• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery A K the don

How do you like story ?

  • Wrost

    Votes: 12 5.7%
  • Good

    Votes: 51 24.4%
  • Better

    Votes: 38 18.2%
  • Best

    Votes: 140 67.0%

  • Total voters
    209

gOlDy

Active Member
1,263
6,739
159
UPDATE 30

Lagbhag 2 saal pehle.....

Boxing ring ke charo aur lagataar shor ho raha tha , AK… AK…. AK…

AK apne saamne wale khiladi par dan dana dan ghuse barsa raha tha. ye ek college championship thi jisme college ke sabhi students AK ko cheerup kar rahe they. College ke admission ke pehle hi saal me AK achha khasa popular ho gaya tha. jitni badhiya uski personality thi utha hi cool nature, bado ka samman, sabse badhiya se baat karna aur sabki help karna uska swabhav tha.

“AUR IS FINAL MUKABLE KE WINNER HAIN MR. ANIKET URF AK” Is announcement ke sath hi mano wahan taaliyo ki mano badh hi aa gayi. Ak sabse badhai leta hua changing room ki taraf chala gaya.

Kuch der baad wo canteen me apne dost karan ke sath baitha hua tha ki tabhi wahan ek ladki aayi.

“Hiii , Can I sit here”

Karan tapaak se bola “why not, you are most welcome.”

Wo boli “My name is Vaishali.”

Karan ne turant jawab diya, “are hame pata hai, aap hamari class me hi to hain.”

Vaishali – ak ki aur dekhte hue - “actually maine abhi recently late join kiya hai to mujhe pichhle notes chahiye honge. Aur mujhe kisi ne kaha ki aap jarur help kar denge isliye.....”

Karan – are haan haan kyo nahi karega ye pakka help karega.

Darasal karan unme se tha jo exam time par dosto ke notes ki photocopies se kaam chala lete hain, nahi to wo ye chance AK ke khaate me nahi jane deta. Vaishali ek nihayati sundar ladki thi aur jabse usne college join kiya tha kayi dilo ki dhadkan ban gayi thi. Use apni aur se pehal karta dekh karan to bawla ho gaya tha usse najdikiya badhane ko. Uske is tarah jyada bak bak karne par ak ne karan ko ghoor ke dekha to wo thoda khamosh hua.

AK – no problem, ye lo aap aur ise complete karke doosre subject ke le lena.

Vaishali – so kind of you. Kya aap coffee lena pasand karenge agar… actually yahan mai coffee pine hi aayi thi , aapko baithe dekha to notes ki yaad aa gayi.

Karan – why not. Ammm….

AK – don’t be formal, you please continue.

Vaishali – please mujhe achha lagega. Actually abhi yahan mere koi khaas friends hain bhi nahi to….

Karan – dekh AK khubsurat ladkiyo ka offer nahi thukrana chahiye, to bhai mai to raaji hu. Mujhse dosti karogi.

“sure “ vaishali ne karan se handshake karne ke baad AK ki aur hath badha diya.

Ak ne bhi muskrakar hath milaya. Fir sath baithkar sabne coffee pi.

Aur aise in teeno ki dosti ki shuruaat hui. Kuch hi samay me AK aur Vaishali kaafi najdeek aa gaye. Is beech AK ko ek inter state boxing championship ke liye out of city jana pada. (jab Ak Disha ki city me gaya tha.)

Lagataar jab 4-5 din vaishali Ak se nahi mil pati to use ehsaas hota hai ki wo AK ko pasand karne lagi hai aur uske bina nahi reh sakti. Wo AK ko phone bhi nahi karti ki khi wo disturb na ho championship ke dauran.

Jab use pta chalta hai ki AK ne championship jeet li hai aur aaj wo laut raha hai to wo aaj hi use apne dil ka haal batane ka decide karti hai aur shaam ko AK ko phone karke ek lovers spot (garden) par milne ke liye bulati hai.

Darasal vaishali naye jamane ki straight forward ladki thi aur wo ye bhi janti thi ki AK college ki ladkiyo me most demanding boy hai balki kayi ladkiya to use already propose kar bhi chuki thi, wo alag baat hai ki AK ne ab tak koi bhi proposal accept nahi kiya tha. waise to vaishali par jaan chhidakne wale kam nahi they par wo bhi kisi ko ghaas nahi dalti thi. Isliye ab jab use AK ke liye apne pyar ka ehsaas hua to usne bina kisi nakhre ke khud aage badhkar accept karna behtar samjha.

Ak jab wahan pahunchta hai to vaisali pehle se wahan garden ke gate par khadi uska wait kar rahi hoti hai.

Ak – hiii vishu, how are you. (ak use vishu ke nickname se hi bulata tha.)

Vaishali – hii AK. Congratulations once again for winning the trophy.

Ak ne muskara kar thanks kaha. Aur uske sath andar garden me aakar ek bench par baith gaya.

Ak – kya hua vishu tumne mujhe aise urgently yahan kyu bulaya hai, hum kal subah college milne wale to they.

Vaishali – wo darasal tumse kuch aisi baat kehni thi jo college me nahi ho sakti thi.

Ak – aisi kya baat thi.

Vaishali – batati hu par pehle ek promise karo ki agar tumhe meri baat pasand nahi bhi aayi to uski wajah se hamari dosti par koi fark nahi padega.

Ak – oh don’t worry vishu, tum to mujhe ab ache se janti ho. Kya tumhe lagta hai mai aisa kuch karunga. Tum bejhijhak kuch bhi keh sakti ho.

Vaishali – actually Ak, tumse ye kuch din door rehkar mujhe ehsaas hua ki tumhari meri life kya jagah hai, maine tumhe itna miss kiya ki dil kiya ki wahan hi aa jaun. Tumhare bina ab mai apni life imagine bhi nahi kar sakti. Kya tum mujhe jindgi bhar ke apna sakte ho…… I love you AK.

Ak pehle to is sudden proposal par chaunk hi gaya fir khud ko samhalte hue usne jawab diya.

AK- ye to meri khushkismati hogi ki tum meri jindgi me aao kyoki mai mai bhi tumhe pehle se pasand karta hu lekin…

Vaishali jiski aankhe ye sunkar chamak uthi thi wo AK ki lekin se ghabra gayi.

Vaishali – lekin kya AK

Ak – lekin mera family status, darasal mere grand parents ne kabhi mujhe aur meri maa ko accept hi nahi kiya aur papa ki doosri shaadi karwa di, jisse papa ka pehla pyaar aur wife hone ke baad bhi aaj tak meri maa ko wo darja nahi mil paya hai jisse hamara social status bane. Jitna mai tumhare baare me janta hu tum ek aisi kisi family se ho jiska samaj me ek rutba hai, status hai. Aise me kya tumhari family mujhe accept karegi.

Vaishali – bas itna hi, tum mere papa ko nahi jaante wo meri khushi ke liye kuch bhi kar sakte hain. Wo meri choice se milkar bahut khush honge. Next monthend par padne wali chhuttiyo me mera ghar jaane ka programme hai. Mai pakka papa ko mana kar hi aaungi. You don’t worry my love.

Ak – in that case, mujhe bhi ye accept karne me koi jhijhak nahi hai ke I love you too.

Vaishali khush hokar Ak ke gale se lipat jati hai.

Agla ek mahina kab pankh laga kar udd gaya pata hi nahi chala. In dono ka pyaar din duna raat chauguna badhne laga. College ho ya bahar ye dono lovebirds hamesha ek duje me gum rehne lage. Fir aaya chhutiyo ka mausam.

baaki agle update me....
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,128
218

Awesome update
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,897
39,795
258

Lajwab Awesome Superbbbb Speechless update..........
Bohat khob superbbb.....
keep posting bhai..........
 
Top