Thanks for the detailed review bro.mai sirf story me grip banane ki koshish karta hoon bhai.main character suraj bhi ek aam ladka hai.ye uska safar hai ek aam ladke se RAW ke one of the best agent banne ki.Awesome update bhai,
suraj ka plan sach me bahot hi jabardast tha,
lekin durbhagya vash vo Jenifer ko nhi
bacha paya,
vahi dusri or sunita aur jimy myra ka majak uda rhe hai,
jimy to anwesha ka bhai nikla,
bhai aapke suspence create karne ki
kshamta jabardast hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update