- 2,029
- 5,936
- 144
Update 1
Kahi ek Madhya ratri mai Kai so log ladai kar rahe the yah ladai sadharan ladai nahin thi yah ladai thi jadugari..... jadugaro ki, Jahan kahin so jagugar ladai kar rahe the kuchh Apne Jaan bachane ke liye kuchh Jaan lene ke liye.
Kuchh jadugar acche ke liye kuchh Jadu kar burai ke liye ladai kar rahe the, Hungama jor jor se ho raha tha, ye ladai Chali teen din tak aur ant Tak Kale jadugaron ka ant hua.. per kisko pata tha yah sach mein ant hua ya FIR kuchh nahin chapter ka shuruaat Kaun kah sakta hai. Per yah ladai mein bahut sare acche jadugaron ki maut ho gaya, bure jadugar Jo hath mein aaye vah sab jadugaron ki kaidkhana mein bhej diye Gaye.. yahan mahaul bahut Gambhir ho chuka tha sabhi Khush the ki Khali jadugaron ka ant hua per Apne logon ki khone ka dukh bhi tha.....
Khair usi din kahin aur jagah in jadugariyon ki ladai se dur
bahut Khushi ka mahaul tha Parivar mein ek Naya insan ne janam liya
Kaashik Ahuja daudta huya apni biwi
Shreya Ahuja k pas ata hai
Shreya Ahuja. Dekhiye hame beta huya hai
Kaashik Ahuja Apne bete ko god me lete huye. Haa Shreya kitna piyara hai ye dekho na
Shreya. Ekdam apki tarha huya hai dhakne mai dekho
Kaashik. Haa mera beta
Dono pati patni bohat Kush the
Kaashik k Piche khadi huye ek Piyari 3 sal larki ki apne papa ko pakre huye upar dhakne ki koshish kar rahi thi...
Shreya. Areh ap k pichhe dekho Kun hai
Kaashik. Areh mai to vul hi gaya..
Us larki ko god main uthaya
Vah larki tuti futi awaj main apne papa se puchti hai..
Papa ye kyun hai? Kiya kiye mera bhai hai ye bahan hai?
Kaashik. Beta ye tumhari bhai hai dekho
Vah larki apne Bhai ko dhakti hai
Bohat piyara hai mera bhai
Shreya. Harshita beta kesa laga Bhai ko dhak k
3 sal ki harshita. Bohat accha laga mera bhai bohat piyara hai mummy
Kaashik. To is ka nam kiya rakhna hai kuch socha nai tumne Shreya
Shreya. Ha mera bete ka nam hoga Harshit
Harshita. Harshit
Kaashik. Accha nam hai na beta
Harshita apne Bhai ko dhakte huye. Haa Mera harshit
Kaashik aur Shreya muskurate huye
Ase hi thodi der bita
Par Suddenly Shreya k chehre par ek udasi chaye gaye
Kaashik. Kiya huya?
Shreya. Aapko kya lagta hai ladai shuru ho gai hogi
Kaashik Gambhir aur udas hokar. Sayad
Shreya. Ap ko nahi lagta Hume waha hona chahiye tha
Kaashik. Ha par tum is abastha mai kese jati...isliye hi to professor........
Tabhi room hai ak budha admi aa jata hai jo ki kamse kam 150 age ka hai par dikhne Mai 60 sal ki age aur unka lambi safed dari and lambe bal the
Kaashik. Professor.... Professor Dumbledore
Professor d. Mubarak ho
Shreya. Thank you professor par yah bataiye jadugaron ki ladai ka kya hua kya ladai shuru ho gai....
Update 2 coming soon....

Last edited: