• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,358
35,548
244
Main aapko kyu toduga aap writer hai aur hum reader hum to story padne ke baad jo man me sawal hai whi aapse pucha hai jo aapne likha hai

Jaise aapne kaha tha ki Sandhya ne ramn se kaha ki us raat ko tum mere kamare me kyu aaye the
Tab bhi maine kaha tha ki jab us raat ke bare me Sandhya aur ramn ke bich kai bar bat Hui thi tb bhi puch sakti thi
Aur abhi ramn ko sabk sikhane ke bare me boli to main whi pucha raha hu ki usko 2-3 bar moka mila tha to kyu sabk nhi sikhai
Case ker do bhai aap Sandhya or Raman pe
Jab tak faisla aay judge ka
Hosakta hai
Story ke update me pata chal jayy
.
Lekin aapko to sbr hai he nahi
Mai kuch bhi bol do
Aap uska result turant nikal dete ho
 
Last edited:

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,358
35,548
244
Bhai 1st update me Sandhya ne ramn ko kaha tha aaj maine abhay ke sath achcha nahi kiya wo raz kab khologe ki us din Sandhya ne abhay ke sath kya achcha nahi kiya tha
Raaj khulna suru to ab hue hai bhai
Bus sabr krna jroori hai thoda aap sbko bhi dhire dhire such samne aayga sabhi ka
 

ellysperry

Humko jante ho ya hum bhi de apna introduction
4,229
17,429
144
Bhai devil maximum ki story me aisa to nahi likha kahi ki raj ke sath Abhay ya Sandhya ke sath Geeta devi ki bol chaal nahi thi??
Bhai mere kahne ka matlab hai ki jab Abhay chota tha to wo gaav ke bacho ke sath khelta tha jo sandhya ko pasand nhi aata tha .... Ya ye kahe ki Aman aur Nishi jo kuch bhi ulta seedha bta dete the sandhya ko abhay ke baare ... Jiski wajah se abhay hamesha maar khata tha ......

ABhay ke bachpan me bhi to Geeta devi gaav me hi thi na....? Phir tab kyu nhi gayi sandhya Geeta devi se milne , jab Abhay ghar chhod ker chala gya tha ....? Tab sandhya ,Geeta devi aur apne bhai se baat kyu nhi ki ...? Kyu nhi mili ....? Sayad tab abhay jaldi hi mil jaata



Khair mujhe kya maine to apna opinion diya hai.....
Baaki dekhte hai writter sahab kya batate hai ...?
 

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
45,909
81,943
304
Sandhya ne geeta devi se kaha ki wo us time ramn ko sabk sikhana chahti thi lekin abhay ke samne khud na gir jaye isliye ramn ko apne kamare me jane ke liye boli

Abhay ke ghar se bhag jane ke baad Jab abhay ke janmdin wale din ramn dubara fir Sandhya ke paas gya to kyu ramn ko sabk nhi sikhai

Sandhya ko fir bahlane ki koshish kar raha tha to kyu sabk nhi sikhai

Abhay ke bare me kaha ki uski bahut jyada shikayat aane lgi thi to kya Sandhya ne kabhi janne ki koshish ki ki kyu log abhay ki shikayat kar rahe hai
Ramn se apne sambandh ke bare me jo boli wo bhi adhura lag raha hai

Yesa lagta hai ki Sandhya geeta devi ke jariye abhay ko manna chahti hai ki geeta devi jakar abhay ko bole ki Sandhya to dhokhe ki shikar thi tere bare me Sandhya se jhoot bolte the isliye tere se marpit karti thi aur us raat ko bhi jo hua anjan me ho gya Sandhya tere pita ki yaad me itna kho gai thi ki usko hosh hi nhi raha ko wo tere pita nhi balki ramn hai kyuki tere pita aur ramn ka chehra ek jaise hi hai

Yha writer Sandhya ko yese pesh kar raha hai ki wo masoom aur boli hai aur Sandhya ko saaf bacha rha hai jaise Sandhya ki koi galti hi nahi hai wo sirf dhokhe ki shikar hai

Bura na manna bhai agar koi aalochana karne wala na ho to writer apni story ko behtar banane ki koshish nahi karta
Yar wo kya hai ki tumne pahle wali story ke 2-4 update kya padh liye, tum apne ko. Bohot jyada or writer ko bohot kam samajh rhe ho👍 jo ki bilkul galat hai :nope: Uske pas poori story hai, tumne to aadmi bhi nahi padhi to tum kaise bata sakte ho ki aage kya hoga? Is liye use apna kaam karne do👍
 

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
45,909
81,943
304
Bhai mere kahne ka matlab hai ki jab Abhay chota tha to wo gaav ke bacho ke sath khelta tha jo sandhya ko pasand nhi aata tha .... Ya ye kahe ki Aman aur Nishi jo kuch bhi ulta seedha bta dete the sandhya ko abhay ke baare ... Jiski wajah se abhay hamesha maar khata tha ......

ABhay ke bachpan me bhi to Geeta devi gaav me hi thi na....? Phir tab kyu nhi gayi sandhya Geeta devi se milne , jab Abhay ghar chhod ker chala gya tha ....? Tab sandhya ,Geeta devi aur apne bhai se baat kyu nhi ki ...? Kyu nhi mili ....? Sayad tab abhay jaldi hi mil jaata



Khair mujhe kya maine to apna opinion diya hai.....
Baaki dekhte hai writter sahab kya batate hai ...?
Dekho pyarre Sandhya aur abhay Thakur hai , aur geeta devi, Satya babu, Dev, ye bhi Thakur hi hai, aur 👍 ha itni property unke pas nahi hai per biradari to ek hi hai na, is liye Thakur apni biradiri se to mel rakhenge na?
 

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
45,909
81,943
304
Ek bat batao aap bol rahe ho AALOCHANA karne wala koi na ho to writer story ko behter nahi karta hai
.
To bata do bhai aapko ek bat
Ye story maine apni marji se ADMIN se request krke start ki hai
Or mujhe koi afsoos nahi hoga ki update Dene ke bad bhi koi comment na kre yaha pe
Jante ho Q
Q ki aap jaise readers time pass karte ho story read krke
Or
Mere jaisa writer time pass karta hai story likh ke
Mai believe karta ho ek bat pe

KARAM KER
FAL KI ICHA NA KAR
NAKI KAR
DARIYA ME DALL

Ab agar iske bad bhi aapko kuch kehna reh gaya ho story ko leke to bol skte ho
Or jada details ke sath
Lekin mujhe aap Tod nahi sakte 😉😉
Are tu ku pareshan ho raha ha? Wo pahle wali story ke 4 update padh ke bol raha hai jabki is story me bohot kuch alag hai us se? To uska compering hi galat hai 👍 tu laga reh apna, hum hu na👍

मेरे दोस्तों की पहचान इतनी मुश्किल नहीं, वो हँसना भूल जाते हैं मुझे उदास देखकर। (राज)❣️
 

Raj_sharma

यतो धर्मस्ततो जयः ||❣️
Staff member
Moderator
45,909
81,943
304
Big Wala Thank You Raj_sharma bhai
Ha aapne jaisa kaha waisa hoga tarika thoda diffrent hoga lekin usse pehle thoda sa drama hai shyad pasand aay sabhi ko
Dekhte hai😉😉😉
Jaroor aayega, tu likh👍
 

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,358
35,548
244
ABhay ke bachpan me bhi to Geeta devi gaav me hi thi na....? Phir tab kyu nhi gayi sandhya Geeta devi se milne , jab Abhay ghar chhod ker chala gya tha ....? Tab sandhya ,Geeta devi aur apne bhai se baat kyu nhi ki ...? Kyu nhi mili ....? Sayad tab abhay jaldi hi mil jaata
Ek bat bataye ellysperry
Ky abhi tk aapne jitne update read kia hai is story me ky usme aapko sabhi character ki jankari poori trh se mili hai
.
Khe kuch eesa to nahi jo suspense me ho
Soch ke aaram se batana aap
 
Top