To wo Raj tha or uske sath payal or uske maa bap bhi isliye abhay chownk gaya tha ki agar payal idhar ha to andar kon ha kher raj ne bata diya ki aaj or 10 sal pehle yahi khel khela gaya tha abhay ke sath abhay chalo ise to man gaya lekin wahi wo kali rat me to sab sach me hua tha or abhay ne dekha bhi tha shayd to wo incident ka sach pata lagana ha abhay ko kyonki usse to wo apni maa ko galat hi samjhega lekin ye bat bhi ha ki use samajh aa gaya ha ki raman ne uski ankhon me dhul jhonka ha dekhte ha ki wo sach ka pata laga pata ha ya nahi