko sponsor karna chahti thi to woh bas yeh words keh deti thi aur samne wala agree ho jata tha.

"Mera matlab hai ki hamari family aapke Academic ke sabhi chijon ke kharche bhi uthaayegi."

"Mene pehle hi gambling se jarurat se zada kama liya hai."

"Aapko hamaari family protection milegi."

"Kisse?"

"Umm.. baaki commoners se."

"Mai ek magician hu, mai apni aur apni family ko protect kar sakta hu."

Fuck... yeh ladka asaani se kyu nahi maan raha.

"Ohh han, woh noble jisne tumhe thappad mara tha jab tum arena ki taraf aa rahe the. Mai usse tumse maafi mangne par majboor kar sakti hu. Usse mere pita ko kuch chehre dikhane honge taki woh tumse maafi na maang sake kyuki hum bhi 4th grade ke noble hai." Aarohi ne badi si smile ke sath kaha.

Mai yaha moj-masti karne nahi aayi hu, yaha aane se phele mene apna homework kar liya tha.

'Jis samay, usne mujhe chhua, mene wahi uski kabr khod di thi, ab keval uska shareer hi ghum raha hai aur woh bhi zada der tak nahi ghumega.' Aman ne socha, aur gusse uske pure shareer mai daud gya.

"Mujhe yeh bhi nahi chaiye."

"Kya...?" Aarohi ne shocked se kaha.

"Mujhe aapki sponsorship nahi chaiye."

"Really?"

"Yes.."

'Mujhe lagta hai ki woh vastav mai alag hai.' Aarohi ne man hi man socha jab woh rest room se bahar ki aur ja rahi thi.

"Lekin mai aapka butler ban sakta hu." Aman ne bola.

"Huh..." Aarohi ne surprised hokar Aman ki aur dekha.

"Mai aapka butler ban sakta hu lekin ma aapki family se sponsorship nahi lunga."

"Ruko sach mai?" Piya ne kaha.

"Han."

"Lekin butler hona aur na hona-" Piya apni baat puri kar pati lekin Aarohi ne usse chup karwane ke liye uska muh pakad liya.

*Mhhhmmmm-pudddddffff* Piya ne ajeeb awaazein nikali Kyuki uska muh Aarohi ke hatho se band ho gya tha.

"Mai accept karti hu." Aarohi ne tezi se kaha.

"Thik hai, to meri salary kitni hogi."

"2 good coins per month aur academy mai joined hone se pehle mere ghar mai aapke liye ek room, uske baad aap mere butler ke roop mai academy mein mujhe follow karenge aur tum ek student bhi rahoge isse baki noble student aapko pareshan nahi karenge."

"Cool."

"To yeh deal ho gayi."

Iske baad dono behne room se bahar chali gayi.

"Kya tum dimaag se pagal ho ya kya?" Kaya ne Aarohi ke room se bahar jate hi kaha.

"Kyu?"

"Aapne job to accept karli, lekin sponsorship ko reject kar diya, esa kon karta hai..?"

"Mai.. " Aman ne haste hue kaha.

"Isliye mene pucha kya aap pagal hai? mai ek pal pehle aapke liye khush thi jab aapne match jeeta tha lekin aapne mujhe apne decision se nirash kar diya ya maaf karna mai to bhul hi gayi thi ki mard keval apne lund se hi sochte hai."

"Arre Jiya... " Aman ne jiya ki taraf dekhte hue kaha..

"Yes master.. "

"Agar mai isse arena ke bich nangi hokar jane ka order du to kya yeh esa karegi."

"Bina kisi doubt ke yes master." Jiya ne muskurate hue kaha.

"To fir hum yeh try karte hai, hai na?" Aman ne kaha aur usne Kaya ki aur ek evil smile ke sath dekha.

"Nahi nahi nahi, please mai galat thi aap duniya ke sabse smart vyakti hai please mujhe arena mai nanga mat bhejo, please mai ab aur nahi bolungi." Kaya ne acchanak Aman ke per pakad liye.

"Thik hai, lekin agar tune firse mujh par galat comments kare to mai tujhe slave traders ko bech dunga." Aman ne mazaak karte hue kaha, lekin Kaya ne isse bahut seriously le liya aur apna sad han mai hila diya.

"Good girl." Jiya ne Kaya ke sar ko thapthapate hue kaha.

Kaya ne keval neerash nazar se Jiya ko dekha.

"Lunch break end ho gya hai, ab bache hue matches bina kisi break ke continue rahenge. Contestants ab aap sabhi ko apni abilities ko proof karne ka samay aa gya hai."

Aman arena hall mai chala gya aur kuch sochte hue wahi khada ho gya.

"Mene 2 main reasons se uski sponsorship reject kardi.

1 reason : Time..

Agar mai yeh accept kar leta to mujhe uski family ke liye 3 saal tak kaam karna padta.

2 reason : 24ร—7 kaam..

Mai uske liye 24ร—7 available nahi reh sakta, mere pass itna samay nahi hai.

Lekin mene butler ka kaam kyu liya yeh simple hai, kyuki mai kuch kuttiyo ko kutto ka collar pehnana chahta hu aur iske 2 gold coins per month mil rahe hai, kon paisa nahi chahta.

"Ladies and gentlemen, esa kaha jata hai ki heera hamesha khadaan ke sabse gehre hisse mai paya jata aur jitna adhik uspar dabaav hota hai, utna hi weh chamakta hai. Aane wale rounds mai yahi hone wala hai, es ring pe lagatar matches honge, jisse yeh tay hoga konsa heera sabse adhik chamkega. Yadi aap 1 second ke liye bhi thak gya to aap haar jayenge."

"1st round ke liye hamaare pass outer area se ek mysterious ladka hai, hamaare left side hai Aman singh aur hamare right side woh ladka hai jisne yeh proof kar dikhaya hai ki talwaar chalane ke liye badi umar ki jarurat nahi hai, Ladies and Gentlemen please Rishab ka swaagat kare."

Acchanak yeh naam sunte hi pura stadium khushi se jhum utha.

"Yeh Aman saala ab marne wala hai."

"Sahi kaha, asli sher arena mai enter karne wala hai."

"Mujhe us ladke ke liye bura lag raha hai lekin mujhe yeh bet Rishab pe lagani hogi."

"Mujhe bhi."

"Mujhe bhi."

Aman arena mai chala gya aur apne opponent ko opposite entrance hall se bahar aate hue dekha.

Kaale baal wala, lagbhag 18 se 19 saal ka, kaafi majboot dikh raha tha, usne apne kandhe par ek badi se sword bhi rakhi hui thi.

Ek weapon user ke roop mai mein bhi apne weapon ko use karna chahta hu.

Aman ne turant apni inventory se ek bahut thin crown nikala.

Crown ka color Z-black tha aur crown mai 5 purple color ke crystal kuch distance pe lage hue the. Weh crown kuch had tak ek king ke crown jesa lag raha tha lekin iska blackness bahut zada thi.

images

Accha hai ki mujhe yeh Rohit (boone) se mil gya.

2 din pehle underground lab ke andar Rohit ke room mai..

"To master aap mujhe bata rahe hai ki aap kayi types ki skills use kar sakte jo human brain ke sath limit se pade chedchad kar sakti hai, hai na?"

"Han aur isliye mai chahta hu tum mere liye ek suitable weapon banao jiska use mai fight mai kar saku."

"Hmmm... yeh ek challenge hoga, mai kabhi kisi ese human se nahi mila jiske pass esi skills ho, lekin mai apni taraf se puri koshish karunga, bas aap mujhe 18 ghante dijiye." Rohit ne bahut serious tone mai kaha aur usne apni lambi daadi sehlaayi..

18 ghante baad...

"Master, yeh dekhiye, yeh sabse suitable weapon hai jo mene ancient book mai paya tha, yeh aapki skills ko bahut zada support karega." Rohit ne kaha aur mujhe black crown de diya.

"Kya yeh ussi materials se bana hai jiska use tumne tab 7 weapon ko banane ke liye kiya tha."

"Nahi master, yeh to iron wur kuch magic crystal se bana ek khilona hai, lekin agar yeh kaam kar gya to mai aapke liye asli khilona bana dunga."

"Es crown ka naam kya hai?"

"Mene abhi tak iska naam nahi rakha hai lekin master aap kuch bhi naam rakh sakte hai iska."

"Hmm... chalo isse 'Crown Of The Darkness' kehte hai." Aman ne black crown ko dekhte hue kaha.

Back to the present...

Mai tab se iske stats nahi dekh paya hu, dekhte hai aap kya kar sakte hai mere dost.

'Demonic Eyes.'

Name: Crown Of Darkness.

Master: Aman Singh

Made By: Rohit Sharma

Rank: C

Durability: 100%

Skills: [Amplification Lv.5] [Mana Domain Lv.5]

[Amplification] [C-Rank]

[Yeh skill aapke anay skill ki range aur power ko ek nishchit range tak badhane mai madad karta hai, ek baar istemaal kiye jane ke baad skill 3 ghante tak bakrar reh sakti hai lekin aap pehle bhi deactivate kar sakte hai. Yeh crown cheap quality se bana hai, savdhani se use kare aur istemaal karte samay overload se blast aur internal brain damage ka khatra ho sakta hai]

[Mana: 1500/Use]

Fuck... magic weapons wakai mai bahut aadhik mana lete hai.

[Mana Domain] [B-Rank]

[Battlefield par hawi hone se yeh skill 10 meter ki range mai ek mana domain banata hai, domain ke andar ka saara mana keval host ke order ko sunega aur host usse dense ya light banane ka order bhi de sakta hai. Yeh crown chep quality ki chijon se bana hai, yadi required se aadhik mana ko istemaal karne ki koshish ki jaye to yeh aapke shareer mai mojuud mana ko uncontrol kar sakta hai aur aapko maar sakta hai]

[Mana: 0]

Dono skills bahut acchi hai lekin saman ki wajah se utni hi bekar hai.

"Match start in 3....2...1"

Arre yaar, mai to match ke baare mai bhool gya.

Aman ne tezi se woh crown ko apne sar pe pehen liya aur 5 purple crystal bahar aa gaye matlab crown ke charo aur terne lage.

"Ladies and gentlemen, jese ki aap dekh sakte hai Aman ne woh crown pehen liya hai jisse woh kuch samay pehle apne hatho mai pakda hua tha, yeh koi magic artifact jesa lagta hai."

"Tu fir bhi marega kutte." Rishab ne muskurate hue kaha.

"Chalo dekhte hai." Aman ne vyangyatmak muskan ke sath kaha.

'Amplification'

*Dooooom*

Achanak Aman ko mehsoos hua ki uske kaan ke parde sunnn ho gaye hai aur uske charo aur ka mana achanak hilne laga.

Mujhe apni taakat dikhao.

"Thunder javelin... mana 50 par set."

'Hehe.... bevakoof, us spell ko cast karne mai 10 second lagte hai, aur tu 2 second mai hi mar jayega.' Rishabh se man hi man socha, lekin acchanak usse jhatka laga jab usne kuch unbelievable dekha.

Ek second se bhi kam samay mai, Aman ke samne 2 bahut bade magic circles ban gaye the aur unme se ek bada javelin (bhala) aur bhi speed se, unbelievable speed se bahar nikla, jo aaj se pehle kabhi nahi dekha gya tha.

'Impossible... mai marne wala hu.' Rishab ne socha, weh bachne ke liye asamarth ho gya aur asahaay hokar apni maut ka intezaar karne laga.

Sabkuch itni tezi se hua ki Rishab ke pass react karne ke liye keval 0.00003 seconds ka samay tha, lekin yeh bhi bahut kam tha.

*Zooooop*

Javelin Rishab ke upper body ko chhedta hua stadium ki magical wall se takdaya aur us par ek bahut bada hole ho gya.

*Thud* jameen par keval Rishab ka pat aur pau gire, uske pat par thunder Javelin ke kaaran ek semi-circle ban gya tha.

Stadium mai mojuud har vyakti shant khada raha, kyuki unki reedh ki haddee mai thandak phel gayi thi....

Aman ke waiting room mai..

"What the fuck yeh kya tha?" Kaya ne lagaataar holographic screen ko dekhte hue kaha.

"Yeh ek bahut hi powerful magic hai jo master ne use kara hai." Jiya ne muskurate hue kaha.

Kaya ne apni aankhen badi karke Jiya ko dekha lekin kuch nahi boli..

Aarohi room..

"Fuck yarr.. mujhe yakeen nahi ho raha, arre dii mujhe woh ladka chaiye, please." Piya ne bheekh mangne wale bhaav aur billi jesi aankhon se kaha.

"Es baar yeh kaam nahi karega piya, woh mera hai." Aarohi ne smile karte hue kaha lekin uske dil mai bas ek hi baat chal rahi thi...

'Usne mujh par iska use kyu nahi kara..? kya woh mujhe pasand karta hai? nahi nahi mujhe lagta hai ki woh skill usse us magic artificat se mili thi aur yeh uski skill nahi hai balki artificat ki skill thi, han yahi reason ho sakta hai ki usne mere against iska use nahi kara shyd woh iska use ek limit tak hi kar sakta hai.'

Peter room...

"Hahahahhahhha.....mai ameer hu mai sach mai ameer hu." peter apne room mai naach raha tha kyuki woh apne samne pade apne paiso ko dekh raha tha.

"Master aap shant ho jaiye aap VIP hai."

"*Cough* han tum sahi keh rahe ho."

[Note : Aaj hamaare hero haathon 1st time kisi insaan ki maut hui hai aapko kya lagta hain iska kya asar padega hamaare hero ki life mai๐Ÿค”]
 
Dragon.

Active Member
1,443
1,191
143

Gajab update bro

Aakhir hero ne 1st kill kar hi di
 
Asad123456

Member
151
208
43

Nice update bro ๐Ÿ‘
 
solo nightstar

New Member
59
21
8
Update - 23

"No.666 aur No.354 arena mai enter karo.. "

"Samay aa gya.. " Aman ne kaha aur woh khada hua aur apne waiting room se nikalkar arena hall mai enter hua.

"Ladies and Gentlemen, esa kaha jata hai ki yadi aapne apne shareer aur skills ko nikhaara hai to aap akele hi yudh ko jeet sakte hai, lekin yadi "Lady Of The Luck" aapke paksh mai ho to aap duniya ko jeet sakte hai aur mujhe lagta hai ki hamaare pass esa vyakti hai jiske pass yeh hai. Hamare left side mai outer area se aaya hu ek mysterious ladka Aman Singh hai."

"Es ladke ne aaj ka 1st match hi nahi jeeta balki gambling king Peter Jack ke sath partnership bhi kar li hai. Isliye agar aap uske sath kuch bhi karne ke baare mai soch rahe hai to do baar sochiye."

Es kameene ne yeh baat sabke samne clear kar di shyd yeh announcer bhi Peter ke sath hai.

Es baar Aman ne arena mai enter kara, lekin ek attitude ke sath.

"Lady of Luck nishchit roop se uske paksh mai rahi hongi, lekin uske opponent ko luck pe bilkul bharosa nahi hai. Woh keval ek hi chij pe believe karti hai aur woh hai hardwork. Ladies and Gentlemen hamare right side hai 3rd grade Noble Jindal ki 7vi beti Mrs.Aarohi Jindal"

Ek werewolf ne arena mai enter kara, uske pure shareer par baal hai aur uski muscles ko uski shareer ki muscles se alag karna bahut mushkil hai.

images

"Woh bahut hardworking ladki hai aur difficult situations ko smile karte hue handle karna janti hai, Dekhte hai ki woh hamaare pichle match ke champion se fight kar pati hai ya nahi."

"Hello." Aarohi ne smile karte hue mujhe greet kara.

"Ah...hi"

'Demonic Eyes'

Name: Aarohi Jindal.

Race: Human.

Class: Martial Artist.

Level: 20

Mana: 1,100/1,100

HP: 2,200/2,200

Status: Uska man bahut shant hai aur aapke prati uska koi bura iraada nahi hai.

"Start Match in 3...2...1"

'Hypnosis'

Acchanak aman ne kuch notice kara, Aarohi ne apni aankhen band karli aur uski aur daud padi.

Jese ki ummeed thi usne mere Hypnosis ko chakma de diya.

Uska status change ho gya.

Status: Usne aapke pichle match ko bahut dhyan se dekha aur yeh pata lagaya ki aap apne opponent ki aankhon mai dekh kr kuch karte hai. Isliye usne bina aankhen khole aapse fight karne ka irada kiya aur aapko kuchalne ke liye keval apne hearing aur smell senses ko enhance kara.

Fuck, yeh kuch zada hi chalaak hai.

Aman ne bhi thoda piche hatkar uske punch ka chakma diya.

"Jese ki aap sabhi dekh sakte hai, Aarohi ne pehle hi apna move chal diya aur Aman ne bhi usse shaandaar tarike se chakma de diya, lekin woh apni aankhen band karke kyu fight kar rahi hai, kya usse Aman ke baare mai kuch pata chal gya hai...?" Announcer ne confused tone mai kaha.

"Good reaction." Aarohi ne smile ke sath Aman ko compliment diya lekin usne apni aankhen ab bhi nahi kholi.

"Thanks." Aman ne bhi kisi pareshaani ke apna compliment accept kar liya.

'Dekhte hai ispe tumhara kya reaction hoga.' Aarohi ne socha.

Lekin isse pehle ki Aarohi kuch kar pati.

"Ladies and Gentlemen, jese ki aap sabhi dekh sakte hai Aman ne yeh match bhi jeet liya hai." Announcer ne announcd kara aur audience khushi se jhum uthe.

Yeh sunkar Aarohi ne turant apni aankhen khol di.

"Mai jeet gya...." Aman ne smile ke sath kaha.

"Fuck.. " Aarohi boli kyuki usse pata chal gya aage kya hone wala hai.

'Hypnosis'

Iske baad usne bhi match quit kar diya aur Aman match jeet gya.

Mene uspar sound illusion ka use kara aur woh usme phas bhi gayi.

Aarohi stage se niche aayi aur...

[Hypnosis Time Over]

"Huh...yeh, chii usne mujhe hara diya.." Aarohi ne kandhe uchka diye.

Aarohi ne Aman ki aur dekha aur thoda bhaunhen sikodeen.. "woh thoda cute hai. Mujhe dad se puchna chahiye ki kya mai usse butler ke roop mai rakh sakti hu.. "

Ek VIP room mai...

"Humne kitna kamaya.... " Peter ne ek servent se pucha.

"1000 gold coins taxes ko hatane ke baad sir"

"Yes.. yeh meri sone ka anda dene wali murgi hai.. "

"Sir, aap No.675 ke baare mai jante hai na.. "

"Han, mai janta hu mujhe mat sikhao." Peter ne laparwah lehje mai kaha.

Aman apne waiting room mai wapas aaya aur apni dono behno ki aur dekha jo uski aur khushi se dekh rahi thi.

"Master aap jeet gaye.. " yeh kehte hue Jiya ne acchanak Aman ke hath pakad liye.

"Master, mere private parts mai khujli ho rahi hai shyd unhe kuch bada aur hard chaiye." Jiya ne kaha aur aman ki aur ek kaamuk bhaav se dekha jo usse bata raha tha ki Jiya ko kuttiya ki tarah chudna hai.

"Abhi nahi, jab hum ghar lotenge." Aman ne kaha aur jiya ke lips ko chumne laga.

Mai chah kar bhi yaha sex nahi kar sakta. Mai apne opponents ke liye apni back khuli nahi chhod sakta.

Aman ne acchanak apni Inventory se koi choti si chij nikali aur usse dhyan se dekha.

Mene Monitoring Bees naam ke yeh chhote se monster banaye hai.

Mene inhe hazaaron mai banaya hai aur unhe thodi bahut intelligence bhi di hai, taki woh mujhe kisi bhi important chij ya activity ke baare mai report de sake, chahe woh kahi bhi ya kabhi bhi ghatit hi raha ho.

Es samay sakdo bees es stadium mai ghum rahi hai aur mujhe yaha hone wali har ek activity ki report de rahi hai.

Unme se itne saaro ko ek sath handle karna bahut mushkil hai, lekin mene ek system banaya hai jab bhi koi bees mana ya magic skill ki activation ka pata lagati, hai to meraa vision automatically us bee par chala jata hai.

"Mene shweta aur sonam ki jaanch ke liye ghar mai 10 bees lagayi hui hai, esa lagta hai ki shweta sonam ko bed pe different methods se mard ko santusht karne ki kala sikha rahi hai."

"Announcement: Ab lunch break shuru hoga aur sabhi bachi hui fights bina ruke chalengi. Contestants ko ab aaram karne ki permission nahi milegi, Organization ne kuch terms change kari hai."

Hmm.. esa nahi hai ki mujhe isse koi samasya hai lekin mai baar baar rest room mai aate- jaate ab bore ho gya hu.

*knock* * knock*

Acchanak Aman ke waiting room mai kisi ne knock kara. Aman ne uthkar door khola.

"Yo." samne ek werewolf khadi thi aur woh koi aur nahi balki Aarohi thi.

"Kya....?" Aman ne bina kisi bhaai se pucha.

"Mai chahti hu tum mujhe pregnant karo." Aarohi ne bina kisi hesitation ke kaha, jese ki yeh ek normal baatcheet ho.

"Huh....?"

[Note: ๐Ÿ’€]
Nice
 
Top