Wow bhai kia shayrana mijaz ho raha hain aapka .kidhar ho bhai aab to darshan dedo. hamari mansa chahat rakhti hai aapki update ki lekin barish hai ki bin mousam ki barashti hi nahin aur nigahen tapish ki wajood par bethe apki lekhan ki apekhsya me khudko hi santwana de rahi hai .
hum to bas apni lafz ki udan ko raftar de rahe the aur log hume yun hi shayar samajh bethe .Wow bhai kia shayrana mijaz ho raha hain aapka .