Really extraordinary and perfect writing, awesome and amazing development
Great update, very nice, awesome writingSubah ko jab ammi ki neend khuli to unhone paya ki vo bina kapde pehne hi so gayi thi unhe fir raat ki ghatna yaad aane lagi aur unke hontho pe ek muskaan aa gayi chehre pe ek sharm ka bhav aa gaya. Unhone ne jab bagal me abbu ko sote hue dekha to unke chehre ka bhav badal ke gusse waala ho gaya aur mann me sochi ki na jaane kab inko samajh aaega ki mere shareer ki bhi kuch zaroorat hai, apna kaam ho jaata hai to karvat leke so jaate hai aur mei raat bhar tadapti rehti hu isi wajah se kal raat vo sab hua. Unhe dheere dheere sab yaad aane laga aue unke shareer me ek bijli si daud gayi. Fir unhe yaad aaya ki subah ka waqt hai aur saari tayyari bhi karni hai to vo uthi aur nahane chali gayi. Jab vo shower ke neeche khade hoke naha rahi thi to unke shareer pe padta thanda paani unke mann ko thodi bahut thandak pahuncha raha tha. Vo apne mann me sochne lagi ki na jaane meri kismat me kya likha hai, kab tak aise hi pyaasi rahungi, shauhar ka kaam hota hai biwi ki har zaroorat ka khayal rakhna par yaha to ye sirf apna hi kaam dekhte hai. Ye sab sochte sochte unhe gussa sa aane laga aur usi mood se fir vo bahar aayi aur kapde badal ke ek light blue color ka suit pehen liye.
Is suit me ammi ka har ek ang bahut ache se pata chal raha tha unke bade boobs aur ubhri hui gaand ke saaf darshan ho rahe the.
Uske baad ammi roz ki tarah kitchen me jaake naashta banane lagi. Thodi der me ham sab tayyar hokar neeche dining table pe aa gaye aur sabne saath me baith kar naashta kiya. Naashta karke mei apni bike se aur Farah apni car se roz ki tarah college ko nikal gaye. Abbu wapas upar office ke liye tayyar hone chale gaye aur ammi is beech kitchen ka kaam sametne lagi. Tabhi door bell baji to ammi ne turant jaake darwaza khol to saamne Hariya khada tha. Hariya ke hosh udd gaye ammi ko aaj is roop me dekh kar. Uske dimaag ek alag hi duniya me chala gaya par apna hosh sambhalte hue bola "ji maalkin namaste".
Ammi ne kaha "aao ander, tum kaam shuru karo mei aati hu thodi der me".
Itna keh kar ammi kitchen me chalo gayi. Hariya wahi khade ammi ko peeche se niharta raha aur unko dekh kar uska lund bhi aaj khada hone laga tha. Fir usne jhat se kaam shuru kiya kyuki use pata tha ki abbu abhi bhi ghar pe hai. Thodi der me ammi drawing me aa gayi ki tabhi abbu upar se neeche aa gaye to Hariya ko dekh kar bole "Hariya kaise ho? Sab theek chal raha hai?".
Hariya ne haath jodte hue kaha "ji maalik bas aapki kripa hai".
Abbu ne kaha "humari kripa nahi hai kuch. Tum ho hi itne mehanti ki kuch hi dino me tumne apni maalkin ka bhi vishwaas jeet liya".
Hariya is baat par kuch nahi bola bas halke se muskura diya. Abbu ne fir kaha "meine suna hai tum kasrat karne me nipun ho".
Hariya ne kaha "aisa kuch nahi hai maalik bas thodi bahut kar leta hu".
Abbu ne kaha "acha suno mujhe tumse kuch zaroori baat karni thi".
Hariya turant gambheer hote hue bola "ji maalik kahiye".
Abbu ne kaha "tumhari maalkin ko kuch madat chahiye tumhari. Vo kuch exercise yaani kasrat shuru karna chahti hai par unko iske baare me zyaada pata nahi hai. To mei chahta hu ki tum unki madat karo sab seekhne me".
Hariya ye sunn kar hairaan reh gaya ki jo vo chahta tha vo khud ba khud ho gaya aur apni khushi ko zahir kiye bina bola "par maalik mei kaise sikha sakta hua. Mei ek gaon waala maalkin ko kaise sikha paunga".
Abbu ne kaha "tum gaon waale ho to kya hua shareer ke ang to sabke ek jaise hi hote hai na aur kasrat karne ke tareeke bhi. Mei chahta hu ki tum apni maalkin ko ache se kasrat sikhao. Vo asal me apne aap ko fit yaani swasth banana chahti hai to uske liye jo bhi kasrat sikhani hai sikhao. Aur haan upar doosre maale pe ek gym banwaya hua hai meine, maalkin se pooch lena to vo jagah tum log araam se istemaal kar sakte ho. Tumhe waha kuch kasrat wagairah ka samaan bhi mil jaega aur agar kuch chahiye ho to maalkin ya mujhe bata dena".
Hariya chup chap abbu ki baat sunn raha tha. Abbu Hariya ki jhijhak ko samajhte hue bole "Hariya tum humare naukar hi nahi ho balki is parivaar ka ek hissa ho. Tumne mere aur apni maalkin ke liye jo kiya hai vo koi gair nahi kar sakta. Mujhe aur tumhari maalkin ko tum par poora vishwaas hai. Aur mei jaanta hu ki jab tak tum is ghar me ho yaha ke kisi bhi insaan ko koi takleef nahi hogi aur tum sabka khayal bahut ache se rakhoge. To apni maalkin ko ache se kasrat karwao aur unki fit hone me poori madat karo. Koi jhijhakne ki zaroorat nahi hai".
Hariya abbu ki is baat par emotional ho gaya aur bola "maalik humare upar aapka bahut ehsaan hai jise hum kabhi nahi bhool sakte aur aaj aapne hume is ghar ka sadasya hi bana diya is upkaar ke liye aapka bahut dhanyavaad. Agar maalkin ko meri zaroorat hai to mei unke liye humesha haazir hu".
Ye sunkar abbu bahut khush hue aur bole "achi baat hai. Chalo tum karo mei chalta hu".
Hariya ne kaha "ji maalik".
Abbu fir ammi ke pass aaye aur bole "meine Hariya se baat kar li hai aur vo tumhari madat bhi kar dega. Meine usse bola hai ki doosre maale waala gym istemaal kare. Vaha tum logo ko zaroorat ka samaan bhi mil jaega aur chhat pe hone ke karan taazi hava bhi. Baaki kisi bhi samaan ki zaroorat ho to khareed lena ya mujhe bata dena".
Ammi ne kaha "ji mei dekh lungi".
Uske baad abbu factory ke liye nikal gaye aur ammi roz ki tarah sofe pe baith kar araam karne lagi aur magazine padhne lagi. Thodi der me Hariya ne kaam khatam kiya aur ammi se aake bola "maalkin kaam ho gaya hai. Khaane ki tayyari abhi karni hai?".
Ammi ne Hariya se kaha "haan tayyari abhi kar lete hai uske baad hume lamba waqt mil jaega kasrat karne ke liye".
Uske baad dono kitchen me chale gaye aur khana banane lage. Dheere dheere waqt ke saath ammi ka vishwaas Hariya badh raha tha aur vo uske saath apne aap ko thoda free bhi mehsoos karti thi. Kaam karte karte aaj fir se ammi baar baar Hariye ki taraf chori ki nazron se dekh rahi thi. Wahi Hariya mann hi mann khush ho raha tha aur soch raha tha ki kaise aage ki chaal chali jaaye aur ise apne vash me kiya jaye. 1 ghante kaam karne ke baad lunch tayyar ho chuka tha. Fir ammi ne Hariya se kaha "ab saara kaam ho gaya hai chaho to thoda araam kar lo fir chalte hai gym pe".
Hariya ne kaha "ji maalkin".
10 min baad ammi ne Hariya se kaha "chalo doosre maale pe gym dikha deti hu aur fir tum mujhe batana ki kaun si kasrat karni chahiye".
Hariya ne kaha "ji maalkin".
Uske baad seedhiyon se hote hue dono doosre maale pe aa gaye. Aaj pehli baar Hariya ghar ke is bhaag me aaya tha. Jab vo log gym me ghuse to Hariya ke hosh udd gaye dekh kar. Usne aaj tak gaon ke chote se hi gym dekhe the jisme bahut purani aur kuch hi machine hoti thi par yaha to har tarah ki aadhunik machine lagi hui thi aur jagah bhi khoob achi thi. Fir ammi ne usko poori jagah dikhai aur boli "acha ab batao kaha se shuru karna hai. Mujhe fit hona hai to uske liye kaun se exercise karni chahiye aur kaise".
Hariya ne kaha "maalkin agar aap bura na maane to ek baat poochu?".
Ammi ne kaha "haan poocho".
Hariya ne kaha "aapne kabhi isse pehle kasrat ki hai?".
Ammi ne kaha "nahi meine aaj tak exercise nahi ki".
Hariya ne kaha "to aapke shareer me lacheela pan bhi nahi hoga, mera matlab shareer ka apna khud ka ek lacheela pan hota hai par waqt ke saath saath agar uspe kaam na karo to vo kam hone lagta hai".
Ammi ne pareshan hote hue poocha "to kya agar meine kabhi exercise nahi ki to mere shareer me lacheela pan nahi hoga aur kya iska asar mere fit hone pe bhi padega".
Hariya ne kaha "pareshan na ho maalkin, lacheela pan agar kum bhi hua hai to usko yoga, kuch alag kisam ki kasrat aur maalish ke saath theek kiya ja sakta hai. Iska asar aapke fit hone pe zyaada nahi padega. Par agar shareer me lacheela pan ho to bahut se kaamo me asaani hoti hai".
Ammi ne jab Hariya ki baat suni to unke ander ka darr khatam hua fir vo boli "to batao mujhe iske liye kya kya karna hoga".
Hariya ne kaha "pehle to mujhe aapke shareer ka lacheela pan janchna padega uske baad aage dekhte hai ki aapko kya karna padega".
Hariya ne aage kaha "maalkin aap bura na maane to kuch kahu?".
Ammi ne kaha "ab tum mere trainer yaani ek tarah se guru ho to jo poochna hai poocho ghabrao mat".
Hariya ne kaha "agar aap in kapdo me kasrat karengi to aapko bahut dikkat aaegi. Aur agar kasrat karte waqt shareer ka gathan sahi nahi hua to kasrat ka poora fayda nahi hota".
Ammi ne kaha "mere pass to yahi hai. Kya pehen na chahiye mujhe?".
Hariya ne is baat ka fayda uthate hue kaha "maalkin aaj kal kasrat karne ke liye alag kisam ke kapde aate hai jo aapke shareer ke mudne ke saath badha nahi bante to unme kasrat karne me asaani hoti hai".
Ammi ne kaha "par tum bhi to in kapdo me kasrat kar lete ho. Tumhe dikkat nahi hoti?".
Hariya ne kaha "thodi dikkat to hoti hai par kaam chala leta hu. Jab akela rehta tha to poori tarah se free hoke kasrat karta tha to usme to bilkul pareshani nahi hoti thi".
Ammi ko samajh nahi aaya to unhone poocha "free matlab?".
Hariya ne is waqt apni seema ko thoda aage badhane ka socha aur bahut hi saral tareeke se kaha "ji free hone se mera matlab poori tarah kapdo ke bina kasrat karne se tha".
Ammi sunn ke thoda sharma gayi aur unke gaal gulabi padd gaye. Ammi apne dimaag me ek tarah se vichaar karne lagi ki nange me kaisa dikhta hoga. Hariya ye dekh kar samajh gaya ki vo ammi ke saath ab thoda free hoke baat kar paega. Fir Hariya ne kaha "agar aapke pass doosre kapde nahi hai to mei aapka guru hone ke naate aapko aadesh deta hu ki jald se jald naye kapde le le par filhal hum log kasrat shuru karte hai".
Ammi aur Hariya dono is baat par hans diye. Usne fir aage kaha "mei aapko yoga ki ek kriya karke dikhaunga aap usko ache se dekhiye fir uske baad aap kijiyega".
Ammi ne kaha "theek hai".
Uske baad Hariya zameen pe pet ke bal let gaya aur uske baad apne apne dono haat apni chhaati ke bagal ke rakh diya aur apne pet ke upar ke hisse ko apne haatho se zor laga kar upar utha liya. Fir thodi der waise hi ruk kar wapas neeche let gaya. Usne kaha "mei ek baar aur karta hu aap ache se dekh lijiyega".
Fir usne ek baar aur wahi kriya kari aur ammi ne bahut bareeki se usko dekh. Kriya poori karne ke baad Hariya utha aur bola "ab aap koshish kijiye".
Ammi ne kaha "ye dekhne me to bada asaan hai. Mei koshish karti hu".
Uske baad ammi zameen pe pet ke bal let gayi. Jab vo leti to Hariya unke bagal me khada tha aur unke let te hi unki ubhri hui gaand nazar aane lagi aur isse dekh kar Hariya ke lund me hulchul machne lagi. Jaise Hariya ne kiya tha ammi ne bhi apne haath dono chhaati ke bagal me rakh liye. Aur apne hatheli se zor lagate hue pet ke upar ke hisse ko uthane lagi, vo thoda sa upar uthi par unki baazuon me dard hone laga to wapas neeche ho gayi. Unhone ek do baar aur koshish kari par baar baar unhe dard mehsoos hota raha. Fir ammi ne kaha "ye jitna dikhta asaan hai uthna karne me nahi hai".
Fir uth ke zameen pe baith gayi aur apna chehra upar karke Hariya ki taraf mayoosi se boli "mei ye bhi nahi kar pa rahi hu pata nahi mei fit kaise ho paungi".
Hariya ne kaha "maalkin aap ghabrae nahi. Pehli baar kar rahi hai aap to thodi mushkil ho rahi hai. Aur aapke kapde ki sleeve jakad ja rahi hai is wajah se aapko dard ho raha hai".
Hariya ne aage kaha "mei aapko ek asaan si kriya batata hu. Aap mujhko ye karte hue dekhiye fir aap koshish kariyega".
Ammi ne kaha "theek hai".
Hariya ne apne dono haath apne sir ke upar utha liye aur waise hi dheere dheere apni kamar se neeche ki taraf jhukne laga aur jhuk ke apne haatho se zameen ko touch kara diya. Uske baad fir dheere dheere wapas seedha khada ho gaya. Fir usne kaha "maalkin ab aap koshish karke dekhiye".
Ammi ne haan me sir hilaya aur jaisa Hariya ne kiya waise hi kiya. Hariya unke saamne khada ho gaya aur ammi dheere dheere karke jhukne lagi. Ek time pe ammi aise jhuki hui thi ki unke boobs bahar aane ko ho rahe the, ye dekh kar Hariya ka lund khada hone laga aur uske pant me halka sa tambu banne laga. Par udhar ammi zyaada nahi jhuk pa rahi thi kyuki unko apni taango me peeche ki taraf dard mehsoos ho raha tha. Ammi wapas se seedha khadi ho gayi aur boli "mujhse ye bhi poori tarah nahi ho pa rahi hai aur meri taango me dard bhi mehsoos ho raha hai".
Hariya ne poocha "kaha dard ho raha hai?".
Ammi ne apni taango ke peeche ke hisse ko chhute hue kaha "yaha dard ho raha hai".
Hariya sab samajh raha tha aur bola "iske liye aapko kuch massage ki zaroorat padegi. Mei aapko massage karne ka tareeka bata dunga to aap kar sakte ho".
Ammi ne mayoos kaha "chalo theek hai. Par mei agar itni asaan exercise nahi kar pa rahi hu to aage kaise badhungi. Mujhe to lagta hai shayad mei kabhi fit hi nahi ho paungi".
Hariya ne kaha "maalkin aap pareshan na ho aap sab karne lagengi bas thoda waqt lagega. Lekin agar aap fit hona chahti hai to aapko meri har baat pe poora vishwaas rakhna padega. Agar aapne vo sab kiya jo mei aapko batata hu to aap bahut jald ye kasrat karne lagengi. Bas aapko meri har baat ko bilkul waise hi karna hoga jaise mei kahu aur aapko apna mann thoda kholna bhi padega".
Fir Hariya ne poocha "par agar aapko agar bula na lage to kya mei jaan sakta hu ki aap kasrat kyu karna chahti hai kyuki itne saalo me jaisa aapne bataya ki apne kabhi kasrat nahi ki thi".
Ammi ne kaha "mujhe lagta hai ki mei moti ho gayi hu aur mei chahti thi ki exercise karke mei thodi fir ho jaun".
Ammi ne na jaane aage ki baat kyu boli par vo aage boli "inko mujhe modern dresses me dekhna pasand hai aur mei chahti thi ki exercise karke thodi fit ho jaun aur shayad jab me video me dikhne waali ladkiyon jitni fit ho jau to vo dresses pehen saku jo inko pasand hai".
Itna bolne ke baad ammi ko samajh aaya ki vo kya bol gayi aur unke chehre pe halki si sharm aa gayi. Hariya ne ye dekh liya aur jab ammi ke muh se ye saari baat suni to uske mann me aaya ki Shaila khud apne aap ko badalna chahti hai, mere liye ye sahi mauka hai jab mujhe iski madad karni chahiye iske kareeb aane ke liye. Hariya ne kaha "aap pareshan na ho dheere dheere aap sab kuch kar paengi. Agar bura na lage to mei kuch bolu?".
Ammi ne kaha "meine pehle hi kaha hai ki is waqt tum mere guru ho to jo kehna chaho kaho".
Hariya ne kaha "aap itni moti bhi nahi hai ki aapko aaj kal ke waqt ki dresses pehen ne me dikkat ho. Mei yakeen se bol sakta hu ki aap agar is waqt bhi koi dress pehen lo to 20 saal ki jawan ladki bhi phiki lagegi".
Ammi ne jab Hariya ki ye baat suni to unhe ander hi ander acha laga aur chehre pe sharm ki jhalak aa gayi aur dheere se bola "nahi mei abhi bahut moti hu aur kisi dress me achi nahi lagungi".
Hariya ne jhat se mauke ka fayda uthate hue kaha "arey nahi mei sach bol raha hu aap mera vishwaas karo. Aap koi bhi dress peheno to aap bahut khoobsurat lagogi".
Hariya ne aage kaha "mei apni har koshish karunga aapko fit banane me. Lekin aapko meri har baat manni padegi aur aap kisi bhi baat ke liye mujhe mana nahi karengi kyuki aap khud chahti ho ki aap fit ho jao aur uske liye bahut mehnat lagti hai. Kya aap manogi meri har baat?".
Ammi ne apna sir hilate hue kaha "mei tumhari har baat maanungi aur jo kahoge vo karungi tumko kisi kaam ke liye mana nahi karungi".
Ye sunte hi Hariya ki aankho me chamak aa gayi aur use lagne laga ki ammi kuch hadd tak uske behkave me aa chuki hai fir usne kaha "theek hai agar aap manogi to mei bhi poori mehnat karunga. Par sabse pehle aapko kasrat ke liye kapde lene padenge to aap vo le lijiye. Mei aapko tarah tarah ki kasrat karwaunga aur massage ke liye bataunga. Aapko apne khaane peene pe bhi dhyaan dena padega kyuki ab bahut alag tarah ki cheeze khani padengi jise banane me mei aapki madat karunga".
Ammi ne kaha "theek hai. Par ye batao kapde kaise pehenu tum hi bata do kyuki mujhe nahi pata iske baare".
Hariya ne kaha "theek hai mei aapko kuch photos bhej dunga aapke phone pe. Par uske liye mujhe aapka phone number chahiye taaki aapko sab bhej saku".
Ammi ne jhat se Hariya ko apna phone number de diya. Uske baad aaj ka kasrat ka karykram khatam karke neeche aa gaye aur lunch karne ke liye baith gaye. Aadhe ghante me dono ne lunch khatam kiya aur uske baad Hariya ne pooch "maalkin aur kuch bhi karna hai?".
Ammi ne kaha "nahi abhi kuch aur kaam nahi hai".
Hariya ne kaha "ji maalkin to mei shaam tak aa jaunga dinner ki tayyari karane ke liye".
Ammi ne kaha "theek hai".
Aur Hariya gate ke bahar jaane laga to ammi ne dheere dheere se kaha "agar tumhe waqt mile to mujhe kapdo ke baare me bata dena. Mei soch rahi thi ki jitna jaldi kapde le sakungi to utni jaldi exercise ache se karna shuru kar sakungi".
Hariya ne kaha "ji maalkin mei jald se jald aapko bhejta hu".
Ammi ne kaha "theek hai".
Hariya bahar aa gaya aur dil hi dil khush hone laga aur sochne laga ki ye to apne aap hi mere jaal me phans rahi hai par mujhe fir bhi apna kaam thoda araam se karna padega. Fir vo servant quarter me aa gaya aur bed pe let ke apne phone me kapde dekhne laga aur usne chand kapde ke options ammi ko bheje.
Udhar ammi baithe baithe mann me soch rahi thi ki jo Hariya ne kaha kya vo sach hai, kya mei itni khoobsurat hu ki 20 saal ki ladkiyon ko bhi peeche chodh du. Ye sochte sochte ammi ke dil ki dhadkan badhne lagi aur unka chehra sharm ke maare gulabi rang ka ho gaya. Unke shareer me bijli daud rahi thi aur unhe khayal aaya ki mujhe koshish karni chahiye thodi modern dresses pehen ne ki aur waise bhi mei pehle kabhi kabhi aisi dresses pehenti hi thi. Tabhi ammi ke phone pe message aaya to unhone utha ke dekha to vo Hariya ne bheja tha aur usme ek photo thi.
Photo dekh kar ammi sochne lagi ki kya mei aise kapde pehen kar aisi hi khoobsurat lagungi. Fir unhone thodi der socha ki agar mujhe jald se jald fit hona hai to kapde bhi jald hi lene padenge. Uske baad ammi ne abbu ko phone kiya aur kaha "aap kaise hai?".
Abbu ne kaha "theek hu. Kuch zaroori kaam tha kyuki bas 5 min me mujhe ek meeting me jaana hai".
Ammi ke sunte hi mann me khayal aaya ki inko kabhi mere pass time hota hi nahi hai par apne gusse ko kaabu karte hue boli "aap sahi bol rahe the ki mujhe kasrat karne ke liye naye kapde lagenge to mei soch rahi thi ki kuch kapde khareed lu".
Abbu ne kaha "tumhe kuch bhi lene ke liye mujhse ijazat lene ki zaroorat nahi hai tum jo chahe kar sakti ho".
Ammi ne kaha "theek hai".
Itna keh ke phone rakh diya aur sochne lagi ki dress khareedne to chali jau par pata kaise chalega ki vo dress mere liye theek rahegi. Tabhi ammi ko yaad aaya ki Hariya ne unse kaha tha ki vo unki poori madad karega.