- 106
- 160
- 44
Hero :- Jaiye m naraj hu apse
Maa :- Tu pagal h dimag nhi h tere pass
Hero :- ha m pagal hu mere liye time Nhi
h Apke pas or sab kam k liye h
Maa :- kam bhi jruri h na beta
Hero :- apke k liye to kam hi jruri h m to hu hi nhi
Tabhi niche se papa mummy ko bulate h
Papa :- kaha ho akshat ki mummy
Maa :- aaiii
Tabhi maa hero ho akela chhod apne pati k pas jati h
Maa :- ji bataiye Kuch kam tha kya
Papa :- ha mujhe ek meeting k kam se russia jana h
Maa :- russia Kyu esa kya kam agya pehle to koi client nhi tha waha ka
Papa :- naye cleint h india m steel plant lagana chahte h ager hamse partnership hogyi to hum fayde m rahenge
Maa :- thik h jesa apko si lge , kitne dino k liye jana h
Papa :- ek week ki trip h aj hi nikalna pdega
Maa thik h
Sab bat pure ghar walo ko batati jati h sabhi khush hote h
Sab apni demand bta rhe the ki kya-kya chahiye
Tabhi dadi bolti h beta bahu ko bhi sath leja
To papa kehte h
Papa :- maa yeh business trip m kahi ghumne nhi jaa rha hu
Dadi :- mujhe kuch nhi sunna bahu tere sath jaa rahi h bus
Maa:- rehne dijiye maa ji kam k silsile m has rhe m waha rahungi to man bhatkega
Hero :- maa Nhi jaegi maa mere sath rhegi
Papa :- thik h , tum apna saman pack kro
Private jet se jaa rhe the to ticket ki koi dikkat nhi huyi or sham ko ye log nikal gye

Last edited: