Ghar pe kamna: Kya hua Meri banno, badi chooma chatting chal rahi thi Sam k sath
Seema: to tujhe Jalan kyun ho rahi hai mein January aur Mera dost
Kamna: jale Meri jutti, aayi badi dost wali, jis dost pe tu itna itra rahi hai na, wo tujhe Meri wajah se hi Mila hai,
Itna bolkar kamna jab seema ki taraf dekhti hai to use Seema ki aankhen nam dikhayi deti hai, use lagta hai ki Seema uske majak se hurt Hui hai, kamna turant Seema ko Gale lga Kar
Kamna: mujhe maaf Kar de Meri bahan, mein to aise hi tujhe ched rahi thi, Mera irada tujhe hurt karne ka nahi tha, kamna ki ye baat sunte hi Seema that kamna k muh par apna haath rakh details hai
Seema: are pagal Kya Kya bol rahi hai, are ye to Khushi k aur shukriya k aansoo hai, ki tune Meri berang Zindagi me dosti ka rang bhara hai, Nisha k papa k Jane k baad mein badi akeli ho gayi thi, Mera bada Mann kata tha ki Kash koi majboot kandha mujhe Sahara de jiske kandhe pe ser rakh k mein apne Ander k sab dard sab akelapan apne Ander se bahar nikal saku, to pahle mere jeevan me tu doat banke aayi jisne mujhe Meri us haalat se bahar nikala, aur ab teri hi wajah se Sam k jaise majboot kandhe ka mujhe Sahara mujhe Mila hai, ye aansoo usi Khushi ko bayan Kar rahe hai aur tujhe shukriya bol rahe hai
Kamna: chup Kar aayi badi thanks bolne wali, Meri banno Jo bhi Mera hai wo sab tera hi to hai, ye bol kamna apni chati pe rakhe Seema k ser ko pyar se sehlaye jaa rahi hoti hai, Seema k Dil me ek prem hilor let's hai aur wo apna ser utha k kamna ki aankhon me dekhne lagti hai, aur pta nahi use Kya hota hai wo kamna k hontho pe apne honth rakh Kar kamna k honth chusne lagti hai,
Udhar dusri taraf Sam Nisha ko college k pass bike se utar deta hai, Nisha hairan si Sam ko dekhti rahti hai,
Sam: dekho Nisha mujhe badi Khushi hai ki tumne khule Dil se Meri dosti ko apnaya hai, to ye Mera farz ho jata hai ki apni dost ki izzat ki raksha bhi mein karu to dekho ISS area me bohot kam chal phal hoti hai, aur college bhi yahan se 2 3 minute k walking distance pe hai to ab se apan daily yahan Tak hi aayenge aur jayenge, samajh gayi na, mujhe Meri k oi fikar nahi hai, par ek ladki ijjat uske liye Kya mayne rakhti hai mein janta hu, ki ek ladki ijjat kaanch ki hoti hoti hai, Nisha Jo khud hi ISS udhedboon me hoti hai ki kaise wo sam k sath college Jane se bache, wo Sam ki samajhdari se bohot parbhavit hoti hai, wo aage badhkar Sam ko Gale lga k uske hontho pe halka sa kiss karke use dheere se thanks bolke seedhe college ki taraf chal deti hai, wo sharam k mare sam ki taraf dekhti bhi nahi hai, wahin Sam muskurate hue use dekhta rahta hai