Awesome updateUPDATE 36
Karan – ye kya…. Ye.. ye yahan kaise…..
Uski aankho me hairaani ke bhaav dekhke AK bhi chaunka aur palatkar us aur dekhne laga.
“Vishu…. Haan ye vaisali hi to hai…. Par ye yahan kaise…. Aur ye thakur ke sath kaise….” AK sochne laga. Kuch pal to AK shoonya me hi kho gaya. Thakur ne bhi ek tirchhi najar aur tanj bhari muskrahat AK ki aur daali.
Tabhi AK ne kisi ko dekha , use pehchante hi AK ki mutthiya bheench gayi ye wahi kamina Rajan tha jo Disha wale case me usse bhid chukka tha.
AB AAGE…..
AK ne khud par control kiya aur fir se vaishali par dhyaan diya. Wo chup thi aur face blank, sath hi aankho par sunglasses they. AK uske dimaag me jhankna chahta tha par wo tab tak nahi ho sakta tha jab tak ki AK ya to uski awaj aur lehja na sun le ya fir uski aankho me na jhaank le.
Center path ke right me front line ki pehli seat par khud thakur shamsher singh baitha hua tha, next seat par rajan aur fir vaishali. Ab tak vaishali ne ya to AK ko dekha nahi tha ya dekh kar andekha kar diya tha.
AK ne man hi man me socha kya sachmuch vishu ne mujhe bhula diya, kya mujhe dekhkar use koi fark nahi pad raha. Aisa kaise ho sakta hai, wo sab jo college ke dauraan hamare beech tha, kya sab jhooth tha.
Jab AK ko kuch aur samajh nahi aaya to usne thakur ke dimaag me jhaankne ki sochi par tabhi stage se announce karke AK aur thakur dono ko upar stage par bulaya gaya. AK aur thakur dono uth kar stage par gaye. Formally jahan thakur apni akad me tha wahi AK ne sabhi ke abhiwadan ka proper jawab diya. Dono ke beech DM aur Commisioner ki chair thi, side ki chairs par MP aur ek anya adhikari ko bithaya gaya tha.AK ne fir ek najar saamne front row me baithi vaishali ki aur dali, par usne shayad sachmuch andekha hi kar diya.
Fir host ne AK ko ribbon cut karne ke liye invite kiya. AK ne uthkar formal innaugration kiya sath hi normal speech bhi di fir thakur ki speech hui fir jab DM speech de raha tha to AK turant thakur ke dimag me ja pahucha.
(yahan ab AK thakur se sach janne ke liye usi ke man ki awaj me usi se sawal jawab karne lag jata hai)
Thakur ke mind me AK bola, “yahan sab log jarur vaishali aur rajan ke baare me soch rahe honge.”
Thakur ne khud ko hi jawab diya, Ise to yahan mai bas is launde ke hosh udane ke liye laya hu, baakiyo ki koi parwah nahi.
AK ne kuch pal socha aur fir thakur ke man me usi ke lehje me hi bola, kya ye launda mere aur vaishali ke rishte ke baare me andaja laga paya hoga.
Thakur – man me – ise to sapno me bhi gumaan nahi hoga ki vaishali meri beti hai hahaha.
AK – aur vaishali aur is launde ka rishta…
Fir AK ko laga kahin usne galat sawal to nahi dala thakur ke man me, shayad use pata hi na ho vishu aur mera rishta.
Thakur – wo to kab ka toot gaya aur is kameene ka dil bhi… hahaha.
Ak ne man me socha , iska matlab ise pehle se hi mere aur vishu ke baare me sab pata hai.
Ak ne fir thakur ke man me kuch bolne hi laga tha ki DM ne uska naam lekar kuch kaha to to AK ka dhyaan toot gaya. Ab AK itna to jaan hi chukka tha ki vaishali thakur ki beti hai, is naye soorte haal ke baare me sochne se khud ko rok nahi pa raha tha.
Thodi der me innaugration poora hua to sab uthkar stage se neeche aa gaye, AK ka man to nahi tha nashta pani karne ka lekin vishu ke baare me aur janne ke bare me soch wo thakur ke paas wahi jakara khada ho gaya.
Thakur – AK ki aur dekhkar khilli udane wale andaaj me bola – to tum hi ho arjun thakur ke suputra.
AK – ji haa, bahut suna tha aapke baare me , aaj rubaru mulakat bhi ho gayi.
Thakur – are ab to mulakat hoti hi rahegi. Rishtedar jo banne ja rahe hain hum.
AK – rishtedaar……… mai samjha nahi
Thakur ne use ek kamini muskarahat ke sath ghoorte hue jawab diya – are tumhe nahi pta , hum apni bitiya vaishali ka byah tumhari bua ke ladke tiger se karne jo ja rahe hain.
AK – KYAAA……
Ak ke dimag me jaise patakhe foot rahe they aur kuch aisa hi haal uske pichhe khade karan ka bhi tha, jise abhi abhi pta chala ki vaishali thakur ki beti hai.
AK ne ek baar najar ghuma kar thakur ke pichhe khadi vaishali ko dekha par uska chehra sapaat tha. no expressions at all.
Na chahte hue bhi AK ki aankho me name si aa gayi, uske liye ek bhi pal wahan khade hona mushkil tha. Karan ne bhi uski halat bhaanp li thi. Usne turant beech me bolte hue kaha, “AK late ho raha hai mhame doosri jagah bhi jana hai. Chale kya..”
Thakur – “are thehro hamare bête se bhi to milo, ye hai rajan thakur.”
Waise to ye bhi AK ke liye kisi shock se kam nahi tha par abhi to wo pehle shock se hi bahar nahi aaya tha.
AK turant DM ki aur muda aur kahi aur bhi jaane ka bahana bana kar nikal gaya.
Thakur man hi man apni safalta par thahake laga raha tha.
Udhar AK gaadi me baitha aur uski aankho se aansu beh nikle. Aaj itne lambe intjaar ke baad use apna pyaar mila bhi to wo use pa nahi sakta tha., is bebasi par use khud par hi rona aa raha tha. Karan use samhalne ki koshish kar raha tha. wo log wapas haweli ki aur chal pade.
Wahhhhh jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......UPDATE 36

Thakur apni chaal m kamyab raha AK ko dukh pohchakerUPDATE 36