Last edited by a moderator:
Mujhe kya pata main to khud busy tha mujra karwane me
Ab Tak Kiya kabhi kisi writer ki story PE Jo ab karunga main sab ki condition samjhta hunAree chilll maar naa bhai review mat bigad
Person ki id pe click karne ke baad start a conversation ke bagal mein right side serch ka icon hoga udhar jaa ke..find all post and find all threads ka option dikh jayega..uspe click karne ke baad dikh jayega kis ne kitne threads khole h...
story padhne me busy hun aur jada time wahi rahta hun mai kuch din se lounge me aa jata tha lekin ab kah nai sakta ki dobara aunga ya nahi filhaal yahan bakbak karke apna dimag kharab karne se behtar hai kuch padha jaye writers ko saport kiya jaye taki kuch achchi kahaniyan mil saken..... zindagi rahi aur dil kiya to fir milengeking cobra Bhai kaha gaye app