Aisay hi bhed ke khaal me chupe huay bhediyo ne is desh ki halat aisay kharab kar diye. Ab pure desh ki izaat in chaar logo ke zimme hain dekhay kaisay lakho ko dhool milate hain yah chaar magar hosla hona chahiye desh ke liye marne ka to kuch bhi kar saktey hain. Lekin jitna dekha hai ab tak dushman zada hoshiyaar aur ek kadam aage dekhya hai. Aur in logo ke pass ab koi tajurbekaar insaan bhi nahi bacha dekhiye kia hota hain.
Sahi kaha bro.bache hai sirf chaar.aur kisi se help lene se katra raha hai suraj.kisi pe bharosa nahi raha use.
Gaddari desh ko deepak ki tarah kha rahi hai.
Suraj aur uske saathiyon par poori zimmedari hai abhi
Lekin bina contacts,help ,suppo su aur experience raasta bohut mushkil lag raha hai