bd sharkar
Active Member
- 1,826
- 5,077
- 158
Nice update broUpdate-5
Agli subah Dadaji Abhay ko Cultivation ke bare batane lage.
Dadaji-“ Aaj tumhe me cultivation k bare mein bataunga. Cultivation k bare mein log alag alag bare batate hain. Mere hisab se ye ek process hai jisse hum Spiritual Energy k sath sync me rehte hain aur use apne hisab se use kar sakte hain. Ab iss process ko Cultivation Arts kehte hain.
Cultivation k ek main stage ye hai ki jab Spiritual Energy ka saath body sync me jata hai tab Chakras open ho jate hai. Chakras 7 types k hai.
1. Muladhara(Root),
2. Swadhisthana(Sacral),
3. Manipura(Solar Plexus),
4. Anahata(Heart),
5. Visuddha (Throat),
6. Ajna(Third Eye),
7. Sahasrara(Crown).
Ye Cultivation Arts different types k hote hain. Jaise ki Water-based, Fire-based, Earth-based etc. Phir kuchh Dual Elements k hote hain, jaise Fire-Water based, Wind-Lightning based etc. Phir kuchh Spirit Energy Based, Kuchh Mental Energy Based hote hain.
Cultivation k 9 stages hote hain. Joki
1st Consolidated Realm,
2nd Ascended Realm baki ka baad mein. Pehle Consolidated Realm, Issme Cultivator ka sara dhyan Apni Body ko cultivation k life upyog bana k liye prayas karta hai. Iss me 9 Ranks hote hain.
1st-3rd ko Martial Student,
4th-6th ko Martial Artist, aur
7th-9th ko Martial Master kehte hain.
Uske alawa ek legendary state hai jo ki 10th rank hai aur kai log usse Half-Step Ascending Realm bhi bolte hai. Par ye bas kuchh Genius hi kar pate hain. Har rank ko bhi 4 parts hote hain.
1. Beginner Level,
2. Intermediate Level,
3. Advanced Level,
4. Peak Level.
To Martial Student Stage pe tumhe apne Strength ko badhana hai. Martial Artist k stage pe tumhe Inner Strength create karna hai. Aur Martial Master k stage pe tumhe uss Inner Strength ko body k bahar direct karna hai. Ascending stage pe tumhe Inner Strength ko Inner Energy me cunvert karna hai.
Ab aate hain Cultivation Arts pe. Jaise ki main ne kaha ki cultivation k 9 Stages hote hain, Waise hi Arts k bhi 9 stages hote hain. Stage-1 se Stage-9 tak. Jaise hi har rank k 4 level hote hain Waise hi har stage k 4 level hote hain.
1. Bronze Level,
2. Silver Level,
3. Gold Level,
4. Diamond Level.
Ye sab jo mene abhi tumhe bataya ye tumhe kisi bhi Basic of Cultivation kitab mein mil jayegi. Abhi jo mein tumhe jo Cultivation Arts dene jaa raha hun ye Stage-2 Gold Level hai. Iska naam hai Blue Lotus Arts. Ye tumhare dadaji ne hi mujhe diya tha. Asal mein ye ek incomplete version hai. Iska Original Version hum naukaron ko nahi milta tha. Mein to bas ek Mali tha. Chhodo un sab baton ko. Han ye ek water element base cultivation art hai. Aur ek Fire base hai mere paas hai. Iska naam hai Flamming Panther Arts. Ye dono kitab hai dhyan se padhlo aur kuchh paresani ho to mujhe batana.”
Uske baad Abhay pure dhyan se dono ko padne laga. Kuchh 3 ghante padhne k baad usne pura dono kitab padha aur samaj gaya.
Abhay-“Dadaji pura padh liya aur samajh bhi liya.”
Dadaji-“ Good, chalo jao sab cultivate karo.”
Uske baad main jake cultivate karne laga. Kuchh waqt k baad mujhe aisa laga jaise Spiritual Energy mere sarir main ghusne k kaushish kar rahi hai par ho nahi pa raha tha. Kuchh der baad Ek awaz aayi.
“Phah…”
Jo barrier tha wo tut gaya. Ab Spiritual Energy mere body k sare taraf mehsus ho raha tha. Mere skin se hote hue nichhe mere muscle tak jaa raha tha. Mere muscle kuchh jyada majbut ho gaye lag raha tha. Aise hi ek ghanta bethne k baad me aur nahi beth paya.
Dadaji ne jab mujhe dekha tab unhone puchha.
Dadaji-“ Kaisa lag raha hai aab.”
Abhay-“ Achha lag raha hai. Main aur bhi jyada takatwar ho gaya hun. Par mein bas 1 ghanta hi beth paya. Aur der beth sakta to achha hota.”
Dadaji-“ Accha hai ki tum bas 1 ghanta bethe. Jyada der beth ne se tum jaldi aage badh sakte ho par tumhara foundation kharab ho jayega. Ab jake Martial Arts ki Practice karo.”
Uske baad 3 ghanta kadi mehnat karne k baad main khana banane lag gaya. Kuchh der k baad khana khake bethne k baad dadaji bole.
Dadaji-“ Ab tum 1st Rank Beginner Level cultivator ho. Ab tumhe mein kuchh dena chata hun.”
Iske baad unhone mujhe kuchh pathhar aur ek metal diye.
Dadaji-“ Ye jo patthar hai ye ek Low Grade Spirit Stone hai. Iske cultivate karne me asani hogi. Par jab tum 4th rank pahuncho ge tab ye kaam dega. Abhi isko use mat karo. Aur ye ek unkown metal hai. Usko pakdne se Man me ek refreshment chhayi rehti hai. Isko hamesha apne gale me pehne rakhna. Aaj k baad hum log gaon bapas nahi jayenge. Yanhi pe rahenge. Main kal gaon jake humara sara saman le aaunga. Haan aur ek baat aaj se tum roz martial arts k parcticr k baad gunfa k andar talab me 1 ghanta bethoge. Tumhare body k liye achha hai.”
Abhay-“ Thik hai Dadaji.”
Abhi aur kuchh karne ko nahi tha to wo lakdiyon todne chal gaya. Phir raat ka khana khake so gaye. Agle din subhah Dadaji gaon k taraf chale gaye aur jaake sham ko sara saman le aye. Aise dekhte dekhte 2 saal bit gaye.
Nice updateUpdate-4
Ladka kuch nahi bolta hai aur sidha kadha pi leta hai.
Dadaji-“Sabash, Ab talab andar jake beth jao."
Ladka talab me jake andar beth jata hai. Kuchh ek min baad pani ubal ne lagta hai. Ladke body k andar kadhe ka prabhav hone lagta hai. Blood vessel aur Meredian dono strong hone lagte hain. Aur Muladhara(Root) chakra jo ki Supt Awastha(Sleep Mode) pe the wo ab jagrat(Awakening) ho gaye the. Kuchh der baad pani ka ubalna band hua uske baad ladka pani se bahar aa gaya.
Dadaji-“ Bete Ab kaisa lag raha hai.”
Ladka-“ Bahut badhiya. Aisa lag raha hai ki mere andar bahut sakti hai.”
Dadaji-“ Ab tum Cultivate kar sakte ho. Kal subeh se tum ciultivate karoge. Jao thoda aaram karlo.”
Ladka-“ Dadaji aap mujhe kuchh batane bale the na.”
Dadaji-“Kya tum sach mein janna chahte ho.”(Thoda Gambhir hoke)
Ladka-“ Haan.”
Dadaji(Ek lambi Saans lete hue)-“ Tumhara naam kya hai”
Ladka-“ Abhay Singh”
Dadaji-“ Galat, Tumhara pura naam Abhayendra Singh Rajput hai.”
Abhay-“ Par apne mujhe kabhi bataya nahi.”
Dadaji-“ Kyun ki iske pichhe ek karan(reason) hai.”
Abhay-“ Bas itni si baat.”
Dadaji-“ Nahi, aur ek baat hai. Mein tumhara Dadaji nahi hun.”
Abhay-“ Kya!!! Aap jhut bol rahe hain.”
Dadaji-“ Nahi, Main sach bol raha hun. Aur ek baat hai.”
Abhay-“ Kya”
Dadaji-“Tumhare Pitaji abhi jinda hain, Par tumhare Maa ka mujhe kuchh pata nahi hai.”
Abhay-“Kahan hai mere pitaji. Aap to bol rahe the ne mere maa-baap ko dakuone maar diya tha.”
Dadaji-“ Wo sab galat tha. Bas itna jaan lo.wo dono tumhari raah dekh rahe hain. Abhi samay nahi hua hai insan baton k liye. Jab sahi samay ayega tab tum sab bata dunga.”
Abhay-“Thik hai. Par agar aap mere dadaji nahi hai to phir aap kaun hain.”
Dadaji-“Tumhare Dadaji ka naukar. Jao so jao. Kal subhe jaldi uthna hai.”
Abhay-“ Thik hai Dadaji.”
Uske baad dono so jate hain.
Superb update..Update-5
Agli subah Dadaji Abhay ko Cultivation ke bare batane lage.
Dadaji-“ Aaj tumhe me cultivation k bare mein bataunga. Cultivation k bare mein log alag alag bare batate hain. Mere hisab se ye ek process hai jisse hum Spiritual Energy k sath sync me rehte hain aur use apne hisab se use kar sakte hain. Ab iss process ko Cultivation Arts kehte hain.
Cultivation k ek main stage ye hai ki jab Spiritual Energy ka saath body sync me jata hai tab Chakras open ho jate hai. Chakras 7 types k hai.
1. Muladhara(Root),
2. Swadhisthana(Sacral),
3. Manipura(Solar Plexus),
4. Anahata(Heart),
5. Visuddha (Throat),
6. Ajna(Third Eye),
7. Sahasrara(Crown).
Ye Cultivation Arts different types k hote hain. Jaise ki Water-based, Fire-based, Earth-based etc. Phir kuchh Dual Elements k hote hain, jaise Fire-Water based, Wind-Lightning based etc. Phir kuchh Spirit Energy Based, Kuchh Mental Energy Based hote hain.
Cultivation k 9 stages hote hain. Joki
1st Consolidated Realm,
2nd Ascended Realm baki ka baad mein. Pehle Consolidated Realm, Issme Cultivator ka sara dhyan Apni Body ko cultivation k life upyog bana k liye prayas karta hai. Iss me 9 Ranks hote hain.
1st-3rd ko Martial Student,
4th-6th ko Martial Artist, aur
7th-9th ko Martial Master kehte hain.
Uske alawa ek legendary state hai jo ki 10th rank hai aur kai log usse Half-Step Ascending Realm bhi bolte hai. Par ye bas kuchh Genius hi kar pate hain. Har rank ko bhi 4 parts hote hain.
1. Beginner Level,
2. Intermediate Level,
3. Advanced Level,
4. Peak Level.
To Martial Student Stage pe tumhe apne Strength ko badhana hai. Martial Artist k stage pe tumhe Inner Strength create karna hai. Aur Martial Master k stage pe tumhe uss Inner Strength ko body k bahar direct karna hai. Ascending stage pe tumhe Inner Strength ko Inner Energy me cunvert karna hai.
Ab aate hain Cultivation Arts pe. Jaise ki main ne kaha ki cultivation k 9 Stages hote hain, Waise hi Arts k bhi 9 stages hote hain. Stage-1 se Stage-9 tak. Jaise hi har rank k 4 level hote hain Waise hi har stage k 4 level hote hain.
1. Bronze Level,
2. Silver Level,
3. Gold Level,
4. Diamond Level.
Ye sab jo mene abhi tumhe bataya ye tumhe kisi bhi Basic of Cultivation kitab mein mil jayegi. Abhi jo mein tumhe jo Cultivation Arts dene jaa raha hun ye Stage-2 Gold Level hai. Iska naam hai Blue Lotus Arts. Ye tumhare dadaji ne hi mujhe diya tha. Asal mein ye ek incomplete version hai. Iska Original Version hum naukaron ko nahi milta tha. Mein to bas ek Mali tha. Chhodo un sab baton ko. Han ye ek water element base cultivation art hai. Aur ek Fire base hai mere paas hai. Iska naam hai Flamming Panther Arts. Ye dono kitab hai dhyan se padhlo aur kuchh paresani ho to mujhe batana.”
Uske baad Abhay pure dhyan se dono ko padne laga. Kuchh 3 ghante padhne k baad usne pura dono kitab padha aur samaj gaya.
Abhay-“Dadaji pura padh liya aur samajh bhi liya.”
Dadaji-“ Good, chalo jao sab cultivate karo.”
Uske baad main jake cultivate karne laga. Kuchh waqt k baad mujhe aisa laga jaise Spiritual Energy mere sarir main ghusne k kaushish kar rahi hai par ho nahi pa raha tha. Kuchh der baad Ek awaz aayi.
“Phah…”
Jo barrier tha wo tut gaya. Ab Spiritual Energy mere body k sare taraf mehsus ho raha tha. Mere skin se hote hue nichhe mere muscle tak jaa raha tha. Mere muscle kuchh jyada majbut ho gaye lag raha tha. Aise hi ek ghanta bethne k baad me aur nahi beth paya.
Dadaji ne jab mujhe dekha tab unhone puchha.
Dadaji-“ Kaisa lag raha hai aab.”
Abhay-“ Achha lag raha hai. Main aur bhi jyada takatwar ho gaya hun. Par mein bas 1 ghanta hi beth paya. Aur der beth sakta to achha hota.”
Dadaji-“ Accha hai ki tum bas 1 ghanta bethe. Jyada der beth ne se tum jaldi aage badh sakte ho par tumhara foundation kharab ho jayega. Ab jake Martial Arts ki Practice karo.”
Uske baad 3 ghanta kadi mehnat karne k baad main khana banane lag gaya. Kuchh der k baad khana khake bethne k baad dadaji bole.
Dadaji-“ Ab tum 1st Rank Beginner Level cultivator ho. Ab tumhe mein kuchh dena chata hun.”
Iske baad unhone mujhe kuchh pathhar aur ek metal diye.
Dadaji-“ Ye jo patthar hai ye ek Low Grade Spirit Stone hai. Iske cultivate karne me asani hogi. Par jab tum 4th rank pahuncho ge tab ye kaam dega. Abhi isko use mat karo. Aur ye ek unkown metal hai. Usko pakdne se Man me ek refreshment chhayi rehti hai. Isko hamesha apne gale me pehne rakhna. Aaj k baad hum log gaon bapas nahi jayenge. Yanhi pe rahenge. Main kal gaon jake humara sara saman le aaunga. Haan aur ek baat aaj se tum roz martial arts k parcticr k baad gunfa k andar talab me 1 ghanta bethoge. Tumhare body k liye achha hai.”
Abhay-“ Thik hai Dadaji.”
Abhi aur kuchh karne ko nahi tha to wo lakdiyon todne chal gaya. Phir raat ka khana khake so gaye. Agle din subhah Dadaji gaon k taraf chale gaye aur jaake sham ko sara saman le aye. Aise dekhte dekhte 2 saal bit gaye.
fantastic update bhai maza aa gya ab dekhte hai ki aage kya hota haiUpdate-5