• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 353 67.0%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 60 11.4%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 94 17.8%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 20 3.8%

  • Total voters
    527

Tony stark

Active Member
963
4,461
123
Update - 36

Ab tak...

Rahul (khush hote hue) : thank you so much anshu...

Aur rahul usse kass ke hug kar leta hai
Bechaari anshu ko jaha ek taraf khushi thi rahul ke hug karne se toh wahi dusri taraf wo sharma bhi rahi thi, na jaane mann me kya soch rahi thi iss waqt?


Ab aage...

Toh woh din aa hi gaya. Aaj ek khaas din tha. Subah subah neha ki neend khulti hai toh paati hai anshika uske bagal se abhi bhi besudh sii so rahi thi. Kal raat me usne neha ko 12 bajte hi wish kar diya tha. Aur shayad raat me derr tak jaag rahe the dono. Abhi ghadi me 7 baja hua tha. Par aaj neha apna din yaadgaar banaana chaahti thi isliye jaldi uth gayi taaki zyaada se zyaada apna din enjoy kar sake.

Neha fresh up hoke seedhe neeche ki or chal deti hai jaha uski mom naha dho ke nikli thi. Nisha shuru se hi subah jaldi uth ke snaan karti thi aur pooja kar ke hi wo fir naashta taiyaar karti thi. Ek sanskaari ardhaangini jo thi. Wo baat alag hai ki apne hi bete se mohabbato ke panne kholne me lagi hui thi par uske alaawa wo ye sab nahi bhuli thi ki woh ek shadi shuda aurat hai aur uska bhi koi kartavya hai jo usse nibhaana hai

Nisha neha ko neeche aate dekh usse gale laga leti hai...

Nisha : happy birthday meri bacchi !!

Neha kuch nahi bolti hai.
Toh nisha usse apne se alag kar,
"Betaa!! Ab tak naraaz hai mujh se? Yadi naraaz hai toh mein maafi maangti hu, mujhe haath nahi uthaana chahiye tha. Mujhe maaf kar de beta. Par aaj ke din naraaz mat reh. Aaj tera din hai. Mein nahi chaahti ki tu udaas rahe"

Neha ka bhi dil paseej jaata hai, akhir nisha uski maa jo thi. Nisha ko gale lagakar neha ki bhi ankhein nam ho jaati hai,
"Mom! It's okay! Aap nahi maarogi toh kon maarega? Maa baap ka toh haq hai apne baccho par. Aur mene bhi aapko kitna bura kaha tha. I'm sorry!! I love you mom!"

"Meri bacchii mmmuuaahhh", kehte hue nisha neha ka maatha pyaar se choom leti jai.



Nisha : accha sunn! Tere papa ne hotel xxxxxxxx me party rakhi hai. Tu apne friends jinko invite karna hai kar de. Family waalo ko mein bol dungi. Time 8 baje ka bolna.

Neha (khushi se) : what? WOWWWW!! I love you mom, I love dad! I love both of you sooooo much. Thank you! Thank you!!!

Nisha : arre arre!! Chal bas ab chorr bhi... Mujhe naashta banaane jaane hai baba.

Aur neha nisha ko chorr fir baahar morning walk pe nikal jaati hai. par nisha jyo ki tyo wahi khade khade abhi abhi jo hua uske baare me soch rahi thi
Kitni khush thi aaj uski beti. Bohut dino baad aaj usse aise cheh chahaate hue dekha toh kitna accha laga. I love you mom aur I love you dad toh bol diya neha ne par kya I love you bhaiya bol paati!? Shayad kabhi nahi!? Beti ko khush dekh nisha ki aankho me paani aa jaata hai.

Aur nisha forun upar jaake rahul ka darwaza knock karne lagti hai toh vanshu uth ke darwaaza kholti hai jo abhi bhi shayad halki neend me thi.

Vanshu (halki neend me) : kya.. kya hua chaachiii?? *Yawn*

Nisha : uth jao beta, aaj neha ka b'day hai aur rahul ko bhi utha do, fresh hoke aao mein naashta bana deti hu tab tak.

Vanshu : arre haa!! Mein abhi usse uthaati hu chachi.

Fir din bhar ka time aise hi normally beeta, neha ne apne khaas friends ko invite kiya party me sammalit hone ke liye, vanshu aur anshu party me kya pehne yahi decide karti rahi. Nisha ne family se logo ko invite kar diya. Rajesh bhi aaj jaldi shaam ko aa gaye

Abhi kareeb 7 baja tha aur sabhi log taiyaar hone me busy the. Teeno ladkiya neha ke room me sajne sawarne me lagi hui thi. Aaj neha ne ek one piece silver dress pehna hua tha jo ke laceless tha aur uske poore nange gore gore kandhe dikhayi de rahe the. Aur wo dress neeche sirf uski jaangh tak hi tha.



Vanshu ne ek red dress pehna hua tha jo ki long frock ki tarah tha aur patli si do lace bas thi kandho par.



Anshika ne ek crop top aur saath me trousers pehna hua tha.
Kul milaake sabhi bomb lag rahi thi.



vanshu : haaye meri behan!! Kitni sexy lag rahi hai, aaj toh sab ghaayal ho jaenge tera ye roop dekh ke

Neha (sharmaate hue) : kya dii!! Aap log zyada sundar lag rahe ho... Mein kaha

Anshu : nahi nehu! Dii sach keh rahi hai. Aaj tum bohut hi sexy lag rahi ho. Aaj ladke tumko hi taadenge hehe

Idhar rahul apne kamre me ready ho raha tha. Abhi mann me uthal puthal machi hui thi ki kya hone waala hai? Kya hoega aage? Kahi kuch gadbad toh nahi hoegi?

Rahul ne Ek white shirt pehna aur saath me ek blazer aur uski matching ka trouser. Aaj bohut hi handsome lag raha tha apna hero. Bilkul sach much ka hero



Abhi teeno ladkiya neha ke room se baahar nikli hi thi ki rahul apne kamre se baahar aaya.

Aur sabki nazre bas ek dusre ko dekhne me vyast ho gayi. Rahul neha ko iss roop me dekh ke kuch second tak jamm saa gaya toh wahi neha bhi 2 -3 second tak rahul ko dekhti rahi. Dono kya soch rahe the iss waqt mann me wo dono hi jaante the Aur iss chote se pal me na jaane kitni ankahi baatein reh gayi.

Rahul ne awkwardly darwaza band kiya aur neeche chal diya.
Teeno ladkiya bhi baad me uske peeche neeche ki or chal dii.

Neeche rajesh aur nisha taiyaar hi baithe the aur rajesh toh call me vyast tha, hotel ke manager se saare arrangements confirm kar raha tha.

Nisha ne fir ishaara kiya aur rajesh ne call kaata aur apni beti ke paas aae
"Meri bacchi! Wish you a very very happy birthday"

Neha thank you bol perr chune ke liye aage badhi toh rajesh ne forun usse apne gale se laga liya.

Rajesh : aur ye kya? Itne chote kapde?

Neha (sharmaate hue) : daaadddd!! Aap aur mom ne hi toh ye mujhe diya hai.

Rajesh : hahahaha!! Mein toh mazaak kar raha tha meri bacchi. Family functions me tum ye sab pehn sakti ho, aur mujhe pata hai tum ladkiyo ko bada pasand hai aise kapde pehn na, par haa ye sab pehn ke akele mat nikalna, khaaskar ki raat me. Ye ek pita ki taraf se apni beti ke liye raae hai. Kyuki tumhe bhi pata hai beta...

Neha (rahul ki taraf dekhte hue) : I know dad!! Kuch log duniya me bohut kharaab hote hai.

Nisha ne iss baar firse gaur kar liya tha ki neha ne kya kiya abhi abhi par usne iss baar kuch nahi bola. Bas chintit nazro se rahul ko dekh rahi thi jo ki shaant khada hua tha.

Rajesh : correct!! Meri taraf se koi manaahi nahi hai bacchi. Bas sambhal kar pehna karo ye sab. Aur haa abhi tumhaara main surprise toh baaki hai.

Neha : kya? Ab aur kya surprise baaki hai?

Tabhi nisha peeche se aati hai aur neha ki aankho par apni hatheliya rakh deti hai aur usse baahar le jaane lagti hai.
Baaki sab bhi saath me chal dete hai.

Aur fir baahar aake nisha uski aankho se apne haath hata leti hai...

Neha : whaaaaaaattttttt??? Omg!!!
Ye... Ye...

Rajesh : tumhe pasand aayi?

Neha (gale lagte hue) : bohut!! I love you mom...dad...

Saamne ek bohut hi pyaari sii scooty thi. Neha ke paas shuru se hi scooty nahi thi. Roz roz nikita ke saath peeche baith ke college jaaya karti thi aaj usse khud ke liye ek scooty bhi mil gayi. Aaj waqai neha bohut khush thi. Ye uska ab tak ka best b'day tha shayad

Fir sabhi log car me baith gaye. Rajesh driver seat par, nisha saamne Rajesh ke bagal waali seat par aur baaki teeno ladkiya peeche ki or baith gayi.

Rahul : dad! Aap sabhi log pohuchiye mein bike se aata hu.

Nisha : betu!! Ye kya bol rahe ho, peeche 4 log bann jaenge, tu andar aa, aise alag alag nahi jaenge hum

Rajesh : haa beta! Peeche 4 log bann jaate hai, tum baitho.

Darasal gate ki taraf neha baithi hui thi. Aur rahul yadi baithta toh neha pakka uth jaati aur dusri side jaake baith jaati. Aur fir mahaul awkward ho jaata. Par rahul bhi dusri side nahi baithna chaahta tha. Rahul ne bhi aaj kuch soch liya tha.

Rahul : dad! Please!!! Aap jaiye! Mein aata hu na

Nisha (chintit swar me) : par betu...

Rahul : mom please!!

Rajesh : accha thik hai. Hum chalte hai tum jaldi pohucho bike se

Rahul (muskuraate hue) : aap bohut samajhdaar hai dad!

Rajesh bhi samajh gaya tha ki rahul kya kehna chaah raha hai. Badle me wo bhi muskura deta hai par ek dard zaroor chhupa tha uss muskuraahat ke peeche.

Aur rajesh aur baaki sab car me baith ke nikal jaate hai. Aur hua wahi, mahual awkward ho gaya. Vanshu aur anshu rahul ke baare me soch rahi thi aur nisha aur rajesh bhi. Neha hi bas thi jisko koi faraq nahi pad raha tha.

Sabhi log hotel pohuchte hai aur rahul bhi apni bike par sawaar baad me hotel pohuch jaata hai.

Andar ek bada hall rajesh ne pehle hi book karwa liya tha, abhi kuch log aa chuke the aur kuch log aane baaki the. Richa ki family, aur anshu vanshu ki family, neha ke college friends bas yahi log aamantrit the party me.

Ek 3 level waala cake tha, chocolate flavoured aur Sabhi mehmaano ke aa jaane ke baad, Neha ne cake kaata aur dhoom dhaam se uska b'day celebrate kiya gaya.

Ek badi si table thi, aur saare log ussi ke ird gird apni apni chairs par baithe hue the. Waiters khaana khud hi plate par serve kar rahe the Aur dishes bhi laa rahe the. Kul milaake nawaabo waali feeling aa rahi thi sabko. Khaana itna accha kii sab khaane pe zyaada focused the.

Khaane peene me jab sab log lage hue the Aur gappe ladaa rahe the. Rahul bhi baitha hua ek chair pe apna khaana khaa raha tha ki usse apne perr par kuch feel hua. Rahul ke senses bohut hi sharp the, usne turant table ke neeche jhaank ke dekha toh paaya ki ek perr uske perro ko tatol raha tha.

Aur nazre utha ke jab usne saamne dekha toh ek ladki, navy blue dress me, kandhe tak kaale baal, teekhe nain, laal honth aur aankh maarte hue rahul ko ishaara kar rahi thi.



Rahul : *ahem*

Ladki bas spoon ko muh me lekar apni jeebh nikaal ke aise choos rahi thi jese ice cream ho.



Par haa usne badi hi sahi timing se ye sab kiya, jab usse kisi ne dekha nahi. Aur forun wo baaki ladkiyo ke saath baato me magan ho gayi. Par beech beech me rahul ko tedhi nazar se zaroor dekh rahi thi.

Rahul (mann me ) : abe ye kon hai? Pehle toh kabhi nahi dekha!!? Ye family member toh pakka nahi hai. Shayad neha ki friend hogi. Par ye kya harkate kar rahi thi ye abhi abhi? Seduction?? Dekhna padega isko...

Aur sabhi fir khaana se fursat hone ke baad thoda bohut baato me magan ho gaye. Ice cream aur cake ka lutf lete hue sabhi apne apne me busy the aur kuch log dance me lage hue the, dj ka bhi prabandh kiya gaya tha. Sab logo ko busy dekh rahul washroom chala jaata hai, washroom se nikalte waqt usse saamne hi wahi ladki dikh jaati hai.
Aur diwaar se tik ke haath baandhe wo aise khadi the jese maano rahul ka hi wait kar rahi ho.

Rahul bina kuch bole uske bagal se nikalne ka prayaas karta hai par...
Par ye kya?
Peeche se ladki uska haath pakad leti hai.

Rahul (palat kar) : hmm??

Ladki : kaha jaa rahe ho janaab?

Rahul : do I know you?

Ladki : na na na, aap hume kese jaan sakte ho?

Rahul (haath chudhate hue) : seedhe seedhe kaho kya kaam hai?

Ladki (firse haath pakadte hue) : arre arre!! Aap toh gussa ho gaye.
*Haath aage badhate hue*
Mera naam simran hai.

Rahul (haath milaate hue) : I'm Rahul!! Toh bolo kya baat hai?

Simran : arre jab koi baat hoegi tabhi aapke paas koi aaega kya? Mein toh aapse ru-ba-ru hone aayi hu.

Rahul : kya matlab?

Simran : arre yrr! Aapse dosti karne aayi hu janaab. Aur aap hai ki kuch sunn na hi nahi chaahte.

Rahul : ohhhh!! Toh woh spoon ko lick karna bhi issi friendship ka hissa tha kya?

Simran (sharmaate hue dheere se) : nahi! Wo toh...wo toh kisi aur cheez ka hissa tha.

Rahul : hmm??

Simran : kuch...kuch bhi nahi. Darasal mene aapko kal dekha tha. Pehli baar. Hamaari class me. Kya fight ki thi aapne sach me yaar, kasam se mazaa aa gaya tha mujhe toh dekh ke.

Rahul : ohhhhh

Simran : aapne uss mohit ko toh gala pakad ke hi hawa me utha diya tha. Aapko pata hai, saari class ki sitti pitti gul ho gayi thi uss waqt. Pehle kabhi aisa nahi dekha na... Wo bhi live... hehe...

Rahul : ohh!! Toh uss ladke ka naam mohit tha.

Simran : haa jii! Wo bohut shaana banta hai class me, abhi abhi uss gunde lucky ka naukar bana hai na. Toh tabse udne laga hai.

Rahul : lucky?? Lucky nahi aaya uss din?

Simran : nahi. Mein toh dur hi rehti hu unn sab se. Neha ke peeche pada rehta hai woh. Par kuch bhi ho... Aapki fighting ki toh mein fan ho gayi.

Rahul : ohhhh!!!

Simran (baahe felaate hue) : ab ek jhappi mil sakti hai?

Rahul : what?

Simran : arre friendship ki khushi me ek friendship wali jhappi toh banti hai na? Dekho ab naa mat kehna please.

Rahul ek baar usse dekhta hai, waqai simran khubsoorat toh thi. Neha ki dost jo thi. Neha ki saari friends ek se badh kar ek thi. Aur khud neha bhi kisi bomb se kam nahi thi. Aur inn sabki queen thi woh.

Rahul fir haar maanke apne haath khol deta hai. Par turant usse itni tezz force laga, simran ne itni zorr se hug kia tha ki rahul bechaara dang reh gaya.

46f89c73ea1fe3c9c47171649a9c34e8.gif


Zorr se jakde hue simran bas rahul ki shirt se aa rahi khushbu me hi khoyi hui thi. Aur ek taang upar utha ke uski kamar pe laga dii thi.

Kuch derr baad Fir dono baahar aa jaate hai, jaha sab abhi bhi apne me lage hue the. Aur neha ke college ke kuch friends kuch game khel rahe the.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys! Aage kya hoga? Kya b'day bina kisi problem ke guzar paega? Reviews me zaroor bataiyega!!

NICE UPDATE

B-DAY BAHOT HI RUKHA SUKHA CHAL RAHA HAI, KUCH TO MASALA BANTA HAI BHAI, AAGE AAP KI MARJI......
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Studxyz

Well-Known Member
2,933
16,289
158
हम्म मस्त है राहुल की ज़िन्दगी में अब एक और नयी लड़की आ गयी पर कहानी किस दिशा की और जा रही है कुछ पता नहीं
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top