- 728
- 2,123
- 124
Thank UNice update
Thank UNice update
Fantastic update Ajju The Rock bhaiupdate :45
sach me maza aa gaya tha..
aisa bura haal mera aaj tak nahi hua tha. hosh me dunya dekhte mujhe samay hi kitna hua tha. 1 sal aur kuchh mahine. taruni thakur ne jaisa safar mujhe karne par majbur kar dia tha. woh mujhpar bohut bhari padne laga tha.
himmat hona aur bat ha. aur experience alag baat. mujhe registan me safar karne ka koi experience nahi tha. isliye zayada buri halat hone lagi thi.
1 ghante me hi mera sara tel jaise nikal kar reh gaya tha.
suraj sar par to nahi tha. ab dhalne laga tha. fir bhi uski dhup badi tez thi. pura sharir jalne laga tha. piyas ke kaaran gale me kaante se padne lage the. paas pani ki ek bhi boond nahi thi.
apne gale ko tar karne ke liye mujhe apni buniyan utar kar usay ke upar karke nichdni padi thi. 2 4 boonden nikli thee paseene ki. usi se apne khushk ho chuke gale ko tar kiya tha maine.
ab yahi ek rasta bacha tha mere paas apne gale ko tar karne ke liye.
girta padta apni manzil ki or badh raha tha main. door door tak sivaye oonche niche ret ke telon ke siva mujhe kuchh aur dikhaai nahi de raha tha.
suraj dhalne wala ho gaya tha. par mujhe meri manzil dikhaai nahi de rahi thi.. door tak ret ka medan hi dikhai de raha tha.
ek baar toh laga, kahin taruni thakur mujhe marne ke liye hi toh nahi chhod gayi yahan par..
apne is khayal par me khud hi has pada. aur apni himmat ko ikatha karte hue aage badhne laga..
andhera hone hi wala tha. main ek oonche xforum ke piche pohnch gaya. suraj ki tapish ab jati rahi thi. jis kaaran meri piyas me kuchh kami aa gai thi. gala ab bhi piyas ke kaaran dard kar raha tha. par kuchh sukun bhi mila tha mujhe.
wahin beth kar me sastane laga.. piche mud kar dekh ke kuchh nahi milne wala tha. piche toh milo door tak ret hi ret the. xforum hi xforum the.. door door tak kisi insan ka koi naam o nishan nahi tha.
main tab tak wahan betha raha, jab tak suraj puri tarh se chhup nahi gaya. fir utha aur aage ko chalne laga.
jaise hi main us xforum ke par pohncha toh samne ka nazara dekh kar main bohut khush ho gaya..
bohut door mujhe kuchh lights jalti hui dikhai de rahi thi.. main samjh gaya meri manzil aa ai ha.
mere andar jaise zindagi ki lahar daud gai. mere kadmon me jaan aane lagi.. main tez tez chalta hua usi disha me aage badhne laga, jahan mujhe light dikhi thi.
ab andhere puri tarah se ho chuka tha. ab mausam me bhi badlaao aane laga tha. ret thandi hone lagi thi. hawaon ne bhi mera sath dena shuru kar dia. meri piyas toh khatam nahi hui thi. par ab pehle jaisi condition bhi nahi rahi thi.
itni sehn shakti toh thi hi mujhme..
aage jaane par mujhe pata chala, woh ek basti ha. wahi basti jiske baare me mujhe taruni thakur ne bataya tha.
main aage badhta hua basti ja pohncha.. basti ke shuru me ek ghar tha. bahar hi ek khattiya par ek vyakti betha hua tha. mujhe dekh kar us ne poochha
"kon ho bhaya"
ajju : musafir ho bhai. bhatka hua musafir. pine ko pani milega kya
"haan haan kyun nahi.. aao bethu"
ghar kya tha, do kamre the. charon sides se open tha. koi diwar nahi thi.
mujhe ek charpai par bitha kar woh pani le aaya. badi mushkil se apni betabi par kaabu paya tha maine. warna mera mann toh tha, ek hi ghunt me sara pani pi jaaon. par pehle mene kuli karke apne moh ko clean kia. ret ke zarre bahar aaye toh fir mujhse nahi ruka gaya. sara pani ek hi saans me pi gaya..
mera mezaban hasne laga. woh aur paani le aaya. maine woh bhi pi liya. ab sahi se mujhe khud me jaan mehsus ho rahi thi.
usne mujhe khana bhi khilaya. uski patni sanwale rang ki bhare sharir wali mahila thi. pehle woh wahan nahi thi. baad me aai thi.
khane ke baad mahila boli : woh basti me jagmal thakur ke admi aaye hue han. kahin koi lafda na ho jaaye. jaise kuchh mahine pehle ek ladai me hamari basti ke ek bande ko goli lag gai thi.
"achhhhaa.. fir toh soch kar bahar nikalna padega.. in thakuruon ki ladai me woh toh marte nahi, hamare jaise beech me aa kar marne lagte han"
mahila : jagmal ki sherni bhi aaai hui ha.
main sunkar heran hua, mere parivar ke koi sherni bhi ha.
vyakti hasne laga : ek mahinder thakur ki sherni ha toh ek sherni jagmal thakur ke paas bhi ha.
mahila : taruni thakur toh badi kamini ladki ha. woh sherni kahan se hui. sherni toh sonal shakur ha. asli sherni..
"sherni hi toh nahi.. mardon se darne nahi ha na"
mahila : suno tum bahar mat jana.. mujhe dekh kar.. pardesi tum bhi kahin mat jana.
in thakuruon ka koi bharosa nahi hota..
ajju : jagmal ki sherni thehri kahan ha
mahila : kyun. tujhe usse kya
ajju ; kabhi sherni dekhi nahi ha na isliye..
mahila : dekhna bhi mat. usay mardon se sakht nafrat ha. seedhe sar me goli maar deti ha. badi khunkhar sherni ha woh
ajju : main konsa usay kuch kahne ja raha hon. vaise hi poocha tha.
"sonal thakur aksar yahan aati rehti ha. yahan ke thakur ki beti se uski achhi dosti ha"
baaton baaton me maine dono se bohut kuchh jaan liya tha. kuchh der baad main wahan se uthne laga.. toh woh admi bol pada
"yahin bahar hi tumhe ek khatiya milegi. usi par let kar so jana.. jaldi aa jana"
main fir wahan se nikal pada aur basti ghumne laga.. basti bohut badi thi. logon ne mujhe dekh kar zayada dhayan nahi dia tha.. rat ka samay tha aur kahin kahin andhera bhi tha. sab normal hi raha
main haveli ki or badhne laga.. jahan meri behen maujud thi. mujhe pata chal gaya tha, sonal meri sagi behen ha.. jahan usse milne ko mera dil bekakar hone laga.. wahin mere tez dimag ne ek plan bhi bana lia tha..
dimag bohut chalne laga tha mera..
haveli ke paas pohncha toh wahan bohut gehma gehmi dekhne ko mili mujhe. wahan kai dukane bhi khuli hui thi.jaga jaga log maujud the.
main bhi ek jaga beth gaya.. aur logon ki baaten sunta hua haveli ki or dekhne laga..
adhe ghante baad ek jeep me do ladkiyan bahar nikli.. aur ek side me jaane lagi..
log baaten karne lage. sonal konsi ladki thi, ye main jaan gaya tha.
main wahan se utha aur wapis apne sathi ke ghar ja pohncha... ab mujhe intezar tha raat hone ka. mujhe apni behen se akele me milna tha.
**************************
sonal jab basti me ponnchi thi toh apni dost ki haveli me uska badhiya se sawagat kiya gaya tha.
sonal ghode se utri toh ek naukar ghode ki lagaam thaam kar usay astabal ki or le gaya tha.
sonal ki dost ka naam nisha thakur tha.
nisha : aaj toh bina bataye hi aa gai tum to.. nisha sonal ke gale lagte hue boli
sonal : pehle bhi toh kai baar aise achanak se aai hon.
nisha ka bhai bhi wahin tha. uska naam jairaj thakur tha
jairag : achha kiya jo tum chali aai. tum na aati toh main chakkar lagane hi wala tha.
nisha : hehehe
jairaj : smiling
sonal : badi jaldi padi ha tumhe marne ki jairaj.
jairaj usi tone me : uffff kya batao main toh kabka mar chuka hon. aaaaahhhhhh
sonal aur nisha has padi.. piche se jairaj ki patni sunanda ne uski gand par thappad maara toh ajiraj ki aahhh nikal gai.
sunanda : sonal itni hi payari lagti ha toh mujhse shadi karne ki kyu sochi thi.
jairaj apni gand masalte hue : aahhh tum jaisa mere sath karti ho, kabhi kabhi toh sach me lagta ha, tumse shadi karke maine galti kari ha
sonal, nisha : hehehe
sunanda : ab kar hi chuke ho to bhugatna toh padega.. fir apne pet par hath ferte hue. mere nahi toh is masoom ka hi khuch khayal kar lo.
jairaj usi pal niche betha aur sunanda ke pet ko chum liya..
jairaj : are tum dono hi to mere liye khaas ho. are tumhare saamne sonal kya hasiyat rakhti ha..
nisha : hehehe bhai.. itni jaldi patdi badal di.
sonal muskura kar dekhti rahi.
nisha ki maa bhi wahin aa gai
nisha maa : iski patdi seedhi karne ke liye hi toh ise sunanda ke sath bandha ha. bel ha pura.. achha hua time pe bandh gaya.
sonal : meri phooti kismat jo mujhe tum nahi mil sake..
jairaj : are jaao jaao.. ab aisa bolne ki kya zarurat ha. jab zarurat thi, tab toh nak par makhi bhi nahi bethne de rahi thi..
sab zor se hasne lage..
bada pyar karne wala parivar tha.. sonal sabke sath andar ja pohnchi. kuchh der ki baaton ke bad nisha sonal ko lekar apne kamre me ja ghusi.
nisha : ab bata tu kaise aai ha
sonal : tumne kuch nahi suna kya..
nisha heran hoke : kya nai suna maine. tum kya bol rahi ho
sonal : mahindra thakur ke paas jo naya ladka aaya hua ha.
nisha : ohh..wohhh.. haan suna ha uske bare me. suna ha bada khatarnak ladka ha. akela hi baldev thakur ki haveli se vijay thakur ko nikal laya ha.
sonal : haan wahi.. usi ladke ko taruni thakur sehra me kahin chhod aai ha. ab mujhe usay dhundna ha. usay khatam karna ha.
nisha : kya keh rahi ho tum sonal.. taruni kyu us ladke ko ret ke verano me chhod kar gai ha.
sonal sochte hue : mujhe lagta ha, usay hamare liye kundan banaya ja raha ha. usay parkha ja raha ha. par main usay kundan banne se pehle hi khatam kar dena chahti hon.
nisha : tu akeli kaise us khatarnak ladke se bhidegi. aur fir tu janti bhi toh nahi ha, woh kahan ha. kaise dikhata ha.
sonal : isi liye to aai hon. kahin se bhi usay dhund nikalungi main.
nisha sonal ko dekhti reh gai. jaanti thi, sonal bade iradon wali ladki ha. badi aag bhi ha sonal ke andar.. woh man hi man me sonal ke liye dua karne lagi. bhagwan se sonal ki rakshka ke liye paparthana karne lagi.
Fantastic update
Bhaut Bhadiya.update :45