- 38,536
- 16,808
- 274
Thanks for the review bro.
Aakashe ka plan agle updates par pata chal hi jayega
Aur haan pyaar karnewale ek doosre ko mana hi lete hai
Lekin suraj ko jo clue mila wo kya hai ye bhi agle updates me pata chalega

Thanks for the review bro.
Aakashe ka plan agle updates par pata chal hi jayega
Aur haan pyaar karnewale ek doosre ko mana hi lete hai
Lekin suraj ko jo clue mila wo kya hai ye bhi agle updates me pata chalega

New hint .... Mja aaega dhkte h Kya hota h or aakash Kya plan krta h

Review ke liye dil se shukriya
Sahi kaha bro.suraj apni duty bhale hi desh ke liye kar raha tha,lekin uski personal life me myra ki ek jagah hai
Waise sunita ka role abhi khatam nahi hua hai
Aur uski zid bhi khatam nahi hui hai
Aur jo clue mila hai wo agle updates par pata chal jayega bro

Pyar me hota hi woh hain jis me.insaan jitni jaldi roothay us se jaldi man jaaye aur yaha yah hi in dono ke beech hua hain joki inka saccha pyar ko darshata hain. Doosri taraf sunita ka pyar nahi hain bus uski zid hain jonki pehlay attraction aur time pass thaa. Celina ki maut nai aakash ko bhadka diya hain aur ab woh chup nahi nethayga coz usko free hand mil gaya uske aqaao se dekhtay hai ab kia ghatiya kaam karta hain woh. Aur yah cigarette ke totay sai kia nishkarah aur kisay pehchan gaya suraj.

Awesome update bhai,
aakash to ab puri tarah se bhadka hua hai aur usne suraj ko apni tarah se handle karne ka permission bhi le liya hai,
vahi dusri taraf aakhir kar suraj ne myra ko mana hi liya,
sach me bhai jaha pyar hota hai vaha narajagi adhik samay tak rah hi nhi sakti hai,
dekhte hai ki ab aage kya hota hai ,
Waiting for next update

Review ke liye thanks broAkash ko free hand mil chuka hai...so sad..ab wo kya karta hai dekhna hoga...
Suraj ne Myra ko manna hi liya...gud work...
Terrace me jana faydejank raha Myra bhi mann gyi aur Lage Hath Suraj ko waha cigarette roopi suraag mil gaya..
clue kaafi hai ya nhi yeh toh aap janeReview ke liye thanks bro
Sachmuch jagah saccha pyaar hai wahan roothna,manana sab chalta hai
Aur ab to suraj ko clue mil gaya hai.lekin kya ye clue kaafi hoga professor sahab ki jaan bachane ke liye??

Thanks broclue kaafi hai ya nhi yeh toh aap jane
update bahut pyara tha yeh main janta hoo
![]()
![]()
