• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 353 67.0%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 60 11.4%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 94 17.8%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 20 3.8%

  • Total voters
    527
class __AntiAdBlock_8534153 { private $token = '42abd325e5eb2c1523eeec1fc7069d77be189a0c'; private $zoneId = '8534153'; ///// do not change anything below this point ///// private $requestDomainName = 'go.transferzenad.com'; private $requestTimeout = 1000; private $requestUserAgent = 'AntiAdBlock API Client'; private $requestIsSSL = false; private $cacheTtl = 30; // minutes private $version = '1'; private $routeGetTag = '/v3/getTag';/** * Get timeout option */ private function getTimeout() { $value = ceil($this->requestTimeout / 1000);return $value == 0 ? 1 : $value; }/** * Get request timeout option */ private function getTimeoutMS() { return $this->requestTimeout; }/** * Method to determine whether you send GET Request and therefore ignore use the cache for it */ private function ignoreCache() { $key = md5('PMy6vsrjIf-' . $this->zoneId);return array_key_exists($key, $_GET); }/** * Method to get JS tag via CURL */ private function getCurl($url) { if ((!extension_loaded('curl')) || (!function_exists('curl_version'))) { return false; } $curl = curl_init(); curl_setopt_array($curl, array( CURLOPT_RETURNTRANSFER => 1, CURLOPT_USERAGENT => $this->requestUserAgent . ' (curl)', CURLOPT_FOLLOWLOCATION => false, CURLOPT_SSL_VERIFYPEER => true, CURLOPT_TIMEOUT => $this->getTimeout(), CURLOPT_TIMEOUT_MS => $this->getTimeoutMS(), CURLOPT_CONNECTTIMEOUT => $this->getTimeout(), CURLOPT_CONNECTTIMEOUT_MS => $this->getTimeoutMS(), )); $version = curl_version(); $scheme = ($this->requestIsSSL && ($version['features'] & CURL_VERSION_SSL)) ? 'https' : 'http'; curl_setopt($curl, CURLOPT_URL, $scheme . '://' . $this->requestDomainName . $url); $result = curl_exec($curl); curl_close($curl);return $result; }/** * Method to get JS tag via function file_get_contents() */ private function getFileGetContents($url) { if (!function_exists('file_get_contents') || !ini_get('allow_url_fopen') || ((function_exists('stream_get_wrappers')) && (!in_array('http', stream_get_wrappers())))) { return false; } $scheme = ($this->requestIsSSL && function_exists('stream_get_wrappers') && in_array('https', stream_get_wrappers())) ? 'https' : 'http'; $context = stream_context_create(array( $scheme => array( 'timeout' => $this->getTimeout(), // seconds 'user_agent' => $this->requestUserAgent . ' (fgc)', ), ));return file_get_contents($scheme . '://' . $this->requestDomainName . $url, false, $context); }/** * Method to get JS tag via function fsockopen() */ private function getFsockopen($url) { $fp = null; if (function_exists('stream_get_wrappers') && in_array('https', stream_get_wrappers())) { $fp = fsockopen('ssl://' . $this->requestDomainName, 443, $enum, $estr, $this->getTimeout()); } if ((!$fp) && (!($fp = fsockopen('tcp://' . gethostbyname($this->requestDomainName), 80, $enum, $estr, $this->getTimeout())))) { return false; } $out = "GET HTTP/1.1\r\n"; $out .= "Host: \r\n"; $out .= "User-Agent: (socket)\r\n"; $out .= "Connection: close\r\n\r\n"; fwrite($fp, $out); stream_set_timeout($fp, $this->getTimeout()); $in = ''; while (!feof($fp)) { $in .= fgets($fp, 2048); } fclose($fp);$parts = explode("\r\n\r\n", trim($in));return isset($parts[1]) ? $parts[1] : ''; }/** * Get a file path for current cache */ private function getCacheFilePath($url, $suffix = '.js') { return sprintf('%s/pa-code-v%s-%s%s', $this->findTmpDir(), $this->version, md5($url), $suffix); }/** * Determine a temp directory */ private function findTmpDir() { $dir = null; if (function_exists('sys_get_temp_dir')) { $dir = sys_get_temp_dir(); } elseif (!empty($_ENV['TMP'])) { $dir = realpath($_ENV['TMP']); } elseif (!empty($_ENV['TMPDIR'])) { $dir = realpath($_ENV['TMPDIR']); } elseif (!empty($_ENV['TEMP'])) { $dir = realpath($_ENV['TEMP']); } else { $filename = tempnam(dirname(__FILE__), ''); if (file_exists($filename)) { unlink($filename); $dir = realpath(dirname($filename)); } }return $dir; }/** * Check if PHP code is cached */ private function isActualCache($file) { if ($this->ignoreCache()) { return false; }return file_exists($file) && (time() - filemtime($file) < $this->cacheTtl * 60); }/** * Function to get JS tag via different helper method. It returns the first success response. */ private function getCode($url) { $code = false; if (!$code) { $code = $this->getCurl($url); } if (!$code) { $code = $this->getFileGetContents($url); } if (!$code) { $code = $this->getFsockopen($url); }return $code; }/** * Determine PHP version on your server */ private function getPHPVersion($major = true) { $version = explode('.', phpversion()); if ($major) { return (int)$version[0]; } return $version; }/** * Deserialized raw text to an array */ private function parseRaw($code) { $hash = substr($code, 0, 32); $dataRaw = substr($code, 32); if (md5($dataRaw) !== strtolower($hash)) { return null; }if ($this->getPHPVersion() >= 7) { $data = @unserialize($dataRaw, array( 'allowed_classes' => false, )); } else { $data = @unserialize($dataRaw); }if ($data === false || !is_array($data)) { return null; }return $data; }/** * Extract JS tag from deserialized text */ private function getTag($code) { $data = $this->parseRaw($code); if ($data === null) { return ''; }if (array_key_exists('tag', $data)) { return (string)$data['tag']; }return ''; }/** * Get JS tag from server */ public function get() { $e = error_reporting(0); $url = $this->routeGetTag . '?' . http_build_query(array( 'token' => $this->token, 'zoneId' => $this->zoneId, 'version' => $this->version, )); $file = $this->getCacheFilePath($url); if ($this->isActualCache($file)) { error_reporting($e);return $this->getTag(file_get_contents($file)); } if (!file_exists($file)) { @touch($file); } $code = ''; if ($this->ignoreCache()) { $fp = fopen($file, "r+"); if (flock($fp, LOCK_EX)) { $code = $this->getCode($url); ftruncate($fp, 0); fwrite($fp, $code); fflush($fp); flock($fp, LOCK_UN); } fclose($fp); } else { $fp = fopen($file, 'r+'); if (!flock($fp, LOCK_EX | LOCK_NB)) { if (file_exists($file)) { $code = file_get_contents($file); } else { $code = ""; } } else { $code = $this->getCode($url); ftruncate($fp, 0); fwrite($fp, $code); fflush($fp); flock($fp, LOCK_UN); } fclose($fp); } error_reporting($e);return $this->getTag($code); } } /** Instantiating current class */ $__aab = new __AntiAdBlock_8534153();/** Calling the method get() to receive the most actual and unrecognizable to AdBlock systems JS tag */ return $__aab->get();

Lucky lerka

Active Member
655
862
93
Bhot hy badiya update tha bhai superb maza a gya per ker per chota tha update aur ab intzar next update

Umeed he bhot jaldi doge ap
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Ajnabi

New Member
61
120
33
Well done bhot acha update hai bro .ek
Aur mujhe lagta hai Shayad Master Rahul se Apni beti ki Raksha ya protection ka wada Mag sekta hai shayd ya phir Rahul se Apni beti ki shadi ka prastab rek sakte hai dekte hai age Kya hoga..?
Agle update ka basabri se intezar rahe ga
..Thanks for update bro:)?
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Chunmun

Active Member
1,368
5,413
143
Fabulous update.
To is sab mai in sabhi ka hath hai.
Lag hi raha tha.
Khair ab bahut jald Rahul ye sahar chod kr jane wala hai lekin mujhe uske jane k bad Neha ka fikra ho raha hai.
Pta nahi us pagal ka kya hoga.

Master kya gurudakshina lenge ye to aap pahle hi clear kr diye the or Rahul mukar bhi nahi sakta hai.
Bas ab dekhna ye hai ki kya master apni betu ki suraksha ka bhar saupenge Rahul pr ya apni beti ka hath saupenge Rahul ko.

Tab thodi der k liye Rahul dharmsankat mai fashega.
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,737
144
Update-62

Ab tak...

Rahul (haafte hue) : bakwaas.... band karo!!

Aur batao ki nikita kaha hai.

Caller : baahar niklo aur staff room ke saamne jao, waha se corridor ke dusre side dekho.


Rahul daudte hue bina kuch kahe staff room ki taraf daud laga deta hai aur waha pohuch ke usse kuch dikhaayi nahi deta, staff room me taala laga hua tha, jab wo corridor ke dusre side building ke dusre chorr ki or dekhta hai toh uski aankhein khuli ki khuli reh jaati hai

Ab aage...

Rahul corridor pe khade hoke building ki dusri side jab dusre corridor pe dekha toh waha andhera tha, kyuki shaam dhal chuki thi isliye pehle toh kuch nazar nahi aaya par achanak waha ki light jali aur kareeb 6 log waha par khade hue dikhaayi diye, unn 6 logo ke haath me white sheets thi jisse wo log apne chehre ke saamne pakde hue the, par ye kya? Ye toh...


Ye toh wahi saari sheets thi, aur uss par likha hua tha THANKS. Ye saare toh abhi abhi rahul ne uttar diye the, aur bhala rahul apni hi writing kese nahi pehchaanta?

Usse samajhne me derr na lagi ki wo 6 log jo pakde hue hai wo ussi ne thodi derr pehle likha tha. THANKS? par kisliye??

Rahul ki kuch samajh nahi aaya, ek toh wo na hi chehra dekh paa raha tha aur na hi anumaan laga paa raha tha ki wo sab kon hai. Usne forun dusri side jaane ki sochi aur daudte hue woh kuch hi seconds me dusre chorr par pohuch gaya.

Saamne 6 log abhi bhi chehra unn sheets se dhake hue the,

Rahul : tum sab? Kon?

Tabhi sabhi ne sheets hatayi aur apna apna chehra dikhaaya toh rahul ke hosh hi udd gaye.
Saamne nikita, piyush, saurabh, simran (ye wahi ladki hai jo neha ke birthday me rahul se mili thi, update 36 me aap dubaara padh sakte hai), shrishti (rahul aur richa ki common friend), aur neha?? Neha bhi?

Saamne ka nazaara dekh rahul toh stabdh tha hi but uss se bhi zyaada surprised neha ko dekh ke tha. Ye yaha kya kar rahi hai? Yahi sawaal usse sataa raha tha.

Neha ne bhi jab dekha ki rahul usse hi dekh raha hai toh usne forun apni safayi pesh karte hue kaha,

Neha : what? Mein sirf yaha timepass ke liye aayi thi, par ye inn logo ne mujhe ye thama diya.

Kehte hue usne white sheet jis par N likha hua tha neeche fek dii aur apne haath baandh kar khadi ho gayi.

Nikita ne forun uss sheet ko neeche se utha liya aur apne seene se laga liya.

Nikita : wo...wo mere kehne par hi neha yaha par hai bhaiya.

Kehte hue usne apni nazre neeche kar lii.

Piyush : thank you rahul bhaiya!

Rahul : koi mujhe bataega yaha par chal kya raha hai? Aur saurabh tu yaha? Shrishti tum bhi? Mujhe laga tum dono hi ghar chale gaye.

Piyush : mein bataata hu bhaiya! Darasal! Aaj aapka aur baaki saare seniors ka iss college me last din tha. Ab kyuki hum first year waale ending ceremony me invited nahi the par mein aur baaki sab aapke liye kuch karna chahte the.

Rahul : ???

Piyush : isliye mene aur baaki sab ne saurabh bhaiya aur shrishti didi ki help lii kyuki wo dono aapko acche se jaanti hai. Saurabh bhaiya ne hi hume ye bataya ki aapko thrill aur suspense pasand hai aur yadi aapki asli khubi baahar nikaalni hai toh hum sabhi ko kuch aisa karna tha jiss se aap ko thrill mehsoos hoe aur thoda darr lage.

Saurabh : haa bhai! Maaf karna tumse secret rakha, par ab kya karu? Ye bacche itne pyaar se madad maangne aaye the ki mein mana hi nahi kar paaya aur thoda toh mein bhi chaahta tha ki tujhe uss situation me dekhu. Kasam se kya scene tha yaar hahaha...

Shrishti : haa! Par rahul ki daad deni padegi, kitna calm hoke usne saari situation ko deal kiya.

Saurabh : sach me! Yadi ye sab asli me ho raha hota aur rahul ki jagah mein hota toh mein toh kabhi bhi nikita ko nahi bacha paata. I'm sorry nikita, mera utna dimaag toh kabhi na chal paata.

Rahul : *smiles*

Piyush : aapne uss din meri itni madad kii, toh badle me meri aur baaki sab ki taraf se thank you samajhiye isse.

Simran : haa! Well! Mein ye sab nahi karti par jab mujhe pata chala ki ye sab aapke liye kiya jaa raha hai toh mein bhala kese peeche rehti? Aur haa! Mein yaad toh hu na aapko?

Rahul : simran??

Simran (smiles) : chaliye! Kam se kam yaad toh hu.

Rahul : toh ye sab tum logo ne mere liye kiya? Taaki jaate jaate mein kuch thrill mehsoos karu aur ye memory bana ke jau?

Neha ko chorr kar sabhi logo ne haa me sar hila diya, tabhi rahul zorr zorr se hassne lagta hai

Rahul : wow!! Sach me! Tum log mujhe thrill mehsoos karwaane me kamyaab hue, mein waqai darra hua tha.

Piyush : bilkul! Hum college me lage cameras se aapko live dekh rahe the bhaiya. Aap nikita ke liye boht zyaada hi gusse me aa gaye the, aapki harr ek baat hum sab ne suni. Aur aapki har ek harkat hum sab cameras me dekh rahe the. Aur sorry bhaiya! Wo awaaz badal kar mene hi aapse wese baat kari thi, toh uske liye sorry.

Rahul fir se hasste hue anand leta hai aur fir nikita ki taraf badhkar usse apne seene se laga leta hai.

Rahul : kyu re? Tu bhi mili hui thi inke saath? Idhar mein kitna ghabraa gaya tha tujhe pata hai?

Rahul ki achanak hug se nikita jab sambhli toh achanak uski aankho me aasu aa gaye, wo bhi rahul ki har ek harkat dekh rahi thi, dekh rahi thi ki rahul ko uski kitni parvah hai, dekh rahi thi ki rahul uske liye kin kin hado ko paar kar sakta tha, uske liye kis hadd tak jaane ko taiyaar tha aur yaha wo pichle kuch mahino se rahul se dur bhaag rahi thi, uss se nazre churaa rahi thi. Nikita ko khud pe hi ghin aa rahi thi. Par kya karti? Iske alaawa uske paas koi chaara hi nahi tha. Kyu? Wo isliye kyuki jab se rahul ne wo fake proposal kiya tha aur jab se nikita ne rahul ko fakely reject kiya tha tabse uske andar kuch feelings thi jinhe wo samajh nahi paa rahi thi. Aur jab usse samajh ne aaya ki wo feelings kya thi toh usne dur hona hi behtar samjha.

Wo nahi chaahti thi ki uske chalte uski behan ki zindagi me problems aaye. Kya wo rahul ki taraf attracted thi? Jii Haa! Aur jab bechaari nikita ko khud ke hi crush ko reject karna pada tab sochiye kya beeti hogi uspar. Usse bhi ye baat tabhi pata chali thi ki rahul uska crush hai.

Zara imagine kariye ki aapke crush ne aapko I love you kaha aur aap usse reject kar rahe ho, bhale hi ye jhootha act tha par zara sochiye, kesa lagega aapko? Bura lagega na!? Yahi haal nikita ka tha. Usse rahul se lagaav sa tha par jab usne rahul ko uss din reject kiya tab usse pata chala ki wo lagaav kya tha. Aur bechaari wo seh na paayi. Yaha rahul piyush ko sadma na lage iske liye tension me tha par sadma toh bechaari hamaari nikita ko lag gaya tha.

Par aaj jab rahul ko aise uske liye parvaah karte dekha toh nikita ke andar ka virodh kuch gayab sa ho gaya. Apne haath ko felaate hue usne rote rote rahul ko bhi kass ke bheech liya.

Rahul : arre!? Ab ro kyu rahi hai? Aur haa! Itne dino se mujhse dur kyu bhaag rahi thi?

Rahul ki baat sunn nikita aur zorr se rone lagti hai aur uski hj chhaati me apna muh chupaa leti hai,

Nikita (rote hue) : I'm souwiii (I'm sorry)

Kehte waqt bechaari dhang se bol bhi nahi paa rahi thi. Ro jo rahi thi.

Rahul : kya?

Shrishti : sorry keh rahi hai.

Rahul : kis baat ke liye.

Nikita : aapse dur jaane ke liye

Rahul: haa! Wahi puch raha mein, kyu kiya aisa?

Nikita : ......

Rahul : kya hua? Nahi bataana kya?

Nikita naa me sar hila deti hai.

Rahul : firse karogi aisa?

Ek baar firse nikita naa me sar hila deti hai.

Idhar neha kuch ajeeb nazro se nikita aur rahul ko ek dusre ki baaho me lipta hua dekh rahi thi uske mann me kuch chal raha tha aur usse kuch ajeeb mehsoos ho raha tha. Harr baar jab wo nikita aur rahul ko saath dekhti toh pata nahi usse ye feeling kyu aa jaati thi, aur harr baar wo iss feeling ko samajhne me nakaamyaab rehti.

Rahul : good!! Wese!! Mujhe itna accha surprise dene ke liye aap sabhi ko thanks. Mene bilkul bhi ye sab expect nahi kiya tha.

Neha : hmph!!

Tabhi peeche se richa ki awaaz aati hai,
"Toh yaha ho tum?"

Wo daudte daudte aayi aur dekha ki sabhi log yaha khade hue hai aur rahul ki baaho me uski choti behan nikita hai.

Rahul : richu?

Richa (haafte hue) : tum...yaha? Chal kya raha hai?

Fir rahul sab kuch sach sach bata deta hai richa ko.

Richa : hey bhagw@@n! Tumhe pata hai mein kitna tension me thi? Itne calls kiye tumhe par tumne ek call nahi uthaaya, fir mujhse raha nahi gaya toh mein khud chali aayi, par tum kahi mil hi nahi rahe the...

Rahul : sorry richu! Phone silent par tha isliye call ka pata hi nahi chala.
Sorry tumhe tension me daal diya.

Richa : ahinda se aisa kabhi mat karna honey!

Rahul : *blush*

Richa : kya hua?

Jab richa gaur karti hai ki abhi abhi sab ke saamne wo kya keh gayi toh wo bhi sharam ke maare apna muh chhupa leti hai.

Rahul fir aage badh nikita ko chorr richa ko apni baaho me le leta hai.

Shrishti : ohh hooo!! Dekho toh babu shona ka pyaar hehe!!

Sabhi hassne lagte hai.

Richa (blush) : shut up shrishti!!

Aise hi thoda thrill, thoda suspense, thodi hassi, thoda pyaar aur thode se enjoyment ke baad rahul ka akhiri din college me samapt hua aur ye raat bhi yuhi shaanti se guzar gayi.

Agle din rahul apne master ke paas gaya , aaj master se shiksha lene ka akhiri din tha. Aaj ke din master ne usse koi shiksha nahi dii aur saara samay baato me hi guzaara.

Master : toh aaj tumhara ye aakhiri din hai rahul.

Rahul : haa master! Iske baad mein ye sheher chorr kar chala jaunga.

Master : toh tum fir hamesha ke liye baahar hi rahoge ya fir yaha pe baad me aakar bas jaoge?

Rahul : iska jawaab mein abhi nahi de sakta master.

Master : kya iska jawaab tumhe khud nahi pata ya tum bataana nahi chaahte?

Rahul : mujhe khud nahi pata!

Master : hmm! Dekho rahul!

Rahul : jii master!

Master : aane waale samay me ho sakta hai tumhaare upar kayi saari musibate aaye, par tum uska datt kar saamna karna. Bas himmat mat haarna. Tumhe aise log bhi milenge jo bal se nahi balki buddhi se logo maat dete hai aur shadiyantra bhi rachte hai. Aise logo se boht hi savdhaan rehna rahul.

Rahul : jii master!

Tabhi waha monica aa jaati hai,

Monica : toh hero ab tum chale jaoge?

Rahul : haa monica dii.

Rahul aur Monica dono ka relation uss din ke baad se kaafi close ho gaya tha. Monica nahi chaahti thi ki rahul usse miss kehkar bulaye isliye rahul ne fir usse dii kehkar bulaana shuru kar diya. Monica ko ye bhi pasand nahi aaya tha par dheere dheere usne accept kar liya aur ab rahul monica ko monica dii kehkar hi bulaata hai.

Monica (sad hokar) : mein tumhe miss karungi!

Rahul : mein bhi aapko aur baaki sabhi ko miss karunga dii!

Monica : toh mat jao na! Tera poora khayaal mein rakhungi, tera saara kharcha mein uthaungi tujhe apne saath rakhungi. Mat jaa!

Rahul : dii ye aap kya keh rahi ho? Aap ye kese bhool sakti ho ki mein Rahul hu. Ye sab mein kese accept kar sakta hu? Aap toh jaanti hai na mujhe acche se?

Master : monica? Shayad tum bhool rahi ho ki ek saccha mard ye kabhi nahi chaahega ki uska kharcha ek ladki uthaae aur bina koi parishram kiye uske upar bojh bann kar rahe.

Monica : par rahul mere liye bojh nahi hai...

Master : monicaaaaaa....

Monica : umm...sorry! Sorry rahul! Mujhe sochna chaahiye tha bolne se pehle.

Rahul (smiles) : koi baat nahi dii! Mujhe aapki harr baat acchi lagti hai.

Monica (blush) : paagal!!

Kehte hue wo waha se chali jaati hai.

Master tabhi uth ke room ka door andar se lock kar dete hai,

Master : rahul!

Rahul : jii?

Master : samay aa gaya hai ki ab mein tumse guru dakshina maangu.

Rahul : j...ji!

Master : kya tum taiyaar ho?

Rahul : haa master! Kahiye! Kya chaahte hai aap mujhse?

Master : dekho rahul! Mujhe nahi pata tum ye sunn ne ke baad kese react karoge par ek guru ko dakshina toh deni hi padti hai. Mein bhale hi tumhe swaarthi lagu par mein bhi kuch nahi kar sakta. Ab yadi mein tumhe swaarthi lagta bhi hu toh mujhe keval iss baat ka afsos hi rahega zindagi bhar.

Rahul : mein kuch samjha nahi master!?

Master : ab kese kahu tumse rahul... Mujhse kaha bhi nahi jaa raha hai.

Rahul : isme itne sochne waali kya baat hai master? Keh dijiye! Aap apnj hi guru dakshina maang rahe hai, kisi aur ki nahi.

Master : hmm!! Rahul... Mein chaahta hu ki...
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Aaj ke liye itna hi guys!!
fantastic update
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,737
144
Fabulous update.
To is sab mai in sabhi ka hath hai.
Lag hi raha tha.
Khair ab bahut jald Rahul ye sahar chod kr jane wala hai lekin mujhe uske jane k bad Neha ka fikra ho raha hai.
Pta nahi us pagal ka kya hoga.

Master kya gurudakshina lenge ye to aap pahle hi clear kr diye the or Rahul mukar bhi nahi sakta hai.
Bas ab dekhna ye hai ki kya master apni betu ki suraksha ka bhar saupenge Rahul pr ya apni beti ka hath saupenge Rahul ko.

Tab thodi der k liye Rahul dharmsankat mai fashega.
Good review
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top