Nice update.....Update - 76
Ab tak...
Nikita : raat ko dii jaane waali hai.
Neha : kya? Aaj? Shit! Mein abhi aati hu tere yaha. Unse milne ke liye.
Nikita : haa yaar! Aa jaana! Dii ki joining hai 4 din baad se toh dad unko lekar Bangalore jaa rahe hai. Unko settle karwaane.
Neha : haa! Mein aati hu bas abhi.
Nikita : okay!
*Call ends*
Ab aage...
Neha roshni ma'am ke ghar se jaldi jaldi unke haath ki banayi noodles khaa ke seedhe nikita ke ghar ki or prasthaan karti hai. Waha pohuchte hi wo dekhti hai ki richa apne bag me samaan set kar rahi hai.
Neha : richa didi?
Richa : neha?? Aa gayi tum?
Neha aage badh ke richa ke gale lagti hai aur wahi sofe par baith jaati hai, nikita aur uske mom dad se baat cheet shuru ho jaati hai,
Aarti (richa aur nikita ki maa) : aur beta? Nisha kesi hai? Thik hai na?
Neha : haa aunty sab badhiya...
Aarti : chalo accha hai. Aur rahul kidhar hai?
Nikita (zorr se) : mom...
Nikita ke zorr se kehte hi aarti ko dhyaan aata hai ki neha aur rahul ki aapas me nahi banti aur usse ye sawaal nahi puchna chaahiye tha neha se par ab kya? Ab toh muh se nikal gaya. Ab usse wapas thodi laaya jaa sakta hai. Par ascharya ki baat ye thi ki neha ne bina koi gussa dikhae normally hi jawaab de diya.
Neha : wo mumbai me hai aunty.
Neha ke iss jawaab se sabhi hairaan the, khaaskar nikita. Wo toh ascharya janik bhaav se neha ko ghoor rahi thi. Neha ne rahul ke baare me normally answer diya? Aisa kese?
Kherr! Nikalne ka samay hua, apno se gale milte hue richa cab me vinod (nikita aur richa ke dad) ke saath baith gayi aur aarti ne rote rote usse vida kiya. Neha bhi thodi derr baithne ke baad nikita ko uske room me le gayi.
Nikita : haa bol ab. Kya baat hai? Ab toh kamre me bhi aa gaye.
Neha : mein Roshni ma'am ke ghar gayi thi.
Nikita : roshni ma'am ke? Wo kyu?
Neha : unse rahul ki college life ke baare me puchne...
Nikita (shocked) : wait!!! Did you?? Did you just called him 'Rahul'??
Neha : .....
Nikita : I can't believe this! Tum toh hamesha unko bastard kehkar bulaati thi na? Ye... Ye sudden change kese? Kya hua? Tumhari aur unki sulaah ho gayi kya? Ya fir teri Tabiyat kbaraab hai?
Neha : noooo wayyyy nikki! Shut up! Don't talk nonsense! Mein bas puchne gayi thi aur mujhe kuch pata chala hai...
Nikita : kya??
Neha : yahi ki uski job wo sanjay sir ne hatwaayi thi aur fir usne sanjay sir ka raaz khola aur sanjay sir ke khilaaf FIR bhi hui... yahi sab...
Nikita : ohh wo baat! Wo toh mujhe pata hai.
Neha (shocked) : kya matlab tumhe pata hai? Tumhe pata tha toh mujhe bataya kyu nahi nikki?
Nikita : yaar! Tu hi toh kehti hai ki mere se kabhi bhi uske baare me baat mat kiya karo toh mein fir kya karu? Mene rahul bhaiya ke baare me baat karna isliye chorr diya hai tere se...
Neha : but... Thik hai fine! I'm going now.
Neha waha se muh latka ke fir wapas apne ghar laut jaati hai
Idhar Train me baithne ke baad jab vinod toilet gaye toh richa ne rahul ko phone kiya,
Rahul : haa richu!!
Richa : kese ho honey?
Rahul : mein thik hu richu par tumhaari yaad lagi rehti hai...
Richa (smiles) : mujhe bhool gaye ho kya?
Rahul : ye kesi baat hui?
Richa : tum mujhe yaad kar rahe ho na? Matlab tum mujhe bhool gaye, tabhi toh yaad kar rahe ho
Rahul (smiles) : pagli... Aisa kabhi ho sakta hai? Tum toh meri ho. Tumhe kese bhool sakta hu mein?
Rahul ke ye kehne se ki richa sirf uski hai pata nahi kyu par richa ke dil ki dhadkan tezz ho gayi, mann praffullit ho utha.
Richa (blush) : of course mein tumhari hu. Accha suno! I'm leaving!! Mein abhi train me hu dad ke saath.
Rahul : ohh!! Then have a safe journey. Waha pohuch ke call karna mujhe. Aur safe rehna okay? Koi bhi problem ho mujhe bina jhijak ke call kar dena okay?
Richa : accha baba theek hai. Ab rakhti hu, dad aa rahe hai. Bye bye, take care... Muuuaaahhhhh
Rahul (smiles) : hmmm...bye!!
*Call ends*
Aise hi samay ka pahiya aage badha aur inn beete hue dino me boht si baatein hui, boht se changes aae sabhi ki life me.
Rahul ne apna business saurabh ke saath milkar start kar diya tha. Uske 4 saal ke banaye hue software me thode boht changes saurabh ne apni taraf se kiye aur ek security software banaya. Saurabh ki madad se wo software khud ki official site pe daala as a trial version. Na keval itna hi par rahul ne khushi ke college ko apna software lene ke liye insist kiya aur college maan bhi gaya. Ab scene kuch aisa tha ki rahul schools, colleges, hospitals harr ek jagah jaha par data ko secure rakhna padta hai system me unko apna security software bechne laga. Dheere dheere uski site par traffic badhne laga aur boht se personal users, athwa choti companies bhi software download karne lagi. Rahul ne ek amount rakh diya paid version ke liye. Aur iss se dono ko kaafi paisa milne laga. Aage ke plan ke liye dono hi taiyaar the par uske liye unko revenue generate karna tha jo ki accha khaasa ho raha tha bas ab wait karna tha thode din.
Idhar 3 months ho chuke the toh rahul khushi ke ghar se wapas se saurabh ke paas aa gaya. Khushi kaafi royi but rahul ne usse promise kiya hua tha ki jab chaahe wo rahul ke paas aa sakti hai aur jab bhi usse rahul ki zaroorat ho toh rahul uske liye aa jaega. Bechaari inn beete hue mahino me rahul ke boht close ho gayi thi aur ab toh rahul usse ek parivaar ke hisse ki tarah lagne laga tha. Rahul uske liye harr ek type ka role play kar raha tha. Rahul usse kitchen me ek maa ki tarah dish banaana, sabziyaa kaatna, serve karna sab kuch sikhaata, ek baap ki tarah usse seekh deta, kab aur kon si cheez kese karni chaahiye, buddhimatta se kese chalna chahiye, pyaar se jab bhi rahul uske sar par haath ferta toh khushi ko ek alag hi feeling milti. Ek bhai ki tarah wo khushi ko protect karta, koi bhi aanch nahi aane deta uspe, aur ek lover ki tarah uska khayaal rakhta uski baatein maanta, aur usse pyaar bhi deta.
Rahul ye sab apne normal character ki wajah se hi karta tha, uska koi maqsad nahi tha ki khushi ko pataana hai. Par khushi ke point of view se rahul uske liye ek complete package tha wo boht protective feel karti jab jab wo rahul ke saath rehti. Kab 3 mahine complete ho gaye aur rahul jab uske saamne jaa raha tha toh wo sabke saamne hi ro padi. Boht samjhaane bujhaane par wo maani. Khushi ek jungli billi ki tarah thi jisse rahul ne poori tarah control kar liya tha aur ab toh jese khushi rahul ke bina reh hi nahi sakti thi ye haal ho gaya tha.
Preeti bhi kaafi close ho gayi thi rahul ke par wo hamesha thoda distance bana ke rakhti thi. Usse pata tha khushi ke andar rahul ke prati koi feelings hai aur wo rahul ke kareeb jaakar khushi ko dukhi nahi karna chaahti thi.
Monica ne rahul ko uski payment 3 months ke hisaab se already de dii thi aur wo wapas se gwalior chali gayi thi. Dono touch me bane hue the.
Neha ki life bhi kuch normal nahi thi. Wo roshni ma'am se samay milne par rahul ke baare me puchti aur fir uske baare me soch vichaar karti but fir wapas se rahul ke gande bol aur vyawhaar ko yaad karke firse gusse se aag baboola ho jaati.
Waade ke anusaar rahul ko 3 mahine ke baad ab ghar laut aa jaana chahiye tha nisha se milne par 2 mahine baad ruchi didi ki shaadi thi isliye ye decide hua ki rahul sabhi se ruchi didi ke ghar par hi milega. Nisha kaafi naraaz hui rahul ke iss decision se but fir baad me maan gayi.
Richa Bangalore settle ho chuki thi aur uska waha sab badhiya chal raha tha. Time to time wo rahul ko call kar uss se baatein karti aur rahul ke mana karne ke baad bhi jaan bujh ke apni payment me se kuch hissa rahul ke account me transfer kar deti.
Tanisha bhi rahul ko kaafi miss kar rahi thi. Apne dincharya se wo kaafi bore hone lagi thi. Nisha se milne wo zaroor jaati rehti aur dono nisha aur tanisha me shaadi ke pehle se hi kaafi tagdi bonding bann chuki thi.
Anshu aur vanshu bhi apni daily life me busy rehne lagi par wo dono bhi rahul ko kaafi miss kar rahi thi. Keval call pe hi baat hoti. Par taniya ne anshu aur vanshu ko bhi with family invite kiya hua tha isliye dono 2 mahine ke baad ka wait kar rahi thi ki kab wo rahul se waha par milengi.
Ye toh tha poora varnan ki 3 mahine baad sabhi ki life me kya kya changes aae. Ab iss se pehle ki hum agle do mahine ke time skip pe chale, aaiye tab tak dekhte hai ki khushi aur preeti ke beech kya vartalaap hua 3 mahine baad.
Khushi : preeti...
Preeti : kya hua khushi? Tu harr baar mujhe bulaati hai aur jab mein puchti hu kya hua toh muh latka ke baith jaati hai aur kuch bolti hi nahi hai...
Khushi : I'm sad...very sad...
Preeti : Rahul chala gaya isliye?
Khushi : I think so...
Preeti : I think so ki bacchi... Seedhe seedhe bol na ki tujhe uske jaane se accha nahi lag raha aur isliye tu sad hai. Baatein kyu ghuma rahi hai?
Khushi : okay okay...! I admit! Preeti...
Preeti : hmmm!?
Khushi (blush) : I think... I think I love him
Preeti (smiles) : I know!!
Khushi (surprised) : tujhe kese pata?
Preeti : yaar! Sab ko pata hai. Already dikhta hai. Teri harqate, teri nazre uski taraf dekhte waqt, tera ravaiyaa uske prati, tere bol chaal sab kuch dikhta hai, aur koi bhi bata dega ki tujhe uss se pyaar hai.
Khushi (blush) : ......
Khushi ekdum se preeti ke gale lag jaati hai aur apne chehra sharm ke maare uske kandho me chhupa leti hai.
Khushi : preeti....
Preeti : hmm!?
Khushi : you love him too right?
Preeti (haklaate hue) : wh..wha..whaatt?? N..noo wayy!! Mein...mein kyu pyaar karne lagi u..usse.??
Khushi : Preeti! Don't fool me! I know! You love him! Jese tu mujhe padh sakti hai wese hi mein bhi tujhe padh sakti hu. And I know... Ki tum mere khaatir uske zyaada paas nahi jaati. Hai na? Bolo... Tumhe meri kasam!
Preeti (kuch derr baad) : hmm!!
Khushi (smiles) : I knew it. Par mein sirf tere saath share kar sakti hu. Sirf tere saath okay?
Preeti : khushi? Tu pagal hai kya? Wo koi toffee nahi hai...
Khushi : wo toffee hi hai hehe!! Ek taraf se mein khaungi aur ek taraf se tum
Preeti (blush) : pagal hai kya? Kya bole jaa rahi ho ye tum?
Khushi (blush) : wtf preeti?? Mera matlab wo nahi tha. Mera matlab choti waali toffee se hi tha.
Preeti : haa! Woh toh dekh hi liya tha humne uss din college ke boys toilet me ki kitne size ki hai wo toffee?
Khushi (blush) : preeetttiiiiii.... Dhattt!!! Besharam kahi ki...
Preeti : waah! Ab mein besharam ho gayi?
Khushi(gale lagte hue) : I love him. You Love him too! Mein sirf teri khaatir usse share kar sakti hu tere saath, because I love you too. Mein nahi chaahti ki tu sad hoye.
Preeti (emotional hote hi) : tujhe mere liye itna karne ki koi zaroorat nahi pagli. Mein toh yahi chahti hu ki tu khush rahe bas aur kuch nahi.
Khushi : Nooo! We will be happy together.
Preeti : hmm!!!
Aise hi 2 mahine beet gaye, rahul aur saurabh ki earning chaalu ho chuki thi aur ab wo aatmnirbhar bann ne lage the par abhi bhi manzil boht dur thi, rahul ne thodi badi companies se contact karne ka soch liya tha, uske liye usse apna software uss level ka karna padega aur saath hi saath aur bhi cheeze laani padengi par unn sab ke liye paisa lagega aur wo hi revenue abhi usse generate karna hai.
Kherr! Wo samay aa hi gaya, ruchi didi ki shaadi ka samay. Rahul ne thode din ke liye gap lene ke liye saurabh ko bhi apne saath rakh liya thoda refreshment ho jaega dono ka. Pichle kuch mahino me boht bhaag daud jo ho gayi thi.
Idhar nisha nikalne ki taiyaari me lagi hui thi.
Nisha : nehaaaa!?? Arre wo snacks waala bag kitchen me hi reh gaya, bahar le aa.
Neha : laayi mom...
Rajesh : sab kuch ready hai na? Cab aane hi waali hai...
Nisha : aap tension mat lo, sab kuch ready hai.
Thodi hi derr me cab aa jaati hai aur sabhi log baith ke ghar lock kar ke station ki taraf nikal padte hai.
Station par pohuchte hi andar hi unhe anshu, vanshu, aur Vineeta, rupesh aur vedant (anshu aur vanshu ke mom dad aur chota bhai) mil gaye. Sabhi invited the toh sabhi ne saath me jaane ka plan kar liya tha.
Rupesh : chote... Sab samaan rakh liya na? Koi cheez bhoole toh nahi ho na?
Rajesh : haa bhaiya! Sab ready hi hai.
Vineeta : aa gayi meri gudiya... Aaja aaja apni tai jii ke paas.
Neha jaake apni tai jii ke gale milti hai, unke charan sparsh karti hai wahi nisha bhi dono Anshu vanshu aur vishal ko gale se lagati hai.
Kuch hi derr baad gapshap me time beet jaata hai aur train aa jaati hai, sabhi samaan andsr rakhwaate hai aur birth dhoondne ke baad samaan rakh kar settle ho jaate hai.
Lucknow tak ka safar tae karna hai, uss hisaab se dono hi ghar ke logo ne khaana peena ready kar rakha tha, nisha ne kachoriya aur pulao banaaya tha toh wahi vineeta ne train ke safar ke hisaab se puri aur aloo ki sabziya taaki bacche bhar pait khaa sake.
Bade log apne me lage hue the toh wahi neha, anshu aur vanshu apne me lagi hui thi, vishal toh mobile me hi game khel raha tha aur yaha inki ladkiyo waali gossip shuru ho chuki thi.
Anshu : college kesa chal raha hai nehu?
Neha : badhiya didi! Sab kuch accha hai.
Anshu : chalo accha hai!!
Vanshu : choti cutie aa raha hai na?
Anshu : haa dii! Phone par toh bataya tha bhai ne ki woh aaenge par unhone date nahi batayi.
Vanshu : ohhh!! Kherr waha pohuch ke toh pata lag hi jaega.
Idhar ye dono apne me lagi hui thi aur kaafi excited thi waha pohuchne ke liye par yaha hamaari neha khidki ke side se baithe hue chalti train se baahar ke raat ke andhere aur chaand ki roshni se ujaagar ho rahe nazaare ko dekh khoyi hui kisi soch me padi thi, kya uska bada bhai aaega? Yadi aaega toh wo kese face kare usse? Kya kych badla hoga uske baare me itne mahino me? Kya wo ab bhi wesa hi hai? Yadi haa toh sabke muh se uski tareef kyu sunn ne ko milti hai? Rahul ki asli pehchaan kya hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
Next update se boht saara drama, romance, emotional scenes, sex scenes dekhne ko milenge aapko. Action pehle hi dikha diya hai mene toh aane waale iss arc me action kam rahega, boht kam but romance, hot scenes boht milenge, emotional scenes bhi dekhne ko milenge.
Tab tak ke liye... Dhanyawad!
Yea I'll love to see khushi reactions when she will get to know about Rahul's GFS and all.. Baki Neha and Rahul ka part mujhe bahut pasand hai.. Nice update Waiting for next oneUpdate - 76