Lekin wo agent hi kya jo isse bahar na nikal sakeSuraj ki to watt lag gaii ... Sb tarff s fass gaya
Sahi kaha bro.climax to abhi shuru hoga.Wow what a amazing update love romance caring aur phir jalan aur eirsha sab ka sangam. Aur in the end game shuru kar dia hain dushmano nai aur asli adventure to ab shuru hua hain. Yhi hai suraj ka asli imtehan. Ab uske pyar ko uski agency ko aur sab se bada desh ko usay umeed hogi.
Dekhay kaisay khara utarta hain suraj in sab par.
Bilkul sahi kaha aapne ...Lekin wo agent hi kya jo isse bahar na nikal sake