Toh chaliye suru karte hai .....
.....
Yeh story ek aise ladke ki hai jo anokha hai....baki lognse...woh toh na padhai mai acha hai ....nahi dikhne mai bhi ....aur na kisise jyda baat kar pata hai.....ghar mai bhi uski koi ....usko bhava nahi deta ...sirf nafart karte hai ...usko sab bachpan se aba tak woh baki bacho ke tarah nahi tha ...woh toh normal bacho se bhi niche tha ....uski ma bhi ...usse uske baki baccho ki tarah pyar nahi karti...bole toh bhai ne akar galti kar di aisa tha ...par ek twist bhi hai Ismai ...ki yeh uski real family hai hi nahi .....aur uski real family hai toh kaha hai ? Aur kyu bache ko aise choda..ina lognke pass ho usse pyar bhi nahi karte ..........
"Maa ke liye uska beta sirf ek aulaad nahi, uski puri kainaat hota hai.""Duniya ki har khushi ek taraf, aur Maa ka apne bete ke liye pyaar ek taraf..."Beta kitna bhi bada kyun na ho jaye, Maa ki duayein hamesha uske saath chalti hain.""Maa ke dil mein apne bete ke liye jo jagah hai, wo koi aur kabhi nahi le sakta.""Maa ki mamta aur bete ka vishwas, yahi hai duniya ka sabse pavitra rishta.""Bete ki ek muskurahat Maa ki saari thakann aur dukh mita deti hai.""Maa ka aanchal bete ke liye duniya ki sabse safe aur sukoon wali jagah hai.""Ek Maa apne bete ko ugalte hue suraj ki tarah dekhti hai, jo uski zindagi mein roshni bharta hai.""Zindagi mein sab badal sakta hai, par ek Maa ka apne bete ke liye sacrifice kabhi kam nahi hota
....yeh hoti hai na ...aisi ma apne bache ko chod kaise sakti ...hai dusri jagah ....par kya pata isaki koi vajah ho ? Coin ke pehlu hote hai .... dusra bhi pehlu dekhna hai ..Hero ki life .....ke bare mai bhi Jana hai .....
Woh aagye pata chalega .......