Update11
Ab tak...............
Ajgar taaz ko paane mai naakam ho gya tha jiski wajh se wo bhokhalaya hua Mayadhari ke pass jaata hai or usse gusse mai baat karta or apni naakamyaabi ka iljaam Mayadhari per lagata hai jise Mayadhari uski aukat dikha deti hai or saath mai Najumi ki bhi.....
Ansh ke ghr aate hi sabse pahle use Sheila dekhti hai or dekhte hi use shock lagta hai jis karan wo Darwaaje ke pass Darwaaje ko pakad kar khadi rah jaati hai...........
Ab Aage..........
Aananya : B...b.....bhaiyaaaaaa
Aananya ki haklati awaaj sab ke kaano mai padti hai jise sunkar sab Aananya ki trf dekhte hai Aananya ki nazar Ghr ke main Darwaaje par thi jise sab dekh kar uski nazar ka picha karte huye Main Darwaaje ki trf dekhte hai or sab ke sab apni jagh se khade ho jaate hai............
Aananya Bhaiya....... Ansh........ bhaiya karte huye duadte huye Ansh ke pass jaane lag jaati hai or idhar Kuch ke khushi se chahre khile huye thye or kuch ke Chahre ke rang ude huye thye
Subhash : Beta Ansh Ah haha
Ranjit : ( man mai ) Ansh jinda hai
Aanand :
Ansh.........
Arjun : ( man mai ) ye.....ye kese bach gya ye to nadi mai gira tha naa phir kese.......?
Pariyanka : Ansh...........
Kariti : ( man mai )......?
Salini : ( man mai ) Ansh.....?
Shayama : ( Man mai ) Ansh to nadi mai gir gya tha naa phir kese maine to suna hai jo bhi us nadi nai girta hai wo Zinga nhi bachata yaa to Nadi mai girne waalo ki laash milti hai yaa phir wo bhi nahi milti hai
chalo acha hua ansh ko jo kuch bhi nhi hua par ye Sheila aunty Darwaaje ke pass khadi kiyu hai Jab ki unhe to khus hona chahiye Ansh Ke aane se......?
Aananya : Ansh bhai aap thik to ho n
Ansh : H choti mai thik hu
Ananaya Ansh ke gale lagte huye roti hai or bolti hai.......
Ananaya : aap to nadi mai gir gye thye naa
Ansh : H gir gya tha lekin ab thik hu ab tu chup ho jaao
Subhas Ansh ke pass aate huye.......
Subhas : Ansh beta Ansh beta
Ansh : ji Dada ji
Subhas : beta tu thik hai naa
Ansh : ji Dada mai thik hu
Aanand : kiya jarurt thi tumhe ghr se bahar jaane ki Kitni baar bola gya tha tumko ghr par hi rahna kiyu gye thye waha Gb road par tumhe pata bhi hai tumhare wajh se hm sab pure ghr waale kal se kitna paresaan thye
Aanand ki tez awaaj Dhanus ke room mai jaa rahi thi jise sunkar Dhanus badbdaate huye kahta hai..........
Dhanus : Ye uncle bhi naa ab pata nhi kis par chilla rahe hai Phle us chutiye par chilaya karte thye ab pata nhi kis par chilla rahe hai chalo dekhat hu
Dhanus apne room se bahar nikalta hai jese hi Dhanus apne room se bhar nikal kar dekhta hai hall mai sabhi kisi ko ghere huye khade thye jiska chahera Dhanus ko dikh nahi rha tha or Dhanus apni nazar us insaan ki trf kar ke chal rha tha achanak hall mai lage sofe se takraate huye niche gir jaata hai kiyu ki Use Ansh ka chahra jo dikh gya tha use apni aankho par Vishwas hi nhi ho raha tha ki Ansh nadi mai girne ke baad bhi bach sakta hai or wo bhi itne maar khaane ke baad bhi
Dhanus : ( man mai ) Ye Chutiya bewkuf kese bach gya ye to nadi mai gir gya tha naa phir kese
Aanand : papa aap esko ache se samjha do agr esne hamari baat nhi maani to....to...mai.....mai
Ye bol kar Aanand sidiyo se uper chal kar apne room mai chala jata hai or wahi Ansh khada hua apna udaash sa muh banaye huye khada tha
Ranjit : Ansh kiya jarurt thi tumhe ghr se jaane ki Bolo tumko bola gya tha naa ke jab tak Metter sulah samjhota nhi hojata tum ghr se bahar nhi niklo ge to tum kiyu gye gb road or tumko nadi kinare selfi lene ki kiya jarurat thi
Ansh : selfi......?
Ranjit : H selfi selfi lene ke chakkar mai tum nadi mai gir gye thye naa
Ansh : ( man mai ) ye bade papa kiya bol rahe hai mai to Ananaya ko dekhne gya tha Gb road par kisi ka call yaha tha wo bhi Aananya ke number se jo bol raha tha Ananaya ka Accident hua hai wo sab to mai jaanta hu par ye selfi waala kiya lafda hai yrr....?
Awaaj : Kuch to Kanchodan hai bhai
Ansh apne piche mudkar dekhta hai
Ansh : ( man mai ) ye baar baar kiski awaaj mujhe sunai de rahi hai.....??
Subhas : beta Ansh selfi aesi wesi jgh naa liya kro beta maine suna hai Gb Road par aaye din kayi log selfi lene ke chakkar mai nadi mai gir jaate hai
Ansh : Par Dada ji mai to selfi nhi le raha tha mujhe to.........
Abhi Ansh aage kuch kahata use phle Pariyanka bich mai bol padti hai
Pariyanka : are Sheila tum kiyu waha khadi ho tumhara beta Ansh thik thak hai Aao ache se dekh lo
Sheila Pariyanka ki trh dekh kar apne hontho par jhuthi muskaan felati hui Ansh ke pass aati hai
Pariyanka : Ansh beta tumhe pata hai Tumhari Sheila mom jab se suna tum nadi mai gir gye ho us waqt se roye jaa rahi thi naa kuch kha rahi thi naa pi rahi thi thodi der phle hm sab ne use manaya to wo kuch kha pi li
Ansh : ????
Sheila : Tum thik to ho naa
Ansh : ji mai thik hu
Sheila : Hmm
Shayama ye sab dekh rahi hoti hai or apne man mai sochne lag jaati hai............
Shayama : ( man mai ) jis hisaab se Sheila aunty Ansh ke liye ro rahi thi us hisaab se Ansh ko dekh kar unhe to kush hona chahiye tha par mujhe aesa kiyu lag rha hai jese Ansh ke ghr wapas Aane se Sheila aunty kush nhi hai
Pariyanka : Ansh phle tum nahalao or khuch khaa pilo
Ansh : ji aunty
Ye bol kar Ansh apne room mai chala jata hai or Pariyanka kitchen mai waaps chali jaati hai wahi Sheila Dhanus ko ghoorte huye
Sidiyo se uper jaa rahi thi jise Shayama notice kar leti hai
Shayama : ( man mai ) ye Sheila aunty Dhanus ko aese kiyu dekh rahi hai or Dhanus ko bhi dekh kar nhi lagta ki wo Ansh ke ghar wapas Aane se kush hai balki use dekh kar aesa lag raha hai jese Ansh ko ghr hi nhi aana chahiye tha kuch to hai Ye Sheila or Dhanus ke bich mai.......?
Ansh apne room mai aajata hai or apna door lock karte huye apne kapde nikalne lag jata hai or sochne lag jaata hai......
Ansh ( man mai ) Selfi Ye selfi ka kya lafda hai yrr bade papa Aesa kiyu kha rahe hai mai Gb road par selfi le raha tha or ye bc baar baar mujhe ye kiski awaaj sunai de rahi hai yrr
Awaaj : meri
Ansh apne room mai Charo trf apni nazare ghuma kar dekhta hai par waha koi nhi tha
Ansh : kon..?
Awaaj : Mai Lawdasur
Ansh Phir se Charo dekhta hai par waha koi nhi tha Phir bhi Ansh ek baar or conform karne ke liye puchta hai
Ansh : K...kon
Awaaj : mai kingdom of Lawdasur ka raja Lawdasur
Awaaz saaf saaf thi Ansh ko ab lagne laga tha jo wo awaaj raat se sun raha hai wo uska koi wahm nhi hai Ansh ko ab thoda bahot dar lag raha tha kiyu ke use awaaj to sunai de raha tha par awaaj waala insaan dikhai nahi de raha tha phir bhi Himmat kar ke Ansh puchta hai
Ansh : T..t...tum kaha ho
Lawdasur : tere ander
Ansh : what....?
Lawdasur : Abe O Angrej ki aulaad mujhe hindi aati hai hindi mai baat kar Or dar mat mai tujhe kuch nhi karunga
Ansh : T..tum mere ander kese aagye kahi tum koi Bhoot pichas to nhi ho naa
Lawdasur : hahaha bhoot pichas mere ling ke baal ke barabar bhi nhi hai mai Lawdasur hu Lawdasur
Ansh : ok...k.......ok Ab batao tum mere ander kiya kar rahe ho or sabse phle ye batao tum yrr mere ander kese aagye
Lawdasur : phle tu darna band kar maine bola naa mai tujhe kuch nhi karunga
Ansh : abe kese darna band karu yrr meri body ke ander se awaaj aarhi hai or tum bol rahe ho daro mat
Lawdasur : H daro mat mai tumko kuch nhi karunga ab meri baat suno
Ansh : Hmm
Lawdasur : Mai tumhare body mai hu tum jo socho ge mujhe pata chal jaayega or tum apne man mai baat karoge mujhse nhi to tumko sab pagal samjhenge ok
Ansh : ok lekin ye batao tum meri body mai kiyu Aaye
Lawdasur Ansh ko Saari baate batata hai jisse sunkar Ansh badi jor se hasne lag jaata hai.......
Ansh : Hahahahaha
Ansh : ( man mai ) Lagta hai chot mere sir par lagi hai mujhe kisi doctor se dikhana padega nhi to ye Luwdasur mere mai Luwda karta rahega
Luwdasur : ????
Ansh yehi sab soch kar bathroom mai ghus jaata hai
Idhar s.p shahb ke pass Lokesh yadaw aata hai or Darwaaje par se bolta hai
Lokesh : Kese hai s.p shahb
S.p : thik hu Sahar mai ab aap jese log rahenge to thik hi rahunga naa aao betho
Lokesh Kursi par bethte huye bolta hai
Lokesh : Wo to hai hahaha
S.p : batao kese aana hua
Lokesh : Aap ne kal Tony ka Metter sulah samjhota karwaya tha jis ladke ke liye suna hai kal wo selfi lene ke chakkar mai Nadi mai gir kar mar gya mujhe badi dukh hua sun kar wese aap ki baat maan kar mai apni trf se use kuch nhi kiya tha to mera case
S.p : Tumhara case mai kal hi raha dafa kar diya hai Lokesh
Lokesh apni kursi se uthte huye kahat hai
Lokesh : mai chalata hu s.p shahb kisi chiz ki jarurat hogi to batayega
Itna kah kar Lokesh s.p ke room ke Darwaaje ke pass jaata hai tabhi s.p bolta hai
S.p : wese wo ladka zinda hai
Lokesh : ????
( Subhas : Hello Vishwas beta
S.p : Ji uncle Aap chinta mat kariye mai Ansh ki body dhund lunga uncal
Subhas : Nhi nhi beta Ansh ki body ab dhundhne ki koi jarurat nahi hai
S.p : ?????
Subhas : Ansh zinda hai or abhi hamare ghr par hai
S.p : Ye to achi baat hai uncle mai thodi der mai aat hu acha mai rakhta hau )
S.p : tum Apne ladko ko samjha do us ladke or uske friends ko kuch naa kre
Lokesh : Mai apne ladko ko samjha dunga use kiya naam hai us ladke ka
S.p : Ansh
Lokesh : Hmm Ansh or uske friends ko koi kuch naa kre jab tak wo kuch naa karta hai Ab chul shahb
Ek kamini muskaan ke saath Lokesh bahar nikal jata hai
Thodi der baad S.p Ansh ke ghr aata hai or Subhas se kahata hai
S.p : Ansh ki kismat achi hai jo wo bach gya uncle
Subhas : H beta ye sab..???.. ki mehrbaani hai
S.p : Acha uncle abhi thodi der phle mujhse milne ke liye Lokesh yadaw aaya tha maine usko samjha diya hai ab wo Ansh or uske friends ko kuch nhi karega
Subhas : thanx beta
S.p : are uncle esmai thanx ki kya baat hai acha ab mai chalta hua
Subhas : Thik hai beta
S.p : are mai to bhul gya Ansh kidhar hai
Subhas : wo to apne room mai hai abhi bulata hu
Subhas : Ansh........Ansh
Ansh apne Dada ji ki aawaj sunkar unke pass aajata hai Ansh dekhta hai Subhas ke saamne beta hua s.p tha
S.p : kese ho Ansh
Ansh : ji Uncle thik hu
S.p : Tum nadi mai bha kar kaha gye the
Ansh : Pata nhi jab meri aankh khuli to mai ek kinare par tha or phir wahi se pedal ghr aagya
S.p : Hmm thik hai Ab tum ghr ke bahar jaa sakte hu tumhara Metter sulah samjhota hogya hai lekin iska matlb ye nhi ki tum phir se ladai karne lago
Ansh : Are nhi uncal aesa nhi hoga
S.p : Hmm or Beta jara selfi aesi wesi jgh naa liya kro jisse Tumhari jaan ko khatra ho ache se raha kro
Ansh : ??????
S.p : Acha Uncle ab mai chalta hu
Subhas : thik hai beta jao
Ye bol kar S.p waha se chala jata hai
Ansh : ( man mai ) ye Uncle kiyu bol rahe thye selfi Aesi wesi jagh nhi leni chahiye...?
Subhas : beta Ansh
Ansh : ji Dada ji
Subhas : beta apne dosto ko bol diya naa ki tum ghr par wapas aagye ho or tum thik ho
Ansh : nhi Dada ji
Subhas : beta unhe bata do wo log jaanege to khus honge ek kaam kro apne dosto se mil aao par jayada der naa karna
Ansh : ok Dada ji
Ye bol kar Ansh apne ghr se bahar nikal jata hai
Dusri trf Lokesh apne ghr aata hai or komal se bolta hai
Lokesh : Komal maine s.p se baat kiya wo hamara case rafa dafa kar diya hai
Komal : ye to achi baat hai mujhe to dar tha us Ladke Ansh ki marne ki kabar sun kar wo kutta s.p case hi rafa dafa naa kre wo to acha hua ki Ansh ki jhuti ghabar Har jagh fel gyi ki wo selfi lene ke chakkar mai nadi mai gir gya
Lokesh : Hmm Ise hamari kismat samjho or Apne Baccho ko samjha dena ab wo Ansh ko kuch naa kare
Komal : Hmm
Thodi der baad Ansh ankit ke ghr aata hai or uske ghr ki door bell bajata hai
Door bell ki awaaj sunkar ankit Darwaja kholta hai or jese hi ankit Darwaaja khol kar dekhta hai to uske hosh udd jaate hai or wo kaapte huye bolta hai ............
Ankit : B...b...bhoot
Ansh : ???
Ankit : Ansh tu bhoot bangaya
Ansh : ( man mai ) Lagta hai sabhi ki trh ye bhi mujhe mara hua samjh raha hai Abhi saale ki gaand fhaadta hu
Ansh : H Ankit mai nadi mai dub kar mar gya wo meri Aatma bhatkne lagi tu mera bachpan ka dost hai naa
Ankit : Bachpan ka dost hu matlab....?
Ansh : Matlb ye mere dost meri Aatma bhatk rahi hai tere liye mai tujhe lene aaya hu
Ankit : M...m..mujhe lene
Ansh : H tujhe lene tu mera dost hai na chal mere saath ham log saath saath rahenge
Ankit : Nhi nhi mai tera dost nhi mujhe chhod de
Ansh : ( man mai ) Saala kamina ruk abhi or maza chakhata hu
Ansh : Phle teri aatma to lelu phir Salim ki aatma lene hm log saath chalenge
Ansh apni dono haatho ko hawa mai uthaate huye Ankit ki trf dhire dhire badhte huye bolta hai.....
Ansh : Mujhe apni aatma dede Ankit
Ankit : N...Nhi mujhe chhod de yarr mujhe nahi marna hai
Ansh ko aese apni trf aate dekh kar Ankit dar jaata hai or wo ghr ke ander bhagta hai or Ansh uske piche dudne lag jaata hai dono hi hall aajate hai or ek 3 seat ke sofe ke side mai ankit khada tha to dusre side Ansh khada tha
Ansh : Ankit mere dost mujhe apni aatma dede
Ankit rote huye...........
Ankit : Ahh nhi mummy Bachao
Ankit ko aese rote huye dekh kar Ansh ki hasi chhut jaati hai or wo apna pet pakad kar hasse huye sofe par lait jaata hai
Ansh : Hehee Abe darpok hahaha
Ankit : ...???
Ansh : Abe mai jinda hu yaar mai koi aatma nhi hu saale darpok
Ankit : kiyaaaa tum jinda ho sach mai
Ansh sofe par se uth kar khada hojata hai
Ansh : Hahaha Or nhi to kiya tere saamne hu yrr
Ankit Ansh ko gale lagate huye or rote huye bolta hai....
Ankit : Bhai tu zinda Ehhhh
Ansh : H yrr wese ye Notanki band kar mujhe tujhse baat nhi karni
Ankit Ansh ko chhodte huye bolta hai......
Ankit : kiyu baat nhi karni yaar...?
Ansh : kiyu ki thodi der phle hi tune bola tu mera dost nhi hai
Ankit : Or nhi to kya bolta saale mujhe dara diya tha Aatma ban kar
Ansh : Hahaha wo to mai dekh raha tha tu darta hai yaa nhi
Ankit : Abe mai kisi se darta nhi hu lekin bhoot ki dar ki baat kuch or hai mai bachpan se horror movies dekh kar darta hu samjha
Ansh : Hihihi H H samjh gya
Ankit : Hahahha
Ansh : ....???
Ansh : Ab tu kiyu has raha hai...?
Ankit : mujhe ye soch kar hasi aarahi hai jab tu Salim ke saamne aayega or jis trh tune mujhe aatma ban kar daraya agr us trh Salim ko daraya to uski to pant hi gili ho jaayegi hahaha
Ansh : Hahaha
Ankit : wo to mujhse bhi jayada darpok hai horror ke maamle mai dekhna khi pisaab naa kar de Hahaha
Ansh : Hahaha
Ankit : to chal Salim ke pass uski pant gili karne hahaha
???? : khi jaane ki jarurt nhi hai
Ansh : ???
Ankit : ????
Ansh : are Salim tum yaha
Salim : Hmm or maine tum dono ki saari baate sun li or ye kamina khud to dar gaya or mujhe dhi darane waala tha acha hua mai yahi sahi time par aagya Hihihi
Ankit : Hihihi
Salim Ansh se gale milta hai phir tino sofe per beth kar baate karne lag jaate hai
Salim : wese Ansh maine suna hai us Gb road se jo nadi mai girta hai wo bacha nhi hai kiyu ki waha nadi ka bahao jayada hota hai tum kese bache bhai
Ankit : Abe chutiye kya bol raha hai tu kese bacha usse hmlogo ko kiya matlb hai bs apna Ansh thik H wahi bahot hai hamare liye
Salim : are ankit mere kahne ka matlab ye hai nadi se Ansh kese nikala
Salim : Ansh tu bura mat maanna
Ansh : Nhi yaar dosto ke baato ka kiya bura maanna
Ansh : Aadhi Raat ko meri aankh khuli to dekha mai nadi ke kinare pada hua tha phir waha se pedal hi gahr aagya
Ankit : wo sab to thik hai par tu ye bata jab wo police s.p uncle nai hmlogo ko ghar se bahar nikalne ke liye mana kiya tha tab tu kiyu nikala bol or kiya jarurat thi Gb road ke kinare selfi lene ki bol jab ki tu acche se jaanta hai aaye din waha selfi ke chakkar mai log nadi mai girte hai
Ansh : abe mai koi pagl thodi hu ki jab gharwaalo ne ghar se nikalne ke liye manna kiya to nikal jau
Ankit : ???
Salim : to nikala kiyu tha yaar
Ansh : Aananya ki wajh se
Ankit : kiya Aananya ki wajh se...?
Ansh : H Aananya ki wajh se Kisi nai mujhe call kiya tha ki Gb road par aananya ka Accident ho gya hai
Ankit : kiya baat karte ho yaar us din Aananya ka Accident hua tha par jese hi tumhari nadi mai girne ki khabar mili to hm sab dekhne Gb road par gye thye or wahi sab log bhi thye or aananya bhi maine aananya ko dhi dekha tha wo to thik thi ek dum thik dikh rahi thi
Salim : Ankit phle Ansh ki baat puri hone de yaar
Ankit : Hmm
Ansh : Call cut hone ke baad mai turant Gb road chala gya or mere jaate hi waha Tony or Raj ki bhen Ritika or Daina Pawan or kuch Aadmio ke saath aagyi
Ankit : Kiya baat karta hai bhai unhe kese pata chala tu ghr se waha jaane waala hai
Ansh : Pata nhi yaar
Salim : mujhe kuch gadbad lag rahi hai Ansh tu phle puri baat bata phir kiya hua aage
Ansh : Phir kiya hua Daina ke Aadmio se ladai hone lagi or Usi bich mai daina aagyi or mujhe nadi mai fek diya
Ankit : kya bola daina nai tujhe nadi mai fek diya hai daina bhi tujhse lad rahi thi....?
Ansh : H
Ankit : Ye saali ladki hai yaa aadmi
Ankit : Lekin tere bhaiya Dhanus nai bata tha ki unke ek friend nai tujhe Road ke kinare Selfi lete huye nadi mai girte huye dekha hai
Ansh : H Maine bhi subh ghr par suna ye baat magr meri samjh mai nahi aarha hai Dhanus bhaiya ke friend nai Kiyu jhut bola
Ansh or Ankit aaps mai baate karte hai or wahi chup chaap Salim kisi soch mai betha hua tha jise dekh kar Ankit use tokte huye bolta hai
Ankit : Tujhe kiya hua tu kiya soch raha hai
Salim : yaar mai ye soch raha hu Aananya nai kisi ko kiyu nahi bataya ki tumko maar pit kar nadi mai feka gya hai
Ansh : wo kese batayegi kisi ko yaar jab ki wo waha thi hi nhi
Ankit : Hmm....?
Salim : .....?
Ankit : Tune hi to bataya naa ki tujhe Aananya je number se call aaya tha ki uska Gb road par accident ho gya hai
Ansh : H call aaya tha par aananya waha nhi thi kisi nai mere sath game khela hai Aananya ke number se
Salim : Ho sakta hai ye Pawan ka kuch game ho esmai jarur usne Aananya ka mobile chori karke tujhe call kiya ho or call karne ke baad uska mobile use wapas kar diya ho yaa ye bhi ho sakta hai ek call karne ke bahane usne Aananya se mobile maang kar tujhe call kiya ho
Ankit : H yehi ho sakta hai
Ansh : Mujhe Aananya se pata lagana hoga wese meri ek baat samjh mai nhi aarhi hai
Salim : kiya....?
Ansh : Jab mai un Gundo se lad raha tha to unmai se ek gunde ne apni talwaar nikal kar mujhe maarne ke liye meri trf aarha tha or pawan nai use rokne ki koshish karne laga jisse wo Gunde usi ko maarne lage
Ankit : Nhi yaar aesa nhi ho sakta hai wo saala bahot kamina hai usi ki wajh se to itna hua hai or bhala wo tujhe bachane ke liye kiyu maar khayega
Ansh : Pata nhi
Tino apni baato mai lage huye thye ki
????? : Are Ansh.......
Tino Saamne dekhte hai unke saamne Shanti khadi thi
Lawdasur : kiya Gadraya hua badan hai Ahh
Ansh : ( man mai ) Phir se awaaj aane lagi yaar
Shanti Ansh ke pass aate huye
Shanti : Ansh Tum zinda ho
Ansh khada ho jata hai.......
Ansh : Ji aunty nadi nai mujhe baha kar kinare par fek diya tha
Shanti : Ye to achi baat hai Mujhe khushi hui tumhe dekh kar tum log betho mai Change kar ke tum logo ke liye coffee banati hu
Shanti waha se apne room mai chali jaati hai or ek lower or t-shirt pahen kar kitchen mai aajati hai or coffee banane lag jaati hai
Ankit : Tu Aananya se pata laga kisi nai uska mobile manga tha kiya us din tab pata chalega wo kon tha
Ansh : Hmm thik hai aaj Aananya se pata kar lunga
Shanti coffee banate huye Ansh se bolti hai.
Shanti : Ansh
Ansh : ji Aunty
Ansh jab Shanti ki trf dekhta hai to uski nazaro ke saamne Shanti ki Lower ke uper se moti gaand nazar aane lagti hai
Lawdasur : waah kiya gaand hai gadraya hua mumahhhh
Ansh : ( man mai ) Abe kiya ho rha hai kiyu mujhe baar baar ye awaaj sunai de rahi hai
Shanti : Wo Salim ki mom nai mujhe aaj subh call kiya tha bol rahi thi ki tumhari bike unki hospital ki Parking mai hai puch rahi thi ki Salim se Ansh ke ghr bejwa du to maine kha diya dejh dena ab tum aagye ho to jaa kar apni bike lelena
Ansh : ji aunty mai lelunga
Shanti coffee bana try mai rakh kar tino ke pass aati hai or thoda jhuk kar phle Salim ki trf try karti hai jisse Salim ek cup coffee utha leta hai phir ankit last mai Shanti khadi ho kar Ansh ke pass jaati hai or thoda jhuk kar Ansh ki trf try karti hai Ansh coffee ke cup ko dekhta hai or jese hi wo coffee ke cup ko haath lagata hai uski nazar Shanti ki t-shirt ke ander se uske boobs ki calvereg dikhne lag jaati hai or Ansh ki nazar wahi jam jaati hai
Lawdasur : Aa Haa kiya badi badi chuhiya hai
Ansh Lawdasur ki baato ka dhayaan nhi beta wo to bs Shanti ki calvereg mai kho sa gya tha
Shanti : ( man mai ) ye Ansh coffee ka cup kiyu nhi utha rha
Jab Shanti Ansh ki nazaro ka picha karti hai to pati hai Ansh ki nazar uski boobs calvereg par tiki hui thi
Shanti : ( man mai ) Ye ladka bhi naa phir se meri boobs dekhne lag gya or esko jara sa bhi Dhayaan nhi hai ke iske Friends bhi iske saath bethe huye hai or jiski ye boobs dekh raha hai wo uski friend ki mom hai agr Ankit ya Salim nai ese aese dekhte huye dekh liya to kiya sochenge
Shanti shide khadi ho kar apne ek haat se coffee ka cup pakadti hai or try se utha kar Ansh ki trf kare huye bolti hai......
Shanti : Ansh coffee lo
Shanti ko aese awaaj dene se Ansh ka dhayaan tootta hai or wo Shanti ki aankho mai dekhta hai to Shanti use ghoore jaa rahi thi
Ansh Shanti ko aese ghoorte huye dekh kar dar jaata hai or fat se Shanti ke haatho se coffee le leta hai or apni nazare Ankit ki trf kar deta hai Shanti waha se kitchen ki trf jaane lag jaati hai
Ansh use dekh kar man mai sochta hai.....
Ansh : ( man mai ) Abe yrr ye maine kiya kar diya shaanti aunty ki calvereg dekh raha tha or Shanti aunty nai mujhe dekh liya unk calvereg dekhte huye
Lawdasur : Hihihih
Ansh : ( man mai ) Ab ye mera dimag kiyu has raha hai bc
Lawdasur : Dimaag nhi mai has raha hu Lawdasur
Ansh : ( Man mai ) Ab pakka mujhe kisi doctor se dikhana padega
Lawdasur : Tujhe ab mai kese samjhao jaa teri marzi
Idhar Shanti kitchen ki trf jaate huye ek baar piche mud kar Ansh ko dekhti hai or apne man mai sochti hai......
Shanti : ( Man mai ) ye jawan Ladka bhi naa hihihi
Salim : Acha mai ab chalta hu mom nai mujhe hospital bulaya tha kisi kaam se
Ansh : ruk mai bhi tere saath chalta hu meri bike teri mom ki hospital ki parking mai hai
Salim : Hmm chalo
Ansh or Salim dono hi Ankit ke ghr se hospital ki trf jaane lag jaate hai.
Ab Aage.........
Kiya Ansh Aananya se pata kar paayega ki uska mobile se kisne use call kiya tha ..........
Udher Ajgar kiya karne waala hai taaz ko paane ke liye........
4389 words complete........
Dear Readers" Aage ki updates or majedaar ho uske liye like
or comments ๐ฃ karte rahiye taaki Hm aap ke liye updates ko or BEHTER bana sake...........
Keep supporting...........