Pankaj: bolo dadi kya kaam hai mere se
Ye sun kar dadi pehle to muskurai phir thoda serious ho kar Pankaj ko baithne ke liye kaha
Pankaj: kya hua dadi itni serious to kabhi nahi dekha ap ko
Dadi ne ek pal ko socha phir
Dadi: ab jo kehne ja rahin hu wo kehna to nahi chahiye par pata nahi tujh se itna lagaab ho gya hai ki main tujhe apna samajhne lagi hu
Pankaj: main bhi ap ko apna he samajhta hu dadi batao kya baat hai
Dadi ne ek lambi saans li phir
Jo kaha mujhe us par yakin he nahi hua ki dadi aisa kuch Pankaj se keh sakti hai
Dadi : jaisa sayad tujhe pata hai meri beti zarine apna sasural chhod kar yaha reh rahi hai
Pankaj: haan pata hai
Dadi: par ye nahi pata hoga ki unhone zarine ko talaq diya hai ye pata hai.
Pankaj: nahi ye nahi pata
Aur such kahu to mujhe bhi nahi pata tha ki fufi ko unke sohar ne talaa de diya hai.
Dadi: tab to usne josh main talaq de diya par ab pachta raha hai wo
Wo ab phir se zarine ke sath rehna chahata hai kyu ki uski family ne usse alag kar diya hai par av usse zarine ko sath rakhne ke liye phir se nikah se pehle uska halaala karana padega
Ye sun kar mere kaan khade ho gye.
Pankaj: halaala ye kya hota hai
Dadi: halaala ka matlab zarine ko apne sohar se pehle kisi aur se nikah karna padega aur phir usse talaq le kar phir se apne sohar se nikah
Pankaj:, accha to main kya
Dadi: ye baat Maine zarine se kari to usne pehle to apne sohar ke pass jane se mana kar diya par jab maine usse samkhaya ki kab tak akele rahegi to wo badi mushkil se tyar hue hai aur uske sohar ko bhi isme koi problem nahi hai
Pankaj:to kara do unka nikah kisi se Ghar bas jayega unka dobara.
Dadi: haan par usme tujhe uski madad karni padegi.
Pankaj: .main kya kar sakta hu isme
Dadi ne phir se ek gehri saans li phir
Dadi: main chahati hu ki tu zarine se nikah kar le phir usse talaq de de.
Ye sun kar main shocked reh gya ki dadi ye kya keh rahin hai
Pankaj: main kaise dadi main to
Dadi :main chahati hu is liye Pankaj tu zarine se nikah kar le
Pankaj: par dadi main kaise aur uthne laga
Tabhi fufi bhi aa gai aur Pankaj ko ankh maar kar
Fufi: ammi rehne do agar Pankaj tyar nahi hai to main kisi aur se bhi nikah nahi kar sakti apne sohar ke pass jane ke liye.
Aur room se bahar chali gai.
Dadi: Pankaj maan ja mere bacche
Pehli baar kuch mang rahin hu apni beti ke liye.
Pankaj: par dadi main kaise nikah kar sakta hu.
Dadi: waise he jaise karte hai
Pankaj: par mere ghar walo ko pata pada to socha hai kya hoga.
Dadi: unhe kaise pata padega kuch din yaha reh lena hamare sath phir jab zarine se talaq ho jaye to chale jane.
Pankaj par dadi
Dadi: zarine ki khushi ke liye maan ja Pankaj
To Pankaj ek pal ko soch main pad gya kuch to wo soch raha tha par kya