- 171
- 684
- 94
Last edited:
Fantastic updateUpdate 5
The Crime Structure
Ab Tak…….
Vo koi Ghar nahi dhundh raha tha, balki kuch aur dhundh raha tha. Use pata tha ki Ghar to Meera dhundh hi legi. Lekin jis kaam ke liye vo Mumbai aaya tha use usi kaam par dhyan dena hoga.
Lekin jis cheez ko vo dhundh raha tha use vo nahi mili thi.
Bahar aakar usne ek Auto rukvaya aur….
Abhay - bhaiya, Subhash nagar le chalo.
Ab Aage…….
Pinto ke sath hue encounter ke din hi Deepika commissioner se milne gayi. Lekin commissioner tab minister ke sath ek meeting me busy tha isliye uski tab mulakat nahi hui. Agale din commissioner ne khud Deepika ko apne office bulaya.
“May I come in Sir”
Deepika ne andar aane ke liye izazat mangi.
“Deepika, aao andar aao, main tumhara hi intezar kar rha tha.”
Deepika kamre me aati hai aur salute karte hue khadi ho jati hai.
“Take the seat”
Commissioner ne Deepika ki samne chair par bethne ko kaha.
Commissioner Jaydev - apne 50s me hai, lekin aaj bhi puri energy ke sath police ki duty karte hai. Young police officers ko hamesha motivate karte hai, motivational speech deni ki badi gandi aadat hai. Imandar hai lekin police ki duty me aksar samjhaute karne padte hai.
Deepika commissioner ki ke samne ki seat par baith jati hai.
Comm. - Tum janti ho maine yaha kyu bulaya hai.
Deepika - I can guess, Sir.
Comm. - hmm?
Deepika - Pinto ke sath hue encounter ke liye.
Comm. - What the hell was that yesterday.
( Commissioner ne table par zor se hath patka, unki aankhein Deepika ko gusse me ghurr rahi thi.)
Vaise aise vakt par koi bhi junior officer ho to apne senior ko aise andaj me dekhkar uski gaand fatni chahiye thi, lekin Deepika bilkul shant thi.
Fir Deepika ne kuch der baad kaha.
Deepika - What happened sir, main pinto ko pakadne gayi thi.
Comm. - I'm not talking about pinto.
Deepika - ?
Comm. - Use pakadne tum akeli gayi aur upar se apni car ko flyover se niche jump kara diya.
Deepika - Sir it was necessary step sir, varna vo hath se nikal jata.
Comm. - Necessary, what the hell necessary, and tell me why you went alone, where was your team.
Deepika - Sir voh….(Deepika akeli kyu gayi thi uska koi bahana uske pass nahi tha.)
I'm sorry Sir.
Comm. - sorry? what sorry? They could have fatal weapons. Kya hota uss situation me.
Deepika - aapne mujhe daatne ke liye bulaya hai kya, Sir.
Commissioner gusse me the lekin Deepika abhi bhi bilkul nishchint thi, kyu?
Kyoki use pata tha, ki samne vala insan use ek senior nahi balki ek pita ki tarah daant raha tha.
Deepika ke mata pita nahi the, ek hadse me usne unhe kho diya. Uska ek chhota bhai aur chhoti behen thi. Vahi uski duniya the. Uska bhai usi hadse me apni dono aankhen kho chuka tha jisme uske mata pita ki jaan gayi.
Tab se sari jimmedari bakhubi Deepika ne nibhai thi. Deepika ke pita bhi ek police inspector the, crime se ladne ka sahas use virasat me mila tha.
Deepika commissioner ko bahut manti thi, ek tarah se vo uske liye father figure ki tarah the.
Deepika janti thi ki samne jo insan use daant raha hai uski Dil se chinta karta hai.
Comm. - kya matlab ki daantne ke liye bulaya hai, tumpe meri baato ka asar hota hi kahan hai. Main hi pagal hu jo harr baar bakwas karne lagta hu.
Deepika - aisa mat kahiye sir, office me log sunenge to kya kahenge….
Comm. - Fine, tum nahi manogi , I warn you Deepika agar phir se tumne apni jaan bewajah khatre me dali to main tumhara promotion karva ke tumhe kisi aise department me bhejunga ki ground work zero hoga. Na office se bahar jaogi naa koi stunt karna padega.
Deepika - huhh?
Comm. - Yes, this your last warning.
Deepika - Okay. Bas yahi baat thi?
Comm. - Let's go to conference room, vahi par meeting hogi. Aage.
Kuch der baad...
Police headquarters ka conference room, pure room ki sabhi lights band thi. Ek badi si lambe size ki table ke charo or kai police officers bethe hue the. Unme se Commissioner aur Deepika bhi ek the. Samne sirf projector se light aa rahi thi.
Comm. - Good day to all of you, aaj aap sabko mene yahan isliye bulaya hai taki underworld ko lekar aage ki strategy kya hogi use discuss kiya jaa sake. Inspector Gawde! presentation dijiye.
Gawde - Yess, Sir!
Gawde khada hota hai phir ek lazer light hath me lekar projector ki taraf point karke presentation shuru karta hai.
Gawde - Pichle 2-3 saalo me Mumbai me kai gangs active hui hai, hamari intelligence report me bataya ki kul 10 well established gangs Mumbai me kaam kar rahi hai, jo underworld se directly yaa indirectly deal karti hai.
Ek officer - kya sirf yahi hai yaa…
Gawde - Nahi Sir, ye to vo gangs hai jo powerful hai aur bahar se inko madad milti hai, varna ab to harr ek gunda apni alag gang banakar chal raha hai.
Officer - hmm, pls continue….
Gawde - Lekin inme bhi 2 gangs hai jo Mumbai ko rule karti hai, aur sabse jyada crime me involved inhe hi paya gaya hai.
Gawde - 1st Lucifer Gang….
Deepika - Pinto belongs to this gang…?
Gawde - Yes, Madam.
Comm. - Go ahead
Gawde - (Nods)
Phir ek aadmi ki photo screen par aati hai, jiska chehra picture me dikhai nahi de raha tha.
Gawde - ye hai iss gang ka leader….
Ek officer - lekin iska chehre hi nahi hai picture me.
Gawde - hamare paas iski sirf yahi ek picture hai…ye kon hai iska naam kya hai we don't know. Ye sach me iss gang ka leader hai bhi ya nahi. we are not sure. Jis jasus ne ye picture li thi vo bhi ek din baad mara gaya. Kismat se ye photo hame bhej chuka tha.
Deepika - to hum iske bare me puri tarah se clueless hai.
Gawde - Nods..
Phir ek dusri photo screen par aati hai.
Gawde - Ye hai Madan… bachpan me apne hi chacha ka murder kar diya kyoki uski maa par uski galat najar thi. Child rehab me 3 saal ke liye bheja gaya, bahar aakar bhi ye nahi sudhra aur phir crime world me kadam rakh diya.. chori aur snatching se shuruaat ki thi isne. Aaj 100 se jyada murder ke charges ispar hai. Lekin aaj tak pakda nahi gaya. Agar leader tak pahuchna hai to uska sirf ek hi rasta hai madan ko pakadna.
Gawde - (agli picture dikhate hue) ye hai Pinto, madan tak ek ye hi le jaa sakta tha, lekin kal police ke sath hue encounter ke baad ye mara gya. Postmortem ki report me iske blood me extremely poisonous substance paye gaye hai.
Officer - kya ise zahar encounter se pehle hi de diya gya tha.
Gawde - Keh nahi sakte lekin possibility yahi hai ki ise pehle se hi zahar diya gya ho. Baki puri detail uss zahar ki testing le baad hi pata chalegi.
Baki inki gang ke aur kai members hai jo aksar police ke sath encounter me shamil hote hai.
Gawde - Dusri gang ka naam hai Leo Gang.
Gawde - Iska leader hai Veera. Bahut kam vakt me bahut jaldi crime world me ye gang upar aayi hai. 3 saal pehle tak iska koi naam bhi nahi tha. Lekin ab ye underworld ki dusri sabse powerful gang me se ek hai.
Gawde - Important thing is….ki ye bahut tezi se apni gang ke members badha rahe hai.
Comm. - Iss gang ki aur jankari?
Gawde - Yes sir, here look. Ye hai Veera. Kon hai kahan se aaya hai we don't know police records me isko koi jankari nahi hai. Ye iska maujuda chehra hai. Lekin ye harr kuch vakt me apna rang roop badal leta hai. To hum keh nahi sakte ki ye iska asli chehra hai.
Gawde - agla hai Ranga. Ye Veera ke liye kaam karta hai. Mumbai se bahar Leo gang ke kaam ko ye hi dekhta hai. Aur Leo gang me ladke lane ka kaam bhi yahi kar rha hai.
Uske baad Gawde aur kai gundo ki picture dikhata hai jo alag alag gang se the aur uski basic detail deta hai.
Puri baat sun ne ke baad Commissioner khade hote hai aur….bolte hai.
Comm. - Sathiyo ek samay par iss shahar me sirf gundo ka bolbala tha, aaye din murder, kidnapping, extortion, drugs, smuggling ke case aate the.
Pure shahar ka law and order khrab tha. Log bahar nikalne se darte the ki pata nahi kab kahan se koi gunda aake unhe utha le, unke paise cheen le, yaa goli maar de.
Police se logo ka vishwas uth chuka tha. Tab uss samay ke commissioner aur mere senior Chauhan Sir jo ab retire ho chuke hai unhone iss shahar se underworld ko jad se khatam karne ki kasam khayi. Sarkar se hame free hand mila, fir mahino tak police aur underworld me ek Jung chali. Kisi par koi rehan nahi kiya gya. Humne bhi apne kai sathiyo ko khoya, unhe apni aankho ke samne shaheed hote dekha. Lekin jis maksad ke liye sabne apni jaan di vo pura hua, shahar se underworld ka namo nishan mit gaya.
Saalo tak ye shahar panpa, tarrakki ki. Lekin aaj phir Underworld apna sar utha raha hai aur pichli baar se kahi jyada takatwar ho gaya hai.
Ekbaar phir hame puri takat se vaar karna hoga, lekin tab ke aur ab ke underworld me bahut fark hai. Unke crime karne ke tarike badal chuke hai. Nayi technology aur internet ne bahut se kaamo ko aasan diya hai.
Ek officer - To phir hamari ranneeti kya hogi Sir.
Comm. - (muskurate hue) yahi discuss karne ke liye hamne Aaj ki meeting rakhi hai. Aap sab apne apne sujhav aaj yahan par jarur de. Taki hum sab milkar ek aisi raneeti bana sake jo underworld ki kamar tod kar rakh de.
Agle kai ghanto tak meeting chalti rahi. Phir sab officer ek ek karke room se bahar aane lage.
Akhir me Deepika aur Commissioner nikle. Unke sath ek aur inspector thi.
Deepika - Sir aaj ki strategy kaam karegi?
Comm. - mujhe pura bharosa hai, aur sabse jyada tumpar.
Deepika - Main ye bharosa hamesha banaye rakhungi Sir.
Comm. - mujhe bhi tumse yahi ummed hai.
Comm. - Are haa isse milo (uss inspector ki taraf ishara karte hue) ye hai Jyotika.
Jyotika - ( salute karti hai)
Deepika - At ease.
Comm. - Nayi nayi police me recruit Hui hai, and I want you to train her under you.
Deepika - Huhh?
Comm. - yes, tumse better koi nahi kar sakta ye, bas apni tarah rules todna mat sikha dena ise.
Deepika - Sir! I don't break rules. Vo to bas…
Comm. - Hahaha….janta hu. Let's go.
Deepika, Commissioner aur Jyotika teeno headquarters se bahar aate hai. Ek car unke samne aakar rukti hai. Vo commissioner ke liye thi. Commissioner usme bethne se pehle.
Comm. - Deepika!
Deepika - Yes Sir.
Comm. - Tumhari aunty ne tumhe bulaya hai aaj.
Deepika - huhh,
Comm. - Tumhari daat abhi baki hai. To aaj sham ko ghar jarur aana.
Deepika - (kyu karvana chahte ho Sir) main kal aaungi.
Comm. - Hahaha ek din late aake bach nahi jaogi.
Deepika - No no Sir, aaj kuch jaruri kaam hai, tomorrow night definitely aaungi.
Comm. - Thik hai jaisi tumhari marzi. Sath me Ritik (Deepika ka chota Bhai) aur Ishani (Deepika li choti behen) ko bhi lana. Tumhari aunty bahut yaad kar rahi thi dono ko.
Deepika - Yes Sir main jarur aaungi kal. Dono ko lekar.
Ye kehkar commissioner apni gaadi me bethkar chale jate hai.
Deepika - Jyotika!
Jyotika - Yes mam.
Deepika - come on don't call me mam. Abhi to main Jawan hu (majakiya andaz me kehti hai)
Jyotika - ok mam. Sorry . Can I call you Dii.
Deepika - ( muskurati hai) I will be glad.
Jyotika - thanks dii.
Deepika - Aao mere sath main tumhe batati hu why I'm famous in criminals as Brutal Lady.
Dono Deepika ki car me bethakr nikal jati hai.
************
Subhasnagar
Sushma - Aao beti, ye dekho ye hai mera ghar.
Sushma Meera ko apne ghar lekar aati hai. Ghar 2 floor ka tha, niche ki manzil par Sushma aur uska parivar rehta tha aur upar ka floor khali tha jise sushma rent par meera ko de rahi thi. Meera ko ghar pasand aaya hai to vo final karne ka decide karti hai. Lekin vo Abhay ka aane ka wait karti hai.
Dono abhi niche sushma ke Ghar me baithi thi.
Sushma - Acha Meera tumhare parivar me kon kon hai.
Meera - mera sirf ek bhai hai, aur vo hi mera parivar hai.
Sushma - Maa baap?
Meera - Maa bachpan se hi nahi thi aur Baba ka abhi kuch hafte pehle dehant ho gaya. Sirf main aur Mera Bhai hai.
Sushma - Ohh , mujhe maaf karna beti.
Meera - nahi aunty aap kyu maafi maang rahi hai, it's ok.
Meera - vaise aapke parivar me kon kon hai aunty.
Sushma - Main hu, mere pati hai, Ek badi beti hai Shiwani, Ek beta hai Rohit aur sabse choti beti hai Ruhi.
Meera - kitna acha hota hai naa ek parivar, jiske sath aap apni jindagi ke sukh dukh baant te hai. Unki care karte hai.
Sushma - Haa yahi parivar to hame aage badhne ke liye vajah deta hai. Mujhe apne baccho se bahut pyar hai.
Meera - so sweet.
Inki batein aise hi chalti hai jab samne se ek ladki chalkar aati hai.
Sushma - Are Shivani aa gayi.
Shivani - Haa maa, bahut thak gayi hu.
Sushma - Aaj to tera competition tha naa chess ka, kaisa raha.
Shivani - Bakwas gaya maa, kafi der tak main usse defence karti rahi but at last usne checkmate kar diya.
Sushma - koi baat nahi beta, agli baar jarur Jeet jaogi.
Meera - Maybe you should play attacking.
Shivani - huhh?
Meera - tumne kaha tum defensive khel rhi thi apne mohro ko bacha rahi thi. Agar tum uske mohre ko jeetne par focus karti to you could had a chance. Chess attack air defence ke balance ka hi to game hai.
Shivani - Aap kon hai?
Sushma - Ohh haa, beta ye Meera hai hamari nayi kirayedar, apne bhai ke sath yahan rahegi.
Shivani - hmm , next time I'll change my strategy.
Tabhi Meera par Abhay ka phone aata hai. Vo use ghar ka address batakar aane ko kehti hai. 5 minute baad Abhay bhi aa jata hai. Abhay ko bhi Meera ki pasand hi pasand aati hai to vo turant haa kar deta hai.
Abhay aur Meera ke paas koi jyada saaman to tha nahi isliye vo turant vahan shift ho jate hai.
Abhi raat ka samay tha, upar ke floor par 2 kamre the, jisme Abhay aur Meera aaram se alag alag reh sakte the. Lekin saalo tak ek sath sone ki inhe aadat thi, aur aaj bhi dono ek hi kamre me sath the.
Meera to Abhay ki baaho ka takiya banakar so gayi thi. Pure din yahan se vahan chakkar kat kar vo kafi thak chuki thi. Lekin abhay ki aankho me nind nahi thi. Uski nind to yogesh dwara hospital me uska sach batane aur phir Yogesh ki diary padhne ke baad se hi udd chuki thi.
Uske dimag me kai vichar chal rahe the.
“Hum Mumbai aa to gaye, ghar bhi mil gaya. Lekin ab mujhe sab kuch plan karke chalna hoga.”
“ Jitne paise hai hamare pass vo to mushkil se saal bhar chalenge. Lekin uske baad mushkil hogi. Didi ko job bhi nahi karne dunga main, unhe sirf apni padhai par focus karna chahiye.”
“mujhe koi aur tarika dhundhna hoga, ab vapas rooonagar bhi nahi jaa sakte, vahan kuch nahi hai, Sivay…..(Abhay ke man me pooja ka khyal aata hai)”
“Ohh fuck….maine yahan aane ke baad se uss se baat hi nahi ki. Meri jaan le legi vo. Kal hi phone karunga.”
“Sabse pehle mujhe baba ki sachhai jaan ni hogi, Jo sab diary me likha tha kya uske alawa bhi koi baat thi yaa….”
“Uske baad mujhe apne parivar ko dhundhna hai, lekin kaise…jaisa baba ne bataya uss hisab se to uss airat ke bare me pata karna bahut mushkil hai.”
“Kya vo meri maa thi yaa koi aur ab kahan hongi vo, kuch samjh nahi aa raha.”
Abhay aise hi khyalo ke jaal me ulajhata jaa raha tha, lekin koi sahi rasta nahi raja tha.
Ke tabhi meera use apne se bilkul chipka hai, vo gehri nind me thi. Meera abhay ke itne kareeb thi ki use meera ki garam sansein apni gardan par saaf mehsus hi rahi thi aur uske saans bharne ki aawaz apne kaano me spashta sunai de rahi thi.
Meera ko apne itna kareeb pakar Abhay ke shareer me ek current sa daud jata hai. Meera ke boobs Abhay ko apne sine me dabte hue mehsus ho rahe the.
“Ye didi mera itna kareeb hai, lekin main itna ajeeb sa kyu feel kar raha hu aise hum pehli baar to nahi so rahe.”
“Kya main didi ko lekar excited ho raha hu, nahi!, aisa nahi hai.”
Vo sabhi vicharo ko apne mann se nikal ke Meera ko gale lagakar apni aankhein band kar leta hai. Meera ki baaho me use hamesha ek sukun ka ahsas hota tha, jaldi hi use nind aa jati hai aur dono bhai behen sapno ki vadiyo me kho jate hai.
**********
Mumbai port se 250km durr bich samandar me ek chota sa island. Ek chote akar ka fairy jaisa ship vahan aakar rukta hai.
Pura island ek sunsan virane se jyada kuch nahi tha, saanp, bicchu, bandar aur kide makode ke alawa yahan kuch nahi tha, insan jaisa kisi jeev ki yahan parchai bhi nahi thi.
“Sir yahan kya hai”
“Chalte raho, abhi pata chal jayega”
Vo dono aadmi aage chal padte hai, unke sath 2-4 aadmi air bhi the jinke hatho me automatic guns thi.
Island par utar kar inhone uss ghane jungle me pravesh kiya. Ghorr sannata, aur bhayanak andhra kisi bhi aadmi ki darr se jaan hi chali jaye. Lekin ye sabhi uss andhere me aage badh rahe the, inke pairo aur kide makodo ki awaz ke alawa samandar ki lehero ki awaz mahol ko romanchak lekin darawna bana rahi thi.
Kuch 10-15 minute tak chalne ke baad bicho bich samne ek talab aata hai. Vo aadmi jab uss talab par apni torch se roshni karta hai to dusre aadmi ki use dekhkar hi halat khrab ho jati hai.
Samne ka najara hi aisa tha, ki kisi bhi insan ki rooh kaano jaye.
Talab khoon se labalab bhara hua tha aur usme logo ke kate hue sir, hath, pair tair rahe the.
Pehla aadmi paas ke ped ke paas jata hai usme Jo khol bana hua tha usme hath dalkar kuch karta hai. Jis se talab ke dono kinaro me ek halchal hoti hai phir ek taraf se talab ke upar mattle ka bridge ban ne lagta hai ki samne dusre kinare tak jaa raha tha.
Vo aadmi use chalne ko kehta hai phir sabhi uss bridge se dusre kinare par aa jate.
“Ye…ye kya tha Sir”
“Kya? Acha vo talab…. hahaha…vo Lucifer gang se gaddari karne valo ka khoon tha”
“Itna Sara ko talab hi bhar jaye…!
“Haha…gaddar to sirf ek do the abki to vo Bali ka khoon tha.
“Bali? Kaisi Bali?”
“Ise jaan ne ke liye abhi tum hakdar nahi ho, Madan ”
Vo dusra aadmi jo pehle aadmi ko Sir keh raha tha vo madan hi tha.
Vo sab aage badhte hai phir ek gufa ke samne pahuchte hai, gufa me enter karte hi dusra aadmi phir deewar me ek batan dabata hai aur samne ki deewar kisi darvaje ki tarah khul jati hai.
Madan ki hairangi ka thikana nahi tha. Sabhi darvaje me ghuste hai to niche Jane ke liye sidhiya bani hui thi.
Sidhiyo se utarte hi darvaja unke piche apne aap band ho jata hai.
Sabhi log ek kamre me pahuchte hai samne screen par ek chehra tha usme mask lagaya hua tha. Awaz pehchan na bhi mushkil tha kyoki vo awaz badli hui thi. Awaz se pata chal raha tha ki use AI dwara badal diya gya hai.
“Welcome…Madan”
Madan apne ghutno par aa jata hai”
“Lord Lucifer”
“Tumhare kaam se hum bahut khush hai madan, isliye apne iss samarajya ki rajdhani yani iss island par hamne tumhe aane ka moka diya”
“Lord, ye to mera bhagya hai ki aapne mujhe uss layak samjha”
“Aise hi kaam karte raho to tum pure desh par raaj karoge, lekin….” (Isbar uski awaz me ek gussa tha)
“Lekin….! lord!”
“Veera ki gang se tum Jeet nahi paa rahe ho, usne hamara croro ka maal loot liya aur tum kuch nahi kar paye”
“Mujhe maaf kare lord”
“Iss business me maafi ke siva sab milta hai”
“Agent Red!” vahi shaksh jiske sath madan aaya tha.
Agent - Yes Lord…
Lucifer - madan ko khubsoorat ladkiya bahut pasand hai, hai naa madan? To saja aisi do ki phir kabhi ye unke sath maje na kar sake.
Agent - I get your order Lord.
Madan ke pasine chhut rahe the use pata nahi chal rha tha ki uske sath kya hone vala hai. Room ke dusri taraf se ek darvaja khulta hai aur ek bahut hi khubsurat ladki vahan aati hai. Uske rang doodh sa gora tha aur baalo ka rang blonde tha, shayad kisi europian country se thi.
Agent - maje karo madan
Ye kehkar sabhi uss room se nikal jate hai.
Ab voh ladki aur sirf madan hi vahan par the. Vo ladki ek ek karke apne sare kapde utarne lagti hai. Uske nange nism ko dekhkar madan ek khumari me chala jata hai, isse jyada khubsurat ladki usme apni jindagi me nahi dekhi thi.
Agent aur lucifer ki baat madan ne nahi suni thi isliye use nahi pata tha ki ye sab kya ho raha hai. Use laga ki shayad uske kaam se khush hokar use inaam diya jaa rha hai.
vo ladki uske paas aati hai aur uske shareer ke sath khelne lagti hai, kabhi uske lund par touch karti to kabhi uske gale par chumti, yaa kabhi apni chuchiya uski pith par ragadti.
Madan ka to ye sab jhelkar bura haal ho gaya, uska Lund pant me tamboo bana raha tha.
Vo ladki uski shirt utar deti hai phir samne ghutno par bethakr uski pant bhi utar deti hai. Underwear ke niche uske tent ko dekhkar ladki ek smile deti hai. Phir uska underwear bhi utar deti hai.
Aur jhat se uska Lund apne muh me bhar leti hai, madan to jaise swarg ki saor par tha. Ladki uska Lund aise hi chusti hai kuch der. Madan ki aankhen madhoshi me band thi. Phir vo ladki lund muh se nikal kar ruk jati hai.
Madan - (aankh band kiye hue hi) ruk kyu gayi…karti raho…
Abhi vo aankhen kholta ki usse pehle hi.
‘khachhhaakkk’
Madan ke shareer me dard ki ek bahayanak leher daud jati hai. Vo aakhen kholta hai to samne vahi agent khada tha, uske hath me ek talwar thi aur uspar khoon laga hua tha.
Niche uski najar uske lund par jati hai to vahan tha hi nahi, aur vahan se khoon kisi dhaar ki tarah beh raha tha. Samne vahi ladki thi niche aur uske pure chehre par khoon tha jo ki madan ka hi tha. Lekin uss ladki ke chehre par abhi bhi muskan thi.
Ladki - Did you enjoy my service, boy
Madan ki chikh uss pure room ko hila deti hai aur phir turant vo behosh ho jata hai.
Agent - (unn aadmiyon se) get him to get treated. He is a important asset for us.
Agent - (uss ladki se) good job slave, come to my room. You will serve me today.
***********
Subah ki pehli kiran khidki se chhankar Abhay aur Meera par padti hai to Abhay ki nind khul jati hai.
Abhay sabse pehle Meera ko hi dekh raha tha ki dhoop me chamakta hua Meera ka chehra kitna sundar tha.
Apne aap uske shabd nikalte hai.
Abhay - You are the most beautiful girl Di, I love you.
Meera - I love you too Bhai.
Abhay - huhh? Aap jaag rahi thi?
Meera - hmm…hmm… (nods)
Update ko like karna na bhule, kai log padte hai but like nahi karte, agar update pasand nahi aata tab like naa karna is okay but pasand aane par bhi like nahi karte kai dost.
By ~ WOLFKING
Update is 4.3k words long. Guys I know update bahut late hai, almost 7-8 din me ek update aata hai. Lekin isme main kuch nahi kar sakta. Job ke alawa bhi kai sar dard hai mere, to it's hard to give 2 update weekly. I hope you understand.... Sath banaye rakhe update late ho sakte hai lekin aayenge jarur.