ABHISHEK TRIPATHI
Well-Known Member
- 6,404
- 28,418
- 218
Nice updateUpdate - 77
Mega update
Ab tak...
Idhar ye dono apne me lagi hui thi aur kaafi excited thi waha pohuchne ke liye par yaha hamaari neha khidki ke side se baithe hue chalti train se baahar ke raat ke andhere aur chaand ki roshni se ujaagar ho rahe nazaare ko dekh khoyi hui kisi soch me padi thi, kya uska bada bhai aaega? Yadi aaega toh wo kese face kare usse? Kya kych badla hoga uske baare me itne mahino me? Kya wo ab bhi wesa hi hai? Yadi haa toh sabke muh se uski tareef kyu sunn ne ko milti hai? Rahul ki asli pehchaan kya hai?
Ab aage...
Kuch meelo ki duri tae karne ke baad akhir kaar train Lucknow pohuchi, neha samet baaki sabhi ne apna apna samaan carry karke station se bahar nikal taxi dhundna shuru kiya, aur 2 taxi milte hi sabhi usme baith ke taniya ke ghar ki or prashtaan kar diye.
Ab iss se pehle ki ye sabhi taniya ke ghar pohuche, aap logo ko taniya ke ghar ke members se introduce karwaana zaroori hai.
Introduction
Dr. Mukesh Mishra (Age - 57) : jii haa! Sahi padha aapne. Ye peshe se doctor hai, ek boht hi jaane maane doctor apne sheher ke. Sheher ke mashoor hospital me kaam karte hai, paise se kaafi sampann hai. Ye nisha ke bade bhai hai yaani ki rahul aur neha ke mama jii. Inhone hi rahul ko tanisha ki doctory ki padhai ke liye paise diye the aur tanisha ki padhayi poori karwaayi thi. Sajjan purush hai, koi paiso ka ghamand nahi, aur apne baccho se boht prem karte hai.
Lalita mishra (age - 53) : mukesh jii ki patni. Sundar toh hai hi ye, kyuki pehle se hi beauty parlour ke kaam me maahir hai. Khud ka parlour bhi khola hua hai, par naukar hi chalaate hai parlour, khud thoda kam jaati hai. Par make-up se lekar harr ek cheez aati hai inse. Baccho se atyadhik prem karti hai. Sabhi ke saath namr vyavhaar rakhti hai.
Ruchi mishra (age - 27) : mukesh aur lalita ki badi beti. Paas ke hi college me professor hai. Dikhne me behad khubsoorat, normal figure, gora rang, lambe baal, maa aur baap dono pe gayi hai ye. Inka vyavhaar kabhi sakht toh kabhi narm rehta hai. Dil ki boht acchi hai aur apne logo se behad pyaar karti hai. Inki hi shaadi ki taiyaari ho rahi hai ghar me.
Taniya mishra (age - 22) : mukesh aur lalita ki choti beti. Behad khubsoorat, slim figure, ubhre hue bade boobs, kaatilaana aankhein, gulaabi honth. Kul milaake ye poori bombshell hai. Isko dekhne ke baad ek ajeeb sa nasha aata hai, jese bilkul apne paas bula rahi hai. Thodi ziddi hai, dosto ke liye dost aur dushmano ke liye kattar dushman hai. Mannchaahi harqate karti hai. Baato me bhi boht aage hai, ekdum muh-fatt hai. Par andar se boht hi sensitive aur utni hi narm hai. Bura jaldi maanti hai, hurt jaldi hoti hai. Par dil ki boht acchi hai. Isko toh aap sabhi jaante hi hai acche se ab aur kya bataana.
Ghar me ek aur member hai aur wo hai inka ek chota bhai jo abhi daswi class me hai, uska kahaani me koi role nahi hai isliye usko include nahi kiya gaya hai. Toh ab chalte hai wapas se kahani ki taraf...
Taxi apni normal raftaar se guzar rahi thi aur neha samet baaki sabhi lucknow sheher ki buildings, market aadi me sabhi ki nazre vyast ho gayi. Kahi koi bada sa mall dikhta toh kahi park toh kahi fly-overs, toh kahi jaana maana hamaare bhaarat ka traffic. Taxi kab bataye hue address par pohuch gayi, kisi ko samay ka pata hi nahi chala, sab naye sheher ke nazaare me itna khoe hue jo the siwae neha ke.
Neha aur uska parivar toh pehle aa hi chuka tha iss sheher kayi baar par ab wo bhi kayi saalo baad yaha aae hai isliye boht kuch badal chuka tha. Par anshu vanshu aur unke parivaar ke liye ye sab kuch naya tha. Pehli baar lucknow sheher me jo kadam rakha tha. Dono hi badi utsukta se baahar ke nazaare ko dekh rahi thi.
Taxi ruki aur sabhi ko utarna pada, paise dene ke baad taxi chali gayi aur sabhi samaan uthaate hue aage badhe, abhi iss waqt wo kisi society me the aur rajesh, nisha, neha aage badhte hue ek ghar ki or prashtaan kiye toh unhe dekh baaki sab bhi peeche peeche chal diye.
Ek ghar tha, ghar nahi bungalow kehna sahi rahega kyuki ghar ke hisaab se wo kaafi bada tha, ek ground floor, ek first floor, ek second floor aur fir terrace. Ghar saja hua tha par Baahar ka gate khula hua tha aur kuch log dikhayi de rahe the, rajesh aage badhe aur tabhi sabhi ke kaano me ek awaaz padi...
"Arre!! Aaiye aaiye... Kesi ho nisha!??? Kese ho aap??"
Kehte hue mukesh aage aae aur nisha ko gale se laga ke nisha aur rajesh se sawaal kiya.
Nisha : bas theek hai bhaiya! Taiyaari toh boht zor shor se chal rahi hai haa?
Mukesh : ab bitiya ki shaadi hai, koi kami kese hone de sakte hai? Aaiye aap sabhi... Pehle acche se fresh ho lijiye, samaan mein rakhwae deta hu.
Rajesh : thik...
Rajesh ne fir mukesh ko apne bhaiya se aur unki family se bhi introduce karaaya, saara introduction ke baad sabhi first floor par chale gaye, aur waha pe hi apne bags sabhi ne rakh diye. Ghar me pehle se already kayi aur log bhi ruke hue the jo mukesh ke aur bhi relatives rahe honge. Toh kul milaake neha aur baaki sabhi ke liye boht se unknown log bhi the jo ghar me ruke hue the aur boht se known log bhi the, jinse nisha aur baaki sabhi ne baat cheet ki shuruaat kari.
Gaddo ka intezaam kiya gaya tha sone ke liye, kyuki ghar me kayi log the, aur sabhi ko single bed pe sulaana toh ho nahi paata. Isliye gaddo ka intezaam kiya gaya tha. Fresh ho jaane ke baad nisha aur rajesh sahet vineeta aur rupesh baat cheet me lag gaye. Ab reh gaye toh keval neha aur anshu vanshu.
Vanshu : choti, rahul dikhayi nahi de raha!?
Anshu : I don't know dii! Maybe wo shaadi waale din hi aae!?
Vanshu : call karke puch na kaha hai
Anshu : mene kiya tha abhi thodi derr pehle hi dii, but unhone call pick nahi kiya, ho sakta hai kahi busy ho?
Vanshu : ye cutie bhi na, bataana chahiye na isko ki kab aa raha hai, aa bhi raha hai ya nahi?
Anshu : it's okay dii! Aa jaenge wo.
Kuch hi derr baad taniya ghar me aati hai aur neha aur baaki sabhi ko dekh khushi se jhoom uthti hai aur daudte hue unse gale milti hai,
Taniya : kese ho aap sab?
Anshu : hum sab badhiya hai dii, aap batao kesi ho? Ghar toh aapka boht bada hai aur kaafi sundar bhi.
Taniya : thanks! Mein bhi acchi hu.
Vanshu : wese tum thi kaha? Hume yaha aae hue 1 ghanta ho chuka hai
Taniya : bas thoda zaroori samaan lene gayi thi kaam toh karwaana hi padega, shaadi waale ghar me yahi laga rehta hai...
Sabhi se mil jul lene ke baad jaha sabhi baato me abhi bhi busy rehte hai wahi neha balcony me jaakar khadi ho jaati hai aur neeche dekhte hue kisi khayaalo me kho jaati hai, hosh toh usse jab aata hai jab usse peeche se ekdum se taniya ki awaaz padti hai,
Taniya : neha?? Kya hua? Yaha kya kar rahi ho?
Neha : huh??! Nahi... Wo... Wo mein aise hi bas dekh rahi thi balcony...
Taniya : kuch toh baat zaroor hai. Sabhi log andar mauj masti kar rahe hai aur tum yaha par khadi ho akele?
Neha : nahi dii... Mein toh bas aise hi...
Taniya : rahul se related kuch baat hai kya?
Neha : *silent*
Taniya : I knew it!! Dekho neha! Be happy okay? Yaha aayi ho, toh kam se kam apne liye moments create karo, sabhi se milo julo, baatein karo, naye dost banao, tumhe accha lagega. Aise rahogi toh tumhaare aas paas ke log bhi affect hoenge aur unhe bhi accha nahi lagega.
Neha : hmmm! Dii!! Thanks! Aage se aisa nahi hoga.
Taniya (smiles) : meri help ki zaroorat ho toh bina jhijak ke aa jaana mere paas.
Kehte hue wo chali jaati hai aur neha bhi andar aakar sabhi ke saath ghulne milne ki koshish karne lagti hai.
Engagement pehle hi ho chuki thi toh ab bas baaki rasme baaki thi. Aaj ki rasm mehendi ki rasm thi, shaam hone ka sabhi intezaar kar rahe the. Shaam hote hi mehendi ki rasm shuru hui,
Ladkiya ek dusre ko sundar sundar mehendi lagaane me busy ho gayi.
Anshu, vanshu aur neha ko bhi waha pe aayi hu dur ki relatives me se koi unhe mehendi lagaane lagi. Ruchi didi ke haatho athwa perro me bhi mehendi lagaana shuru kar diya.
Shaam ke mahaul me naachna gaana bhi hua, jaha traditional songs se lekar kuch bollywood songs bhi gaaye gaye aur mahilaaye avum ladkiya bhi thirakti hui mauj masti ka Anand uthaane lagi.
Hamaari sabhi ladkiyo ne bhi mehendi lagwaayi aur khoob enjoy kiya aur aise hi ye din samapt ho gaya.
Agle din sangeet karyakram rakha gaya, ye toh bana hi mahilaao ke liye hai toh bhala hamaari mahilaae aur ladkiya kaha peeche rehne waali thi? Sab ne apni apni choreography stage par thirakte hue dikhayi, enjoyment hua sabhi ne khoob enjoy kiya. Neha bhi ab thoda thoda khulne lagi thi aur ab sabhi cheezo ko enjoy kar rahi thi.
Nisha iss baat se kaafi khush thi ki akhir neha enjoy kar rahi hai. Par usse abhi ek chinta thi aur wo thi ki rahul kaha hai? Abhi tak jo nahi aaya tha... Forun call lagaana hi behtar samjha nisha ne.
Nisha : hello?
Rahul : haa mom!
Nisha : haa mom ke bacche!? Kidhar hai tu? Sabko tension me daalke kaha ghum raha hai?
Rahul (mann me) : arre baap re!! Mom kaafi gusse me lag rahi hai...
Rahul : pyaari mom! Mein shaadi waale din hi aaunga! Aapko aapki nazro ke saamne dikh jaunga okay!?
Nisha (muh banaate hue) : hmph!! Ghar ki shadi me bhi do din pehle nahi aa sakta!?
Rahul : busy tha mom! But don't worry! Mein shadi waale din subah hi pohuch jaunga.
Nisha : accha theek hai! Apna khayaala rakhna betu! Dhyaan se safar karna.
Rahul : jii mom! Aur waha kya chal raha hai?
Nisha : bas abhi sangeet ka karyakram khatam hua hai, sabhi thake haare baithe hai. Sone hi jaane waale hai sab.
Rahul : ohh! Chalo badhiya hai. Aap sab sahi se ho na?
Nisha : haa betu! Hum sab badhiya hai. Tere tau ji aur baaki sab bhi hamaare saath aaye hue hai.
Rahul : ohhh! Theek hai mom! Ab mein rakhta hu, aap bhi araam kijiye. Shaadi waale din subah milta hu.
Nisha : hmm! Bye betu! Khayaal rakhna!!
*Call ends*
Agle din tilak rasm thi jisme ghar ke purush avum ladke log ladke waalo ke ghar gaye aur unka tilak kiya aur ye din bhi aise hi guzar gaya. Agle din shaadi thi, aur subah haldi ki rasm hone waali thi.
Subah hote hi ghar me chehel pehel ki awaaz aur logo ki baato ki awaazo se neha aur anshu vanshu ki neend khul gayi. Abhi subah ke 7:30 hue the par abhi se hi ghar me chehel pehel bani hui thi. Shaadi ka ghar aisa hi hota hai bhai sahab.
Aankhein meeste hue anshu vanshu fresh hone gayi aur bahar aake naashta karne baithi hi thi ki baahar kuch shor sa hua toh dono uth ke baahar gayi aur dono ki khushi ka koi thikaana hi nahi tha jab unhone dekha ki saamne rahul hai.
Saurabh ke saath rahul taxi se baahar aaya aur taxi waale ko paise diya, aage badhte hi usse darwaaze ke saamne anshu vanshu dikhaayi de gayi, jo ekdum se daudte hue uske paas aayi aur uss se zorr se koodate hue lipat gayi.
Vanshu (pyaar se seene me mukka maarte hue) : kidhar tha tu cutie? Kab se tera intezaar kar rahi thi mein...
Anshu : keval aap nahi dii! Hum sab bhai ka intezaar kar rahe the.
Rahul (smiles) : kesi ho aap sab?
Anshu : bas aapke intezaar me pagal ho rahe the bhai! Ab chaliye andar, sab boht khush ho jaenge aapko dekhne ke baad.
Saurabh : umm!! Ye sab kon??
Rahul : ohh haa! Ye meri behne hai. Vanshu dii aur ye anshu. Aur ye saurabh hai vanshu dii mera accha friend.
Anshu : hello!
Vanshu : hii!!
Saurabh : hello...hello!!
Jese hi rahul andar aata hai toh jo jo log so ke uth chuke the unki nazre seedhe rahul par jaati hai. Abhi keval kuch log hi uthe the, baaki boht se log so rahe the abhi bhi. Kal ke sangeet karyakram ki thakaan jo bachi hui thi.
Neha washroom me thi toh usse abhi bahar kya ho raha hai kuch nahi pata tha.
Andar se mukesh jaise hi nikalte hai rahul ko dekh surprise hote hai aur fir ekdum khush hote hue apne gale se laga lete hai...
Mukesh : aa gaye tum!!? Kaha reh gaye the bhai itne dino tak? Behan ki shaadi me itna late aaoge?
Mukesh ka ravaiyaa rahul ke prati shuru se hi aisa raha hai, wo rahul ko apne dost jesa maante hai. Yahi wajah thi ki inki itni acchi bonding ke kaaran hi mukesh ne rahul ko tanisha ke liye paise diye athwa usse padhaaya bhi.
Rahul : Mama jii! Mein chaah raha tha jitna jaldi ho sake utna jaldi aau par aa hi nahi saka. Kaam me laga hua tha, aur free hote hi yaha aaya hu. Aap kese hai?
Mukesh : sab badhiya hai beta! Tum sabse pehle fatafat se naha dho lo fresh ho lo, aur naashta kar lo. Ye samaan mein rakhwae deta hu.
Mukesh naukaro ko bolke rahul aur saurabh ka samaan upar rakhwaate hai, anshu vanshu naashta lekar ek jagah baith jaati hai. Saurabh ko lekar rahul upar jese hi pohuchta hai toh ek kamre ka darwaaza khulta hai aur andar se nisha aa rahi hoti hai, jese hi wo rahul ko dekhti hai toh uske perr wahi jamm jaate hai kuch seconds ke liye toh. Aankho me Halke halke aasuo ko lekar wo forun daudte hue rahul ko apne gale se laga leti hai.
Rahul : mom!!!
Nisha : betu... Kesa hai tu? Kidhar tha? Khaana peena sahi se khaa raha hai ya nahi? Dekho toh kitna dubla ho gaya hai!?
Kehte hue nisha rahul ke poore muh par chumbano ki barsaat kar deti hai, 5 mahine baad jo dekh rahi thi apne bete ko. Harr maa ka dil ek jaisa hi hota hai. Rahul kitna bhi mota kyu na ho jae par kyuki wo apni maa ki nazro se dur tha toh maa ko laga ki dubla ho gaya hai. Yahi toh hai pyaar.
Saurabh bhi maa bete ke milan ko dekh kar usse apni mom ki yaad aa gayi aur usne samajhdaari dikhaate hue dono ko kuch keh ke disturb nahi kiya. Jab dono maa bete ka milaap ho gaya toh saurabh ne bhi aage badhkar nisha ke perr chhue aur fir nisha ne dono ko fresh hone ke baad neeche aa jaane ko kaha.
Saurabh : bhai pehle tu hole fresh! Mein jabtak baith ke phone chala raha thodi derr! Washrooms toh boht dikh rahe hai mujhe but iss floor pe do hi washroom hai aur dono me koi already pehle se ghusa hua hai. Toh mein toh thodi derr se hi hounga fresh.
Rahul : well! Jesa tujhe sahi lage. Par dhyaan rahe zyaada late nahi karna.
Saurabh : okayyyy! Boss!!!
Abhi rahul washroom ki taraf jaane hi waala hota hai ki usse peeche se lalita ki awaaz padti hai...
Lalita : aa gaya mera baccha!? Kaha tha tu itne din?
Kehte hue wo rahul ko apne seene se laga leti hai,
Rahul : mami jii! Kesi ho aap?
Lalita : chal chal! Ab baat mat ghuma! Kidhar tha tu? Apni ruchi didi se bas itna hi pyaar hai? Do din pehle bhi nahi aa saka tu uski shaadi me haa? Bol!?
Rahul : ab aapse toh mein jeet nahi sakta. Isliye kaan pakad ke maafi maangta hu aapse! Maaf kar dijiye mami jii!
Idhar ye dono baat kar rahe the aur achanak hi wahi par washroom ka door khula aur neha baahar se nikli, uska chehra geela tha, halka halka paani baalo par bhi laga hua tha, usne jese hi washroom ka gate band kar ke palat kar dekha toh uski aankhein hi chaudi ho gayi.
Saamne rahul mami se baat karte hue khada tha. Rahul ne abhi neha ko nahi dekha tha par neha toh aankhein phaade apne saamne usse dekh rahi thi. Na jaane kitne vichaar uske mann me turant umadne lage. Bina kuch kahe, bina kuch harqat kiye wo bas murti ki tarah khade hokar rahul ko dekhe jaa rahi thi. Aankhein ekdum feli hui thi
Ab jab wo dhyaan se dekh rahi thi toh usne gaur kiya ki rahul pehle se bhi kaafi handsome ho gaya tha, ye koi aur nahi uska saga bhai tha. Usse samajh nahi aa raha tha ki wo kese react kare. Neha khud ko itne dino se prepare kar rahi thi ki wo khud kese react karegi ye sab saamne aane par. Par shayad wo prepared nahi thi. Rahul ke chehre par ek smile thi, wo smile jo ghar me bilkul bhi dekhne ko nahi milti thi neha ko.
Wo dekh rahi thi ki kese uska bhai aur bhi Charming, aur smart dikhne laga hai. Jese hi lalita wapas gayi aur rahul ne palat kar dekha toh wo bhi chaunk gaya saamne neha ko dekh kar.
Uske saamne wahi behan khadi hui thi jo sansaar me usse sabse zyaada nafrat karti hai, uski sagi behan neha. Pehle se kaafi khubsoorat ho chuki thi, lambe baal, abhi bhi pehle ki tarah gulaabi gaal aur honth, chanchal aankhein, chehra aur thode baal abhi geele hone ke kaaran aur bhi khubsoorat lag rahi thi.
Dono rahul aur neha ek dusre ko aankhein faade ghure jaa rahe the, dono ke beech koi baat nahi hui thi inn 5 mahino me. Neha ko baar baar wo drashya yaad aane laga jab monica ne uski collor pakad ke bataya tha ki rahul ne hi usse bachaaya hai. Aur aaj wahi rahul uski nazro ke saamne tha. Wahi rahul jiske baare me abhi kuch din pehle hi roshni ma'am ne bataya tha ki sanjay sir ke kaaran uski job hati thi aur neha ne mazaak udaaya tha. Aaj wahi rahul uske saamne tha.
Par ye baat bhi nahi jhutlayi jaa sakti ki ye wahi rahul hai jo apni behan se nafrat karta hai, usse maarna chaahta hai aur na jaane kya kya kar chuka hai neha ke saath. Neha ke mann me ye dono taraf ke pehlu dhyaan me the. Aur shayad isliye wo samajh nahi paa rahi thi ki kese react kare.
Aage kadam badhaate hue rahul neha ki taraf aage badhta hai, toh neha ki dhadkan tezz ho jaati hai, uske saas lene se uske uroz upar neeche hone lagte hai.
Jab edkum bagal me rahul aake khada ho jaata hai toh neha ki toh jese haalat hi kharaab ho jaati hai, aisa nahi tha ki wo boht darr gayi thi, ye kuch alag hi feeling thi. Uske ubhaar upar neeche badi hi tezi se ho rahe the, saasein ekdum tezz. Rahul ne aage badhte hue uske kaan me kaha...
"Kaisi ho??"
Awaaz me naa zyaada excitement tha, na hi koi gussa, na hi koi khushi, na hi koi gam par uss ek sawaal se neha ki rooh kaamp gayi, rahul ke shareer ki mehak, aur uski garam saas aur wahi puraani awaaz jab neha ke kaan me padi toh uske rongte khade ho gaye, badan poora sihar utha. Saare chehre ka paani udd chuka tha. Gehri saas lete hue usne khud ko control kiya aur daudte hue waha se ekdum se bhaag ke chali gayi.
Rahul ne bhi gehri saas lete hue khud ke chehre pe apna haath de maara...
Rahul (mann me) : kyu kiya mene ye? I shouldn't have done that... Restrain rahul! Restrain yourself!
Sochte hue wo washroom me chala gaya...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
Dhanyawad!!
great updateUpdate - 77

Kya likha hey bhai ekdum jabardast.
wow super fantastic fabulous update......?
keep posting........?
Waiting for next.........?
Nic update
Nice update bro keep updating the contents
Thank you guys!!Awesome update bro