aur tabhi anjali bahar se awaj marti hui Dolly beta uth gai kya
dolly ha mummy abhi aai
roj ki tarah sunny dolly ko college le jakar apni byke khadi kar deta hai raste bhar dolly usse koi bat nahi karti hai.
Sunny- didi kya soch rahi ho khadi-khadi class mai nahi jana kya
Dolly- sunny aaj mera man nahi kar raha
Sunny- to didi yaha tak aane ki kya jarurat thi ghar par hi bata diya hota
Dolly- sunny chal hum park mai chal kar bethege
Sunny- par didi meri class
Dolly- sunny aaj tu bhi culty mar de na meri khatir please
Sunny- dolly ko dekh kar muskurate huye didi kya bat hai aaj to subah se mood mai lag rahi ho
Dolly- ek dungi rakh kar jab dekho ek hi bat dimag mai chalti rahti hai
Tere kabhi jindagi ke prati serious bhi hota hai ki nahi.
Sunny- didi meri jindagi to tum ho aur tum janti ho mai tumhare matter mai kitna serious hu
Dolly- ab bate banana band karo aur chalo
Dolly sunny ka hath pakad kar park ki aur chal deti hai park ki bench par dono beth jate hai dolly kuch sochne lagti hai
Sunny- kya bat hai didi tumhari tabiyat to thik hai na
Dolly- sunny ko dekh kar kyo meri tabiyat ko kya hua hai
Sunny- nahi tum kuch udas dikh rahi ho isliye puch liya
Dolly- sunny darasal maine aaj subah-subah ek sapna dekha hai
Sunny- muskurata hua jarur tumne sapne mai mujhe dekha hoga
Dolly ek dam se sunny ko apni ankhe phad kar dekhne lagti hai
Sunny- kyo thik kaha na didi
Dolly- sunny ko marte huye tujhe har waqt majak karne ki aadat ho gai hai
Sunny- achcha thik hai ab batao kya dekha sapne mai
Dolly- vo mai tujhe nahi bata sakti
Sunny- kyo
Dolly- ab har kyo ka jawab to nahi hota na
Sunny- achcha baba mat batao par yah to bata sakti ho ki sapna achcha tha ya bura
Dolly- kuch sochte huye mai nahi janti
Sunny- ye kya bat hui tumne sapna dekha aur tumhe hi nahi malum ki sapna achcha tha ya bura
Dolly- sunny ko dekh kar muskurate huye achcha bhi tha aur bura bhi
Sunny- ye kaise ho sakta hai ya to sapna achcha hoga ya bura lagta hai didi tum tay nahi kar pa rahi ki sapna achcha tha ya bura i think tum double mind ho rahi ho kher jane do sapna to sapna hai usme sach kya hai
Dolly- nahi sunny vah sapna maine subah-subah dekha hai aur kahte hai subah ka sapna aksar sach hota hai
Sunny- off ho didi to phir us sapne se apni negative thinking ko nikal kar use achcha sapna man lo jisse vah sach bhi hua to tumhe kuch problem nahi hoga.
Dolly sunny ki bat sun kar uski aur dekhne lagti hai
Sunny- achcha us sapne ke negative point ko nikalne ke bad ab batao sapna achcha tha ki bura
Dolly- sunny ko dekh kar muskurate huye achcha tha
Sunny- dolly ko gor se dekh kar uski ankho mai jhank kar muskurate
Huye didi ek bat puchu sach-sach batana
Dolly- puch
Sunny- didi vah sapna mere bare mai tha na
Dolly- sunny ko marte huye muh bana kar bada aya mere bare mai tha tere sapne mai kyo dekhne lagi
Sunny- didi tumhare expression bata rahe hai ki vah sapna tumne mere bare mai hi dekha tha
Dolly- sunny ko muskura kar dekhti hui kisi ke bare mai bhi raha ho tujhe usse kya ab dusri bat kar
Sunny- didi mujhe nahi malum tha ki tum apne sapno mai bhi mujhe
Dekhti ho
Dolly- sunny ko marte huye tu bahut shatir hai chal hum class chalte hai.
Sunny- kyo ab tumhara mood thik ho gaya
Dolly- ha
Sunny- to phir mujhse kahti kyo nahi
Dolly- kya
Sunny- yahi ki i love u sunny
Dolly- sunny ko marte huye kyo mai aisa kyo kahu aur uth kar chal deti hai
Sunny- didi jis tarah tum apne sapne mai mujhe accept kar chuki ho usi tarah ek din tum mujhe hakikat mai bhi accept karogi.
Dolly sunny ki bat sun kar uski aur apni peeth karke mand-mand
Muskurati hui hey bhagwan iska dimag kitna tej chalta hai isse par pana bahut muskil hai ise mai kuch kahti nahi phir bhi yah mere man ki bat jan leta hai sunny dolly ke peeche chalta hua.
Didi tum yahi soch rahi ho na ki mai tumhare man ki bat kaise jan gaya
Dolly sunny ko muh phad kar dekhne lagti hai
Sunny- didi isi ko pyar kahte hai
Dolly ke pas sunny ki bato ka koi jawab nahi hota hai aur vah chupchap muskurate huye apna sar neeche jukaye chalti rahti hai.