Woooooowwww....
Kammal kardiya yaar....
ye Suraj to Karan Singh (Commando One Man Army) nikle....
Lekin Bechari Myra ko bohut hurt kiya .......

Mainay taqat ke tasawwur me bharam bhi choda
Hosh aaya ki jab teer o kaman chod gaya.
Yahi halat Celina ki hui hain yaha per magar ek baat hain abhi tak Suraj ko jitni bhi lead mili hain sab kisi na kisi tarah khatam ho gaye. Jis se aage badne ka rasta band to nahi magar mushkil hota jaa raha hain. Magar mushkil ko hara kar hi aap desh ke liye honhaar agent bantey hain.
Magar ek mushkil aur hain Suraj ko ki ab woh ab Myra ko kaisay manayega. Co us ka in sab ke beech bada dil toota hain aur kahi woh usko depression me na le jaye.

Aapne sahi kaha bro.suraj abhi tak poori tarah safal nahi hua hai.kyunki aakash apne experience se last moment me baazi maar jaata hai.Mainay taqat ke tasawwur me bharam bhi choda
Hosh aaya ki jab teer o kaman chod gaya.
Yahi halat Celina ki hui hain yaha per magar ek baat hain abhi tak Suraj ko jitni bhi lead mili hain sab kisi na kisi tarah khatam ho gaye. Jis se aage badne ka rasta band to nahi magar mushkil hota jaa raha hain. Magar mushkil ko hara kar hi aap desh ke liye honhaar agent bantey hain.
Magar ek mushkil aur hain Suraj ko ki ab woh ab Myra ko kaisay manayega. Co us ka in sab ke beech bada dil toota hain aur kahi woh usko depression me na le jaye.
Aapne sahi kaha bro.suraj abhi tak poori tarah safal nahi hua hai.kyunki aakash apne experience se last moment me baazi maar jaata hai.
Lekin kab tak??
Baat myra ki ho to use suraj ko hi manana padega chahe kuch bhi ho jaaye
