- 6,864
- 26,013
- 219
Thanks broWah yar emotional kar diya tumne boht khoob
Thanks broWah yar emotional kar diya tumne boht khoob
Kabhi kabhi laalach pyaar par bhaabhaari pad jaata hai broOhh nice update...
Nice romance (yaha romance means pyar jatana, pyar batna, sukh-dukh batna)...
Sunita ko bhi galati ka ehesaas ho gaya...
Ab to pachatane se koi fayda nahi...
Waiting for next...
Ekdum sahi kaha broBhai awsm ... Kiss Cheez ko value uske khone k baad hi hoti h ....
Haan bro,aur sabse mushkil ye hai ki personal life me normal rehna padta hai.problems ke bawjood apne logo se sab chupana padta hai.Waah bhai
Kya emotional scene hain,
Sach kaha, undercover agent ki gumnaam maut, na lash ka pata, na gharwalo ki khabar, par desh sabse pahale, yahi to hamare desh ki aan hain, desh ki suraksha pahle....
Unki kurbani ko bhi yaad rakha jayega...
Logo me na sahi, unke apne dosto mai, department mai.....