Ranjan suraj se gussa kyun hai,wo next update me pata chalega bro.aur sunita kya karegi wo bhi agle update par pata chalega.Awesome update bhai,
ab to confirm ho gaya ki sharad hi aakash hai,
celina ne bhi college join kar liya hai aur usne sabse pahla kaam sunita ke man me suraj ko myra se chhinane ka vichaar dalne ka kiya hai,
celina ko dekhte hi suraj ko uss par kuchh doubt ho gaya hai,
vahi dusri taraf ranjan suraj se gussa kyu ho gaya hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update
Aapne sahi kaha bro.lekin problem ye hai ki story start ho chuki hai.ab ek storyko band kiya bhi tha.lekin kuch readers ke request par continue karna pada.khaor jo hua so hua.ab try karunga regular updates dene kiNice update....
Bhai ek baat kehna chahunga....
Aap ek saath 2 story continue karo yaar....
Jab 2 mai se 1 complete toh 3ra story continue karo....
Yaar aise toh pura story padhne ka maja kharab hojata hai....
Ek to itna lamba gap har update ke liye aur update bhi kabhi kabhi aata hai....
Mera baat thik lge toh thik hai....
Nhi toh aapki marzi....