• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance AGENT(completed)

Suraj ka love choice koun honi chahiye???

  • Myra

  • Sunita

  • Anwesha

Results are only viewable after voting.

Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,013
219
KANDAHAR
suraj paseene se bheeg gaya tha.baaki saare agents bhi dare hue the

"Wo kya tha??"ayesha boli

"Pata nahi par kuch to gadbad hai,mujhe lagta hai hume yahan se doosri jagah chipa chahiye"suraj bola

"Lekin instruction to yahan wait karne ka tha na??"girish bola

"Haan lekin ab situation change ho gayi hai.dedh ghante se wait kar rahe hai.kuch to gadbad hai.yahan rukna khatre se khali nahi chalo sab"suraj bola

"Koi kahin nahi jayega suraj.agar tumhe jaana hai to jao.hum instruction follow karenge"girish bola

"Fair enough"bol suraj jaane laga nidhi, ayesha aur arjun suraj ke saath chale gaye jab ki girish Akansha aur sohail reh gaye

Suraj aur baaki door ek truck ke neeche let kar chip gaye

"Pata nahi suraj tum par vishwas karke sahi kiya ya galat.lekin ab kar hi liya hai to dekhte hai"arjun bola

"Uff muh band rakh na duffer.dekh koi aahat ho rahi hai"nidhi boli

Sachmuch.koi.3 -4 jeep speed se aayi aur andhadhun goliyan chalane lage building ke ke aaspaas.
Saare agents goliyon se chalni ho gaye

Nidhi aur ayesha ki to haalat kharab ho gayi.yani ab sirf ye chaar jan bache hue the.ander
Kya ho raha hai kisi ko pata nahi

Kuch log jeep se bahar nikal kar bandook lekar idhar udhar khojne lage

"Ya allah ye to sab khojne lage.agar hame khoj liya to hum to gaye"ayesha boli

"Kuch nahi hoga.meri baat dhyan se suno.aur jo kehta hoon chupchap karna"suraj bola

Aur fir kaafi khojne ke baad jab un logo ko koi nahi mila to keep lekar chale gaye

Suraj chupchap apni pistol lekar truck ke neeche se bahar nikla

-------------------------------------------------------------------------------
RESEARCH AND ANALYSIS WING
HEADQUARTER
DELHI
In chattes ghante me ranjan 20 cup coffee pee chuke the.aur abhi tak jaag rahe the.defence secretary ke saath continuously phone par baat ho rahi thi

"Lagta hai sab khatam ho gaya sir,kuch bhi pata nahi.koi khabar nahi.mission fail to nahi ho gaya??"ranjan dukhi hokar bola

"Aisa hota to ISI aur taliban jasn mana rahe hote.unke wahan se khushiyon ko lahar beh jaati.hausle ka daman mat chodo ranjan"defence secretary bole

"Sahi hai sir lekin is mission ka successful hona zaroori hai.ye baat aapko bhi pata hai"ranjan bole

"Pata hai ranjan.isliye to keh raha hoon.patience rakho sab thik ho jayega"defence secretary bole

"Kaise sir,abhi tak na koi khabar nahi koi movement kuch nahi.koi contact bhi nahi ho pa rahi hai"ranjan bola

"Hmm 12 ghante aur dekh lo fir hum help lenge"defence secretary bole

Ranjan kuch bolne ki situation me nahi the.ek professor ki jaan ki Keemat,ek mission .Jo desh ke liye important hai aur poori team ka sahi salamat hona
Sab kuch
Pata nahi kya hoga

Ek bp ki tablet kha li ranjan ne

-------------------------------------------------------------------------------KANDAHAR
suraj ne apni gun li aur building me ghus gaya

Building me ghuste hi usne apni grip bana li gun par.fully load kar liya.aur spare magazine bhi check kar liya

Pata nahi building me kitne log honge kya.wo akela to kuch bhi nahi kar payega.lekin agar calculation sahi hai to baazi maar jayega

tabhi usne dekha ki kuch laashein padi hui thi

Dhakk se reh gaya uska dil.ye sab to Wahi commandos hai jo building me ander gaye the
Ye sab to......

"S suraj...aahhh"

Ek awaz aayi upar se

Suraj daud kar upar chala gaya.apna pistol taan kar upar aate hi usne dekha ki ahmed khan lete hue hai aur unki body goliyon se chalni ho gayi hai.bagal me rao bhi lete hue hai unhen bhi goli lagi hui thi.

"Suraj yahan aao mere paas"rao karahte hue bola

Lekin suraj apni jagah par khada hua.aur apni gun rao ki taraf pointed kiye hue tha

"Aah paas aao beta"rao fir bola

"Acting band kijiye aur ye bataiye ki plan kya hai??"suraj sakht hokar poocha

"Beta ye kya keh rahe ho??"rao karahte hue bola

"Come on rao sir,koi pagal bhi bata sakta hai ki sab laash ban kar reh gaye aur aap ko zinda chod diya.waolise bhi terrorist ke paas jo hathiyar abhi maine dekha usse ye pata chalta hai ki aira gaira hathiyar wo use nahi karte.fully automatic gun use karte hai.agar goli lagti bhi hai.to koi itne der tak hosh me nahi reh sakta. b aap ye bataiye ki plan kya hai??"suraj bola

Achanak rao uth khada hua aur apna gun foorti se nikal kar suraj ke haathon me nishana bana kar goli daag di

Nishana achook tha aur suraj ke bandook par goli lagi.majboori.me suraj ko apne gun se haath dhona pada.haathon me goli nahi.lagi thi.lekin pistol burst karne ki wahah se bhayankar dard ho raha tha

"Suraj suraj suraj .tum itna dimag kyun daudate ho bhai???
Plan ki baat kar rahe the na.to plan bohut purana tha.mai terrorist se mila hua tha.aur raw ke har plan ki khabar unko deta tha.badle me paisa aur aish dono milte the.mai hi tha jo alisha ko blackmail kar tumhe maarna chahta tha.tum bach gaye.
Tum sabko yahan laane ka plan maine hi banaya tha beta.lekin tum bach gaye .isliye mai ye soch kar leta tha ki tum zaroor aaoge.aur dekho tum saamne ho,
Chalo time ho gaya.tumhe khatam karne ke baad raw ka mission bhale hi fail ho jaaye .mujhe promotion milega aur in terrorist se paise"bol muskuraya rao

"Bye bye su....."

GHAI

rao ke sar ke paar hokar chali gayi goli aur rao ka sharir dhamm se neeche gir gaya

"Sahi time par entry maari hai arjun"suraj bola aur baith gaya

Arjun,nidhi aur ayesha teeno suraj ke paas a gaye.suraj khan ke bejaan sharir ko dekh raha tha

"Suraj headquarter me contact karna hoga ye ab batana hoga"nidhi boli

"Nahi nidhi.kisi par bharosa nahi raha mujhe.ab jo bhi karenge hum chaar karenge"suraj bola

"Lekin kya karenge??rao ne to plan bole bina hi dam tod diya"ayesha boli

"Sabse pehle professor ki beti ko bachana hoga guys,kyunki professor ka tab tak kuch nahi kar payenge.jab tak uski beti ko professor ke saamne nahi laate.isse pehle ki wo professor ki beti ko unke saamne lakar unhen blackmail kare.hume professor ki beti ko apne saath rakhna hoga"suraj bola

"Lekin...."arjun confuse ho gaya

"Aur kisi ke paas plan hai??"suraj ne poocha

Sab ek doosre ka chehra dekhne lage

"Good chalo mission ko poora karna hai"suraj bola aur uth khada hua
 
Jitu kumar

Active Member
1,946
6,504
143
Awesome update bhai,
behad hi shandaar update bhai,
suraj ke sujhbujh ke karan in logo ki jaan bach gayi hai, lekin in charo ke alava baki ke team mate rao ki gaddari ki bhent chadh gaye hai,
vahi delhi me ranjan sir tension me coffee par coffee piye ja rahe hai,
bhai ab to agle update ka intajar karna bhi muskil hua ja raha hai,
Waiting for next update
 
Thanks for the detailed update bro.pichle update me kai logo ne shikayat ki thi ki update ko incomplete chod diya
Lekin agar incomplete nahi chhodta to is update ka thrill.nahi milta.
Gaddar har jagah maujood hai bro.aur aise hi gaddaron ki wajah se kai log mushkil me pad jaate hai
Khair suraj ne rao ka to kaam tamam kar diya lekin khan aur baaki ko bacha nahi paya
Raasta aur mushkil hota ja raha hai uske liye
 
RAAZ

Well-Known Member
3,357
7,748
158
KANDAHAR
suraj paseene se bheeg gaya tha.baaki saare agents bhi dare hue the

"Wo kya tha??"ayesha boli

"Pata nahi par kuch to gadbad hai,mujhe lagta hai hume yahan se doosri jagah chipa chahiye"suraj bola

"Lekin instruction to yahan wait karne ka tha na??"girish bola

"Haan lekin ab situation change ho gayi hai.dedh ghante se wait kar rahe hai.kuch to gadbad hai.yahan rukna khatre se khali nahi chalo sab"suraj bola

"Koi kahin nahi jayega suraj.agar tumhe jaana hai to jao.hum instruction follow karenge"girish bola

"Fair enough"bol suraj jaane laga nidhi, ayesha aur arjun suraj ke saath chale gaye jab ki girish Akansha aur sohail reh gaye

Suraj aur baaki door ek truck ke neeche let kar chip gaye

"Pata nahi suraj tum par vishwas karke sahi kiya ya galat.lekin ab kar hi liya hai to dekhte hai"arjun bola

"Uff muh band rakh na duffer.dekh koi aahat ho rahi hai"nidhi boli

Sachmuch.koi.3 -4 jeep speed se aayi aur andhadhun goliyan chalane lage building ke ke aaspaas.
Saare agents goliyon se chalni ho gaye

Nidhi aur ayesha ki to haalat kharab ho gayi.yani ab sirf ye chaar jan bache hue the.ander
Kya ho raha hai kisi ko pata nahi

Kuch log jeep se bahar nikal kar bandook lekar idhar udhar khojne lage

"Ya allah ye to sab khojne lage.agar hame khoj liya to hum to gaye"ayesha boli

"Kuch nahi hoga.meri baat dhyan se suno.aur jo kehta hoon chupchap karna"suraj bola

Aur fir kaafi khojne ke baad jab un logo ko koi nahi mila to keep lekar chale gaye

Suraj chupchap apni pistol lekar truck ke neeche se bahar nikla

-------------------------------------------------------------------------------
RESEARCH AND ANALYSIS WING
HEADQUARTER
DELHI
In chattes ghante me ranjan 20 cup coffee pee chuke the.aur abhi tak jaag rahe the.defence secretary ke saath continuously phone par baat ho rahi thi

"Lagta hai sab khatam ho gaya sir,kuch bhi pata nahi.koi khabar nahi.mission fail to nahi ho gaya??"ranjan dukhi hokar bola

"Aisa hota to ISI aur taliban jasn mana rahe hote.unke wahan se khushiyon ko lahar beh jaati.hausle ka daman mat chodo ranjan"defence secretary bole

"Sahi hai sir lekin is mission ka successful hona zaroori hai.ye baat aapko bhi pata hai"ranjan bole

"Pata hai ranjan.isliye to keh raha hoon.patience rakho sab thik ho jayega"defence secretary bole

"Kaise sir,abhi tak na koi khabar nahi koi movement kuch nahi.koi contact bhi nahi ho pa rahi hai"ranjan bola

"Hmm 12 ghante aur dekh lo fir hum help lenge"defence secretary bole

Ranjan kuch bolne ki situation me nahi the.ek professor ki jaan ki Keemat,ek mission .Jo desh ke liye important hai aur poori team ka sahi salamat hona
Sab kuch
Pata nahi kya hoga

Ek bp ki tablet kha li ranjan ne

-------------------------------------------------------------------------------KANDAHAR
suraj ne apni gun li aur building me ghus gaya

Building me ghuste hi usne apni grip bana li gun par.fully load kar liya.aur spare magazine bhi check kar liya

Pata nahi building me kitne log honge kya.wo akela to kuch bhi nahi kar payega.lekin agar calculation sahi hai to baazi maar jayega

tabhi usne dekha ki kuch laashein padi hui thi

Dhakk se reh gaya uska dil.ye sab to Wahi commandos hai jo building me ander gaye the
Ye sab to......

"S suraj...aahhh"

Ek awaz aayi upar se

Suraj daud kar upar chala gaya.apna pistol taan kar upar aate hi usne dekha ki ahmed khan lete hue hai aur unki body goliyon se chalni ho gayi hai.bagal me rao bhi lete hue hai unhen bhi goli lagi hui thi.

"Suraj yahan aao mere paas"rao karahte hue bola

Lekin suraj apni jagah par khada hua.aur apni gun rao ki taraf pointed kiye hue tha

"Aah paas aao beta"rao fir bola

"Acting band kijiye aur ye bataiye ki plan kya hai??"suraj sakht hokar poocha

"Beta ye kya keh rahe ho??"rao karahte hue bola

"Come on rao sir,koi pagal bhi bata sakta hai ki sab laash ban kar reh gaye aur aap ko zinda chod diya.waolise bhi terrorist ke paas jo hathiyar abhi maine dekha usse ye pata chalta hai ki aira gaira hathiyar wo use nahi karte.fully automatic gun use karte hai.agar goli lagti bhi hai.to koi itne der tak hosh me nahi reh sakta. b aap ye bataiye ki plan kya hai??"suraj bola

Achanak rao uth khada hua aur apna gun foorti se nikal kar suraj ke haathon me nishana bana kar goli daag di

Nishana achook tha aur suraj ke bandook par goli lagi.majboori.me suraj ko apne gun se haath dhona pada.haathon me goli nahi.lagi thi.lekin pistol burst karne ki wahah se bhayankar dard ho raha tha

"Suraj suraj suraj .tum itna dimag kyun daudate ho bhai???
Plan ki baat kar rahe the na.to plan bohut purana tha.mai terrorist se mila hua tha.aur raw ke har plan ki khabar unko deta tha.badle me paisa aur aish dono milte the.mai hi tha jo alisha ko blackmail kar tumhe maarna chahta tha.tum bach gaye.
Tum sabko yahan laane ka plan maine hi banaya tha beta.lekin tum bach gaye .isliye mai ye soch kar leta tha ki tum zaroor aaoge.aur dekho tum saamne ho,
Chalo time ho gaya.tumhe khatam karne ke baad raw ka mission bhale hi fail ho jaaye .mujhe promotion milega aur in terrorist se paise"bol muskuraya rao

"Bye bye su....."

GHAI

rao ke sar ke paar hokar chali gayi goli aur rao ka sharir dhamm se neeche gir gaya

"Sahi time par entry maari hai arjun"suraj bola aur baith gaya

Arjun,nidhi aur ayesha teeno suraj ke paas a gaye.suraj khan ke bejaan sharir ko dekh raha tha

"Suraj headquarter me contact karna hoga ye ab batana hoga"nidhi boli

"Nahi nidhi.kisi par bharosa nahi raha mujhe.ab jo bhi karenge hum chaar karenge"suraj bola

"Lekin kya karenge??rao ne to plan bole bina hi dam tod diya"ayesha boli

"Sabse pehle professor ki beti ko bachana hoga guys,kyunki professor ka tab tak kuch nahi kar payenge.jab tak uski beti ko professor ke saamne nahi laate.isse pehle ki wo professor ki beti ko unke saamne lakar unhen blackmail kare.hume professor ki beti ko apne saath rakhna hoga"suraj bola

"Lekin...."arjun confuse ho gaya

"Aur kisi ke paas plan hai??"suraj ne poocha

Sab ek doosre ka chehra dekhne lage

"Good chalo mission ko poora karna hai"suraj bola aur uth khada hua
Aisay hi bhed ke khaal me chupe huay bhediyo ne is desh ki halat aisay kharab kar diye. Ab pure desh ki izaat in chaar logo ke zimme hain dekhay kaisay lakho ko dhool milate hain yah chaar magar hosla hona chahiye desh ke liye marne ka to kuch bhi kar saktey hain. Lekin jitna dekha hai ab tak dushman zada hoshiyaar aur ek kadam aage dekhya hai. Aur in logo ke pass ab koi tajurbekaar insaan bhi nahi bacha dekhiye kia hota hain.
 
  • Like
Reactions: Swaraj
Top